Ek Gareeb Dhoop Se Bachne Ke Liye Karta Kya "Khwaish"

by khwaish on May 27, 2010, 08:53:53 AM
Pages: [1] 2  All
ReplyPrint
Author  (Read 5220 times)
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 6 hours and 11 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006


View Profile
Reply with quote
Aaj Kisi Chowrahe Par Traffic Jam Thi,Puchne Par Pata Chala Ke Koi Bade Mantri Ji Kisi Putle Par Haar Chadane Aaye Hai,Ek Ghante Tak Uss Traffic Mein Fasse Rehne Ke Baad,Jab Roads Open Hui To Uss Putle Ke Paas Maine 2-3 Ambulance Dekhe,Dil mein Yeh Khayal Aaya Ke Shayad Koi Casualty Bhi ghati Hogi,Par Pata Chala Woh Mantri Ji Ke Liye Khaas Mangayi Gayi Thi Ke Kahi Dhoop Se Behosh Hokar Woh Giir Pade To Ambulance Ki Sahuliyat Saath Tayaar Rehni Chahiye..iss Baat Par Hassi Bhi Aayi Aur Gussa Bhi..Phir Dil Mein Khayal Aaya Unn Logon Ka Kya Jo Iss Dhoop Mein Roz-Aana Kaam Ke Liye Niklate Hai Aur Unn Logon ka Kya Jo iss Dhoop Ke Kaaran Apni Jaan Gawa Baithte Hai..Bas uss Khayal Par Kuch Likh raha Hoon..

Dhoop Ka Jungle,Nange Paau Ek Banjara Karta Kya
Ret Ka Dariya,Ret Ke Jharne, Pyaas Ka Maara Karta Kya

Angaar Baras Rahe Hai Shehar-Shehar, Gaaon-Gaaon Mein!!
Dhoop Se Chaale Pade Hai Paau-Paau mein,
Khoon ke Aansu Rota Aur Bechara Karta Gaya

Baadal-Baadal Aag Lagi Thi,Patti-Patti Sukhi Padhi Thi
Chaau Khud Taras Raha Hai Chaau Ko, Ek Ped Bechara Karta Kya

Ek Gareeb Ki Gareebi Ab Chila Rahi Hai,
"Jaago Gehri Neend sone walo,Yahan Ab Jaan jaa Rahi Hai"

Desh Ke Rakhwale Kehte Hai,"Mujhe Abhi Tumhari Koi Zaroorat Nahi,
Saath Tumhara Paakar Main Karta Kya"

"Khwaish" Dekh Raha Tha Aaj Mantri Ji Ek Putle Ko Haar pehana Rahe the
Piche Ambulance Saath Mein Khadi Thi,
mantri Ji kahi Dhoop Se Giir Na Pade,
isliye Doctors saath mein aa-jaa rahe the..

Yeh dekh Kar Main Hairaan Hoon,Ek Gareeb Dhoop Se Bachne Ke Liye Karte Kya??
Jisse Sahare Ki zaroorat Ho, Woh Besahara Karta Gaya..

                          ~~~~~Khwaish~~~~~
Logged
madhuwesh
Guest
«Reply #1 on: May 27, 2010, 09:45:20 AM »
Reply with quote
 icon_salut icon_salut Hats off to you! Hats off to you! icon_thumleft Applause Applause Applause Applause Applause :clap:Khwaish ji bahut sachai,gaherai aur lajawab kavita pesh kiya aapne.aapke toh hamesha ek alag andaaz raheta hai,bahut baddiya.excellent Thumbs UP
Logged
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 6 hours and 11 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006


View Profile
«Reply #2 on: May 27, 2010, 11:30:57 AM »
Reply with quote
icon_salut icon_salut Hats off to you! Hats off to you! icon_thumleft Applause Applause Applause Applause Applause :clap:Khwaish ji bahut sachai,gaherai aur lajawab kavita pesh kiya aapne.aapke toh hamesha ek alag andaaz raheta hai,bahut baddiya.excellent Thumbs UP

Bahut Bahut Shukriya Dear Madhu Jo Aapne iss Kavita Ko padha Aur pasand Farmaya.. icon_flower
Logged
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 6 hours and 11 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006


View Profile
«Reply #3 on: May 27, 2010, 02:16:19 PM »
Reply with quote
.Bahut Khub Bhai Khwaish
Aapki Soch To Hoti Hi Lajawaab Hai


Khush Rahiye...


~Shihab~


Bahut Bahut Shukriya Majid Bhai..Par Sach kahoon To Kavita Mein Woh Gehrai Naa Laya Paya Jo Dil Mein Thi..Kahi Na Kahi Koi Kami Reh Gayi hai..Phir Koshsih Zaroor Karunga..Aapne Waqt Diya.Aapka Teh Dil Se Shukriya Bhai
Logged
Sajid_Ghayel
Guest
«Reply #4 on: May 27, 2010, 09:25:32 PM »
Reply with quote
Bohat khoob Khwaish Saheb...........Anwar saheb ki ek Qata yaad aa gayee

Mareez kitne hai aise Ambulanso me
Aur unka haal hai aisa ke marne wale hai
Magar police hai ke traffic ko rok rak_kha hai
Yaha se kaum ke khadim* guzarne wale hai....

Anwar Masood

Kaum ke khadim se muraad Neta Logh hai...
Logged
nazar ghouri
Guest
«Reply #5 on: May 27, 2010, 10:20:05 PM »
Reply with quote
bahot khoob janaab,,halaat pe umda nazar hai janaab aapki ..bahot khoob
Logged
MANOJ6568
Khaas Shayar
**

Rau: 31
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
42 days, 19 hours and 59 minutes.

Astrologer & Shayer

Posts: 12017
Member Since: Feb 2010


View Profile
«Reply #6 on: May 28, 2010, 04:34:45 AM »
Reply with quote
gd
Logged
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 6 hours and 11 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006


View Profile
«Reply #7 on: May 28, 2010, 09:28:39 AM »
Reply with quote
Bohat khoob Khwaish Saheb...........Anwar saheb ki ek Qata yaad aa gayee

Mareez kitne hai aise Ambulanso me
Aur unka haal hai aisa ke marne wale hai
Magar police hai ke traffic ko rok rak_kha hai
Yaha se kaum ke khadim* guzarne wale hai....

Anwar Masood

Kaum ke khadim se muraad Neta Logh hai...

Teh Dil Se Shukriya Sajid Bhai Jo Aapne Apna Waqt diya..

Aur Bahut Bahut Khoob Kaha Hai Anwar Saheb Ne,Yeh Sachai hai..

Bahut Bahut Shukriya Jo Aapne Yeh sher Share Kiya.. icon_flower
Logged
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 6 hours and 11 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006


View Profile
«Reply #8 on: May 31, 2010, 11:55:52 AM »
Reply with quote
bahot khoob janaab,,halaat pe umda nazar hai janaab aapki ..bahot khoob

Teh Dil Se Shukriya Nazar Saheb!!!

Aapne Apna Keemti Waqt Diya..Bahut Bahut Shukrguzaar Hoon Main Aapka

Aur Nazar Saheb yeh Kissa Kahi Aur Ka Nahi Balki Apne Hi Shehar Hyderabad Ka Hai..
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #9 on: May 31, 2010, 12:04:15 PM »
Reply with quote
Ek Haqeeqat Ko Bakhoobi Aapne Shayari Mein Peerokar Ise Sabke Aage Rakha,.

Bohat Achche Khwaaish Bhai
Logged
deepika_divya
Guest
«Reply #10 on: May 31, 2010, 02:36:05 PM »
Reply with quote
Waah Waah Waah.. bahoot Bahoot Khoob Khwaish Ji.. Bahoot hi Umda Peshkash... !
Logged
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 6 hours and 11 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006


View Profile
«Reply #11 on: June 05, 2010, 08:04:41 AM »
Reply with quote
gd

Shukriya manoj ji..Par ek guzaarish hai Aapse,Agli Baar Itni Bhi mashroofiyat Na Rakhiye ke Aap Good Bhi Sahi Takreeke Se Naa Likh paaye..Shukriya
Logged
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 6 hours and 11 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006


View Profile
«Reply #12 on: June 10, 2010, 09:17:01 AM »
Reply with quote
Ek Haqeeqat Ko Bakhoobi Aapne Shayari Mein Peerokar Ise Sabke Aage Rakha,.

Bohat Achche Khwaaish Bhai

Bahut Bahut Shukriya Azeem Bhai.. icon_flower
Logged
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 6 hours and 11 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006


View Profile
«Reply #13 on: March 07, 2012, 10:25:48 AM »
Reply with quote
Waah Waah Waah.. bahoot Bahoot Khoob Khwaish Ji.. Bahoot hi Umda Peshkash... !


Thankyou Sooooooooo Much Sophi icon_flower
Logged
dolly
Guest
«Reply #14 on: April 07, 2012, 01:52:23 PM »
Reply with quote
waaaah khwaishji....bahut hi meaningful ....n nicly expressed....bahut khoob...Usual Smile
Logged
Pages: [1] 2  All
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
December 23, 2024, 09:03:37 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
by mkv
[December 22, 2024, 05:36:15 PM]

[December 19, 2024, 08:27:42 AM]

[December 17, 2024, 08:39:55 AM]

[December 15, 2024, 06:04:49 AM]

[December 13, 2024, 06:54:09 AM]

[December 10, 2024, 08:23:12 AM]

[December 10, 2024, 08:22:15 AM]

by Arif Uddin
[December 03, 2024, 07:06:48 PM]

[November 26, 2024, 08:47:05 AM]

[November 21, 2024, 09:01:29 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.146 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8509 Real Poets and poetry admirer