Gareeb se Gareeb tha.....( Ghayel )

by sajid_ghayel on May 01, 2009, 07:14:47 AM
Pages: [1] 2  All
ReplyPrint
Author  (Read 3016 times)
sajid_ghayel
Guest
Reply with quote
Girte ko sahara nahi deta, Nango ko kapda nahi deta
Woh karta hain Gareebo ki himayat, Jo ek roti ka tukda nahi deta

Dab gayee aawaz Gareeb ki, daulat ke shor me
Aur hukmara.N karte hain shikayat, koi humko sada nahi deta

Sajda Gareeb ka, Gareeb se Gareeb tha
Bas ek maut hi to mangi thi, woh bhi khuda nahi deta

Woh lakh karte rahe koshish, ho jaye humse behtar
Par kamzarfo ko khuda, Ghayel si ada nahi deta

-Sajid Ghayel-
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Gareeb Ki Daastaan by Azeem Azaad in Tanziya aur Tehreekbaksh Shayariyan « 1 2  All »
Betiyaan Gareeb Ki........(Ghayel) by sajid_ghayel in Shairi - E - Zindagi « 1 2  All »
*~*Gareeb Kya Ishq Karega*~* I(NM) by Roja in Miscellaneous Shayri
Gareeb Kii Baraat by Rajesh Harish in Share:Miscellaneous Shayari
Gareeb ki mahobbat.. by ishu_singh10 in Shayeri for Dard -e- Bewafai
dead heart
Guest
«Reply #1 on: May 01, 2009, 07:34:10 AM »
Reply with quote
Applause Wah Wah Sajid saheb bahaut khoob!!!
Logged
SARVESH RASTOGI
Guest
«Reply #2 on: May 01, 2009, 07:57:26 AM »
Reply with quote
Bahut khoob
Bahut khoob Sajid bhai
SARVESH RASTOGI
Logged
Kagaj_Kamal
Guest
«Reply #3 on: May 01, 2009, 09:37:53 AM »
Reply with quote

 Applause

bahut khoob likha hai dost
Logged
Roja
Guest
«Reply #4 on: May 01, 2009, 09:42:47 AM »
Reply with quote
Girte ko sahara nahi deta, Nango ko kapda nahi deta
Woh karta hain Gareebo ki himayat, Jo ek roti ka tukda nahi deta

Dab gayee aawaz Gareeb ki, daulat ke shor me
Aur hukmara.N karte hain shikayat, koi humko sada nahi deta

Sajda Gareeb ka, Gareeb se Gareeb tha
Bas ek maut hi to mangi thi, woh bhi khuda nahi deta

Woh lakh karte rahe koshish, ho jaye mujhse behtar
Par kamzarfo ko khuda, Ghayel si ada nahi deta

-Sajid Ghayel-

Wah kya khoob likha hai aapne Sajid ji. Lajawab  Applause Thumbs UP
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 17 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #5 on: May 01, 2009, 10:22:08 AM »
Reply with quote
Bas Ek Maut Ki Duaa Mangi Wo Bhi Khda Nahi Deta,.

Kya Khoob Kaha Hai Bhai, Maza Aa Gaya,.

Yunhi Likhte Rahiye,.
Logged
sajid_ghayel
Guest
«Reply #6 on: May 02, 2009, 09:11:27 AM »
Reply with quote
Applause Wah Wah Sajid saheb bahaut khoob!!!

Bohat bohat shukriyaa DH.. for always giving time to my work...
Logged
sajid_ghayel
Guest
«Reply #7 on: May 03, 2009, 01:02:00 PM »
Reply with quote
Bahut khoob
Bahut khoob Sajid bhai
SARVESH RASTOGI

Bohat bohat shukriyaa Sarvesh.....
Logged
honeyrose
Guest
«Reply #8 on: May 03, 2009, 01:13:55 PM »
Reply with quote
Girte ko sahara nahi deta, Nango ko kapda nahi deta
Woh karta hain Gareebo ki himayat, Jo ek roti ka tukda nahi deta

Dab gayee aawaz Gareeb ki, daulat ke shor me
Aur hukmara.N karte hain shikayat, koi humko sada nahi deta

Sajda Gareeb ka, Gareeb se Gareeb tha
Bas ek maut hi to mangi thi, woh bhi khuda nahi deta

Woh lakh karte rahe koshish, ho jaye humse behtar
Par kamzarfo ko khuda, Ghayel si ada nahi deta

-Sajid Ghayel-

 Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley
Hmmm bohat khoob aapne sahi kaha sajid ji
duniya aise hi hai ....great creation Sajid ji,,
Thumbs UP
Logged
sajid_ghayel
Guest
«Reply #9 on: May 05, 2009, 07:16:00 AM »
Reply with quote
Applause

bahut khoob likha hai dost

Thank You K. Kamal for your time and comment...
Logged
madhuwesh
Guest
«Reply #10 on: May 05, 2009, 07:33:18 AM »
Reply with quote
ghayal ji.excellent,bahoot badhiya likha aap ne.                                                                                                                                                                                                                                          :cl aise hi dil se likhte rahe:clap:
Logged
sajid_ghayel
Guest
«Reply #11 on: May 07, 2009, 06:52:50 AM »
Reply with quote
Wah kya khoob likha hai aapne Sajid ji. Lajawab  Applause Thumbs UP

Thank You..
Logged
khamosh_aawaaz
Guest
«Reply #12 on: May 07, 2009, 09:53:28 AM »
Reply with quote
Girte ko sahara nahi deta, Nango ko kapda nahi deta
Woh karta hain Gareebo ki himayat, Jo ek roti ka tukda nahi deta

Dab gayee aawaz Gareeb ki, daulat ke shor me
Aur hukmara.N karte hain shikayat, koi humko sada nahi deta

Sajda Gareeb ka, Gareeb se Gareeb tha
Bas ek maut hi to mangi thi, woh bhi khuda nahi deta

Woh lakh karte rahe koshish, ho jaye humse behtar
Par kamzarfo ko khuda, Ghayel si ada nahi deta

-Sajid Ghayel-


BAHAUT ACHCHEY............S_G
Logged
Talat
Guest
«Reply #13 on: May 07, 2009, 05:22:35 PM »
Reply with quote
Girte ko sahara nahi deta, Nango ko kapda nahi deta
Woh karta hain Gareebo ki himayat, Jo ek roti ka tukda nahi deta

Dab gayee aawaz Gareeb ki, daulat ke shor me
Aur hukmara.N karte hain shikayat, koi humko sada nahi deta

Sajda Gareeb ka, Gareeb se Gareeb tha
Bas ek maut hi to mangi thi, woh bhi khuda nahi deta

Woh lakh karte rahe koshish, ho jaye humse behtar
Par kamzarfo ko khuda, Ghayel si ada nahi deta

-Sajid Ghayel-

Bohot Khoob Sajid Ji
Logged
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 6 hours and 11 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006


View Profile
«Reply #14 on: May 07, 2009, 05:45:40 PM »
Reply with quote
Bahut Bahut Khoob sajid Bhai. Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley
Logged
Pages: [1] 2  All
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 24, 2024, 04:14:51 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[November 21, 2024, 09:01:29 AM]

[November 16, 2024, 11:44:41 AM]

by Michaelraw
[November 13, 2024, 12:59:11 PM]

[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.126 seconds with 22 queries.
[x] Join now community of 8506 Real Poets and poetry admirer