Hai hazaaroN shanakhateN hazaaroN cheharoN kii

by ParwaaZ on September 03, 2010, 05:43:52 PM
Pages: 1 [2]  All
ReplyPrint
Author  (Read 2394 times)
khujli
Guest
«Reply #15 on: July 17, 2011, 09:02:26 AM »
Reply with quote

MaiN to apne Uduu ki himmat e majaal dekhta huN
Kisi se kia laduN maiN khud apna haal dekhta huN

Ujad jaate haiN sare aam aashiyaane gareeboN key
Khud ko hua hai kitna maiN malaal dekhta huN

Soch ker baras jaati hai aankheN khauf e khudaa se 
Roz e qayaamat ka maiN jo zawaal dekhta huN

Ulajh na jauN khud hi kahiN maiN kisi paheli meiN
Tahe gehrai meiN jaa ke pahele sawaal dekhta huN

Hai hazaaroN shanakhateN hazaaroN cheharoN kii
Aye khuda maiN to tera bus yeh kamaal dekhta huN

Mujhe kis bahas se kya lena hai maiN janta huN
Mera shagaf hai sikhana maiN misaal dekhta huN

Husn baher ka naaz hota hoNga auroN ko "ParwaaZ"
MaiN to likhane wale ke ahsaas O khayaal dekhta huN

 





 Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Thumbs UP Thumbs UP Thumbs UP Thumbs UP Thumbs UP Thumbs UP Thumbs UP Thumbs UP Thumbs UP Thumbs UP Thumbs UP Thumbs UP Thumbs UP Thumbs UP Thumbs UP Thumbs UP icon_flower icon_flower icon_flower icon_flower icon_flower icon_flower icon_flower icon_flower icon_flower icon_flower icon_flower
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Aap Hazaaron Main Ek Hain by Delicate_Doll in Mazahiya Shayri(Funny Shayari)
HAZAARON KHWAHISHIEN AISI by shruti5 in Share:Love Poetry
hazaaron khwaishein aisi... by diya786 in Ghazals
***hazaaron gam**** by kaushikbhawna008 in Shayri-E-Dard
tum jio hazaaron saal khwaish...................................SAINI by sksaini4 in The Wishes and Celebrations « 1 2  All »
sbechain
Guest
«Reply #16 on: August 08, 2011, 07:39:54 PM »
Reply with quote

MaiN to apne Uduu ki himmat e majaal dekhta huN
Kisi se kia laduN maiN khud apna haal dekhta huN

Ujad jaate haiN sare aam aashiyaane gareeboN key
Khud ko hua hai kitna maiN malaal dekhta huN

Soch ker baras jaati hai aankheN khauf e khudaa se 
Roz e qayaamat ka maiN jo zawaal dekhta huN

Ulajh na jauN khud hi kahiN maiN kisi paheli meiN
Tahe gehrai meiN jaa ke pahele sawaal dekhta huN

Hai hazaaroN shanakhateN hazaaroN cheharoN kii
Aye khuda maiN to tera bus yeh kamaal dekhta huN

Mujhe kis bahas se kya lena hai maiN janta huN
Mera shagaf hai sikhana maiN misaal dekhta huN

Husn baher ka naaz hota hoNga auroN ko "ParwaaZ"
MaiN to likhane wale ke ahsaas O khayaal dekhta huN

 




ye hui na baat khan wali. bahut behtreen


Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause kya maqta hai . kya ghazal ke sher hain . kya ehsaas hai
Logged
Shaifali
Guest
«Reply #17 on: August 08, 2011, 07:45:54 PM »
Reply with quote
Wah Applause Applause
Logged
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 6 hours and 11 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006


View Profile
«Reply #18 on: August 09, 2011, 08:05:14 AM »
Reply with quote

MaiN to apne Uduu ki himmat e majaal dekhta huN
Kisi se kia laduN maiN khud apna haal dekhta huN

Ujad jaate haiN sare aam aashiyaane gareeboN key
Khud ko hua hai kitna maiN malaal dekhta huN

Soch ker baras jaati hai aankheN khauf e khudaa se 
Roz e qayaamat ka maiN jo zawaal dekhta huN

Ulajh na jauN khud hi kahiN maiN kisi paheli meiN
Tahe gehrai meiN jaa ke pahele sawaal dekhta huN

Hai hazaaroN shanakhateN hazaaroN cheharoN kii
Aye khuda maiN to tera bus yeh kamaal dekhta huN

Mujhe kis bahas se kya lena hai maiN janta huN
Mera shagaf hai sikhana maiN misaal dekhta huN

Husn baher ka naaz hota hoNga auroN ko "ParwaaZ"
MaiN to likhane wale ke ahsaas O khayaal dekhta huN

 




 Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley

Waah waah Waah!!!! Bahut Bahut Khoob Parwaaz Ji..

Har Ek A'shaar Lajawaab!!! Aur Ehsaas To Yuh Bhare Hai inn lafzon mein Kya Kehne...Bahut Ache... icon_flower
Logged
ParwaaZ
Guest
«Reply #19 on: February 15, 2013, 11:07:57 AM »
Reply with quote
Bohat Khoob Janaab Parwaaz Sahab

Dad Dad Aur Bas Dad.

Khush Rahe.



Hum DUm jee Aadaab!



Muafi chahte haiN deri se reply ke liye... Usual Smile
bahut bahut shukriyaa janab... aapki daad sar aaNkhoN par .. Usual Smile

Aage bhi apna saath banaye rakhiye...
Aate rahiye.. Shaad O aabaad rahiye...

Khuda Hafez... Usual Smile
Logged
ParwaaZ
Guest
«Reply #20 on: February 15, 2013, 11:10:08 AM »
Reply with quote
Behad Khoobsurat Peshkash Janaab

Dad Hi Da...

Yaash Jee Aadaab O as salaam!


KahaaN gum hai janab, bade dinoN se aapke deedaar nahi huye.. Khairiyat toH
hai naa... Usual Smile


bahut bahut shukriyaa janab, apnaa saath banaye rakhiye...
Aage bhi duaaoN meiN yaad rakhiye...

Khuda Hafez... Usual Smile
Logged
ParwaaZ
Guest
«Reply #21 on: February 15, 2013, 11:14:08 AM »
Reply with quote
Main Bata Nahi Sakti Parwaaz Ji
Ki Mujhe Aapki Yeh Peshkash Kitni Pasand Aayi
No Words Ji Tareef Karna Suraj Ko Diya Dikhane
Waali Baat Hogi.Behad Hi Khoobsurat Applause Applause Applause

Shibaa Sahibaa Aadaab!


Bahut bahut shukriyaa jee, itni purkhuloos daad ke liye.. Usual Smile
lagta hai aapko chane ke jhaad par chadhane meiN maharat hai...  icon_geek

Itni qabil toH nahi hai yeH kalaam jitni aapne daad di hai..
Phir bhi aapka bahut bahut shukriyaa jee... Usual Smile


Bazm meiN aati rahiye... Shaad O aabaad rahiye...
Khuda Hafez... Usual Smile
Logged
vimmi singh
Guest
«Reply #22 on: February 15, 2013, 11:15:22 AM »
Reply with quote
 icon_flower icon_flower icon_flower
 Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley
 Thumbs UP Thumbs UP Thumbs UP
Logged
ParwaaZ
Guest
«Reply #23 on: February 15, 2013, 11:19:05 AM »
Reply with quote


parwaaz sahab shayad driyaa bhi itna gahra na hoga janab main aap ko iss ghazal pe daad de kar iski azmat ko chota nahin kar sakta aap ke khayalaat aur husn-e-ekhlaaq aur ekhlaas ka mozahera kar rahaa hai ye ghazal. janaab ye gharib aapki iss ghazal ka murid ho gaya. ALLAH AAP KI NEK KHAWAHISH POORI KARE AMIN..!

Bechain Sahaab Aadaab!


Allaah maiN kia boluN... Awwal toH aapki kalam se itna bada reply pahli baar
padha hai... aur itni bedaar karne wali tareef ki hai aapne ke bus maiN kin
lafzoN meiN aapka shukriyaa adaa karuN mere paas lafz nahi hai...

Itne tawil arse ke baad aapke is jawaab ka jawaab de raha huN behad sharm
mehsus ho rahi hai janab.... Usual Smile

Bahut bahut shukriyaa janab, Allaah aapko bhi shaad O aabaad rakhe, chust durust
tandrust rakhe... Usual Smile

Khuda Hafez... Usual Smile
Logged
ParwaaZ
Guest
«Reply #24 on: February 18, 2013, 07:15:51 PM »
Reply with quote
Bohat Pyara Likha Hai Aapne Parwaaz Sahab


Nihaa Sahibaa Aadaab!


Bahut bahut shukriyaa aapke is tareef ke liye..
Aage bhi aapka saath bana rahe yehi duaa.. Usual Smile

Aate rahiye... shaad O aabaad rahiye..
Khuda Hafez... Usual Smile
Logged
ParwaaZ
Guest
«Reply #25 on: February 18, 2013, 07:21:02 PM »
Reply with quote
Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard =))kya matla hai.aur kya sateeeeeeek tanz hai zamaane aur maujooda haalaat pe parwaaz sb Applause Applause Applause Applause

Khamosh Sahaab Aadaab!


Kia baat hai janab aapke zahen ko salaam .. Usual Smile
Matle ke piche ka ahsaas O khayaal ko kafi satikta se samjha
hai aapne jo itna dil khol kar hasi ke phuhaare laga rahe haiN.. Usual Smile

Dar asal aisa hota hai janab, ke hume khud pata nahi hota ke hum kisse
paNga le rahe haiN.. aur humari auqaat kia hai... isi khayaal ko bayaaN
karne ki koshish ki thi.. Usual Smile

bahut bahut shukriyaa janab... aage bhi apna saath banaye rakhiye...
aate rahiye.. shaad O aabaad rahiye...

Khuda Hafez... Usual Smile
Logged
ParwaaZ
Guest
«Reply #26 on: February 18, 2013, 07:25:30 PM »
Reply with quote
bahut khoob Parwaaz sahab:)

Vipul Jee Aadaab!


Mazarrat chahta huN janab deri se jawab ke liye... par aap toH bazm se
gayab hi ho gaye.. Janab aap jaise sukhanwar ki bazm se gair hazeri
bazm ki roshni meiN kami laati hai... Ummid karta huN jald hi aap bazm
meiN apni kalaamoN ke saath shirkat kareNge... Usual Smile

Apna kimti waqt is kalaam ko dene ke liye bahut bahut shukriyaa .. Usual Smile
Ummid hai aapke aur bhi reply humari kalaamoN ko milte raheNge.. Usual Smile

Aate rahiye.. Shaad O aabaad rahiye..
Khuda Hafez.. Usual Smile
Logged
ParwaaZ
Guest
«Reply #27 on: February 18, 2013, 07:28:31 PM »
Reply with quote

 Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Thumbs UP Thumbs UP Thumbs UP Thumbs UP Thumbs UP Thumbs UP Thumbs UP Thumbs UP Thumbs UP Thumbs UP Thumbs UP Thumbs UP Thumbs UP Thumbs UP Thumbs UP Thumbs UP icon_flower icon_flower icon_flower icon_flower icon_flower icon_flower icon_flower icon_flower icon_flower icon_flower icon_flower

Qalb Sahaab Aadaab!


Bahut bahut shukriyaa janab.. kash ke hume bhi aapki tarhaa emmotion meiN
sab kuch kahna aa jaata... Usual Smile

Aage bhi apna saath banaye rakhiye.. aate rahiye...
Shaad O aabaad rahiye..

Khuda Hafez... Usual Smile
Logged
ParwaaZ
Guest
«Reply #28 on: February 19, 2013, 11:15:30 AM »
Reply with quote
ye hui na baat khan wali. bahut behtreen


Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause kya maqta hai . kya ghazal ke sher hain . kya ehsaas hai

Shebaa Sahibaa Aadaab!


KahaaN gum ho jaati hai aap Khuda Jaane... !
Khair bahut bahut shukriyaa aapki is pukhulus tareef O houNsla afzai
ke liye... Usual Smile

Aage bhi apnaa saath banaye rakhiye... aate rahiye...
Shaad O aabaad rahiye...

Khuda Hafez... Usual Smile
Logged
ParwaaZ
Guest
«Reply #29 on: May 02, 2013, 09:50:40 PM »
Reply with quote
Wah Applause Applause


Shefali Jee Aadaab..!


Bahut Bahut shukriyaa jee... tareef ke liye...Usual Smile
Aage bhi apna saath banaye rakhiye... aate rahiye...


Shaad O aabaad rahiye...

Khuda Hafez... Usual Smile

Logged
Pages: 1 [2]  All
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
December 23, 2024, 04:42:06 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
by mkv
[December 22, 2024, 05:36:15 PM]

[December 19, 2024, 08:27:42 AM]

[December 17, 2024, 08:39:55 AM]

[December 15, 2024, 06:04:49 AM]

[December 13, 2024, 06:54:09 AM]

[December 10, 2024, 08:23:12 AM]

[December 10, 2024, 08:22:15 AM]

by Arif Uddin
[December 03, 2024, 07:06:48 PM]

[November 26, 2024, 08:47:05 AM]

[November 21, 2024, 09:01:29 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.182 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8509 Real Poets and poetry admirer