Gareeb Ki Daastaan

by Jaanasheen on February 11, 2009, 04:01:12 PM
Pages: 1 [2]  All
ReplyPrint
Author  (Read 3317 times)
honeyrose
Guest
«Reply #15 on: February 16, 2009, 06:47:41 AM »
Reply with quote
 Applause Applause

Bohat hi umda likha hai Bhaijaan...wonderfull lines... 
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Betiyaan Gareeb Ki........(Ghayel) by sajid_ghayel in Shairi - E - Zindagi « 1 2  All »
*~*Gareeb Kya Ishq Karega*~* I(NM) by Roja in Miscellaneous Shayri
Gareeb se Gareeb tha.....( Ghayel ) by sajid_ghayel in Tanziya aur Tehreekbaksh Shayariyan « 1 2  All »
Gareeb Kii Baraat by Rajesh Harish in Share:Miscellaneous Shayari
Gareeb ki mahobbat.. by ishu_singh10 in Shayeri for Dard -e- Bewafai
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 14 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #16 on: February 16, 2009, 07:35:19 AM »
Reply with quote
Applause Applause

Bohat hi umda likha hai Bhaijaan...wonderfull lines... 

Shukriya Didi,.
Aap Aaye Bahaar Aayi..
Logged
Roja
Guest
«Reply #17 on: February 16, 2009, 07:49:23 AM »
Reply with quote
 Clapping Smiley Clapping Smiley

Bahut badiya bahut khoob likha hai aapne Azeem dear.  Thumbs UP
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 14 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #18 on: February 16, 2009, 07:51:04 AM »
Reply with quote
Clapping Smiley Clapping Smiley

Bahut badiya bahut khoob likha hai aapne Azeem dear.  Thumbs UP

Shukriya Didijaan,.
Thank U,.

Khushi Hui Ke Aap Is Thread Pe Entry Di Apni,.
Logged
Roja
Guest
«Reply #19 on: February 16, 2009, 07:54:13 AM »
Reply with quote
Shukriya Didijaan,.
Thank U,.

Khushi Hui Ke Aap Is Thread Pe Entry Di Apni,.

arre my dear aapka likha toh sab mai padleti hu and comments b
dediya karti hu...
Logged
honeyrose
Guest
«Reply #20 on: February 16, 2009, 08:04:11 AM »
Reply with quote
Shukriya Didi,.
Aap Aaye Bahaar Aayi..

Shukriya BhaiJaan aapne yaad kiya hum aaye

Uss bachpan ke dino ko na bhool saki mein
Aapne kismat ki lakeeron ko na badal sake mein
Aab bhi yaad aaye woh dard -e-daastan
Gam ke bistar pe soye aur kaanton ki chuban ko na bhool saki mein


Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 14 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #21 on: February 16, 2009, 08:07:30 AM »
Reply with quote
Shukriya BhaiJaan aapne yaad kiya hum aaye

Uss bachpan ke dino ko na bhool saki mein
Aapne kismat ki lakeeron ko na badal sake mein
Aab bhi yaad aaye woh dard -e-daastan
Gam ke bistar pe soye aur kaanton ki chuban ko na bhool saki mein




Nice One Sis,.

Phoolon Ke Bistar Pe Sokar Bhi, Ehsaas Un Zakhmon Ka Hota Hai,.
Us Daur Mein Kis Kadar, Kaanton Ke Bistar Pe Maine Raatein Guzaari Thi,.

Logged
pandit
Guest
«Reply #22 on: February 16, 2009, 08:18:38 AM »
Reply with quote
Ye Daastaan Maine Gareeb Logon Ki Sunaai Hai, Agar Kisi Ko Buraa Lage To Maaf Karna,.


Hay Main Gareeb Hua, Ye Kaisa Mera Naseeb Hua,.
Roti Kapdon Se Door Hua, Tangdasti Ke Kareeb Hua,.

Ghar Ki Chatt Tooti Hai, Kismat Bhi Apni Roothi Hai,.
Ghamon Ke Raaste Pe Khada Hoon Dekho,.
Khushiyon Ki Gaadi Chooti Hai,.

Biwi Ke Sab Kharche Uthaaoon, Tohfe Use Main Kya Dilaaoon..
Bachche Khilone Maangte Hain, Bachchon Ko Kaise Samjhaaoon,.
Maa Ki Bimaari Door Karne Ko, Paise Main Kahaan Se Laaoon,.
Behan Bhi Meri Badi Hogayi, Iski Doli Kab Sajaaoon,.

Hay Main Gareeb Hua, Ye Kaisa Mera Naseeb Hua,.
Roti Kapdon Se Door Hua, Tangdasti Ke Kareeb Hua,.

Bhai Pardhaai Karta Hai, Kismat Se Apni Wo Lardta Hai,.
Bojh Uspe Main Kaise Daalon, In Sab Cheezon Se Wo Darta Hai,.

Main Akela Hi Ghar Sambhaaloon, Main Akela Hi Sabko Paaloon,.
Mere Bachche Bhyi Bade Hogaye Inhe School Mein Kab Daaloon,.

Sochta Hoon Aur Rota Hoon,.
Jaagta Zyada Aur Kam Sota Hoon,.
Gareebi Ka Daag Jo Daaman Mein Laga Hai,.
Use Main Har Roz Mehnat Se Dhota Hoon,.

Phir Bhi Jaane Log Kyun, Dekhte Nahi Hume,.
Pyaar Ke Do Meethe Bol Kehte Nahi Hume,.

Hay Main Gareeb Hua, Ye Kaisa Mera Naseeb Hua,.
Roti Kapdon Se Door Hua, Tangdasti Ke Kareeb Hua,.

______________________________-Jaanasheen-




gud one ..jaaann....
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 14 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #23 on: February 16, 2009, 08:20:32 AM »
Reply with quote
gud one ..jaaann....

Shukriya Pandit Ji,.
Logged
honeyrose
Guest
«Reply #24 on: February 16, 2009, 08:23:33 AM »
Reply with quote
Nice One Sis,.

Phoolon Ke Bistar Pe Sokar Bhi, Ehsaas Un Zakhmon Ka Hota Hai,.
Us Daur Mein Kis Kadar, Kaanton Ke Bistar Pe Maine Raatein Guzaari Thi,.


Nice lines BhaiJaan...

Phoolon ke bistar par sona naseeb na hua humen
Unn zakhmon ko aaj bhi tanhai mein yaad kiya karte hain...
Logged
pandit
Guest
«Reply #25 on: February 16, 2009, 08:24:48 AM »
Reply with quote
Shukriya Pandit Ji,.

u r most welcome jeee...
Logged
honeyrose
Guest
«Reply #26 on: February 16, 2009, 08:25:49 AM »
Reply with quote
Shukriya Didi,.
Aap Aaye Bahaar Aayi..

Shukriya Bhaijaan...

Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 14 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #27 on: February 16, 2009, 08:28:39 AM »
Reply with quote
Nice lines BhaiJaan...

Phoolon ke bistar par sona naseeb na hua humen
Unn zakhmon ko aaj bhi tanhai mein yaad kiya karte hain...


Waah Kya Khoob Kaha hai,.
Nice One,.
Logged
honeyrose
Guest
«Reply #28 on: February 16, 2009, 08:48:30 AM »
Reply with quote
Waah Kya Khoob Kaha hai,.
Nice One,.

Shukriya BhaiJaan...

Jab yuhi baithe the kuch yaadein satane lagi
Har baat se dil Be-kas sa hone laga purane zakhm yaad aane lagi

Logged
Pages: 1 [2]  All
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 09, 2024, 02:26:52 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 08, 2024, 09:59:08 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:55:06 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 06:58:58 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.152 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8505 Real Poets and poetry admirer