Is Sadi ko Inqalab Chahiye ( Qadeertoopch )

by musaafirhon on September 12, 2009, 06:54:21 PM
Pages: 1 [2]  All
ReplyPrint
Author  (Read 2167 times)
musaafirhon
Guest
«Reply #15 on: September 13, 2009, 02:26:37 PM »
Reply with quote
Wah! Bahut Khoob Qadeer Ji.

Shukriya , janab !!

Qadeertoopchi
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
EK PAL MAI EK SADI KA MAZA HAM SE POOCHIYE, by qakhs in Shairy-e-Dost (Friendship Poetry)
~~QADAR SADI~~ by k.shael in Pain in Love : Punjabi poetry
her pal ek sadi sa by Pooja in Shayri-E-Dard « 1 2  All »
Inqalab aayega by sahil ahmed in Share:Patriotic Poetry
Inqalab chahiye by sahil ahmed in Share:Patriotic Poetry
musaafirhon
Guest
«Reply #16 on: September 14, 2009, 08:42:01 AM »
Reply with quote
kya baaat hai yaaar bahot khooob...vaise is sher ne mujhe bahot attract kiya...


Sitaro'n ko sajaa na sake, unki Raaho'n mein Hum Kabhi
Aur Wo Kehte Hain Ke, Unhe Mahetaab Chahiye....

 Applause Applause Applause




Hukar Guzaar Hon huzoor Apka Jo apne Pasand Farmaya !!


Qadeertoopchi
Logged
aaina
Guest
«Reply #17 on: September 16, 2009, 09:27:44 AM »
Reply with quote
Aur bhi khuch ashar , is ghazal ke inshallah waqath ne kabhi ijazath di to mumkamil taur pe apki nazar karne ki koshish rahegi .. abhi abhi is ghazal ki taherir howi hai , kaafi arse ke baad khuch likha ,, faisla karen ap log kahan tak insaaf kiya hai ..


Meri be loss mahobbath ka mujhe hisab chahiye !!
Mai sahi tha ye galath tha mujhe jawab chahiye !!

Na badlengi munsifon ki riwayaten is taraha !!
Is sadi ko bhi shayad koi inqalab chahiye !!

Sitaron ko saja- na sake unki rah me hum kabhi !!
Aur wo kahete hain ke unhe mahetaab chahiye !!

Muddath se muntazir hon unko dekhne ko !!
Unka deedar eak baar nahi behisab chahiye !!

Mai sunana chahata hon  sacha-e- zamane ko “Qadeer” !!
Bakshi thi jo meri quddari ne mujhe  wo awaz chahiye !!


Qadeertoopchi



Qadeer bhai bhut hi khoob likha hai mashallah se har sher apni alag waza mai nazar aa rha hai bhut hi umda paishkash daad hazir hai janaab is kalaam par qubool farmaye.n,  you.n hi likhte rahiye
Logged
musaafirhon
Guest
«Reply #18 on: September 16, 2009, 02:08:24 PM »
Reply with quote


Qadeer bhai bhut hi khoob likha hai mashallah se har sher apni alag waza mai nazar aa rha hai bhut hi umda paishkash daad hazir hai janaab is kalaam par qubool farmaye.n,  you.n hi likhte rahiye


nawazish karam , aslam sahab ke apne pasand farmaya .. shukar guzar hain hum apke !! allah apko khush rakhe !

Qadeertoopchi
Logged
sahil ahmed
Guest
«Reply #19 on: October 01, 2011, 05:50:15 PM »
Reply with quote
Subhan Allah..!! Bahut khoob Qadeer bhai.
Logged
sbechain
Guest
«Reply #20 on: December 13, 2011, 11:47:43 AM »
Reply with quote
Aur bhi khuch ashar , is ghazal ke inshallah waqath ne kabhi ijazath di to mumkamil taur pe apki nazar karne ki koshish rahegi .. abhi abhi is ghazal ki taherir howi hai , kaafi arse ke baad khuch likha ,, faisla karen ap log kahan tak insaaf kiya hai ..


Meri be loss mahobbath ka mujhe hisab chahiye !!
Mai sahi tha ye galath tha mujhe jawab chahiye !!

Na badlengi munsifon ki riwayaten is taraha !!
Is sadi ko bhi shayad koi inqalab chahiye !!

Sitaron ko saja- na sake unki rah me hum kabhi !!
Aur wo kahete hain ke unhe mahetaab chahiye !!

Muddath se muntazir hon unko dekhne ko !!
Unka deedar eak baar nahi behisab chahiye !!

Mai sunana chahata hon  sacha-e- zamane ko “Qadeer” !!
Bakshi thi jo meri quddari ne mujhe  wo awaz chahiye !!


Qadeertoopchi



mind blowing
Logged
Pages: 1 [2]  All
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
December 22, 2024, 04:25:26 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[December 19, 2024, 08:27:42 AM]

[December 17, 2024, 08:39:55 AM]

[December 15, 2024, 06:04:49 AM]

[December 13, 2024, 06:54:09 AM]

[December 10, 2024, 08:23:12 AM]

[December 10, 2024, 08:22:15 AM]

by Arif Uddin
[December 03, 2024, 07:06:48 PM]

[November 26, 2024, 08:47:05 AM]

[November 21, 2024, 09:01:29 AM]

[November 16, 2024, 11:44:41 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.103 seconds with 23 queries.
[x] Join now community of 8508 Real Poets and poetry admirer