Talat
Guest
|
«Reply #15 on: May 16, 2009, 05:28:38 PM » |
|
Sorry for being so late in the response.....!! Its an amazing creation.....just wonderful...Congratulations for writing such a deep poem...Bohot bohot khoob !!
|
|
|
Logged
|
|
|
|
|
Roja
Guest
|
|
«Reply #16 on: May 16, 2009, 05:44:31 PM » |
|
Sab kah rahe hai isko kyun janm diya tune Is beraham duniya ko ye kah diya hai meine Ye mere liye hai aai tum sabko mein samjhaaoo Mein dard apne dil ka jake kise bataaoo
Ye beti bani meri phir maan kisi ki hogi Hogi chaman ki raunak ye aaftab hogi Sab taur tarike bhi mein hi ise sikhaaoo Mein dard apne dil ka jake kise bataaoo ooh... Bahut khoob... Sakhi sis aapne bahut accha likha hai...Ek beti ki maa ka dard.......bahut accha bayan kiya hai aapne. Daad hazir hai.
|
|
|
Logged
|
|
|
|
sakhi1909
Guest
|
|
«Reply #17 on: May 16, 2009, 06:08:57 PM » |
|
Sorry for being so late in the response.....!! Its an amazing creation.....just wonderful...Congratulations for writing such a deep poem...Bohot bohot khoob !! thnx 4 ur commnt celmira ji
|
|
|
Logged
|
|
|
|
sakhi1909
Guest
|
|
«Reply #18 on: May 16, 2009, 07:29:07 PM » |
|
ooh... Bahut khoob... Sakhi sis aapne bahut accha likha hai...Ek beti ki maa ka dard.......bahut accha bayan kiya hai aapne. Daad hazir hai.
roja dear huggs shukriya apko pasand aaye mere alfaaz daad apki sir mathe par huggs sakhi
|
|
|
Logged
|
|
|
|
harpreet gill
Guest
|
|
«Reply #19 on: February 18, 2010, 12:48:03 AM » |
|
bahut khoob ... bahut khoob .. "BETIYAAN HI TO BANA KARTI HAIN EK DIN MAA BHI... ISLIYE HOTI HAI HAR BETI MEIN MAA KI FITRAT...." .................................harpreet gill, perth
|
|
|
Logged
|
|
|
|
nanhi_pari
Guest
|
|
«Reply #20 on: February 18, 2010, 02:04:07 AM » |
|
|
|
|
Logged
|
|
|
|
sakhi1909
Guest
|
|
«Reply #21 on: February 20, 2010, 06:21:12 PM » |
|
bahut khoob ... bahut khoob .. "BETIYAAN HI TO BANA KARTI HAIN EK DIN MAA BHI... ISLIYE HOTI HAI HAR BETI MEIN MAA KI FITRAT...." .................................harpreet gill, perth
आपका बहुत बहुत शुक्रिया ...यही बात सभी समझ ले कि हर बेटी कीमती है हमारे समाज के लिए तो कितना अच्छा
|
|
|
Logged
|
|
|
|
sakhi1909
Guest
|
|
«Reply #22 on: February 20, 2010, 06:26:34 PM » |
|
|
|
|
Logged
|
|
|
|
pankshivam
Guest
|
|
«Reply #23 on: February 20, 2010, 08:03:32 PM » |
|
|
|
|
Logged
|
|
|
|
sakhi1909
Guest
|
|
«Reply #24 on: March 05, 2010, 05:50:32 PM » |
|
|
|
|
Logged
|
|
|
|
riyaz106
Guest
|
|
«Reply #25 on: March 05, 2010, 06:03:49 PM » |
|
Bahut achhi rachna hai Sakhi ji. Ek bahut badi samajik samasya ko uthaaya hai aapne. Kash sabki samajh mein aa jaaye aur door kar dein ye beti-bete ka bhedbhav.
|
|
|
Logged
|
|
|
|
sakhi1909
Guest
|
|
«Reply #26 on: March 05, 2010, 06:07:24 PM » |
|
Bahut achhi rachna hai Sakhi ji. Ek bahut badi samajik samasya ko uthaaya hai aapne. Kash sabki samajh mein aa jaaye aur door kar dein ye beti-bete ka bhedbhav.
riyaz ji apne saraha acha laga bahut....kaash sabhi is baat ko smajhe aur ye samaaj beti ko bhi utna hi mahatva de
|
|
|
Logged
|
|
|
|
riyaz106
Guest
|
|
«Reply #27 on: March 05, 2010, 06:17:25 PM » |
|
Zaroor Sakhi ji bahut jald aisa samay aayega ke beti ke mahatva ko samaaj samjhega aur ye bhedbaav samapt ho jayega. Agar samajh nahi aaya to bina betiyon ke ye duniya tabah ho jayegi.
|
|
|
Logged
|
|
|
|
sakhi1909
Guest
|
|
«Reply #28 on: March 05, 2010, 06:29:33 PM » |
|
Zaroor Sakhi ji bahut jald aisa samay aayega ke beti ke mahatva ko samaaj samjhega aur ye bhedbaav samapt ho jayega. Agar samajh nahi aaya to bina betiyon ke ye duniya tabah ho jayegi.
sahi kaha apne samay rahte agar sab na jage to samaj tabah ho jayegaa
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Rajesh Harish
Guest
|
|
«Reply #29 on: March 05, 2010, 07:23:46 PM » |
|
Very good one Sakhi Ji
|
|
|
Logged
|
|
|
|
|