Kis Kadar badla hai insaan... Dekhiye

by Pooja on May 05, 2009, 06:01:05 PM
Pages: 1 [2] 3  All
ReplyPrint
Author  (Read 2423 times)
k.shael
Guest
«Reply #15 on: May 06, 2009, 06:02:44 AM »
Reply with quote
Bahut Khoob Pooja didi, Samaj ki aaj ki sabse badi samsya ko bahut hi tarteeb se aapne apne alfazo me thehraya hai...
Umda Work... Clapping Smiley  Clapping Smiley  Clapping Smiley

Ek koshish kar rahi hoon likhne ki umeed karti ho aapko pasandh aaye,

Rishte aksar kisi na kisi mod pe badal hi jaate hai,
Apne hote hai jo wo kahiin na kahiin jakar choot hi jaate hai,

Inn rishto ki wajah se kabhi khud ko bikharne mat dena,
Inn rishto ki wajah se aksar insaan toot hi jaate hai.

Jab tak ye sath tumhare zindagi haseen khushnuma hoti hai,
Jaate jaate ye rishte gamm ke pyale me dobo hi jaate hai,

Ye rishte kachi door ke jaise hote hai Pooja,
Na chah kar bhi haathon se fisal hi jaate hai...

Shally.
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
badla wafa ka.... by Princess21 in Shayri-E-Dard
badla,.... by tushar_4u_im in Shayri-E-Dard
na main badla hun..... by purani_jeans_aur_guitar in Shayri-E-Dard
Wafa ka Badla by anu_love91 in Shayri-E-Dard
<>*Aaj badla badla sa ye ghar lagta hai*<> by *KasaK*....Dil Ki in Miscellaneous Shayri « 1 2 3 4  All »
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 6 hours and 11 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006


View Profile
«Reply #16 on: May 06, 2009, 06:21:05 AM »
Reply with quote
Bahut Khoob Pooja didi, Samaj ki aaj ki sabse badi samsya ko bahut hi tarteeb se aapne apne alfazo me thehraya hai...
Umda Work... Clapping Smiley  Clapping Smiley  Clapping Smiley

Ek koshish kar rahi hoon likhne ki umeed karti ho aapko pasandh aaye,

Rishte aksar kisi na kisi mod pe badal hi jaate hai,
Apne hote hai jo wo kahiin na kahiin jakar choot hi jaate hai,

Inn rishto ki wajah se kabhi khud ko bikharne mat dena,
Inn rishto ki wajah se aksar insaan toot hi jaate hai.

Jab tak ye sath tumhare zindagi haseen khushnuma hoti hai,
Jaate jaate ye rishte gamm ke pyale me dobo hi jaate hai,

Ye rishte kachi door ke jaise hote hai Pooja,
Na chah kar bhi haathon se fisal hi jaate hai...

Shally.


Bahut Khoob Shally!!! Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley
Logged
k.shael
Guest
«Reply #17 on: May 06, 2009, 06:24:32 AM »
Reply with quote
Bahut Khoob Shally!!! Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley

Shukriya Khwaish Ji,

Aapne bhi bahut khoob likha hai iss thread pe uske aage hamari ye lines kuch bhi nahi...

Shally.
Logged
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 6 hours and 11 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006


View Profile
«Reply #18 on: May 06, 2009, 07:22:46 AM »
Reply with quote

Shukriya Khwaish Ji,

Aapne bhi bahut khoob likha hai iss thread pe uske aage hamari ye lines kuch bhi nahi...

Shally.


Aise Naa Kahiye Shally,Har Ek Ke Apne-Apne Jazbaat Hote Hai,Aapne bhi Bahut Khoob Likha Hai.. Thumbs UP
Logged
kaushikbhawna008
Guest
«Reply #19 on: May 06, 2009, 07:39:34 AM »
Reply with quote
wonderful creation pooja ji Applause
very well said khwaish ji Applause
Logged
Pooja
Guest
«Reply #20 on: May 12, 2009, 05:36:37 AM »
Reply with quote
wah kaya baat hai shally... bahoot sahi kaha...

Thanks Bhawna
Logged
k.shael
Guest
«Reply #21 on: May 12, 2009, 05:42:21 AM »
Reply with quote
wah kaya baat hai shally... bahoot sahi kaha...

Thanks Bhawna

Shukriya pooja didi, aapke likhe hue ke samne ye kuch bhi nahi tha phir bhi pasandh kiya tahe-dil se shukriya...

Shally.
Logged
Sonu
Guest
«Reply #22 on: May 12, 2009, 05:45:58 AM »
Reply with quote
shally bahut khoob.... sabne bahut acha likha hia
Logged
k.shael
Guest
«Reply #23 on: May 12, 2009, 05:47:21 AM »
Reply with quote
shally bahut khoob.... sabne bahut acha likha hia

Shukriya Sonu Ji, Bhaut dino ke baad dekha aapko thanx for liking my work.

Shally.
Logged
Sonu
Guest
«Reply #24 on: May 12, 2009, 05:51:13 AM »
Reply with quote
your most welcome shally.. keep up the wonderful work bus thuda busy hu to eslea chaker kam lagta hai Usual Smile to jub bhi time lagta hai ah jati hoon yea per Usual Smile

Shukriya Sonu Ji, Bhaut dino ke baad dekha aapko thanx for liking my work.

Shally.
Logged
pandit
Guest
«Reply #25 on: May 12, 2009, 06:03:32 AM »
Reply with quote
Bahut Khoob Pooja didi, Samaj ki aaj ki sabse badi samsya ko bahut hi tarteeb se aapne apne alfazo me thehraya hai...
Umda Work... Clapping Smiley  Clapping Smiley  Clapping Smiley

Ek koshish kar rahi hoon likhne ki umeed karti ho aapko pasandh aaye,

Rishte aksar kisi na kisi mod pe badal hi jaate hai,
Apne hote hai jo wo kahiin na kahiin jakar choot hi jaate hai,

Inn rishto ki wajah se kabhi khud ko bikharne mat dena,
Inn rishto ki wajah se aksar insaan toot hi jaate hai.

Jab tak ye sath tumhare zindagi haseen khushnuma hoti hai,
Jaate jaate ye rishte gamm ke pyale me dobo hi jaate hai,

Ye rishte kachi door ke jaise hote hai Pooja,
Na chah kar bhi haathon se fisal hi jaate hai...

Shally.


BAHUT KHOOB..
Logged
k.shael
Guest
«Reply #26 on: May 12, 2009, 06:04:24 AM »
Reply with quote
BAHUT KHOOB..

Shukriya Pandit Ji,

Shally.
Logged
Sonu
Guest
«Reply #27 on: May 12, 2009, 06:13:51 AM »
Reply with quote
Iss dil ko kisi ki aahat ki aas rehti hai,
Nigaah kokisi soorat ki pyaas rehti hai,
Tere bina zindagi mein kami toh nahi,
Phir bhi tere bina zindagi udhaas rehti hai
Logged
Pooja
Guest
«Reply #28 on: December 05, 2009, 05:40:14 PM »
Reply with quote
nice sharing Sonu.
Logged
KOYAL46
Guest
«Reply #29 on: December 05, 2009, 06:43:22 PM »
Reply with quote
ACHHI rachna hai aapki Pooja=di....aaj ke samaaj ke mardon ka parda-faash karti hai ye poem... Applause Applause Applause Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley

Riston ki ab koi baat mat kijiye
Khoon ke rishte,bane khoon ke pyase
Paise ke liye kuchh bhi karta aadmi
Khud apni biwi ka dalal bana firta aadmi


Rishto main Rishte ka anjaam dekhiye
kis kadar badla hai insaan dekhiye

Shadishuda hokar batlata hai khud ko kunwara
ajj ke jamane ka naya Ishaq to dekhiye

kai bacho ka baap, kare kharab aoro ki betia
Apni beti ko kare ghar main qaid, wah yah zulam to dekhiye

ho jayegi ajj bhi deri, tum sab ke liye he to kamata hu
kah kar yah ghar main, uska bahar ayyashi ka Jashan to dekhiye

Puche jo sawal per sawal biwi, ghar chor dete hai yah aj ke mard
kis mardangi se nibahte hai rishta biwi -bacho se, uski had to dekhiye

Loot kar umarbhar ki kamai biwi ke, kar lete hai beti ki umar ki ladki se shadi
wah ajj kal ke jamane ki, kaha ja rahi hai dagar, her taraf bas app yah hi dekhiye

Rishto main Rishte ka anjaam dekhiye
kis kadar badla hai insaan dekhiye

Logged
Pages: 1 [2] 3  All
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
December 25, 2024, 08:36:26 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
by mkv
[December 22, 2024, 05:36:15 PM]

[December 19, 2024, 08:27:42 AM]

[December 17, 2024, 08:39:55 AM]

[December 15, 2024, 06:04:49 AM]

[December 13, 2024, 06:54:09 AM]

[December 10, 2024, 08:23:12 AM]

[December 10, 2024, 08:22:15 AM]

by Arif Uddin
[December 03, 2024, 07:06:48 PM]

[November 26, 2024, 08:47:05 AM]

[November 21, 2024, 09:01:29 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.15 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8509 Real Poets and poetry admirer