Haqeeqat Hai, Koi Fasaana Nahi,.

by Jaanasheen on January 26, 2009, 10:48:50 PM
Pages: 1 [2]  All
ReplyPrint
Author  (Read 2239 times)
anjaan dharkan
Yoindian Shayar
******

Rau: 0
Offline Offline

Gender: Female
Waqt Bitaya:
10 days, 13 hours and 44 minutes.
-May Allah Bless You-

Posts: 1900
Member Since: Jul 2008

View Profile
«Reply #15 on: January 29, 2009, 03:56:05 PM »
Reply with quote
As Salaa Walaikum,.
Satsriyakaal,.

Ye Meri Kahaani Hai,.
Jise Main Shayari Ke Rang Mein Dhal Raha Hoon,.

Bade Armaano Se, Maa Baap Ne Paala Mujhe,.
Ek Nanhi Jaan Se Pahelwaan Bana Daala Mujhe,.

Bachpan Guzra Mera, Badi Mushkilon Se Kya Kahoon,.
Kisi Sahaare Ne Nahi, Thokaron Ne Hi Sambhaala Mujhe,.

Gareebi Kuch Is Kadar Sawaar Thi Humpar, Jiski Hadd Nahi,.
Bhooki Thi Maa Meri, Khalaaya Apne Mooh Ka Niwaala Mujhe,.

Aise Taise, Badaa Hua Main, Kadmo Pe Apne Khada Hua Main,.
Jab Pardhne Gaya, To Fees Na Bharne Ki Wajaah Se Nikaala Mujhe,.

Mushkilon Se Pardhaai Khatam Ki Maine, School Ke Daur Ki,.
College Pahooncha, To Mere Ustaadon Ne Badmaash Bana Daala Mujhe,.

Ab Adhoore Safar Mein Hoon Zindagi Ke, Manzil Ka Koi Pataa Nahi,.
Jo Meri Tangdasti Ke Andhere Door Kare, Dikhta Nahi Aisa Ujaala Mujhe,.

_____________________________________________-Jaanasheen,.

Ye Meri Kahaani Hai,.
Pehli Baar Khudpar Likhne Ka Socha Hai Maine,.
Bas Mere Liye Duaa Karna,.
Waah Wahi Nahi,.

Hum undheron se jahgadr k, tumko tumhare huq ka ujala daengay,
Har afat k waqt mein tumko sahaara deyngay.

Aaj k baad tumko koi na humse dhuk millayga,
Wada hai tumse, tumko har haal mein suhk millayga.

Har buree yaad bhool jaogay, itna tumko pyaar deyna hai,
har pareshaani door kar k, tumko ub karaar deyna hai.

Tumhara dard ub mera dard hai, meree khushee tumhaaree,
Meray buss mein hota tho tumhaaray naam kardetee ye dunya saaree.

muskuratay rah karo tum, beyshuq rub bahot badra hai,
aankhaen khol khol k jeena, agay suhaani zindagee ka safar kahdra hai!

meree duwaein  hain heen aap k naam!
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 17 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006

View Profile
«Reply #16 on: January 29, 2009, 04:05:32 PM »

Hay Kya Kahoon,.

Ab To Har Haal Me Mujhe Jeena Hai,.
Kitne Bhi Gham Mile Haske Peena Hai,.

Ek Tere Saath Ki Talab Hai Mujhe, Duaa Bhi Yahi Karta Hoon,.
Tu Meri Zindagi Hai Abse, Aur Tujhe Khone Se Main Darta Hoon,.

Rab Se Koi Shikayat Nahi, Wo To Rab-ul-Aalameen Hai,.
Wo Sab Bhala Karta Hai, Jiska Ye Aasmaan Aur Zameen Hai,.

Mujhe Bhi Dekar Gham Usne, Muskuraane Ka Muakha Diya,.
Dekar Gareeni Mujhe, Ab Tujh Jaisa Nayaab Tohfa Diya,.

Jiski Duaa Mein Naam Mera Aa Gaya,.
Mera To Mukaddar Jagmagaa Gaya,.

Inshallah Abhi Rab Hamaari Har Takleef Door Karenge,.
Khushiyon Ko Mere Aangan Aane Ke Liye Majboor Karenge,.

Thank You,'
Thank U,.
Logged
anjaan dharkan
Yoindian Shayar
******

Rau: 0
Offline Offline

Gender: Female
Waqt Bitaya:
10 days, 13 hours and 44 minutes.
-May Allah Bless You-

Posts: 1900
Member Since: Jul 2008

View Profile
«Reply #17 on: January 29, 2009, 05:15:15 PM »

Subhan allah! kahiye... aur kya kar saktay hain aap k leeyaen?
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 17 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006

View Profile
«Reply #18 on: January 29, 2009, 05:28:48 PM »
Reply with quote
Aur Kya Chahiye, Allah Ne Hume Aap Jaisa Caring Dost Jo Diya,.
Bas Aap Hamesha Hamaare Saath Rahein,.
Logged
anjaan dharkan
Yoindian Shayar
******

Rau: 0
Offline Offline

Gender: Female
Waqt Bitaya:
10 days, 13 hours and 44 minutes.
-May Allah Bless You-

Posts: 1900
Member Since: Jul 2008

View Profile
«Reply #19 on: January 29, 2009, 07:38:45 PM »
Reply with quote
Aur Kya Chahiye, Allah Ne Hume Aap Jaisa Caring Dost Jo Diya,.
Bas Aap Hamesha Hamaare Saath Rahein,.

hum aap k saath hee hain, aankhaen bund kar k upne dil mein dehko!
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 17 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006

View Profile
«Reply #20 on: January 29, 2009, 07:41:09 PM »
Reply with quote
Kya Kahoon, ,.
Logged
Muhammed
Guest
«Reply #21 on: February 01, 2009, 10:53:48 AM »
Reply with quote
X?X?X?
Logged
anjaan dharkan
Yoindian Shayar
******

Rau: 0
Offline Offline

Gender: Female
Waqt Bitaya:
10 days, 13 hours and 44 minutes.
-May Allah Bless You-

Posts: 1900
Member Since: Jul 2008

View Profile
«Reply #22 on: February 02, 2009, 02:30:55 PM »
Reply with quote
X?X?X?
kya ye sawaal hai?
Logged
yaadein
Guest
«Reply #23 on: January 30, 2012, 06:37:01 PM »
Reply with quote
bahut khoob likha h
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 17 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006

View Profile
«Reply #24 on: May 07, 2012, 09:55:56 PM »
Reply with quote
bahut khoob likha h

Shukriya
Logged
Pages: 1 [2]  All
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.

Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 21, 2024, 09:37:53 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[November 21, 2024, 09:01:29 AM]

[November 16, 2024, 11:44:41 AM]

by Michaelraw
[November 13, 2024, 12:59:11 PM]

[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.102 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8506 Real Poets and poetry admirer