Jihad,.

by Jaanasheen on June 07, 2009, 01:28:19 PM
Pages: 1 [2] 3  All
ReplyPrint
Author  (Read 11499 times)
madhuwesh
Guest
«Reply #15 on: June 09, 2009, 01:28:58 AM »
Reply with quote
very very nice Azeem ji.bahut acha likha aapne. Applause Applause Applause Applause
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Jihad se na jodo! by salma786 in Shairy-E-Watan « 1 2  All »
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006

View Profile
«Reply #16 on: June 09, 2009, 05:47:46 AM »
Reply with quote
very very nice Azeem ji.bahut acha likha aapne. Applause Applause Applause Applause

Shukriya Madhuwesh Ji,.
Logged
NETRAPAL
Guest
«Reply #17 on: June 09, 2009, 05:51:43 AM »
Reply with quote
bahoot khoob azeem bhaiyee kamaal ka likha hai aapne

Netra...
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006

View Profile
«Reply #18 on: June 09, 2009, 06:08:23 AM »
Reply with quote
bahoot khoob azeem bhaiyee kamaal ka likha hai aapne

Netra...

Shukriya Netra Bhai,Jo Apna Waqt Aapne Diye, Isi Pardhne Ke lIye,.
Logged
diya786
Guest
«Reply #19 on: June 10, 2009, 10:44:13 AM »
Reply with quote
bahut umda likha hai Azeem  Applause Applause Applause
saachi tasveer si lagti hai aapki yeh nazm...
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006

View Profile
«Reply #20 on: June 10, 2009, 04:36:11 PM »
Reply with quote
bahut umda likha hai Azeem  Applause Applause Applause
saachi tasveer si lagti hai aapki yeh nazm...

Shukriya Kashish Ji,.
Logged
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 6 hours and 11 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006

View Profile
«Reply #21 on: June 11, 2009, 06:11:23 AM »
Reply with quote
Hai Doston, Maujooda Halaat Dekhkar Maine Ye Nazm Banaai Hai,.
Jo Log Jihad Ka Naam, Is Paak Naam Ko, Dehshat ka Libaaz Pehna Rahein Hain, Unpar Ye Nazm Maine, Tanz Ki Hai,.

Badnaam Kar Rahe Hain, Naam Jihad Ka,.
Dehshat Phailaana Nahi Hai Kaam Jihad Ka,.
Jihaad To Wo Paak Cheez Hai,.
Jiske Aage Insaaniyat Ajeez Hai,.

Karte Hain Hifaazat Masoomon Ki,.
Taaqat Bante Hain Ye Mazloomon Ki,.
Haq Ke Liye Sada Ye Lardte Hain,.
Roshni Dene Ke Liye Ye Marte Hain,.

Bujhkar Bhi Ujaala Jo Kar Jaate Hain,.
Sachchai Ki Raah Pe Jo Mar Jaate Hain,.
Insaaniyat Ki Jo Hifaazat Karte Hain,.
Khair Ke Liye Jo Sooli Chardte Hain,.

Wo Log Jihadi Nahi Hain "Azeem,.
Jo Masoomon Ka Khoon Bahaate Hain,.
Wo Log To Shaitaan Ke Saathi Hain,.
Jo Bane Basaaye, Ghar Ujaardte Hain,.

Jihad Naam Hai Aman Ka, Khair Ka,.
Jihad Naam Nahi Ruswaai Ka, Na Hi Bair Ka,.
Yahi Hai Doston Farmaan Jihad Ka,.
Phir Kyun Kharaab Kar Rahe Hain Log Naam Jihad Ka,.

_________________________-Azeem-

Bahut Bahut Bahut Khoob Azeem!!!Aapne Jihad Alfaaz Ke sahi Maayne Bataye Hai..Log sach mein,Iss Lafz Ko Galat Soch Mein Lete hai..
Bakhoobi Aapne,Apne Iss Nazm Mein Jihaad Ka Sahi Matlab bataya hai.

Bahut Khoob Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley

Sikhism Mein Bhi,Dashmesh Pita Shri Guru Gobind Singhji Saheb Ne Bhi Kahan hai,

Soora So Pehchaaniye, Jo Lade Deen Ke Heth,
Purza-Purza Kat Mare, Kabhu Naa Chaade Khet...

Dashmesh Pita Ne Yehi Kahan,Sura(Soorma) Woh nahi Hota Jo Sirf Ladai Ke Naam Par Lade,Sura Woh Hota hai Jo Apne Deen,Apne Imaan,Apni Izzat Ke Liye Ladhe..chaahe Uske Baad,Woh Tukhdo Mein Kat Mare,Par woh Apni Iss Soch Se Waapas Hathta Nahi..Woh Atal Rehta Hai...

Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006

View Profile
«Reply #22 on: June 11, 2009, 07:46:02 AM »

Sahin Kaha Bhai Aapne, Bilkul Sahi Bataaya Hai, Guru Gobind Ji Ki Ye baat 100% Durust Hai,.'

Jo Insaaniyat Ke Liye Larde, Jo Haq Ke LIye Larde, Jo Zulm Khatam Karne Ke LIye, Wohi Mujaahid Hai, Wohi Veer Hai, Bahaadur Hai,.

Logged
k.shael
Guest
«Reply #23 on: June 11, 2009, 09:08:47 AM »
Reply with quote
Wah Wah Bahut bhaut Umda aur lajawaab lines Azeem Ji, Aise topic par likhna hi ek badi baat hai aur aapne to bakhoobi  pesh kiya lines ko, Clapping Smiley  Clapping Smiley Clapping Smiley  Clapping Smiley

Sorry for late reply,

Aur Khwaish Ji aapne bhi kya khoob sath diya hai, aapne jo sikho ke baare me jankari di wo sach me ham sab ke dil ke karib hai, aap ka shukriya ada karti hoon ise yahaan bhi share karne ke liye.. notworthy  notworthy Clapping Smiley  Clapping Smiley

Shally.
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006

View Profile
«Reply #24 on: June 11, 2009, 09:11:03 AM »
Reply with quote
Wah Wah Bahut bhaut Umda aur lajawaab lines Azeem Ji, Clapping Smiley  Clapping Smiley Clapping Smiley  Clapping Smiley
Sorry for late reply,

Aur Khwaish Ji aapne bhi kya khoob sath diya hai. Clapping Smiley  Clapping Smiley

Shally.

Shukriya Shally JI,.
Khushi Hui Ke Aapne Apna Waqt Diya Hamare Kalaam ko./
Logged
Talat
Guest
«Reply #25 on: June 11, 2009, 10:12:40 AM »
Reply with quote
Bahut Bahut Bahut Khoob Azeem!!!Aapne Jihad Alfaaz Ke sahi Maayne Bataye Hai..Log sach mein,Iss Lafz Ko Galat Soch Mein Lete hai..
Bakhoobi Aapne,Apne Iss Nazm Mein Jihaad Ka Sahi Matlab bataya hai.

Bahut Khoob Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley

Sikhism Mein Bhi,Dashmesh Pita Shri Guru Gobind Singhji Saheb Ne Bhi Kahan hai,

Soora So Pehchaaniye, Jo Lade Deen Ke Heth,
Purza-Purza Kat Mare, Kabhu Naa Chaade Khet...

Dashmesh Pita Ne Yehi Kahan,Sura(Soorma) Woh nahi Hota Jo Sirf Ladai Ke Naam Par Lade,Sura Woh Hota hai Jo Apne Deen,Apne Imaan,Apni Izzat Ke Liye Ladhe..chaahe Uske Baad,Woh Tukhdo Mein Kat Mare,Par woh Apni Iss Soch Se Waapas Hathta Nahi..Woh Atal Rehta Hai...

Bohot achchi baat batayi hai aapne Dost Applause Applause Applause
Logged
Muhammed
Guest
«Reply #26 on: June 14, 2009, 02:38:56 PM »
Reply with quote
Hai Doston, Maujooda Halaat Dekhkar Maine Ye Nazm Banaai Hai,.
Jo Log Jihad Ka Naam, Is Paak Naam Ko, Dehshat ka Libaaz Pehna Rahein Hain, Unpar Ye Nazm Maine, Tanz Ki Hai,.

Badnaam Kar Rahe Hain, Naam Jihad Ka,.
Dehshat Phailaana Nahi Hai Kaam Jihad Ka,.
Jihaad To Wo Paak Cheez Hai,.
Jiske Aage Insaaniyat Ajeez Hai,.

Karte Hain Hifaazat Masoomon Ki,.
Taaqat Bante Hain Ye Mazloomon Ki,.
Haq Ke Liye Sada Ye Lardte Hain,.
Roshni Dene Ke Liye Ye Marte Hain,.

Bujhkar Bhi Ujaala Jo Kar Jaate Hain,.
Sachchai Ki Raah Pe Jo Mar Jaate Hain,.
Insaaniyat Ki Jo Hifaazat Karte Hain,.
Khair Ke Liye Jo Sooli Chardte Hain,.

Wo Log Jihadi Nahi Hain "Azeem,.
Jo Masoomon Ka Khoon Bahaate Hain,.
Wo Log To Shaitaan Ke Saathi Hain,.
Jo Bane Basaaye, Ghar Ujaardte Hain,.

Jihad Naam Hai Aman Ka, Khair Ka,.
Jihad Naam Nahi Ruswaai Ka, Na Hi Bair Ka,.
Yahi Hai Doston Farmaan Jihad Ka,.
Phir Kyun Kharaab Kar Rahe Hain Log Naam Jihad Ka,.

_________________________-Azeem-

Tu To Yaar Mard e Mujaheed Hai...!!!
Azeem Kalam K zariye Wo Jehaad e Asgar Kar Rahe Ho Jiski Tafsir aur Manaqeeb Hazaro Kutub e shaihya Mein Maujud Hai..
Kafi badhi Mas'ala Duar e Jadid va Haziraan Ka..allah allah Samazne Waale Kya Samze ? Kaise Galat Mafhoom se wabsta Ho k Kya Kya Kar diya..Awaam ko Galat Tashrih bataai aur Aaj ye Mahol Bann Gaya...

Lafz e Jhehad Ki Tashrih va Tafsir aur Matan e ahadith aur asnaad koi Dekhe Sahih Bukhari Mein..Dil o dmag Roshan Ho Jayegaa..Haqeeqat se Rubroo Ho k..

Al-Mukhtasar..allah Azeem Ko Jazaa e Khair se Nawaaze...!!! aamin

Dosto, Azeem sahib ne ek intahai paicheeda masaale par bakhoobi likha hai...
Jihad ka matlab hai jafaakashi, mahnat aur koshish karna aur woh kisi jayiz aur nek maqsad ke liye ho...
Jihad ki kai aqsaam hain jin men talwar se jang karna (amn aur adl qaaim karne ke liye) bhi ek qism hai, aur is qisim ka jihad tab tak nahin hota jab tak ek hukumat maujud na ho...

Dahshatgardi ko jihad keh kar jihad ke asl maana aur maqsad ki tauheen ho rahi hai aur woh ek bharpoor saazish hai Aalam-e-Islam ko badnaam karne ke liye.

Jihad-e-Akbar, sab se bara jihad yeh keh insaan apne nafs se lare usse sahih, sacha aur har shar se paak kare...

Jihad to zulm khatam karta hai, na keh usko barhata hai, aur woh qataan mujahid nahin jo zulm karte hain amn barbaad karte hain...

Allah taala hamen har shar aur shar phailaane wale anaasir se hifaazat men rakhe... Aameen...

Jaanab syed Moosvi wajib ul ahteraam ka ye bayaan So fi Sadi Durust Hai..wallahu a'alum.
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006

View Profile
«Reply #27 on: June 16, 2009, 02:28:45 PM »
Reply with quote
Tu To Yaar Mard e Mujaheed Hai...!!!
Azeem Kalam K zariye Wo Jehaad e Asgar Kar Rahe Ho Jiski Tafsir aur Manaqeeb Hazaro Kutub e shaihya Mein Maujud Hai..
Kafi badhi Mas'ala Duar e Jadid va Haziraan Ka..allah allah Samazne Waale Kya Samze ? Kaise Galat Mafhoom se wabsta Ho k Kya Kya Kar diya..Awaam ko Galat Tashrih bataai aur Aaj ye Mahol Bann Gaya...

Lafz e Jhehad Ki Tashrih va Tafsir aur Matan e ahadith aur asnaad koi Dekhe Sahih Bukhari Mein..Dil o dmag Roshan Ho Jayegaa..Haqeeqat se Rubroo Ho k..

Al-Mukhtasar..allah Azeem Ko Jazaa e Khair se Nawaaze...!!! aamin

Jaanab syed Moosvi wajib ul ahteraam ka ye bayaan So fi Sadi Durust Hai..wallahu a'alum.

Aameen, Aur Shukriya Mohammad Bhai Tafseel Bataane Ke LIye,.
Logged
Mohammad Shahabuddin
Guest
«Reply #28 on: January 10, 2012, 05:12:42 AM »
Reply with quote
Masha-allah bahut bahut khubsuurat likha hai aap ne.
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006

View Profile
«Reply #29 on: May 07, 2012, 10:02:09 PM »
Reply with quote
Masha-allah bahut bahut khubsuurat likha hai aap ne.

Shukriya,.
Logged
Pages: 1 [2] 3  All
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.

Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
December 25, 2024, 07:21:12 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
by mkv
[December 22, 2024, 05:36:15 PM]

[December 19, 2024, 08:27:42 AM]

[December 17, 2024, 08:39:55 AM]

[December 15, 2024, 06:04:49 AM]

[December 13, 2024, 06:54:09 AM]

[December 10, 2024, 08:23:12 AM]

[December 10, 2024, 08:22:15 AM]

by Arif Uddin
[December 03, 2024, 07:06:48 PM]

[November 26, 2024, 08:47:05 AM]

[November 21, 2024, 09:01:29 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.128 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8509 Real Poets and poetry admirer