Insaan Nahi Hai,.

by Jaanasheen on May 04, 2009, 10:21:03 AM
Pages: 1 [2] 3  All
ReplyPrint
Author  (Read 2613 times)
anjaan dharkan
Yoindian Shayar
******

Rau: 0
Offline Offline

Gender: Female
Waqt Bitaya:
10 days, 13 hours and 44 minutes.
-May Allah Bless You-

Posts: 1900
Member Since: Jul 2008


View Profile
«Reply #15 on: May 04, 2009, 12:01:50 PM »
Reply with quote
Shukriya Sidraah Hausla Badhaane Ke Liye,.
ur Sahi Kaha Tumne,.

Nice Line,s.

Shukriya janaab
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 17 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #16 on: May 04, 2009, 03:24:55 PM »
Reply with quote



Insaan Ka Dushman Khud Insaan Banaa Hai,.
Ye Saara Jahaan Ab Shamshaan Banaa Hai,.

Haiwaaniyat Ka Libaaz Pehankar Bhalaai Bhool Gaye,.
Phool Ka Chaman Ab Kaanton Ka Gulistaan Banaa Hai,.

Ye Zameen Ban Gayi Hai Aag Ka Bistar "Azeem,.
Tezaab Ka Urdhna Jaane Kyun Aasmaan Banaa Hai,.

__________________________________-Azeem-




Logged
anjaan dharkan
Yoindian Shayar
******

Rau: 0
Offline Offline

Gender: Female
Waqt Bitaya:
10 days, 13 hours and 44 minutes.
-May Allah Bless You-

Posts: 1900
Member Since: Jul 2008


View Profile
«Reply #17 on: May 04, 2009, 03:32:44 PM »
Reply with quote



Insaan Ka Dushman Khud Insaan Banaa Hai,.
Ye Saara Jahaan Ab Shamshaan Banaa Hai,.

Haiwaaniyat Ka Libaaz Pehankar Bhalaai Bhool Gaye,.
Phool Ka Chaman Ab Kaanton Ka Gulistaan Banaa Hai,.

Ye Zameen Ban Gayi Hai Aag Ka Bistar "Azeem,.
Tezaab Ka Urdhna Jaane Kyun Aasmaan Banaa Hai,.

__________________________________-Azeem-






waah ji! kya hee kehna!
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 17 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #18 on: May 04, 2009, 03:37:26 PM »
Reply with quote
waah ji! kya hee kehna!
Thanku Sidraah,.
Logged
Roja
Guest
«Reply #19 on: May 04, 2009, 03:46:36 PM »
Reply with quote

Bhale Logon Ki Yahaan Koi Pehchaan Nahi Hai,.
Insaano Ki Is Basti Mein Ab Insaan Nahi Hai,.

Kar Rahe Hain Gunaah Is Taarah Se Log Yahan,.
Samajh Rahe Hain Sabhi Ke Baghwaan Nahi Hai,.

Lard Rahe Hain Sabhi Dharm Mazhab Ke Naam Par,.
Afsos Ke Dilon Mien Kisi Ke Imaan Nahi Hai,.

Karte Hain Pal Pal Nafarmaani Khudaa Ki,.
Aur Kehte Hain Ke Khudaa Humpar Meharbaan Nahi Hai,.

Is Taraah Se Mitaa Diya Mohabbat Ko Jahaan Se,.
Kaheen Bhi Ab Wafaa Ka Naam-o-Nishaan Nahi Hai,.

Kyun Buraa Ban Raha Hai "Azeem, Sab Par Tanz Dekar,.
Haq Par Chalne Waale Ka Koi Khadardaan Nahi Hai,.

Tu Bhi Rang Ja Is Rang Mein "Azeem, Kab Tak Bhatkega,.
Ab Tak Dekh Is Zamaane Mein Teri Pehchaan Nahi Hai,.

Bhale Logon Ki Yahaan Koi Pehnchaan Nahi Hai,.
Insaano Ki Is Basti Mien Ab Insaan Nahi Hai,.

_____________________________________-Azeem-


Bahut kamal ka likha hai Azeem aapne... good  Thumbs UP
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 17 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #20 on: May 04, 2009, 03:47:47 PM »
Reply with quote
Bahut kamal ka likha hai Azeem aapne... good  Thumbs UP

Shukriya Didi Jaan,.
Logged
madhuwesh
Guest
«Reply #21 on: May 04, 2009, 11:09:37 PM »
Reply with quote
Azeem ji, really nice one. i liked it very much. keep it up. happy3
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 17 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #22 on: May 05, 2009, 09:40:37 AM »
Reply with quote
Azeem ji, really nice one. i liked it very much. keep it up. happy3

Shukriya Madhuwesh Ji,.
Logged
SARVESH RASTOGI
Guest
«Reply #23 on: May 05, 2009, 10:58:52 AM »
Reply with quote
Bahut Khoob Azeem Bhai
Kya tasvir pesh ki hai aapne, bahut khoob.
Aapki banai situation per apna ek sher pesh karta hun

CHAURAHE PE MAIN RUK RUK KE JAB MANZAR DEKHA KARTA HUN
LOGO MAT POOCHHO KITNI HI CHNITA KE SATH GUZARTA HUN
MAHBOOB MAUT SE MULAKAT KAB HO JAYE KUCHH THEEK NAHIN
IS KHATIR KITNI BAAR SAJAN MAIN SAJTA AUR SAVARTA HUN

SARVESH RASTOGI
Logged
salma786
Guest
«Reply #24 on: May 05, 2009, 11:08:33 AM »
Reply with quote
waah kamal ka likha hai Azeem ji apne... bilkul sacchi baat kahi hai... Insano ki basti me insaan nahi hai!

Applause Applause Applause
Logged
Rajesh Harish
Guest
«Reply #25 on: May 05, 2009, 11:11:14 AM »
Reply with quote

Bhale Logon Ki Yahaan Koi Pehchaan Nahi Hai,.
Insaano Ki Is Basti Mein Ab Insaan Nahi Hai,.

Kar Rahe Hain Gunaah Is Taarah Se Log Yahan,.
Samajh Rahe Hain Sabhi Ke Baghwaan Nahi Hai,.

Lard Rahe Hain Sabhi Dharm Mazhab Ke Naam Par,.
Afsos Ke Dilon Mien Kisi Ke Imaan Nahi Hai,.

Karte Hain Pal Pal Nafarmaani Khudaa Ki,.
Aur Kehte Hain Ke Khudaa Humpar Meharbaan Nahi Hai,.

Is Taraah Se Mitaa Diya Mohabbat Ko Jahaan Se,.
Kaheen Bhi Ab Wafaa Ka Naam-o-Nishaan Nahi Hai,.

Kyun Buraa Ban Raha Hai "Azeem, Sab Par Tanz Dekar,.
Haq Par Chalne Waale Ka Koi Khadardaan Nahi Hai,.

Tu Bhi Rang Ja Is Rang Mein "Azeem, Kab Tak Bhatkega,.
Ab Tak Dekh Is Zamaane Mein Teri Pehchaan Nahi Hai,.

Bhale Logon Ki Yahaan Koi Pehnchaan Nahi Hai,.
Insaano Ki Is Basti Mien Ab Insaan Nahi Hai,.

_____________________________________-Azeem-



Bahut Khoob Chote Bhai
Logged
NETRAPAL
Guest
«Reply #26 on: May 05, 2009, 11:20:32 AM »
Reply with quote
bahoot khoob azeem bhaiyee kyaa khoob likhaa hai
wah......

netra...
Logged
anjaan dharkan
Yoindian Shayar
******

Rau: 0
Offline Offline

Gender: Female
Waqt Bitaya:
10 days, 13 hours and 44 minutes.
-May Allah Bless You-

Posts: 1900
Member Since: Jul 2008


View Profile
«Reply #27 on: May 05, 2009, 01:38:09 PM »
Reply with quote
Bahut Khoob Azeem Bhai
Kya tasvir pesh ki hai aapne, bahut khoob.
Aapki banai situation per apna ek sher pesh karta hun

CHAURAHE PE MAIN RUK RUK KE JAB MANZAR DEKHA KARTA HUN
LOGO MAT POOCHHO KITNI HI CHNITA KE SATH GUZARTA HUN
MAHBOOB MAUT SE MULAKAT KAB HO JAYE KUCHH THEEK NAHIN
IS KHATIR KITNI BAAR SAJAN MAIN SAJTA AUR SAVARTA HUN

SARVESH RASTOGI

bahot achche ji!
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 17 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #28 on: May 05, 2009, 04:58:33 PM »
Reply with quote
Bahut Khoob Azeem Bhai
Kya tasvir pesh ki hai aapne, bahut khoob.
Aapki banai situation per apna ek sher pesh karta hun

CHAURAHE PE MAIN RUK RUK KE JAB MANZAR DEKHA KARTA HUN
LOGO MAT POOCHHO KITNI HI CHNITA KE SATH GUZARTA HUN
MAHBOOB MAUT SE MULAKAT KAB HO JAYE KUCHH THEEK NAHIN
IS KHATIR KITNI BAAR SAJAN MAIN SAJTA AUR SAVARTA HUN

SARVESH RASTOGI

Shukriya Sarvesh Bhai, And Nice Lines From Ur Side Too, Yunhi Likhte Rahiye,.
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 17 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #29 on: May 05, 2009, 05:00:16 PM »
Reply with quote
waah kamal ka likha hai Azeem ji apne... bilkul sacchi baat kahi hai... Insano ki basti me insaan nahi hai!

Applause Applause Applause

Shukriya Salma, ForUr Lovely Comments
Logged
Pages: 1 [2] 3  All
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 21, 2024, 09:07:21 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[November 21, 2024, 09:01:29 AM]

[November 16, 2024, 11:44:41 AM]

by Michaelraw
[November 13, 2024, 12:59:11 PM]

[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.135 seconds with 26 queries.
[x] Join now community of 8506 Real Poets and poetry admirer