*Humko Waise Hi Jee Lene Do*

by Roja on January 29, 2009, 02:24:10 AM
Pages: [1] 2  All
ReplyPrint
Author  (Read 2294 times)
Roja
Guest
Reply with quote
Yeh humne pehle kisi Yo ke section pe Post ki jaisa lag raha hai.
Aaj mann kuch kehna chah raha hai...
=======================================
Aankhon mein ek pratna aur honton per ik yachana hai
Jaise bhi hum jee sakte hai waise hi jee lene toh do..
Nahi hum tumse pyar mangte koyi uphaar mangte,
Apni aankhon ke aansoo hi humko pee lene toh do..

Tum toh humko kuch na doge na tumse hum mangenge,
Hame pata hai apni seema, usko kabhi na landhenge.
Tumhare pass woh kuch hai nahi joh humko de paoge,
Per jo Ishwar ne diya hai humko haq se lene toh do..

Tum toh khud hi bhooke ho sada jo mange rahte ho,
Khane ko itna hai per fir bhi bhooke pet hi rehte ho.
Apna tumhara nahi yahan kuch, jo hai woh toh auron ka hai,
Is nisarg ke kosh se, zarurat ber humko bhi lene toh do..

Tum humko kuch de pao itne tum azaad nahi,
Apne swarth ko hara sako, itne bhi ustaad nahi.
Isliye band kar do ye MEETE BOLI KE SEVA, YEH SAB NATAK HAI SARE,
Hame AATMAGAURAV se Gam apna seh lene toh do..

Bhashan tumara bhi toh atyachar se kam nahi
Woh jo ek dikhawa hai, gam se koyi gam nahi hai
Kal tum Pioge apne hi pracharon ke abhimaan ka amrit
Ek sach humko aaj per yeh abhi keh lene toh do..

Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Waise to ek aansoo hi baha kar le jaaye mujhe.....! by sharmaarunkumar in Ghazals « 1 2  All »
AAJ TO RO LENE DO by Nino in Shayri-E-Dard « 1 2 3  All »
Waise To Hum Sharaabi Nahi, by Azeem Azaad in Kaifiyaat-ae-maye « 1 2 3  All »
Waise To Ishq Se Hum Darte Hain by ishu_singh10 in Shayri for Khumar -e- Ishq
gunah itna to khair humko bhi kar lene diya hota ,,,,,,,,,,,,,,,sunil by sunildehgawani in Shayri-E-Dard
abdulqadeer
Guest
«Reply #1 on: January 29, 2009, 05:14:31 AM »
Reply with quote
Bahoth umda aur achi peshkash rooja bahen waise humne pahele ye nahi padi thi ajj pada acha laga aur is ghazal ke asal maqsad tak shayad koi pahonche ya na pahonche mai pahonch gaya !!

Aur eak Ashar apki nazar kartahon roja bahen jo sacha-e-pe mabni hai !! tawajo chahonga !!


Hawa tham jayegi , fiza zaherili ho jayegi !!
Agar doge apni begunahi ka saboth to saza lambi ho jayegi !!

Qadeer Toopchi
Logged
sajid_ghayel
Guest
«Reply #2 on: January 29, 2009, 06:50:15 AM »
Reply with quote
Bohat khoob Roja too good tumhare jazbato ko Ghayel salam karta hain aur unka poora aadar karta hain khuda tumhe har us uljhan se bachaye jisne tumhe yeh Mazboot aur behtareen kalam likhne pe majboor kiya AAMEEN.................. Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 7 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #3 on: January 29, 2009, 10:06:02 AM »
Reply with quote
Bohat Hi Achchi Kavita Roja Didi,.
Har Bar Ki Tarah Yunhio Likhte Rahiye,.
Logged
baadal102
Guest
«Reply #4 on: January 30, 2009, 03:39:13 PM »
Reply with quote
 Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley
wah roja ji wah bahut khoob, dil se daad kabool farmayen aap, bahut hi aache se likha hai aap ne.
Logged
Talat
Guest
«Reply #5 on: January 31, 2009, 06:12:09 PM »
Reply with quote
Bohot hi Khoob likha hai Roja Applause Applause
Logged
honeyrose
Guest
«Reply #6 on: January 31, 2009, 06:39:58 PM »
Reply with quote
Wonderfull work bohat khoob Roja dear.... Applause Applause
Logged
Rajesh Harish
Guest
«Reply #7 on: January 31, 2009, 07:13:25 PM »
Reply with quote
Bahut hi umda likha hai aap ne Roja Ji
 Applause Applause Applause
Logged
Roja
Guest
«Reply #8 on: February 01, 2009, 04:35:17 AM »
Reply with quote
Bahoth umda aur achi peshkash rooja bahen waise humne pahele ye nahi padi thi ajj pada acha laga aur is ghazal ke asal maqsad tak shayad koi pahonche ya na pahonche mai pahonch gaya !!

Aur eak Ashar apki nazar kartahon roja bahen jo sacha-e-pe mabni hai !! tawajo chahonga !!


Hawa tham jayegi , fiza zaherili ho jayegi !!
Agar doge apni begunahi ka saboth to saza lambi ho jayegi !!

Qadeer Toopchi

Bahut bahut shukriya Qadeer bhaiya.
Bas us din mere dil ka haal aisa kuch tha bas. Kuch aur matlab nahi tha...

Aapne sahi kaha, hawa tham jayegi.... hame intezar hai Hawa ka thamjane ki. sad7

Logged
Roja
Guest
«Reply #9 on: February 01, 2009, 04:37:10 AM »
Reply with quote
Bohat khoob Roja too good tumhare jazbato ko Ghayel salam karta hain aur unka poora aadar karta hain khuda tumhe har us uljhan se bachaye jisne tumhe yeh Mazboot aur behtareen kalam likhne pe majboor kiya AAMEEN.................. Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley

Sumaameen  sad7
Logged
Roja
Guest
«Reply #10 on: February 01, 2009, 04:39:47 AM »
Reply with quote
Bohat Hi Achchi Kavita Roja Didi,.
Har Bar Ki Tarah Yunhio Likhte Rahiye,.

Bahut bahut shukhriya bhai.
Logged
Roja
Guest
«Reply #11 on: February 01, 2009, 04:41:01 AM »
Reply with quote
Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley
wah roja ji wah bahut khoob, dil se daad kabool farmayen aap, bahut hi aache se likha hai aap ne.

Thanks Baadal ji.
Logged
Roja
Guest
«Reply #12 on: February 01, 2009, 04:41:58 AM »
Reply with quote
Bohot hi Khoob likha hai Roja Applause Applause

Shukriya Talat dear, aap b kuch likhti toh char chand lag jata... Usual Smile
Logged
Roja
Guest
«Reply #13 on: February 01, 2009, 04:42:49 AM »
Reply with quote
Thanks honey ji
Logged
Roja
Guest
«Reply #14 on: February 01, 2009, 04:43:49 AM »
Reply with quote
Bahut hi umda likha hai aap ne Roja Ji
 Applause Applause Applause

Bahut bahut shukhriya Rajesh Harish ji.
Logged
Pages: [1] 2  All
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 08, 2024, 06:43:05 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 08, 2024, 09:59:08 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:55:06 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 06:58:58 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.118 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8505 Real Poets and poetry admirer