Jeena Dushwaar Karte Hain,.

by Jaanasheen on December 31, 2010, 10:14:03 PM
Pages: [1] 2  All
ReplyPrint
Author  (Read 1814 times)
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 17 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
Reply with quote
As Salaam Walaikum, Bohat Din Hue Tanz Pe Kuch Likhe Hue, Kaafi Koshish Ki Baad Kuch Kalaam Banaane Mein Kamyaab Hua Hoon, Agar pasand Aa jaaye To Duaaein Chahoonga,.


Jo Deta Hayaat Khuda To Jaane Kya Hota "Azeem,.
Chord Jaane Waali Cheez Ka Log Aitbaar Karte Hain,.

Wo Ek Nazar Bhi Shafaqat Ki Mujhpar Nahi Barsaata,.
Ye Bhi Jaanta Hai Ke Hum Us Se Kitna Pyaar Karte Hain,.

Bhooke Pareende Jab Urdhne Lage, Rizq Ki Talaash Mein,.
Zaalim Hain Shikaari Ke Masoomon Ka Shikaar Karte Hain,.

Waqt Ne Jab Thokar Maari, To Ye Jaan Liya "Azeem,.
Ke Kaise Hum Sab Waqt Ko Zaaya Aur Bekaar Karte Hain,.

Ek Waqt Tha Ke Gair Bhi Lard Jaate The Insaaniyat Ke Naam Par,.
Aaj Ye Daur Hai Ke Bhai Khud Bhai Pe Waar Karte Hain,.

Kis Ko Mili Hai Duniya Jo Hume Milegi "Logon,.
Afsos Ke Ise Paane Mein, Hum Jeena Dushwaar Karte Hain,.

-Azeem-
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Darte hain kyunki tujhe pyar karte hain by Ricky in Shayri for Khumar -e- Ishq « 1 2  All »
Yahi Dua Karte Hain......... by waheed_rose2004 in Shayri-E-Dard « 1 2  All »
Bohot dushwaar hai jeena.....!!!! by Talat in Shayri-E-Dard « 1 2 3 4 5 »
Jeena Dushwaar...SK by Shayaries_King in Shayri for Khumar -e- Ishq
Kaar e dushwaar to dushwaar tha aasaaN na huwaa. by Ghulam Haider in Shayri for Dard -e- Judai
-Pari-
Guest
«Reply #1 on: December 31, 2010, 10:28:59 PM »
Reply with quote
BOHOT KHOOB AZEEM JI

Haqeeqat ko bohot sangeen tareeke se Bayan kiya hai Apne
Bohot hi Umda..yun hi likhte Rahein Usual Smile

HAPPY NEW YEAR TAKE CARE
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 17 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #2 on: December 31, 2010, 10:33:38 PM »
Reply with quote
BOHOT KHOOB AZEEM JI

Haqeeqat ko bohot sangeen tareeke se Bayan kiya hai Apne
Bohot hi Umda..yun hi likhte Rahein Usual Smile

HAPPY NEW YEAR TAKE CARE
Shukriya Pari Ji, Aapko Bhi Naya Saal Mubarak Ho,.

Duaaon Ki Darkhwaast,.
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 17 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #3 on: December 31, 2010, 10:37:26 PM »
Reply with quote
Bahut Khub Azeem Bhai
Aakhir Ki Do Line Bahut Pasand Aayi

ALLAH Pak Aapko Shad o Aabad Rakhe Aameen.

Khush Rahiye...


~Shihab~


Aameen,.

Shukriya Bhai, May Allah Bless Us All,.
Logged
Intezar
Guest
«Reply #4 on: January 01, 2011, 12:27:59 AM »
Reply with quote
bahut khoob ajeem bhai... !

Intezar !
Logged
dead heart
Guest
«Reply #5 on: January 01, 2011, 04:38:38 AM »
Reply with quote
"Woh ek nazar bhi shafaqat ki mujh par nahin barsata,
Yeh bhi janta hai ki hum unse kitna pyaar karte hai.."

Waise toh mere bhai puri nazm bahaut khubsoorat hai mager
yeh shaer ne mere dil main jagah kar di..
Bahaut bahaut khoob yaar..
 Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley
Dua hai 2011 kuch acha aur behtar le aye..
Allah sabko khush rakhe..
Logged
manzil-e-ishq
Guest
«Reply #6 on: January 01, 2011, 09:01:56 AM »
Reply with quote
bht bht khoob azeem ji...
lykd d 2nd one alot...
Logged
Rajesh Harish
Guest
«Reply #7 on: January 01, 2011, 09:08:56 AM »
Reply with quote
Bahut khoob Chhote Bhai
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 17 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #8 on: January 01, 2011, 01:52:39 PM »
Reply with quote
bahut khoob ajeem bhai... !

Intezar !

Shukriya Bhai,.
Logged
brokenbyluv
Guest
«Reply #9 on: January 01, 2011, 02:47:33 PM »
Reply with quote
Bahut khoob azeem ji bahut umda....
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 17 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #10 on: January 02, 2011, 12:10:45 AM »
Reply with quote
"Woh ek nazar bhi shafaqat ki mujh par nahin barsata,
Yeh bhi janta hai ki hum unse kitna pyaar karte hai.."

Waise toh mere bhai puri nazm bahaut khubsoorat hai mager
yeh shaer ne mere dil main jagah kar di..
Bahaut bahaut khoob yaar..
 Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley
Dua hai 2011 kuch acha aur behtar le aye..
Allah sabko khush rakhe..

Aameen,.

Aur Shukriya Pasand Karne ke liye Rab Khair kare,.

Aameen
Logged
killbill
Yoindian Shayar
******

Rau: 0
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
24 days, 7 hours and 41 minutes.
Posts: 2130
Member Since: Oct 2010


View Profile
«Reply #11 on: January 02, 2011, 04:39:50 AM »
Reply with quote
Azeem sajhab--- lool liya dil aapne.
kya bataye kaisa likha aapne.. pyar ke ehsaah aur sachhai ko kitni khubsurti se lipta kar shabdon me bayan kar dia ..dil ki baat aur ek tarike ka feeling hai ye to.
Aapko dil se dua..
khus rahiye
***
 
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 17 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #12 on: January 02, 2011, 03:01:57 PM »
Reply with quote
bht bht khoob azeem ji...
lykd d 2nd one alot...

Shukriya Mohtarma,.
Duaaon Ki Darkhwaast,.
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 17 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #13 on: January 02, 2011, 05:58:12 PM »
Reply with quote
Bahut khoob Chhote Bhai

Shukriya Rajesh Bhai,.
Logged
Rishi Agarwal
Guest
«Reply #14 on: January 03, 2011, 11:39:22 AM »
Reply with quote
Bahut Khub Azeem Bhai
Logged
Pages: [1] 2  All
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 24, 2024, 02:12:14 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[November 21, 2024, 09:01:29 AM]

[November 16, 2024, 11:44:41 AM]

by Michaelraw
[November 13, 2024, 12:59:11 PM]

[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.144 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8506 Real Poets and poetry admirer