Insaan Nahi Hai,.

by Jaanasheen on May 04, 2009, 10:21:03 AM
Pages: 1 2 [3]  All
ReplyPrint
Author  (Read 2596 times)
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 7 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #30 on: May 05, 2009, 05:00:55 PM »
Reply with quote
Bahut Khoob Chote Bhai

Shukriya Rajesh Bhaiya,.
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 7 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #31 on: May 05, 2009, 05:01:49 PM »
Reply with quote
bahoot khoob azeem bhaiyee kyaa khoob likhaa hai
wah......

netra...
Shukriya Netra Bhai,Bohat Khushi Hui, Aapse Daad Leke,.

Thank U,.
Logged
angel4u
Guest
«Reply #32 on: May 05, 2009, 05:03:37 PM »
Reply with quote

Bhale Logon Ki Yahaan Koi Pehchaan Nahi Hai,.
Insaano Ki Is Basti Mein Ab Insaan Nahi Hai,.

Kar Rahe Hain Gunaah Is Taarah Se Log Yahan,.
Samajh Rahe Hain Sabhi Ke Baghwaan Nahi Hai,.

Lard Rahe Hain Sabhi Dharm Mazhab Ke Naam Par,.
Afsos Ke Dilon Mien Kisi Ke Imaan Nahi Hai,.

Karte Hain Pal Pal Nafarmaani Khudaa Ki,.
Aur Kehte Hain Ke Khudaa Humpar Meharbaan Nahi Hai,.

Is Taraah Se Mitaa Diya Mohabbat Ko Jahaan Se,.
Kaheen Bhi Ab Wafaa Ka Naam-o-Nishaan Nahi Hai,.

Kyun Buraa Ban Raha Hai "Azeem, Sab Par Tanz Dekar,.
Haq Par Chalne Waale Ka Koi Khadardaan Nahi Hai,.

Tu Bhi Rang Ja Is Rang Mein "Azeem, Kab Tak Bhatkega,.
Ab Tak Dekh Is Zamaane Mein Teri Pehchaan Nahi Hai,.

Bhale Logon Ki Yahaan Koi Pehnchaan Nahi Hai,.
Insaano Ki Is Basti Mien Ab Insaan Nahi Hai,.

_____________________________________-Azeem-








Bahut khoobsurat likha hia Bro. Clapping Smiley
sorry ke ye poem bahut der se padh rahi hoon... sad5
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 7 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #33 on: May 05, 2009, 05:23:25 PM »
Reply with quote
Bahut khoobsurat likha hia Bro. Clapping Smiley
sorry ke ye poem bahut der se padh rahi hoon... sad5
Khair NazarTo Pardi Aapki Yahaan, Thank U Sis, ForUrLovely Comments,.

Thank U,.
Logged
khamosh_aawaaz
Guest
«Reply #34 on: May 07, 2009, 08:32:16 AM »
Reply with quote

Bhale Logon Ki Yahaan Koi Pehchaan Nahi Hai,.
Insaano Ki Is Basti Mein Ab Insaan Nahi Hai,.

Kar Rahe Hain Gunaah Is Taarah Se Log Yahan,.
Samajh Rahe Hain Sabhi Ke Baghwaan Nahi Hai,.

Lard Rahe Hain Sabhi Dharm Mazhab Ke Naam Par,.
Afsos Ke Dilon Mien Kisi Ke Imaan Nahi Hai,.

Karte Hain Pal Pal Nafarmaani Khudaa Ki,.
Aur Kehte Hain Ke Khudaa Humpar Meharbaan Nahi Hai,.

Is Taraah Se Mitaa Diya Mohabbat Ko Jahaan Se,.
Kaheen Bhi Ab Wafaa Ka Naam-o-Nishaan Nahi Hai,.

Kyun Buraa Ban Raha Hai "Azeem, Sab Par Tanz Dekar,.
Haq Par Chalne Waale Ka Koi Khadardaan Nahi Hai,.

Tu Bhi Rang Ja Is Rang Mein "Azeem, Kab Tak Bhatkega,.
Ab Tak Dekh Is Zamaane Mein Teri Pehchaan Nahi Hai,.

Bhale Logon Ki Yahaan Koi Pehnchaan Nahi Hai,.
Insaano Ki Is Basti Mien Ab Insaan Nahi Hai,.

_____________________________________-Azeem-










bahut khoob azeem bhai.............verii veriii  naaice


  KAHAA EK PATHAR NEY  AI KHAMOSH
  NAA LAGAA AAWAAZ ISS SHAHER WAALON KO,
  WARNAA TERAA TAQAAZAA KHAALI JAYE GAA...!!!
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 7 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #35 on: May 07, 2009, 09:04:04 AM »
Reply with quote


bahut khoob azeem bhai.............verii veriii  naaice


  KAHAA EK PATHAR NEY  AI KHAMOSH
  NAA LAGAA AAWAAZ ISS SHAHER WAALON KO,
  WARNAA TERAA TAQAAZAA KHAALI JAYE GAA...!!!

Shukriya Khamosh Bhai, Aur Bohat Achche Ashaars Hain Aapke,.
Logged
Pages: 1 2 [3]  All
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 08, 2024, 06:41:15 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 08, 2024, 09:59:08 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:55:06 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 06:58:58 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.103 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8505 Real Poets and poetry admirer