Har Dharam, Har Imaano Mein "Khwaish"

by khwaish on November 09, 2011, 10:47:57 AM
Pages: [1] 2  All
ReplyPrint
Author  (Read 1816 times)
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 6 hours and 11 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006


View Profile
Reply with quote
Yeh Wafa Toh Unn Dino'n ki Baath Hai " Faraaz ".........!
Jab Makaan Kache Aur Log Sache Huwa Kartey The...
                       ~~Ahmed Faraaz~~



Jism Ke saath Ab Rooh Bhi,
Bikhne lage Hai Aaj ke Zamaano Mein
Insaaniyat Ko Kaha Dhoondoge
Ab Inn Haiwaano Mein

Ungliyon Ko Thaamkar jiski
Humne Chalna Seekha..!!!
Unhe Farishton Ka Darja Diya Hai!!
Har Dharam, Har Imaano Mein

Khile Hue Phoolon Ko Todkar
Jo Sajaane Chale Ho Apna Ghar!!
Kaha Se Aayegi Mehak.....
Tere Inn Jhoote Gulistaano Mein

Mohabbat-e-Jazba Dhoondne
Par Bhi Aaj Naa Mile...!!!!
Mar- Mitne Ka jazba Reh Gaya Hai
Sirf Shama Ke Parwaano Mein

Eh Mere Mowla Mujhe Humesha
Apne Nazar-e-Karam Par Rakhna
"Khwaish" Fakr Se kehta Hai!!!
Woh Shaamil Hai Tere Deewano Mein

          ~~~~~Khwaish~~~~~
Logged
Satish Shukla
Khususi Shayar
*****

Rau: 51
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
25 days, 6 hours and 16 minutes.

Posts: 1862
Member Since: Apr 2011


View Profile
«Reply #1 on: November 09, 2011, 10:59:08 AM »
Reply with quote

khwaish ji,

Bahut khoob...kya kahne..

Dili mubaarakbaad qubool farmaayen.

Satish Shukla 'Raqeeb'
 
Logged
sksaini4
Ustaad ae Shayari
*****

Rau: 853
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
112 days, 8 hours and 51 minutes.
Posts: 36414
Member Since: Apr 2011


View Profile
«Reply #2 on: November 09, 2011, 11:04:58 AM »
Reply with quote
 Applause Applause Applause khwaish ji jitnee taareef kee jaaye kam hai. is shaandaar peshkash par dil se mubaarakbaad
Logged
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 6 hours and 11 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006


View Profile
«Reply #3 on: November 09, 2011, 11:39:41 AM »
Reply with quote
khwaish ji,

Bahut khoob...kya kahne..

Dili mubaarakbaad qubool farmaayen.

Satish Shukla 'Raqeeb'
 


Aapka Bahut Bahut Shukriya Satish ji..

Yuhi Humesha Saath Dete Rahiyega icon_flower icon_flower
Logged
malli
Guest
«Reply #4 on: November 09, 2011, 11:50:52 AM »
Reply with quote
Quote
Ungliyon Ko Thaamkar jiski
Humne Chala Seekha..!!!
Unhe Farishton Ka Darja Diya Hai!!
Har Dharam, Har Imaano Mein

Wah wah.. bahut khoob esp the above lines... excellant. daad hazir hai kabul fermayiyega bhaiya
Logged
F.H.SIDDIQUI
Guest
«Reply #5 on: November 09, 2011, 12:27:46 PM »
Reply with quote
 Applause
 bahut khoob khwaish ji.
Logged
mkv
Guest
«Reply #6 on: November 09, 2011, 12:35:08 PM »
Reply with quote
Yeh Wafa Toh Unn Dino'n ki Baath Hai " Faraaz ".........!
Jab Makaan Kache Aur Log Sache Huwa Kartey The...
                       ~~Ahmed Faraaz~~



Jism Ke saath Ab Rooh Bhi,
Bikhne lage Hai Aaj ke Zamaano Mein
Insaaniyat Ko Kaha Dhoondoge
Ab Inn Haiwaano Mein  Applause Applause

Ungliyon Ko Thaamkar jiski
Humne Chala Seekha..!!!  Applause Applause
Unhe Farishton Ka Darja Diya Hai!!
Har Dharam, Har Imaano Mein  Applause Applause Applause

Khile Hue Phoolon Ko Todkar
Jo Sajaane Chale Ho Apna Ghar!!  Applause Applause
Kaha Se Aayegi Mehak.....
Tere Inn Jhoote Gulistaano Mein  Applause Applause

Mohabbat-e-Jazba Dhoondne
Par Bhi Aaj Naa Mile...!!!!
Mar- Mitne Ka jazba Reh Gaya Hai
Sirf Shama Ke Parwaano Mein  Applause Applause Applause Applause Applause

Eh Mere Mowla Mujhe Humesha
Apne Nazar-e-Karam Par Rakhna
"Khwaish" Fakr Se kehta Hai!!!
Woh Shaamil Hai Tere Deewano Mein  Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley

          ~~~~~Khwaish~~~~~


Bahut Khoob Khwaish ji
Eh mere mowla ...kya khoob kaha hai...is par special DAAD.
baaki ke liye bhi dhero DAAD kubool kare.
Logged
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 6 hours and 11 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006


View Profile
«Reply #7 on: November 09, 2011, 01:23:35 PM »
Reply with quote
Applause Applause Applause khwaish ji jitnee taareef kee jaaye kam hai. is shaandaar peshkash par dil se mubaarakbaad

Saini ji Aapne Apna keemti Waqt Diya, Aapka Bahut Bhaut Shukriya..Yuhi Saath Dete Rahiyega icon_flower icon_flower icon_flower
Logged
sarfira
Guest
«Reply #8 on: November 09, 2011, 03:14:33 PM »
Reply with quote
Yeh Wafa Toh Unn Dino'n ki Baath Hai " Faraaz ".........!
Jab Makaan Kache Aur Log Sache Huwa Kartey The...
                       ~~Ahmed Faraaz~~



Jism Ke saath Ab Rooh Bhi,
Bikhne lage Hai Aaj ke Zamaano Mein
Insaaniyat Ko Kaha Dhoondoge
Ab Inn Haiwaano Mein

Ungliyon Ko Thaamkar jiski
Humne Chala Seekha..!!!
Unhe Farishton Ka Darja Diya Hai!!
Har Dharam, Har Imaano Mein

Khile Hue Phoolon Ko Todkar
Jo Sajaane Chale Ho Apna Ghar!!
Kaha Se Aayegi Mehak.....
Tere Inn Jhoote Gulistaano Mein

Mohabbat-e-Jazba Dhoondne
Par Bhi Aaj Naa Mile...!!!!
Mar- Mitne Ka jazba Reh Gaya Hai
Sirf Shama Ke Parwaano Mein

Eh Mere Mowla Mujhe Humesha
Apne Nazar-e-Karam Par Rakhna
"Khwaish" Fakr Se kehta Hai!!!
Woh Shaamil Hai Tere Deewano Mein

          ~~~~~Khwaish~~~~~

behtareen post Khwaish ji

ekdum real baate kah gaye aap--

aapka post itna jada umda hota hai ki mai unn par comnt karne ki himmat hi nahi kar paata--

!!
hai wahi manzar aaj bhi jahan me
parat chasme ki badal ke to dekh
!!

iss lajawaab post ko lakhon daad
aur sahab aapki soch ko salaam

muskurate rahen
khus rahen
Usual Smile
Logged
sunildehgawani
Guest
«Reply #9 on: November 10, 2011, 07:47:23 AM »
Reply with quote
khuais ji bahut hi achhi peshkash hai hajaro dadd kabul karen ,,,,apka kya kahna ,,,ek Maqbool shayar hain aap
Yeh Wafa Toh Unn Dino'n ki Baath Hai " Faraaz ".........!
Jab Makaan Kache Aur Log Sache Huwa Kartey The...
                       ~~Ahmed Faraaz~~



Jism Ke saath Ab Rooh Bhi,
Bikhne lage Hai Aaj ke Zamaano Mein
Insaaniyat Ko Kaha Dhoondoge
Ab Inn Haiwaano Mein

Ungliyon Ko Thaamkar jiski
Humne Chalna Seekha..!!!
Unhe Farishton Ka Darja Diya Hai!!
Har Dharam, Har Imaano Mein

Khile Hue Phoolon Ko Todkar
Jo Sajaane Chale Ho Apna Ghar!!
Kaha Se Aayegi Mehak.....
Tere Inn Jhoote Gulistaano Mein

Mohabbat-e-Jazba Dhoondne
Par Bhi Aaj Naa Mile...!!!!
Mar- Mitne Ka jazba Reh Gaya Hai
Sirf Shama Ke Parwaano Mein

Eh Mere Mowla Mujhe Humesha
Apne Nazar-e-Karam Par Rakhna
"Khwaish" Fakr Se kehta Hai!!!
Woh Shaamil Hai Tere Deewano Mein

          ~~~~~Khwaish~~~~~

Logged
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 6 hours and 11 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006


View Profile
«Reply #10 on: November 10, 2011, 09:57:37 AM »
Reply with quote
Wah wah.. bahut khoob esp the above lines... excellant. daad hazir hai kabul fermayiyega bhaiya

Thanks A Million Roja...

Bahut Acha Laga Aapko Yopar dekhkar..Yuhi Aata Raha Karo..Aap Ko hum Humesha Ki Tarah Bahuttttt Miss karte hai..Take Care icon_flower icon_flower
Logged
mann.mann
Yoindian Shayar
******

Rau: 113
Offline Offline

Waqt Bitaya:
22 days, 12 hours and 36 minutes.
Posts: 3703
Member Since: Aug 2011


View Profile
«Reply #11 on: November 10, 2011, 11:13:52 AM »
Reply with quote
 Applause Applause Applause

bahut hi badhiya khwaishji
Logged
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 6 hours and 11 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006


View Profile
«Reply #12 on: November 11, 2011, 03:53:54 PM »
Reply with quote
Applause
 bahut khoob khwaish ji.

Aapka bahut Bahut Shukriya Hasan Ji.. icon_flower icon_flower
Logged
SURESH SANGWAN
Guest
«Reply #13 on: November 11, 2011, 04:01:49 PM »
Reply with quote
Yeh Wafa Toh Unn Dino'n ki Baath Hai " Faraaz ".........!
Jab Makaan Kache Aur Log Sache Huwa Kartey The...
                       ~~Ahmed Faraaz~~



Jism Ke saath Ab Rooh Bhi,
Bikhne lage Hai Aaj ke Zamaano Mein
Insaaniyat Ko Kaha Dhoondoge
Ab Inn Haiwaano Mein
 Applause Applause Applause
Ungliyon Ko Thaamkar jiski
Humne Chalna Seekha..!!!
Unhe Farishton Ka Darja Diya Hai!!
Har Dharam, Har Imaano Mein

Khile Hue Phoolon Ko Todkar
Jo Sajaane Chale Ho Apna Ghar!!
Kaha Se Aayegi Mehak.....
Tere Inn Jhoote Gulistaano Mein Applause Applause Applause Applause Applause

Mohabbat-e-Jazba Dhoondne
Par Bhi Aaj Naa Mile...!!!!
Mar- Mitne Ka jazba Reh Gaya Hai
Sirf Shama Ke Parwaano Mein

Eh Mere Mowla Mujhe Humesha
Apne Nazar-e-Karam Par Rakhna
"Khwaish" Fakr Se kehta Hai!!!
Woh Shaamil Hai Tere Deewano Mein Applause Applause

          ~~~~~Khwaish~~~~~

Logged
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 6 hours and 11 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006


View Profile
«Reply #14 on: November 13, 2011, 01:05:07 PM »
Reply with quote
Bahut Khoob Khwaish ji
Eh mere mowla ...kya khoob kaha hai...is par special DAAD.
baaki ke liye bhi dhero DAAD kubool kare.


Mkv ji Aapne Apne Waqt Diya..Aapka Bahut Bahut Shukriya..

Yuhi Saath Dete Rahiyega icon_flower icon_flower
Logged
Pages: [1] 2  All
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
December 25, 2024, 08:21:47 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
by mkv
[December 22, 2024, 05:36:15 PM]

[December 19, 2024, 08:27:42 AM]

[December 17, 2024, 08:39:55 AM]

[December 15, 2024, 06:04:49 AM]

[December 13, 2024, 06:54:09 AM]

[December 10, 2024, 08:23:12 AM]

[December 10, 2024, 08:22:15 AM]

by Arif Uddin
[December 03, 2024, 07:06:48 PM]

[November 26, 2024, 08:47:05 AM]

[November 21, 2024, 09:01:29 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.141 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8509 Real Poets and poetry admirer