Ek Aurat Ka Safar "Khwaish"

by khwaish on June 05, 2011, 01:11:20 PM
Pages: 1 2 [3] 4
ReplyPrint
Author  (Read 24442 times)
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 6 hours and 11 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006


View Profile
«Reply #30 on: June 07, 2011, 03:28:09 PM »
Reply with quote
khwahish ji .........bahut achha laga aapki ye kalam...aapne ek aurat ke kai pahelu ko samne rakha ....usko samjha usko  lafzoN mein bayan kiya ......ye bahut badi baat hai .....rabb aapko har khusi de ..humesha achhai  ke raste pe chalna sikhaye .....

aameeN

Aapka bahut bahut Aur bahut shukriya Ek_Tamanna Ji..

Aapne Itna Kuch Keh Diya Jiske Main Bilkul Bhi Kaabil Nahi..

Aapki Inn Duaon Ke Liye sache Dil Se Bahut bahut Shukriya..

bas...Yuhi Humesha Saath Dete Rahiye icon_flower


Logged
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 6 hours and 11 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006


View Profile
«Reply #31 on: June 09, 2011, 08:02:31 AM »
Reply with quote
Khwaish Bhaiiiiiiiiiiiiii.. Kya Likhte Ho Yaaaaaaaaar.. Aise Alfaazon ke liye To Daad bhi Kam Padh jaati hai mere Bhai... !!!

Ek Aurat Ki Zindgi ke Kai Pahaluon Ko Mehsoos Kar Jis Tarah aapne Lafzon me Dhaala hai.. Qaabil-e-Taareef Hai..!!!  notworthy notworthy

Baaki is Rachna ki Taareef Ke Liye In Taaliyon ke Siwa mere paas kuch nahi..
 Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley



**~** Mann **~**

Aapne Inn Ehsaaso Ko Mehsoos Kiya, Yehi bahuttttt Hai Mere Bhai..

Aapka Tehhhhhhhhh Dilllllllll Se Shukriya... icon_flower

Logged
dr rakesh jain
Guest
«Reply #32 on: June 09, 2011, 10:59:25 AM »
Reply with quote
Wonderful excellent   laughing4  icon_salut
Logged
Talat
Guest
«Reply #33 on: June 09, 2011, 12:33:57 PM »
Reply with quote
Bahut Kam Aisa Hota Hai ke Kuch Likhne Par Apni Hi Aankhein Nam Ho jaaye,
Darasal Yeh Kavita Maine Tab likhi
Jab Main Main Apni Didi Ko Vaapas Airport Drop Karke Apne Office Aaya..
Jaise Yahan Par Summer Vacations Par sab Betiyan Apne ghar jaati hai,
waise hi meri Didi Bhi Yahan Rehne aayi thi,
Kisi Apno Se Bichadkar ya Door Jaate Waqt
Aankhon Ko Nam Ho Jaana Laazmi Sa Ho jata Hai..
Aise Mein Main Khud Se Ek sawaal sa Kar Gaya Ke Aakhir
Ek Aurat Ka Safar Kya Hota Hai???

Kuch Ankahe Jazbaaton Mein Behkar Kuch Likh Raha Hoon..Padhiyega Zaroor.


Kya Hai Aurat???

Kisi Ke Ghar mein Beti Bankar Janam Leti Hai
Baap Ki Izzat,Maa Ki Parchai Bankar Rehti Hai
Apne Bhaiyon Ke Saath hasti-Khelti Rehti Hai
Inhi Rishte-Naato Ko Yeh Apni Duniya Samaj Leti Hai!!!

Phir Ek Din............

Naye Rishte, Nayi Zimmedariyon Se Usse Hum Jod Jaate Hai
Vidaai Par Peeche Bas Kuch Yaadein yeh Chodd Jaate Hai

Kuch Aur Rishto Ko Nibhaane Ke Liye,
Yeh Beti Auron Ke Ghar Ko sajaane Jaati hai
APni Mehak Se Kisi Aur Ke Ghar Ko Mehakaati Hai
Ek Beti Kisi Ki Patni, Kisi Ki Bahu, Kisi Ki Bhabi Ban Jati hai
Yeh Ek Ladki, Naa Jaane Kitne Rishto mein Dhal Jaati Hai!!!!

Har Ek Rishte Ko Nibhaana Iske Liye Ek Farz keh Lata Hai
Iske hirday mein Sab ke Liye Sirf pyaar Hi Pyaar Reh Jaata Hai
Pehle Beti, Phir Behan, Phir Patni,Phir Bahu, Phir Maa,Phir Daadi-Naani....

Yeh Aurat Naa Jaane Kitne Rishto mein Simat Jaati hai
Ek Nanhi Si Jaan Khaandaano Ko Chalaati Hai!!!!!!!

Eh Aurat Teri Koi paribhaasa Teri Koi Ek pehchaan Nahi!!
Teri Mahima "Khwaish" Darsha Sake,Itni Uski Kavita mein Jaan Nahi

Eh AUrat Tujhe Tujhe Kya Kahoon, Teri Har Baat Niraali Hai!!!!
Tu Ek Aisa pauda Hai Jis Ghar Rahe Waha hariyali Hi hariyali Hai

Ek Aurat Ko Kabhi Parayapan ka Ehsaas Na Dilaao
Jisne Har Kadam Par APne Ehsaaso Ka Balidaan Diya
Kabhi Uski Zindagi Ko Kareeb Se Jaan Paao..

Teri Shaan Mein "Khwaish" Sirf Itna keh sakta Hai
Teri Unchaiyon Ke Saamne Aasman Bhi Nahi Reh Sakta Hai!!!

Iss Kavita Se Mera Sirf Itna Sa Ek paighaam Hai!!!!
Eh Aurat!!! Tujhe Mera Sar Jhuka Kar Salaam Hai!!!!!
 
              ~~~~~Khwaish~~~~~


 Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley

Bohot mubarak ho iss khoobsurat shayari likhne pe Khwaish Dost.... Har daur, har mazhab main aurat ko ek khaas rutba diya gaya hai aur uski wajah uski qurbaaniyaan hain jo wo apne ghar, apni family ke liye karti hai....Mere paas lafz ki kami hai aapki iss shayayari ki taareef main likhne ki.....Aapne humesha social issues pe likha hai aur bohot behtareen likha hai...Keep writing always.
Logged
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 6 hours and 11 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006


View Profile
«Reply #34 on: June 09, 2011, 02:06:16 PM »
Reply with quote
khwaish ji....  happy3 happy3

jab ye poem padhi uss waqt ki feel nahin bata sakti.... Crying

kuch din pehle hi mom k ghar se aai hun aur aate hi jab aapki ye post dekhi laga jaise dil nikal liya ho kisine... love9 love9
aankhein num  tearyeyed aur man kiya fir ghar chali jaun.... sad11 sad11
ek aurat ki iss peeda ko bht hi behtareen tarike se aapne samjha aur pesh kiya hai.... Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley
iski tareef karne ki meri aukaat nahin..haan mehsus dil ki gehraiyon se ki hai.... love9 love9
aapne ise likha hai aur mehsus kiya hai iske liye apko salaam......  icon_salutnotworthy notworthy icon_salut



Anu Ji, Kisi Ka Dil Se Likha Hua Kisi Ke Dil Tak Pahunche To Wahi uss kavita ka Sabse bada Inaam Hota Hai Aur jab Woh kavita Kuch Khaas Vishey Par Ho To Dil Ko Aur Bhi Sukoon Milta Hai..Aapke Comments Mere Liye Bahut Zaroori The,Aapke Comments Ka Intezaar Sa Tha Mujhe. Aapne Inn Ehsaaso Ko mehsoos Kiya,Iss Kavita Ke Dard Ko Jaana, Samjha..Aap Kotaan Kot Shukraana..

Yuhi Humesha Humein Apna kuch Waqt Dete Rahiye..Thanks a Lotttttttttttt
Logged
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 6 hours and 11 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006


View Profile
«Reply #35 on: June 10, 2011, 01:00:41 PM »
Reply with quote
Simply Amazing Creation Khwaish ji...

Itne Sache aur Dabe aurat ke ehsaas ko aaj apne Aksharo ka roop de bahoot umda sakal di hai.. Yea rachana wakai mea kai dilo se judi hai..

Bahoot Bahoot Bahoot Umda aur Behtareen Peshkash .. !!! Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause

Divya



Sophiji, Aapne iss Kavita Ko padha Aur Iss Kadar Saraha..

Aapka Bahutttttttt bahuttttttttt Shukriya..Yuhi Saath Dete Rahiyega
Logged
poppoetry
Guest
«Reply #36 on: June 12, 2011, 06:50:43 AM »
Reply with quote

Pooja Ji, Aapke Comments Par Reply Dena Zaroori Ho gaya Hai,Sabse Pehle Aapka Bahut Bahut Shukriya Pooja..Jo Aapne Apna keemti Waqt Diya..Aur Rahi Aapki Baat, Bilkul Sach Hai Par pooja Sirf Ek Aurat Hi ghar Ko tabaah Nahi karti..Jis Insaan Ki Soch Buri Ho,Woh Bura Hi karega chaahe Woh Ek AUrat Ho Yaa Koi Mard. Aur Ache Bure Insaan To Har Jagah baste Hai..Yeh Hi duniya Hai, har Insaan Apne Aap mein Kabhi Mukammal Nahi Rehta..


yha ek aurat ki baat ho rhi thi toh ussi par hi parkaash daalna sahi samjha....aur aaj k waqt mein jo chal rha hai wo hi kehna thk laga....shukriya
Logged
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 6 hours and 11 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006


View Profile
«Reply #37 on: June 12, 2011, 01:16:28 PM »
Reply with quote
:icon_salut:Aapke dil mein itni izzat ek aurat ke liye Khwaish ji,aapke soch aur ehsaaso ko main salute karti hun.superb creation.dil ko chu gayi aapke kavita. Hats off to you! Hats off to you!  Both Thumbs Up Thankyou ! Applause Applause Applause Applause

Thanks a Ton Dear madhu..thankyou Soooooooo much For Always Appreciating My work.... icon_flower icon_flower icon_flower
Logged
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 6 hours and 11 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006


View Profile
«Reply #38 on: June 12, 2011, 02:28:52 PM »
Reply with quote
no words
just hats off to you
 notworthy notworthy


Thankyou Sooooo Much Manishji icon_flower
Logged
SURESH SANGWAN
Guest
«Reply #39 on: June 12, 2011, 03:09:27 PM »
Reply with quote
khwaishji aapne bahut hi  jordaar dhamaakedaar likha hai.
tahe dil tareef hazir hai.
 hello2 Clapping Smiley Applause hello2 Clapping Smiley Applause hello2 Clapping Smiley Applause hello2 Clapping Smiley Applause
par aapse ek baat kehni hai wo ye ki log apni behan aur maan ko hi aurat kyun samajhte hain  biwi ko 1% log hi iss kadar sochte honge,unke rishte ke to joke ka patra banti hain....................
aisa kyun.Huh??

 notworthy notworthy notworthy
Logged
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 6 hours and 11 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006


View Profile
«Reply #40 on: June 14, 2011, 07:26:47 AM »
Reply with quote
shukriya.... khwaishji....


U R Once Again, Welcome Anjuji.. icon_flower
Logged
adil bechain
Umda Shayar
*

Rau: 161
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
31 days, 18 hours and 24 minutes.

Posts: 6552
Member Since: Mar 2009


View Profile
«Reply #41 on: June 14, 2011, 10:18:26 AM »
Reply with quote
Bahut Kam Aisa Hota Hai ke Kuch Likhne Par Apni Hi Aankhein Nam Ho jaaye,
Darasal Yeh Kavita Maine Tab likhi
Jab Main Main Apni Didi Ko Vaapas Airport Drop Karke Apne Office Aaya..
Jaise Yahan Par Summer Vacations Par sab Betiyan Apne ghar jaati hai,
waise hi meri Didi Bhi Yahan Rehne aayi thi,
Kisi Apno Se Bichadkar ya Door Jaate Waqt
Aankhon Ko Nam Ho Jaana Laazmi Sa Ho jata Hai..
Aise Mein Main Khud Se Ek sawaal sa Kar Gaya Ke Aakhir
Ek Aurat Ka Safar Kya Hota Hai???

Kuch Ankahe Jazbaaton Mein Behkar Kuch Likh Raha Hoon..Padhiyega Zaroor.


Kya Hai Aurat???

Kisi Ke Ghar mein Beti Bankar Janam Leti Hai
Baap Ki Izzat,Maa Ki Parchai Bankar Rehti Hai
Apne Bhaiyon Ke Saath hasti-Khelti Rehti Hai
Inhi Rishte-Naato Ko Yeh Apni Duniya Samaj Leti Hai!!!

Phir Ek Din............

Naye Rishte, Nayi Zimmedariyon Se Usse Hum Jod Jaate Hai
Vidaai Par Peeche Bas Kuch Yaadein yeh Chodd Jaate Hai

Kuch Aur Rishto Ko Nibhaane Ke Liye,
Yeh Beti Auron Ke Ghar Ko sajaane Jaati hai
APni Mehak Se Kisi Aur Ke Ghar Ko Mehakaati Hai
Ek Beti Kisi Ki Patni, Kisi Ki Bahu, Kisi Ki Bhabi Ban Jati hai
Yeh Ek Ladki, Naa Jaane Kitne Rishto mein Dhal Jaati Hai!!!!

Har Ek Rishte Ko Nibhaana Iske Liye Ek Farz keh Lata Hai
Iske hirday mein Sab ke Liye Sirf pyaar Hi Pyaar Reh Jaata Hai
Pehle Beti, Phir Behan, Phir Patni,Phir Bahu, Phir Maa,Phir Daadi-Naani....

Yeh Aurat Naa Jaane Kitne Rishto mein Simat Jaati hai
Ek Nanhi Si Jaan Khaandaano Ko Chalaati Hai!!!!!!!

Eh Aurat Teri Koi paribhaasa Teri Koi Ek pehchaan Nahi!!
Teri Mahima "Khwaish" Darsha Sake,Itni Uski Kavita mein Jaan Nahi

Eh AUrat Tujhe Tujhe Kya Kahoon, Teri Har Baat Niraali Hai!!!!
Tu Ek Aisa pauda Hai Jis Ghar Rahe Waha hariyali Hi hariyali Hai

Ek Aurat Ko Kabhi Parayapan ka Ehsaas Na Dilaao
Jisne Har Kadam Par APne Ehsaaso Ka Balidaan Diya
Kabhi Uski Zindagi Ko Kareeb Se Jaan Paao..

Teri Shaan Mein "Khwaish" Sirf Itna keh sakta Hai
Teri Unchaiyon Ke Saamne Aasman Bhi Nahi Reh Sakta Hai!!!

Iss Kavita Se Mera Sirf Itna Sa Ek paighaam Hai!!!!
Eh Aurat!!! Tujhe Mera Sar Jhuka Kar Salaam Hai!!!!!
 
              ~~~~~Khwaish~~~~~



ye poem likhna namumkin to nahin par haan bahut mushkil hai.jis tarah se aapne ise lafzo.N mein utara hai bahut hi qaabil-e-tarif hai. aur aap ke ehsasat ko dikhata hai. mujhe ye shubha ho chala hai kahin aap aurat to nahin. ya phir is rishte ki gahraai par aapne shayad research kiya hai. yaqeen maane main bilkul seriously kah rahaa hoon janaab. Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley
Logged
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 6 hours and 11 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006


View Profile
«Reply #42 on: June 18, 2011, 09:42:32 AM »
Reply with quote
Ek beti bankar maine bhi Janam lia,
Achcha laga hum betiyon ko bhi dunia ke beto ne samaj lia,
dil mein jo khushi aayi hai, woh bayaan karu..aise alfaaz mere paas nahi,
Chahkar bhi agar kuch kehna chahu, toh kami poori hogi nahi..
abhi ke liye bas itna hi ki likhte rahiye apni jubaani kuch aisi hi nayi kahaani..
Bahut khoob !! God Bless !

Aapke daad Dene Ka Andaaz bahut Pasand Aaya Humein..

Aapne Iss Kavita Ke ehsaas Ko Mehsoos Kiya..aapka bahuttttt bahuttttttt Shukriya Shalu Ji..Yuhi Saath Dete Rahiyega icon_flower
Logged
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 6 hours and 11 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006


View Profile
«Reply #43 on: June 20, 2011, 07:44:43 AM »
Reply with quote
apki is kavita ki tareef karna mere bas ki bat nahi par aapne jin asan shabdo me ek aurat ki jindagi ko likha aapki vichaardara aapki soch ko mera salam hai

bhagwan aapko har khushi de




Sabse pehle Aapki Duayon Ke Liye Bhaut bahut Aur bahut shukriya Sweetyji..

Aapne apna waqt diya aur iss kavita ke ehsaas ko samjha,Thankyou sooooooooooooooo much!!! icon_flower
Logged
sbechain
Guest
«Reply #44 on: June 20, 2011, 08:00:24 AM »
Reply with quote
Bahut Kam Aisa Hota Hai ke Kuch Likhne Par Apni Hi Aankhein Nam Ho jaaye,
Darasal Yeh Kavita Maine Tab likhi
Jab Main Main Apni Didi Ko Vaapas Airport Drop Karke Apne Office Aaya..
Jaise Yahan Par Summer Vacations Par sab Betiyan Apne ghar jaati hai,
waise hi meri Didi Bhi Yahan Rehne aayi thi,
Kisi Apno Se Bichadkar ya Door Jaate Waqt
Aankhon Ko Nam Ho Jaana Laazmi Sa Ho jata Hai..
Aise Mein Main Khud Se Ek sawaal sa Kar Gaya Ke Aakhir
Ek Aurat Ka Safar Kya Hota Hai???

Kuch Ankahe Jazbaaton Mein Behkar Kuch Likh Raha Hoon..Padhiyega Zaroor.


Kya Hai Aurat???

Kisi Ke Ghar mein Beti Bankar Janam Leti Hai
Baap Ki Izzat,Maa Ki Parchai Bankar Rehti Hai
Apne Bhaiyon Ke Saath hasti-Khelti Rehti Hai
Inhi Rishte-Naato Ko Yeh Apni Duniya Samaj Leti Hai!!!

Phir Ek Din............

Naye Rishte, Nayi Zimmedariyon Se Usse Hum Jod Jaate Hai
Vidaai Par Peeche Bas Kuch Yaadein yeh Chodd Jaate Hai

Kuch Aur Rishto Ko Nibhaane Ke Liye,
Yeh Beti Auron Ke Ghar Ko sajaane Jaati hai
APni Mehak Se Kisi Aur Ke Ghar Ko Mehakaati Hai
Ek Beti Kisi Ki Patni, Kisi Ki Bahu, Kisi Ki Bhabi Ban Jati hai
Yeh Ek Ladki, Naa Jaane Kitne Rishto mein Dhal Jaati Hai!!!!

Har Ek Rishte Ko Nibhaana Iske Liye Ek Farz keh Lata Hai
Iske hirday mein Sab ke Liye Sirf pyaar Hi Pyaar Reh Jaata Hai
Pehle Beti, Phir Behan, Phir Patni,Phir Bahu, Phir Maa,Phir Daadi-Naani....

Yeh Aurat Naa Jaane Kitne Rishto mein Simat Jaati hai
Ek Nanhi Si Jaan Khaandaano Ko Chalaati Hai!!!!!!!

Eh Aurat Teri Koi paribhaasa Teri Koi Ek pehchaan Nahi!!
Teri Mahima "Khwaish" Darsha Sake,Itni Uski Kavita mein Jaan Nahi

Eh AUrat Tujhe Tujhe Kya Kahoon, Teri Har Baat Niraali Hai!!!!
Tu Ek Aisa pauda Hai Jis Ghar Rahe Waha hariyali Hi hariyali Hai

Ek Aurat Ko Kabhi Parayapan ka Ehsaas Na Dilaao
Jisne Har Kadam Par APne Ehsaaso Ka Balidaan Diya
Kabhi Uski Zindagi Ko Kareeb Se Jaan Paao..

Teri Shaan Mein "Khwaish" Sirf Itna keh sakta Hai
Teri Unchaiyon Ke Saamne Aasman Bhi Nahi Reh Sakta Hai!!!

Iss Kavita Se Mera Sirf Itna Sa Ek paighaam Hai!!!!
Eh Aurat!!! Tujhe Mera Sar Jhuka Kar Salaam Hai!!!!!
 
              ~~~~~Khwaish~~~~~



AAPKE IS NAZAM KE BAAD MAIN SIRF YEHI KAH SAKTI HOON KI WAQAI AAP EK ACHE AUR SHARIF INSAAN HO AGAR AAP NE AURAT KE DARD KO MAHSOOS KIYA HAI.




 Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley
Logged
Pages: 1 2 [3] 4
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 21, 2024, 10:06:53 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[November 21, 2024, 09:01:29 AM]

[November 16, 2024, 11:44:41 AM]

by Michaelraw
[November 13, 2024, 12:59:11 PM]

[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.151 seconds with 26 queries.
[x] Join now community of 8506 Real Poets and poetry admirer