KASH.... MAI SATEE HOTEE

by NETRAPAL on November 05, 2008, 11:26:09 AM
Pages: [1] 2 3 4 5
ReplyPrint
Author  (Read 5794 times)
NETRAPAL
Guest
Reply with quote
toot gayaa mera sapnaa
bichad gayaa mera apnaa
toot padaa kaisaa sitaam
chlaa gayaa pyaraa priyatam
usse n mai bichadee hotee
kaash mai satee hotee......

bholee see pyaaree soorat
mamtaa kee thee kabhee moorat
tootaa kahar kisaa kudrat kaa
lagaa abheeshapp vidhwaapan kaa
'kalank' n aaj mai banee hotee
kash mai satee hotee.....

itraatee thee roopmatee mai
badsoorat see baith gayee mai
foot gayee choodee meree
mit gayee bindiyaa meree
chin gayee pyaree see paayal
ho gayee man se mai  ghaayal
ye chot roj n mai sahtee
kash mai satee hoteee......

har pal fir bhee jeetee hoo mai
jee kar bhee martee har pal
tan pyaasaa man ghaayal mera
tan kee jwaalaa me jaltee pal pal
har pal jee kar mai n har pal martee
kash mai satee hotee.............

ban gayee sapnaa mai kitno kee
peetee jahar teekhee najaro kee
apno hee se aaj mai naa lutee hotee.
kash mai satee hotee......



netra...

Logged
sajid_ghayel
Guest
«Reply #1 on: November 05, 2008, 02:06:30 PM »
Reply with quote
yaar aap kya satee hone ki pratha ko badhava de rahe ho is tarah ki kavita likh ke i feel very sorry today.
Logged
Shikha12
Guest
«Reply #2 on: November 05, 2008, 02:15:40 PM »
Reply with quote
toot gayaa mera sapnaa
bichad gayaa mera apnaa
toot padaa kaisaa sitaam
chlaa gayaa pyaraa priyatam
usse n mai bichadee hotee
kaash mai satee hotee......

bholee see pyaaree soorat
mamtaa kee thee kabhee moorat
tootaa kahar kisaa kudrat kaa
lagaa abheeshapp vidhwaapan kaa
'kalank' n aaj mai banee hotee
kash mai satee hotee.....

itraatee thee roopmatee mai
badsoorat see baith gayee mai
foot gayee choodee meree
mit gayee bindiyaa meree
chin gayee pyaree see paayal
ho gayee man se mai  ghaayal
ye chot roj n mai sahtee
kash mai satee hoteee......

har pal fir bhee jeetee hoo mai
jee kar bhee martee har pal
tan pyaasaa man ghaayal mera
tan kee jwaalaa me jaltee pal pal
har pal jee kar mai n har pal martee
kash mai satee hotee.............

ban gayee sapnaa mai kitno kee
peetee jahar teekhee najaro kee
apno hee se aaj mai naa lutee hotee.
kash mai satee hotee......



netra...



@ Netra Ji..

Har baar ki tarah... Prabhaavshaali..
Bahut khoob tanz kiya hai aapne Widhwa jeevan par..  Applause  Applause 

Jo aap ki kavita mein chhupe tanz ko samajh kar sabak leinge, woh kisi naari ko yeh sochne par majboor nahin kareinge ki Widhwa jeevan jeene se behtar hota ki woh bhi sati ho jaati..

@ Sajid ji...
Tanziya aur Tehreekbaksh Shayariyon ka section hai Sajid ji.. Usual Smile
Gaur farmaaiye... NaNaNa Usual Smile
Logged
Talat
Guest
«Reply #3 on: November 05, 2008, 02:22:03 PM »
Reply with quote
toot gayaa mera sapnaa
bichad gayaa mera apnaa
toot padaa kaisaa sitaam
chlaa gayaa pyaraa priyatam
usse n mai bichadee hotee
kaash mai satee hotee......

bholee see pyaaree soorat
mamtaa kee thee kabhee moorat
tootaa kahar kisaa kudrat kaa
lagaa abheeshapp vidhwaapan kaa
'kalank' n aaj mai banee hotee
kash mai satee hotee.....

itraatee thee roopmatee mai
badsoorat see baith gayee mai
foot gayee choodee meree
mit gayee bindiyaa meree
chin gayee pyaree see paayal
ho gayee man se mai  ghaayal
ye chot roj n mai sahtee
kash mai satee hoteee......

har pal fir bhee jeetee hoo mai
jee kar bhee martee har pal
tan pyaasaa man ghaayal mera
tan kee jwaalaa me jaltee pal pal
har pal jee kar mai n har pal martee
kash mai satee hotee.............

ban gayee sapnaa mai kitno kee
peetee jahar teekhee najaro kee
apno hee se aaj mai naa lutee hotee.
kash mai satee hotee......



netra...



Waah Netra Ji...Ek baar phir aapne ek social subject pe qalam uthaaya hai....Mubarak baad qubool karen........Ek vidhwa ke dard ko jo aapne apni qalam se darshaaya hai. behad dukh bara ehsaas dilaata hai.........Bohot Khoob likha hai !!  Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley
Logged
Sonia01
Guest
«Reply #4 on: November 06, 2008, 03:34:50 AM »
Reply with quote
yaar aap kya satee hone ki pratha ko badhava de rahe ho is tarah ki kavita likh ke i feel very sorry today.

Why to feel sorry? Aisi pratha abhi b ho raha hai na.
Badawa nahi de rahe hai Netra ji... Kuch mushkile
kuch dard inhe apne kalam mein laye hai.

@
Netra ji,

Aapne bahut hi accha likha hai. Her ek lines mein
dil ro diya tha.

good work keep up jii
Logged
honeyrose
Guest
«Reply #5 on: November 06, 2008, 03:59:30 AM »
Reply with quote
toot gayaa mera sapnaa
bichad gayaa mera apnaa
toot padaa kaisaa sitaam
chlaa gayaa pyaraa priyatam
usse n mai bichadee hotee
kaash mai satee hotee......

bholee see pyaaree soorat
mamtaa kee thee kabhee moorat
tootaa kahar kisaa kudrat kaa
lagaa abheeshapp vidhwaapan kaa
'kalank' n aaj mai banee hotee
kash mai satee hotee.....

itraatee thee roopmatee mai
badsoorat see baith gayee mai
foot gayee choodee meree
mit gayee bindiyaa meree
chin gayee pyaree see paayal
ho gayee man se mai  ghaayal
ye chot roj n mai sahtee
kash mai satee hoteee......

har pal fir bhee jeetee hoo mai
jee kar bhee martee har pal
tan pyaasaa man ghaayal mera
tan kee jwaalaa me jaltee pal pal
har pal jee kar mai n har pal martee
kash mai satee hotee.............

ban gayee sapnaa mai kitno kee
peetee jahar teekhee najaro kee
apno hee se aaj mai naa lutee hotee.
kash mai satee hotee......



netra...





 Applause Applause Applause

Wah Netra ji dil ko chou liya hai
aapke kalam ne bohat khoob... Thumbs UP
Logged
NETRAPAL
Guest
«Reply #6 on: November 06, 2008, 04:04:40 AM »
Reply with quote
aap sab kaa bahut bahut dhanywaad reply ke liye, ye sahee hai kee satee pratha ka virodh hona chahiye parantoo ek vidhwaa kee kya dasha hotee hai samaaj me agar use gor se dekha jaaye to yahee ahasaas hotaa hai kee agar wo satee ho jatee to theek thee
aaj bhee vidhwaa aurte abshakun samjhee jatee hai, pahanne ke liye safed kapde, bina shrangaar kaa jeewan, rundee kee galeee,
aur n janee kya kya....maine vidhwaa kar dard mahsoos kiya kai baar is liye kuch likhne kee khoshish kee hai.....

netra...

Logged
NETRAPAL
Guest
«Reply #7 on: November 06, 2008, 04:20:50 AM »
Reply with quote
thanks sonia jee...

netra..
Logged
Pooja
Guest
«Reply #8 on: November 06, 2008, 04:42:56 AM »
Reply with quote
 Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley

Hamesha ki tarah kamal ka likha hai Netra ji.... bahoot ache shabdo main apne ek vidhawa ka haal bayan kiya hai... Good work..
Logged
kaushikbhawna008
Guest
«Reply #9 on: November 06, 2008, 04:59:06 AM »
Reply with quote
wonderful netra ji Applause
Logged
NETRAPAL
Guest
«Reply #10 on: November 06, 2008, 06:11:03 AM »
Reply with quote
thanks honey, pooja ji or bhawnaa ji.......

netrapal
Logged
saloni bharani
Guest
«Reply #11 on: November 06, 2008, 07:01:42 AM »
Reply with quote
it nice poem
Logged
k.shael
Guest
«Reply #12 on: November 06, 2008, 07:44:16 AM »
Reply with quote
 Applause  Applause  Applause
WAH WAH NETRA JI KYA KHOOB LIKHA HAI,
UMDA AUR SACHAI PE ADHARIT LAJAWAAB
KALAM PESH KIYA AAPNE..

SACH HAI EK WIDHWA KA GAMM YE DUNIYA
NAHI SAMAJHTI, AUR BILKUL SAHI HAI KI
KAASH ME SATI HOTI... tearyeyed
BY. K.SHAEL

Logged
diya786
Guest
«Reply #13 on: November 06, 2008, 07:58:16 AM »
Reply with quote
bahut accha likha hai Netra ji
sach hai ki aapki likhi hui kavita mein bahut dard hai
keep up the gud works
Clapping Smiley Clapping Smiley
Logged
NETRAPAL
Guest
«Reply #14 on: November 06, 2008, 11:35:04 AM »
Reply with quote
thanks saloni ji, k. saheel ji or diya ji for reply

netra..
Logged
Pages: [1] 2 3 4 5
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
January 24, 2025, 06:28:30 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[January 19, 2025, 05:59:15 PM]

[January 19, 2025, 05:47:49 PM]

[January 10, 2025, 09:46:05 AM]

[January 10, 2025, 09:45:14 AM]

[January 08, 2025, 08:30:59 AM]

[January 08, 2025, 08:29:31 AM]

[January 05, 2025, 08:51:01 AM]

[January 05, 2025, 08:45:11 AM]

[January 05, 2025, 08:44:20 AM]

[January 05, 2025, 08:43:28 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.123 seconds with 23 queries.
[x] Join now community of 8510 Real Poets and poetry admirer