JO CHAHO KEH LO - Asma Zehra

by asma zehra on December 03, 2008, 03:46:05 PM
Pages: 1 [2]  All
ReplyPrint
Author  (Read 2800 times)
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 17 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #15 on: December 07, 2008, 01:12:36 PM »
Reply with quote
Bohat Achche Asma Ji,.
Sajid Bhaijaan,.


Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
ZID -Asma Zehra by asma zehra in Miscellaneous Shayri « 1 2  All »
Asma-UL-Husna,. Allah's 99 Name,. by Azeem Azaad in Shayari-e-Parastish
Baad-e-fanaa - asma zehra by asma zehra in Miscellaneous Shayri
asma me ek tara hai.......... by pawan16 in Share:Love Poetry
Asma se ishq beimani ho jati hai.. by nashwani in Miscellaneous Shayri « 1 2  All »
pankshivam
Guest
«Reply #16 on: December 07, 2008, 06:52:57 PM »
Reply with quote
Applause Applause Applause
 Applause Applause Applause

Logged
Pooja
Guest
«Reply #17 on: December 08, 2008, 03:17:09 AM »
Reply with quote
nice work Asma and SG
Logged
anjaan dharkan
Yoindian Shayar
******

Rau: 0
Offline Offline

Gender: Female
Waqt Bitaya:
10 days, 13 hours and 44 minutes.
-May Allah Bless You-

Posts: 1900
Member Since: Jul 2008


View Profile
«Reply #18 on: December 09, 2008, 02:43:41 PM »
Reply with quote
asma shayar ko hoslay kee zaroorat kahaan? shayari tho jasbotaon ka ehtraaf hai!
Logged
baadal102
Guest
«Reply #19 on: December 12, 2008, 05:05:49 AM »
Reply with quote
 Applause Applause






Baadal
Logged
aamna_zoya
Guest
«Reply #20 on: December 17, 2008, 11:29:38 AM »
Reply with quote
very nice asma ji......apne acha likha........!
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 17 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #21 on: December 17, 2008, 11:56:36 AM »
Reply with quote
Jo Chahte Hain, Wo Keh Nahi Paate,.
Bin Aapke To Reh Nahi Paate,.

Aap Aajaate, To Muskuraane Ka Maukha Milta,.
Ek Aap Ho Ke Hamaari Khushi Seh Nahi Paate.

_________________________-Jaanasheen-
Logged
jasbirsingh
Guest
«Reply #22 on: December 17, 2008, 01:19:54 PM »
Reply with quote
Dasht-e-tanhaai mein koi gumnaam hi sahi
tulu-e-sahar ki koi shaam hi sahi

Naklistaan ki ronak mein sab laal-o gauhar
mahr-o-maah ke aage hum naakaam hi sahi

Ab nahin rahi woh khuwwat-e-guftaar
jitne chahe lab par ilzaam hi sahi

Apne dar-o-baam ke hum shahinshaah
phir khirman-e-zor ka anjaam hi sahi.


Asma Zehra



Asma aap neh likha toh bahut pyara hai
main itni urdu jaanta nahi par aap ka kalaam kafi hadd tak samaj aaya hai. bahut accha likha hai aap neh.


jasbir singh
Logged
jasbirsingh
Guest
«Reply #23 on: December 17, 2008, 01:22:06 PM »
Reply with quote
Jo Chahte Hain, Wo Keh Nahi Paate,.
Bin Aapke To Reh Nahi Paate,.

Aap Aajaate, To Muskuraane Ka Maukha Milta,.
Ek Aap Ho Ke Hamaari Khushi Seh Nahi Paate.

_________________________-Jaanasheen-

wah jahansheen


EK AAP HO JOH HAMARI KHUSHI SEH NAHI PATEY
WOH DIN BHI THEY JAB AAP HUM BIN REH NAHI PATEY
KHATAM HOGAYI ABB YEH SARI KAHANIYAA
ABB TOH EK JHALAK HAMEY AAP DEKH HI NAHI PATEY


JASBIR SINGH
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 17 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #24 on: December 19, 2008, 01:43:33 PM »
Reply with quote
wah jahansheen


EK AAP HO JOH HAMARI KHUSHI SEH NAHI PATEY
WOH DIN BHI THEY JAB AAP HUM BIN REH NAHI PATEY
KHATAM HOGAYI ABB YEH SARI KAHANIYAA
ABB TOH EK JHALAK HAMEY AAP DEKH HI NAHI PATEY


JASBIR SINGH

Shukriya Bhaijaan,.
And Nice One Too,.
'
Logged
jasbirsingh
Guest
«Reply #25 on: December 20, 2008, 09:56:43 AM »
Reply with quote
Shukriya Bhaijaan,.
And Nice One Too,.
'

thanks Jahanasheen


jasbir singh
Logged
Muhammed
Guest
«Reply #26 on: April 14, 2009, 06:40:51 AM »
Reply with quote
Dasht-e-tanhaai mein koi gumnaam hi sahi
tulu-e-sahar ki koi shaam hi sahi

Naklistaan ki ronak mein sab laal-o gauhar
mahr-o-maah ke aage hum naakaam hi sahi

Ab nahin rahi woh khuwwat-e-guftaar
jitne chahe lab par ilzaam hi sahi

Apne dar-o-baam ke hum shahinshaah
phir khirman-e-zor ka anjaam hi sahi.


Asma Zehra


Wallah...Ik aur Kaabil e Taarif v Rashq...Zoom Uthta Hai Dil Mera Zehra Aap k Ash'aar Se..Pure 100 % Haiydar abaadi Tadkaa..
Waah.......Waah.............Waah...........Waah.. .......Waah....
Zehra Jo Lafz Aap Istmaal Karte Ho..Wo Aaj Tak Yoindia K Puraane Paano Mein bahot Hi kamm Rarecase dekhne ko Mila Hai Mujhe..
Hulwaa..!!!
Zehra allah ne aap ko Badhiya Nawaaza Hai..
Logged
Pages: 1 [2]  All
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 21, 2024, 09:46:54 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[November 21, 2024, 09:01:29 AM]

[November 16, 2024, 11:44:41 AM]

by Michaelraw
[November 13, 2024, 12:59:11 PM]

[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.109 seconds with 26 queries.
[x] Join now community of 8506 Real Poets and poetry admirer