Insaan Kahan Hai !!

by abdulqadeer on January 26, 2009, 09:44:55 AM
Pages: [1] 2 3  All
ReplyPrint
Author  (Read 2954 times)
abdulqadeer
Guest
Reply with quote
Ghazal se mil ja-o-to nawaz dena …puri Ghazal post nahi kar raha hon maafi chahunga kissi din pori ghazal padsakoge app !!


har taraf kisan hi kisan hai bahar kahan hai !!
Insano ki  itni badi duniya me  insaan kahan hai !!

lutte raho  zindagi ko haar rooz beqauf hokar !!
ye mat pucho ke iska nighabaan kahan hai !!

howi thi jung jis per insaniyath aur haiwaniyath ki !!
ab kaun jane ke  wo maidaan kahan hai !!

shahidoon ki laash lekar gumhta tha  koi !!
mai bata na saka ke qabrastaan kahan hai !!

sochta hon qadeer puchlon in siyasi hukmrano se !!
Gandhi ne jo saupa tha wo Hindustan kahan hai !!

Qadeer Toopchi

From Dubai

Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
kahan tha aur kahan chala aya by muneeb in Shayri-E-Dard
Insaan by Deepak Subi in Shairi - E - Zindagi
INSAAN by NIKI83 in Tanziya aur Tehreekbaksh Shayariyan
insaan by jatinderkathpal in Poetry on Nature in Punjabi
insaan kahan milta hai. by Imdad in Miscellaneous Shayri
Roja
Guest
«Reply #1 on: January 26, 2009, 09:49:31 AM »
Reply with quote
Ghazal se mil ja-o-to nawaz dena …puri Ghazal post nahi kar raha hon maafi chahunga kissi din pori ghazal padsakoge app !!


har taraf qisan hi qisan hai bahar kahan hai !!
Insanoo ki  itni badi duniya me   insaan kahan hai !!

lotte raho  zindagi ko haar rooz beqauf hokar !!
ye mat ke iska nighabaan kahan hai !!

howi thi jung jis per insaniyath aur haiwaniyath ki !!
ab kaun jane ke  wo maidaan kahan hai !!

shahidoon ki laash lekar gumhta tha  koi !!
mai bata na saka ke qabrastaan kahan hai !!

sunchata hon qadeer puchlon in siya si hukomranoo se !!
Gandhi ne jo suanpa tha wo Hindustan kahan hai !!

Qadeer Toopchi

From Dubai



Bahut khoob likha hai aapne abdul qadeer ji...

Logged
sajid_ghayel
Guest
«Reply #2 on: January 26, 2009, 10:09:37 AM »
Reply with quote
Bohat Khoob Qadeer.....

Khushi dena to bohat chahi maine zindagi ko
Par dhoond_ta hu mujme, jeene ka armaan kaha hain

               -Sajid Ghayel-
Logged
abdulqadeer
Guest
«Reply #3 on: January 26, 2009, 10:11:34 AM »
Reply with quote
Bohat Khoob Qadeer.....

Khushi dena to bohat chahi maine zindagi ko
Par dhoond_ta hu mujme, jeene ka armaan kaha hain

               -Sajid Ghayel-


Arre Wah Ghayel Sahab Kya shikyath ki khud apne app se tumne do line masha allah nichod dete ho yaar tum !!!

Qadeer Toopchi
Logged
afreen_madhu
Guest
«Reply #4 on: January 26, 2009, 10:24:36 AM »
Reply with quote
arey waah!!!!
kya likha hai apne...bohot khoobbbbb
Logged
Roja
Guest
«Reply #5 on: January 26, 2009, 10:24:54 AM »
Reply with quote
Bohat Khoob Qadeer.....

Khushi dena to bohat chahi maine zindagi ko
Par dhoond_ta hu mujme, jeene ka armaan kaha hain

               -Sajid Ghayel-



 Applause Applause Sajid ji ka chap...  Applause Applause
Logged
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 6 hours and 11 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006


View Profile
«Reply #6 on: January 26, 2009, 10:28:19 AM »
Reply with quote
Ghazal se mil ja-o-to nawaz dena …puri Ghazal post nahi kar raha hon maafi chahunga kissi din pori ghazal padsakoge app !!


har taraf kisan hi kisan hai bahar kahan hai !!
Insano ki  itni badi duniya me  insaan kahan hai !!

lutte raho  zindagi ko haar rooz beqauf hokar !!
ye mat pucho ke iska nighabaan kahan hai !!

howi thi jung jis per insaniyath aur haiwaniyath ki !!
ab kaun jane ke  wo maidaan kahan hai !!

shahidoon ki laash lekar gumhta tha  koi !!
mai bata na saka ke qabrastaan kahan hai !!

sochta hon qadeer puchlon in siyasi hukmrano se !!
Gandhi ne jo saupa tha wo Hindustan kahan hai !!

Qadeer Toopchi

From Dubai


Bahut Bahut Khoob Qadeer saheb ji..zabardast Kalam Pesh Ki Hai Aapne..Bahut ache.. Applause Applause Applause
Logged
abdulqadeer
Guest
«Reply #7 on: January 26, 2009, 10:31:12 AM »
Reply with quote

Bahut khoob likha hai aapne abdul qadeer ji...



Bahoth Bahot Shukriya Roja ji !! Allah Sub ko Qair de !!

Qadeer Toopchi

Logged
cara
Guest
«Reply #8 on: January 26, 2009, 10:45:00 AM »
Reply with quote
kya baat hai qadeer ji.....

nikla tha insaaniyat ki talaash mein,
insaan hi insaan mile,insaaniyat kahan hai.

lutere loot gaye,garib kisano ki zameen,
bahar kahan se hogi,bahete jo haiwan yahaan hai.
Logged
Talat
Guest
«Reply #9 on: January 26, 2009, 10:56:23 AM »
Reply with quote
Ghazal se mil ja-o-to nawaz dena …puri Ghazal post nahi kar raha hon maafi chahunga kissi din pori ghazal padsakoge app !!


har taraf kisan hi kisan hai bahar kahan hai !!
Insano ki  itni badi duniya me  insaan kahan hai !!

lutte raho  zindagi ko haar rooz beqauf hokar !!
ye mat pucho ke iska nighabaan kahan hai !!

howi thi jung jis per insaniyath aur haiwaniyath ki !!
ab kaun jane ke  wo maidaan kahan hai !!

shahidoon ki laash lekar gumhta tha  koi !!
mai bata na saka ke qabrastaan kahan hai !!

sochta hon qadeer puchlon in siyasi hukmrano se !!
Gandhi ne jo saupa tha wo Hindustan kahan hai !!

Qadeer Toopchi

From Dubai


Bohot Khoob Qadeer Ji....Waqai sawal to aapne bohot hi gehra uthaya hai ki Insaan kahan hai.....!

Nic lines Sajid Ji, Cara
Logged
dead heart
Guest
«Reply #10 on: January 26, 2009, 05:35:19 PM »
Reply with quote
Qadeer saheb...jab adhuri ghazal dil ki pyaas buja gayi toh puri kya karegi..kehna mushkil hai..yaar kya baat hai...dil ko choo gayi apki yeh ghazal...


do desh ladte hai ek zameen ke tukde ke liye,
zara pucho dono se;Khuda ki duniya main lakeerein kahan hai...

pahadon aur wadion ke liye kat te ho ek dusre ka saar,
phir bhi puchte ho Antagwadi kahan hai...

shaheedon ke parivaron ko paise se nawaz te ho,
humare toh dil toote hai;uska muafza kahan hai...

waise toh mazhabi desh hai dono phir bhi ladte rehte hai,
zara pucho dono se;mazhab main ladai kahan hai...

tadapta hai Rahim uss desh jane ke liye,
nahin jaa sakta par na jane ki mazbut wajah kahan hai...

Logged
jasbirsingh
Guest
«Reply #11 on: January 26, 2009, 05:42:14 PM »
Reply with quote
Ghazal se mil ja-o-to nawaz dena …puri Ghazal post nahi kar raha hon maafi chahunga kissi din pori ghazal padsakoge app !!


har taraf kisan hi kisan hai bahar kahan hai !!
Insano ki  itni badi duniya me  insaan kahan hai !!

lutte raho  zindagi ko haar rooz beqauf hokar !!
ye mat pucho ke iska nighabaan kahan hai !!

howi thi jung jis per insaniyath aur haiwaniyath ki !!
ab kaun jane ke  wo maidaan kahan hai !!

shahidoon ki laash lekar gumhta tha  koi !!
mai bata na saka ke qabrastaan kahan hai !!

sochta hon qadeer puchlon in siyasi hukmrano se !!
Gandhi ne jo saupa tha wo Hindustan kahan hai !!

Qadeer Toopchi

From Dubai



WAH WAH WAH .... QADEER, BAHUT HI KHOOOB, VERY VERY VERY NICE
INSAAN KAHA HAI .... WAH


JASBIR SINGH
Logged
jasbirsingh
Guest
«Reply #12 on: January 26, 2009, 06:19:00 PM »
Reply with quote
Qadeer saheb...jab adhuri ghazal dil ki pyaas buja gayi toh puri kya karegi..kehna mushkil hai..yaar kya baat hai...dil ko choo gayi apki yeh ghazal...


do desh ladte hai ek zameen ke tukde ke liye,
zara pucho dono se;Khuda ki duniya main lakeerein kahan hai...

pahadon aur wadion ke liye kat te ho ek dusre ka saar,
phir bhi puchte ho Antagwadi kahan hai...

shaheedon ke parivaron ko paise se nawaz te ho,
humare toh dil toote hai;uska muafza kahan hai...

waise toh mazhabi desh hai dono phir bhi ladte rehte hai,
zara pucho dono se;mazhab main ladai kahan hai...

tadapta hai Rahim uss desh jane ke liye,
nahin jaa sakta par na jane ki mazbut wajah kahan hai...



WAH WAH WAH DH

JASBIR SINGH
Logged
dead heart
Guest
«Reply #13 on: January 26, 2009, 06:20:37 PM »
Reply with quote
Shukriya Jasbir jee..
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #14 on: January 26, 2009, 09:39:53 PM »
Reply with quote
Subhan Allah..
Subhan Allah,.

Kya Khoob Kaha Hai Aapne Abdul Qadeer Bhaiya,.
Sach Mein Hum Sab Khush Naseeb Hain Aapko, Aur Sajid Bhaiya Ke, Post Pardhte Hain, Aap Jaise Hastiyon Se Gustagu Karte Hain,.

May Allah Bless You,.
Aur Rahim Bhai, Subhan Allah Yaar, Khoob Kahaa Hai Tumne Bhi,.
Bohat Achche,.

Yunhi Likhte Rahiye,.

And Nice One Cara Ji, Har Baar Ki Tarah,.
Logged
Pages: [1] 2 3  All
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
December 23, 2024, 06:51:37 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
by mkv
[December 22, 2024, 05:36:15 PM]

[December 19, 2024, 08:27:42 AM]

[December 17, 2024, 08:39:55 AM]

[December 15, 2024, 06:04:49 AM]

[December 13, 2024, 06:54:09 AM]

[December 10, 2024, 08:23:12 AM]

[December 10, 2024, 08:22:15 AM]

by Arif Uddin
[December 03, 2024, 07:06:48 PM]

[November 26, 2024, 08:47:05 AM]

[November 21, 2024, 09:01:29 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.172 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8508 Real Poets and poetry admirer