*Karva-e-Toofaan*

by Roja on January 26, 2009, 04:45:00 PM
Pages: [1]
ReplyPrint
Author  (Read 1402 times)
Roja
Guest
Reply with quote
Nikla hai ek janaza mere armano ka
Karva.n chal raha sang mein toofano ka..

Sare sapne toote saare apne choote
Koyi apna nahi koyi paraya nahi,
Ab toh saya bhi lagta hai begano ka
Karva.n chal raha sang mein toofanon ka..

Shola shabnam bani raat humdam bani,
Daag dil mein laga dil toh pyasa raha,
Dil jala hai shamma pe pervanon ka
Karva.n chal raha sang mein toofanon ka..

Husn ke jaam mein madbari shaam mein
Ek kayamat ka jonka nasheela hua
Sakiya tham lo haat mastanon ka
Karva.n chal raha sang mein toofanon ka..

Jaan jaani nahi maut aani nahi
Yeh jawani nahi zindagani nahi,
"Roja" merkaj hai aakhir viranon ka
Karva.n chal raha sang mein toofanon ka..

Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
KARVA by ANKIT RAO in Shayri for Khumar -e- Ishq
Yaadon ke toofaan by ehsaas chahat ka in Share: Poetry of Pain
toofaan by saahill in Shayri-E-Dard
Toofaan By J N Mayyaat by J N mayyaat in Shayri-E-Dard
Gujar gaya jo karva.. by Saavan in Shayri for Dard -e- Judai
jasbirsingh
Guest
«Reply #1 on: January 26, 2009, 04:49:13 PM »
Reply with quote
wah ROJA, kya khoobsurti sey aap ney likha hai .... bahut hi badiya


Jasbir Singh
Logged
sajid_ghayel
Guest
«Reply #2 on: January 27, 2009, 09:02:00 AM »
Reply with quote
Nice one Roja.........
Logged
abdulqadeer
Guest
«Reply #3 on: January 27, 2009, 09:08:33 AM »
Reply with quote
Nikla hai ek janaza mere armano ka
Karva.n chal raha sang mein toofano ka..

Sare sapne toote saare apne choote
Koyi apna nahi koyi paraya nahi,
Ab toh saya bhi lagta hai begano ka
Karva.n chal raha sang mein toofanon ka..

Shola shabnam bani raat humdam bani,
Daag dil mein laga dil toh pyasa raha,
Dil jala hai shamma pe pervanon ka
Karva.n chal raha sang mein toofanon ka..

Husn ke jaam mein madbari shaam mein
Ek kayamat ka jonka nasheela hua
Sakiya tham lo haat mastanon ka
Karva.n chal raha sang mein toofanon ka..

Jaan jaani nahi maut aani nahi
Yeh jawani nahi zindagani nahi,
"Roja" merkaj hai aakhir viranon ka
Karva.n chal raha sang mein toofanon ka..


Bahoth Bahoth qoob rooja qabil-a-tariff !! Maza agaya padke !!

Qadeer Toopchi
Logged
baadal102
Guest
«Reply #4 on: January 27, 2009, 01:41:33 PM »
Reply with quote
Nikla hai ek janaza mere armano ka
Karva.n chal raha sang mein toofano ka..

Sare sapne toote saare apne choote
Koyi apna nahi koyi paraya nahi,
Ab toh saya bhi lagta hai begano ka
Karva.n chal raha sang mein toofanon ka..

Shola shabnam bani raat humdam bani,
Daag dil mein laga dil toh pyasa raha,
Dil jala hai shamma pe pervanon ka
Karva.n chal raha sang mein toofanon ka..

Husn ke jaam mein madbari shaam mein
Ek kayamat ka jonka nasheela hua
Sakiya tham lo haat mastanon ka
Karva.n chal raha sang mein toofanon ka..

Jaan jaani nahi maut aani nahi
Yeh jawani nahi zindagani nahi,
"Roja" merkaj hai aakhir viranon ka
Karva.n chal raha sang mein toofanon ka..




wah roja ji wah kya baat hai bahut hi khoob Applause Applause Applause Applause



Baadal



Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #5 on: January 27, 2009, 02:17:17 PM »
Reply with quote
Waah Ji Waah, Kya Khoob Likha hai,.
Roha Behna,.
Nice One,.
yunhi Likhte rahiye,.
Logged
nirala
Guest
«Reply #6 on: June 18, 2011, 05:03:12 AM »
Reply with quote
ye to kamaal ki peshkash hai ji…
kuch lines to amazing hain wakai me…

roja…daad kabul karen humara aap.
Logged
khamosh_aawaaz
Guest
«Reply #7 on: June 28, 2011, 06:19:40 AM »
Reply with quote
Nikla hai ek janaza mere armano ka
Karva.n chal raha sang mein toofano ka..

Sare sapne toote saare apne choote
Koyi apna nahi koyi paraya nahi,
Ab toh saya bhi lagta hai begano ka
Karva.n chal raha sang mein toofanon ka..

Shola shabnam bani raat humdam bani,
Daag dil mein laga dil toh pyasa raha,
Dil jala hai shamma pe pervanon ka
Karva.n chal raha sang mein toofanon ka..

Husn ke jaam mein madbari shaam mein
Ek kayamat ka jonka nasheela hua
Sakiya tham lo haat mastanon ka
Karva.n chal raha sang mein toofanon ka..

Jaan jaani nahi maut aani nahi
Yeh jawani nahi zindagani nahi,
"Roja" merkaj hai aakhir viranon ka
Karva.n chal raha sang mein toofanon ka..



naaaaaaaaaice
Logged
Pages: [1]
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
December 23, 2024, 06:27:51 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
by mkv
[December 22, 2024, 05:36:15 PM]

[December 19, 2024, 08:27:42 AM]

[December 17, 2024, 08:39:55 AM]

[December 15, 2024, 06:04:49 AM]

[December 13, 2024, 06:54:09 AM]

[December 10, 2024, 08:23:12 AM]

[December 10, 2024, 08:22:15 AM]

by Arif Uddin
[December 03, 2024, 07:06:48 PM]

[November 26, 2024, 08:47:05 AM]

[November 21, 2024, 09:01:29 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.183 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8508 Real Poets and poetry admirer