ek beti ki maa ka dard

by sakhi1909 on April 22, 2007, 08:13:46 PM
Pages: 1 2 [3]  All
ReplyPrint
Author  (Read 10574 times)
sakhi1909
Guest
«Reply #30 on: March 06, 2010, 05:47:07 PM »
Reply with quote
Very good one Sakhi Ji

shukriya rajesh ji
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Beti by Roja in Tanziya aur Tehreekbaksh Shayariyan « 1 2 3  All »
~BETI~ by Sonia01 in Tanziya aur Tehreekbaksh Shayariyan
Beti ka dard~~~ Saahil by salil2002 in Shayri-E-Dard
Beti by jaindost in Miscellaneous Shayri
R.K BHARGAV
Guest
«Reply #31 on: January 02, 2016, 05:27:38 AM »
Reply with quote
aaj fir kissi ki doli uthne ko hai
aaj fir kissi ke ghar se shehnayi ki awaaz aa rahi hai

babul kanya daan kar raha hai koi
jo uski umr bhar ki poonji hai

dil main khushi hai
aankhon mein aanson

yeh kaisa mauka hai
isse main kya naam do

sapne babul ke sab sakaar ho gaye
beti ki shaadi hogi , uska ghar bas jayega
yeh baat sochkar ghar wale shadi ke liye taiyaar ho gaye

woh dekho beti dulhan bankar ja rahi hai
maa ki aankh mein aanson hai
bhayi ki bhi awaaz ladkhda rahi hai

yeh woh ghadi hai jo ehsaas dila rahi hai
............woh dekho beti paraye ghar ja rahi hai
Logged
sakhi1909
Guest
«Reply #32 on: January 04, 2016, 10:28:12 AM »
Reply with quote

bahut ahsaabhara ;ikha hai apne ...par ek baat ab bhi uth rahi hai man mein beti paraye ghar jaa rahi hai apna ghar chhod..use kaha jata hai wohi tera ghar hoga lekin sasural me bhi kahte hai paraye ghar ki beti...hum kise samjhe apna ghar.
aapne dil ke ahsaas utaar diye achha laga padh kar

aaj fir kissi ki doli uthne ko hai
aaj fir kissi ke ghar se shehnayi ki awaaz aa rahi hai

babul kanya daan kar raha hai koi
jo uski umr bhar ki poonji hai

dil main khushi hai
aankhon mein aanson

yeh kaisa mauka hai
isse main kya naam do

sapne babul ke sab sakaar ho gaye
beti ki shaadi hogi , uska ghar bas jayega
yeh baat sochkar ghar wale shadi ke liye taiyaar ho gaye

woh dekho beti dulhan bankar ja rahi hai
maa ki aankh mein aanson hai
bhayi ki bhi awaaz ladkhda rahi hai

yeh woh ghadi hai jo ehsaas dila rahi hai
............woh dekho beti paraye ghar ja rahi hai
Logged
Pages: 1 2 [3]  All
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 21, 2024, 11:06:49 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[November 21, 2024, 09:01:29 AM]

[November 16, 2024, 11:44:41 AM]

by Michaelraw
[November 13, 2024, 12:59:11 PM]

[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.095 seconds with 24 queries.
[x] Join now community of 8506 Real Poets and poetry admirer