Hum Log Wafadaar Hain, Gaddaar Nahi Hain,.

by Jaanasheen on April 03, 2009, 03:33:14 PM
Pages: [1]
ReplyPrint
Author  (Read 2098 times)
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 14 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
Reply with quote
Doston Is Shayari Mein Hashim Ferozabadi Saheb Ne Bohat Hi Achche Ashaar Kahien Hain,.
Bade Hi Achche Tanz Diye Hain, Isliye Maine Socha, Ke Sabse Share Karoon,.


Khurbaan Dil-o-Jaan Hain, Is Khaake Watan Par,.
Hum Daulat Aur Shohrat Ke Talabgaar Nahi Hain,.

Tum Dekhlo, Aazaadi Ki Tareekh Uthaakar,.
Hum Log Wafadaar Hain, Gaddaar Nahi Hain,.

Chaahe Makhaam-e-Karbala Ho Ke, Daar Ho,.
Awaaz-e-Ahle Haq Ko Dabaaya Na Jaa Saka,.

Taareeq-e-Kaynaath Mein, 1400 Saal Se,.
Wo Harf Hoon, Ke Jisko Mitaaya Na Jaa Saka,.

Duniya Se Bheek Maang Rahein Hain Wo Adal Ki,.
Kal Tak Jo Log Karte The, Duniya Ke Faisle,.

Main Kar Raha Hoon, Aaj Wo Carwaan Talaash,.
"Hashim" Jise Diye The, Samander Ne Raaste,.

_________________________-Hashim Ferozabadi-




Logged
angel4u
Guest
«Reply #1 on: April 03, 2009, 03:55:08 PM »
Reply with quote

Bahut khoob azeem..

Thanks for sharing it here...
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 14 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #2 on: April 03, 2009, 03:59:51 PM »
Reply with quote

Bahut khoob azeem..

Thanks for sharing it here...

Thank U Ji,.

Logged
fairy2633
Guest
«Reply #3 on: April 04, 2009, 02:14:04 AM »
Reply with quote
nice sharing janasheen ji...
Logged
Roja
Guest
«Reply #4 on: April 04, 2009, 02:57:07 AM »
Reply with quote
Lovely sharing Azeem dear.
Logged
dead heart
Guest
«Reply #5 on: April 04, 2009, 08:15:35 PM »
Reply with quote
Great Sharing Azeem bhaijan...
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 14 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #6 on: April 05, 2009, 03:50:09 PM »
Reply with quote
Shukriya Fairy JI,.
Roja Sis,.
Rahim Bhai,.
Logged
Muhammed
Guest
«Reply #7 on: April 06, 2009, 05:06:33 AM »
Reply with quote
Doston Is Shayari Mein Hashim Ferozabadi Saheb Ne Bohat Hi Achche Ashaar Kahien Hain,.
Bade Hi Achche Tanz Diye Hain, Isliye Maine Socha, Ke Sabse Share Karoon,.


Khurbaan Dil-o-Jaan Hain, Is Khaake Watan Par,.
Hum Daulat Aur Shohrat Ke Talabgaar Nahi Hain,.

Tum Dekhlo, Aazaadi Ki Tareekh Uthaakar,.
Hum Log Wafadaar Hain, Gaddaar Nahi Hain,.

Chaahe Makhaam-e-Karbala Ho Ke, Daar Ho,.
Awaaz-e-Ahle Haq Ko Dabaaya Na Jaa Saka,.

Taareeq-e-Kaynaath Mein, 1400 Saal Se,.
Wo Harf Hoon, Ke Jisko Mitaaya Na Jaa Saka,.

Duniya Se Bheek Maang Rahein Hain Wo Adal Ki,.
Kal Tak Jo Log Karte The, Duniya Ke Faisle,.

Main Kar Raha Hoon, Aaj Wo Carwaan Talaash,.
"Hashim" Jise Diye The, Samander Ne Raaste,.

_________________________-Hashim Ferozabadi-



Azeem Miyaan..Harr Lafz Haqq o Sadaaqat Se Mamoor Hai
Akhri Sher,,Waqaee Likhne waale Hashim Saab Ne B'khoobi Likha Hai...
La-Jawaab Collection Rakhte Ho Aap.
 
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 14 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #8 on: April 06, 2009, 03:11:56 PM »
Reply with quote
Azeem Miyaan..Harr Lafz Haqq o Sadaaqat Se Mamoor Hai
Akhri Sher,,Waqaee Likhne waale Hashim Saab Ne B'khoobi Likha Hai...
La-Jawaab Collection Rakhte Ho Aap.
 

Shukiya Ashraf Saheb, Khushi Hui Ke Aapne Is Shayari Ki gehraai Jaani, Uska Asli Matlab Nikaala,.

Logged
Pages: [1]
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 12, 2024, 08:13:07 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 08, 2024, 09:59:08 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:55:06 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 06:58:58 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.11 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8507 Real Poets and poetry admirer