Is Sadi ko Inqalab Chahiye ( Qadeertoopch )

by musaafirhon on September 12, 2009, 06:54:21 PM
Pages: [1] 2  All
ReplyPrint
Author  (Read 2170 times)
musaafirhon
Guest
Reply with quote
Aur bhi khuch ashar , is ghazal ke inshallah waqath ne kabhi ijazath di to mumkamil taur pe apki nazar karne ki koshish rahegi .. abhi abhi is ghazal ki taherir howi hai , kaafi arse ke baad khuch likha ,, faisla karen ap log kahan tak insaaf kiya hai ..


Meri be loss mahobbath ka mujhe hisab chahiye !!
Mai sahi tha ye galath tha mujhe jawab chahiye !!

Na badlengi munsifon ki riwayaten is taraha !!
Is sadi ko bhi shayad koi inqalab chahiye !!

Sitaron ko saja- na sake unki rah me hum kabhi !!
Aur wo kahete hain ke unhe mahetaab chahiye !!

Muddath se muntazir hon unko dekhne ko !!
Unka deedar eak baar nahi behisab chahiye !!

Mai sunana chahata hon  sacha-e- zamane ko “Qadeer” !!
Bakshi thi jo meri quddari ne mujhe  wo awaz chahiye !!


Qadeertoopchi
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
EK PAL MAI EK SADI KA MAZA HAM SE POOCHIYE, by qakhs in Shairy-e-Dost (Friendship Poetry)
~~QADAR SADI~~ by k.shael in Pain in Love : Punjabi poetry
her pal ek sadi sa by Pooja in Shayri-E-Dard « 1 2  All »
Inqalab aayega by sahil ahmed in Share:Patriotic Poetry
Inqalab chahiye by sahil ahmed in Share:Patriotic Poetry
ehsaas chahat ka
Guest
«Reply #1 on: September 12, 2009, 07:00:51 PM »
Reply with quote
Fantastic musafir ji
Logged
musaafirhon
Guest
«Reply #2 on: September 12, 2009, 07:24:41 PM »
Reply with quote
Fantastic musafir ji

nawazish hai apki ..

qadeertoopchi
Logged
madhuwesh
Guest
«Reply #3 on: September 12, 2009, 08:02:03 PM »
Reply with quote
Wah bahut khoob Qadeer ji touching n mindblowing creation. Thumbs UP Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley
Logged
minhaj.saif
Guest
«Reply #4 on: September 12, 2009, 09:26:39 PM »
Reply with quote
Aur bhi khuch ashar , is ghazal ke inshallah waqath ne kabhi ijazath di to mumkamil taur pe apki nazar karne ki koshish rahegi .. abhi abhi is ghazal ki taherir howi hai , kaafi arse ke baad khuch likha ,, faisla karen ap log kahan tak insaaf kiya hai ..


Meri be loss mahobbath ka mujhe hisab chahiye !!
Mai sahi tha ye galath tha mujhe jawab chahiye !!

Na badlengi munsifon ki riwayaten is taraha !!
Is sadi ko bhi shayad koi inqalab chahiye !!

Sitaron ko saja- na sake unki rah me hum kabhi !!
Aur wo kahete hain ke unhe mahetaab chahiye !!

Muddath se muntazir hon unko dekhne ko !!
Unka deedar eak baar nahi behisab chahiye !!

Mai sunana chahata hon  sacha-e- zamane ko “Qadeer” !!
Bakshi thi jo meri quddari ne mujhe  wo awaz chahiye !!


Qadeertoopchi
bahut khoob ,,matla aur us k baad ka shair ,,wah wah kya khoob kaha,,'mei sahi tha ya galat tha mujhe jawaab chahiye'mindblowing
 Applause
Logged
musaafirhon
Guest
«Reply #5 on: September 13, 2009, 04:13:29 AM »
Reply with quote
Wah bahut khoob Qadeer ji touching n mindblowing creation. Thumbs UP Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley

Bahoth Bahoth Shukriya Apka Madhuwesh Ji .. Allah Apko Khush rakhe !!


Qadeertoopchi
Logged
musaafirhon
Guest
«Reply #6 on: September 13, 2009, 04:36:15 AM »
Reply with quote
bahut khoob ,,matla aur us k baad ka shair ,,wah wah kya khoob kaha,,'mei sahi tha ya galat tha mujhe jawaab chahiye'mindblowing
 Applause

Karam Apki Pakiza Nigaah ka , Baaqi to khuch nahi is haqeeq insaan ki taherir me ,, apne pasand farmaya uske tahe dil se shukar guzar hon !! allah tumhe khush rakhe !!

Qadeertoopchi
Logged
Alam Qazi
Guest
«Reply #7 on: September 13, 2009, 04:43:35 AM »
Reply with quote
Aur bhi khuch ashar , is ghazal ke inshallah waqath ne kabhi ijazath di to mumkamil taur pe apki nazar karne ki koshish rahegi .. abhi abhi is ghazal ki taherir howi hai , kaafi arse ke baad khuch likha ,, faisla karen ap log kahan tak insaaf kiya hai ..


Meri be loss mahobbath ka mujhe hisab chahiye !!
Mai sahi tha ye galath tha mujhe jawab chahiye !!

Na badlengi munsifon ki riwayaten is taraha !!
Is sadi ko bhi shayad koi inqalab chahiye !!

Sitaron ko saja- na sake unki rah me hum kabhi !!
Aur wo kahete hain ke unhe mahetaab chahiye !!

Muddath se muntazir hon unko dekhne ko !!
Unka deedar eak baar nahi behisab chahiye !!

Mai sunana chahata hon  sacha-e- zamane ko “Qadeer” !!
Bakshi thi jo meri quddari ne mujhe  wo awaz chahiye !!


Qadeertoopchi

kya baaat hai yaaar bahot khooob...vaise is sher ne mujhe bahot attract kiya...


Sitaro'n ko sajaa na sake, unki Raaho'n mein Hum Kabhi
Aur Wo Kehte Hain Ke, Unhe Mahetaab Chahiye....

 Applause Applause Applause


Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #8 on: September 13, 2009, 05:03:03 AM »
Reply with quote
Subhan Allah, Behad Achchi Peshkash Hai, BOhat Khoob,.

Specially Sitaron waali,.
Logged
javedarshad
Guest
«Reply #9 on: September 13, 2009, 05:08:53 AM »
Reply with quote
Wa h ji bahut hi khoob


Shayeri bhi samjhne ko beadab nahin baadab chahiye

dad qubool ho


javed
Logged
musaafirhon
Guest
«Reply #10 on: September 13, 2009, 06:29:43 AM »
Reply with quote
Subhan Allah, Behad Achchi Peshkash Hai, BOhat Khoob,.

Specially Sitaron waali,.

Shukriya Azeem , Apne Pasand farmaya samjho Qimat Wasool !!

Qadeertoopchi
Logged
cara
Guest
«Reply #11 on: September 13, 2009, 06:33:27 AM »
Reply with quote
KYA BAAT HAI QADEER JI.....

KYUN MAHOBBATON KE BEECH AATI HAI RIWAYATEN,
KYUN ZAMAANE KO HOTI HAI MAHOBBAT KARNE WALLON SE SHIKAYATEN.
KYUN SADIYON SE RAKHI JAATI HAI MAHOBBATON MEIN SHARTEN,
AB ZAMMANA BADAL GAYA HAI,"IS SADI KO INQALAB CHAHIYE".
Logged
musaafirhon
Guest
«Reply #12 on: September 13, 2009, 08:28:09 AM »
Reply with quote
KYA BAAT HAI QADEER JI.....

KYUN MAHOBBATON KE BEECH AATI HAI RIWAYATEN,
KYUN ZAMAANE KO HOTI HAI MAHOBBAT KARNE WALLON SE SHIKAYATEN.
KYUN SADIYON SE RAKHI JAATI HAI MAHOBBATON MEIN SHARTEN,
AB ZAMMANA BADAL GAYA HAI,"IS SADI KO INQALAB CHAHIYE".

Karam Apka Jo apne Pasand Farmaya , Aur Apne bhi Acha likha hai cara ji !!


Qadeertoopchi
Logged
Sammual
Guest
«Reply #13 on: September 13, 2009, 09:08:15 AM »
Reply with quote
Wah! Bahut Khoob Qadeer Ji.
Logged
musaafirhon
Guest
«Reply #14 on: September 13, 2009, 09:22:17 AM »
Reply with quote
Wa h ji bahut hi khoob


Shayeri bhi samjhne ko beadab nahin baadab chahiye

dad qubool ho


javed

Karam Hai Apki Miyari Nazar ka Javed sahab .. Ap Jaise Urdu Dan aur Qabil Shayar Ki Dad Mil Jaye to Likhne Ka Hausla Bad Jaata hai .. Hausla Afza-e- Ka Shukriya Huzoor !!

Qadeertoopchi
Logged
Pages: [1] 2  All
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
December 25, 2024, 07:39:34 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
by mkv
[December 22, 2024, 05:36:15 PM]

[December 19, 2024, 08:27:42 AM]

[December 17, 2024, 08:39:55 AM]

[December 15, 2024, 06:04:49 AM]

[December 13, 2024, 06:54:09 AM]

[December 10, 2024, 08:23:12 AM]

[December 10, 2024, 08:22:15 AM]

by Arif Uddin
[December 03, 2024, 07:06:48 PM]

[November 26, 2024, 08:47:05 AM]

[November 21, 2024, 09:01:29 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.111 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8509 Real Poets and poetry admirer