KARLE JO BHI KRNA HAI

by ekshayar81 on May 15, 2008, 08:47:06 AM
Pages: [1]
ReplyPrint
Author  (Read 982 times)
ekshayar81
Guest
Reply with quote


Member
**


Posts: 233
apnay dil ka haal likhunga karle jo bhi karna hai
saara hee ehwaal likhunga karle jo bhi karna hai
jitne log siyasat mai hai sub hee chaale chaltay hain
mai bhi tedi chaal chalunga karle jo bhi karna hai
jaane kub tak zaalim haakim raaj karengay logon par
karta yeh sawaal rahunga karle jo bhi karna hai
kitnay zaalim mazloomon ko mout ki neend sulaatay hain
mazloomon ki dhaal banunga karle jo bhi karna hai
mukhlis ander mujrim baahar rakhwaale hee daaku hain
in ka bura haal karunga karle jo bhi karna hai
mehengi kar k saari cheezain apni jaiben bhartay ho
tum sub ko kangaal karunga karlay jo bhi karna hai
paani bijli gais subhi dolat mandon ki qaid mai hai
in sub ko kangaal karunga karlay jo bhi karna hai
in sub baaton ka mutlub ahsan hai faqat yahee kay mai
ellaction is saal laroonga karlay jo bhi karna hai

POET-AHSAN CHANGEZI
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
KARLE JO BHI KRNA HAI by ekshayar81 in Mazahiya Shayri(Funny Shayari)
ab to tu yakeen karle by saahill in Share:Love Poetry
khud ko barbaad krna !!! by sarfira in Mazahiya Shayri(Funny Shayari) « 1 2  All »
Zara Sa Ishq Karle by Sahiba Zehra in Share: Poetry of Pain
Tujhse Mohabbat Kya krna by Mukesh Thakur in Shayri for Khumar -e- Ishq
NOOR41
Guest
«Reply #1 on: May 15, 2008, 01:13:51 PM »
Reply with quote
 hello2
ESYE HE HONAA CHAHYE
AAPNYE MARZYE KARO ZAMANA TU BURA HE KIHTA HYE
PIR ZAMNYE KI KYOUN MANYEEN

KARO WO JO MAAN KARYE.
NOOR
Logged
Roja
Guest
«Reply #2 on: May 16, 2008, 02:49:04 AM »
Reply with quote
Member
**
Posts: 233
apnay dil ka haal likhunga karle jo bhi karna hai
saara hee ehwaal likhunga karle jo bhi karna hai
jitne log siyasat mai hai sub hee chaale chaltay hain
mai bhi tedi chaal chalunga karle jo bhi karna hai
jaane kub tak zaalim haakim raaj karengay logon par
karta yeh sawaal rahunga karle jo bhi karna hai
kitnay zaalim mazloomon ko mout ki neend sulaatay hain
mazloomon ki dhaal banunga karle jo bhi karna hai
mukhlis ander mujrim baahar rakhwaale hee daaku hain
in ka bura haal karunga karle jo bhi karna hai
mehengi kar k saari cheezain apni jaiben bhartay ho
tum sub ko kangaal karunga karlay jo bhi karna hai
paani bijli gais subhi dolat mandon ki qaid mai hai
in sub ko kangaal karunga karlay jo bhi karna hai
in sub baaton ka mutlub ahsan hai faqat yahee kay mai
ellaction is saal laroonga karlay jo bhi karna hai

POET-AHSAN CHANGEZI

Ahsan sb bahut khoob likha hai aapne... Applause

(Election lado ji..best of luck. Giggle )
Logged
ekshayar81
Guest
«Reply #3 on: May 28, 2013, 04:38:53 PM »
Reply with quote
thanxxxxxxxxxxxxxxxxx
Logged
Pages: [1]
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
December 23, 2024, 01:55:26 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
by mkv
[December 22, 2024, 05:36:15 PM]

[December 19, 2024, 08:27:42 AM]

[December 17, 2024, 08:39:55 AM]

[December 15, 2024, 06:04:49 AM]

[December 13, 2024, 06:54:09 AM]

[December 10, 2024, 08:23:12 AM]

[December 10, 2024, 08:22:15 AM]

by Arif Uddin
[December 03, 2024, 07:06:48 PM]

[November 26, 2024, 08:47:05 AM]

[November 21, 2024, 09:01:29 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.113 seconds with 23 queries.
[x] Join now community of 8509 Real Poets and poetry admirer