Lachaar

by Pooja on March 22, 2007, 02:47:33 PM
Pages: 1 [2] 3  All
ReplyPrint
Author  (Read 2721 times)
yoshiki
Guest
«Reply #15 on: May 27, 2007, 04:02:00 PM »
Reply with quote
Quote from: "Pooja"
bahoot khoob Netra ji!!

Khailti hai bancho sung, bachi ban jaati hai
Dularte waqat bache ko, sari duniya bhool jaati hai
Ruhani ho jaat ahai samye, jab MA lori sunati hai
MA ki mamta magar, MA ban kar hi samjh main atti hai


WAH G BHUT KHOOB khi


@Log sochte hai janmi hai wo auro ko janam dene k liye,jaise hawaa mai udati hui khaak hai ,
ek beti, ek patni, ek maa...in rishto ke alaawa to bs koyle ki wo raak hai,
zamane mai mardon ki maange to jag walo ke liye unki zrurat hai ,
aur ek aurat jiski zrurat bhi duniya k lie pal do pal ka mazaak hai
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
LACHAAR.!! by khujli in Mazahiya Shayri(Funny Shayari)
***Jo Jaha'n Lachaar Hai*** by AVTAR RAYAT in Share:Miscellaneous Shayari
NETRAPAL
Guest
«Reply #16 on: May 28, 2007, 04:29:19 AM »
Reply with quote
anchal me doodh tha, tha ankho me bhee pani
lachar ma kee sadiyo se sunte aye hai yahee kahani

lekin badkismatee dekho, maa teri ab bdal gayee hai kahani
n raha doodh anchal me n rah gaya hai teri ankho me pani
jo galat nahi thee, aaj  wo galat ho gyaee hai teri kahani

bala ban gayee hai jo abla thee kabhi kaviyo kee jubani
'O' too kya thee 'Maa' kya ban gayee hai teri ye jindganee

Ithaas likhe the tune aye 'Maa' Janma tha Shiva jaisa tumne
kha gayee wo  kokh teri,   jinkee nahi bantee ab hai koi kahani.....

netra....







Logged
Pooja
Guest
«Reply #17 on: May 28, 2007, 09:28:25 AM »
Reply with quote
bahoot khoob Netra ji.....

bandh liya hai mamta ne ajj MA ko
warna rok paya hai kon aurat ki aai ko

Ek yahi hai bandhan jiska fayda yah mard uthata hai
bandh kar mamta se, zindagi bhar fayda iska uthata hai

bandhi moh mai, umarbhar dukh Ma uthati hai
bacho per rahe saya baap ka, uske julam sahe jaati hai
Logged
NETRAPAL
Guest
«Reply #18 on: May 28, 2007, 12:02:49 PM »
Reply with quote
Quote from: "Pooja"
bahoot khoob Netra ji.....

bandh liya hai mamta ne ajj MA ko
warna rok paya hai kon aurat ki aai ko

Ek yahi hai bandhan jiska fayda yah mard uthata hai
bandh kar mamta se, zindagi bhar fayda iska uthata hai

bandhi moh mai, umarbhar dukh Ma uthati hai
bacho per rahe saya baap ka, uske julam sahe jaati hai


cheekh uth tee  hai dhart bhee julm hote dekh kar
ro uth tee ee hai dhartee  jawan mayat ko apne me samet kar
us shaheed ko sula letee hai god me kurban hota jo iskee aan par


netra.....
Logged
Pooja
Guest
«Reply #19 on: June 11, 2007, 05:16:17 AM »
Reply with quote
Nice lines Netra ji!!
Logged
Pooja
Guest
«Reply #20 on: August 24, 2007, 04:28:58 PM »
Reply with quote
Ajj bahoot dino baad yah post pardi.... kahin kisi discussion mai kisi ko kahte suna,..... aree do bache karo aor chord do.. kaha jayegi... sari umar tere hi naam per baithi rahegi... bas yah post pardte waqat .. wo hi baat man mai aa gai aor jo man ne kaha wo app sabke samne pesh hai....


Ma ke payar ko insaan ne ajj business banaya hai
Chord do kar ke do bache, wah kaya sitam dhaya hai

Jayegi kahan, bacho sung, khud hi her baat manegi
MA ki mamta ka, kaisa yah chakarview ruchaya hai

Hote hai a-surkshit(INSECURE) khud hi khud ke papo se
Karne ko khud ko surkshit (SECURE), Ma ko a-surkshit banaya hai

Bacho per bitegi kaya, yahi soch soch kar
Ma ne her Sitam sir ankhon uthaya hai

MA sehati hai her peerda, her dard dil mai chupaya hai
bacho ke bhawishaye ke liye,  khud ko zinda hi dufnaya hai

lgati hai gale bacho ke, do ansoo jab beh jaate hai
bacho ne un ansuo ko, MA ki mamta hi bulaya hai

kyun Hansti aor Roti hai sath sath MA humari
Iska jawab nanhe bacho ne kab paya hai

Roti hai akele main, de de kar duhai khuda ko, Puche ek hi baat
Kayun MA ki Kokh se janam laker, insaan ne MA ko hi Lachaar banaya hai !!
Logged
Pooja
Guest
«Reply #21 on: July 18, 2008, 07:21:23 PM »
Reply with quote


WAH G BHUT KHOOB khi


@Log sochte hai janmi hai wo auro ko janam dene k liye,jaise hawaa mai udati hui khaak hai ,
ek beti, ek patni, ek maa...in rishto ke alaawa to bs koyle ki wo raak hai,
zamane mai mardon ki maange to jag walo ke liye unki zrurat hai ,
aur ek aurat jiski zrurat bhi duniya k lie pal do pal ka mazaak hai


 Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley
Logged
Talat
Guest
«Reply #22 on: July 18, 2008, 07:29:11 PM »
Reply with quote

Kayun MA ki Kokh se janam laker, insaan ne MA ko hi Lachaar banaya hai?Huh??

Bohot hi dil se likhi hai aapne Pooja ye shayari.....aur is line ne to dil main ek gehri chot kar di hai !!

 Applause Applause
Logged
Pooja
Guest
«Reply #23 on: July 18, 2008, 07:35:28 PM »
Reply with quote
shukaria Celmira!!!
Logged
bekarar
Poetic Patrol
Yoindian Shayar
******

Rau: 4
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
53 days, 9 hours and 51 minutes.

Posts: 3738
Member Since: Oct 2005


View Profile
«Reply #24 on: July 20, 2008, 12:24:44 PM »
Reply with quote
Ajj bahoot dino baad yah post pardi.... kahin kisi discussion mai kisi ko kahte suna,..... aree do bache karo aor chord do.. kaha jayegi... sari umar tere hi naam per baithi rahegi... bas yah post pardte waqat .. wo hi baat man mai aa gai aor jo man ne kaha wo app sabke samne pesh hai....


Ma ke payar ko insaan ne ajj business banaya hai
Chord do kar ke do bache, wah kaya sitam dhaya hai

Jayegi kahan, bacho sung, khud hi her baat manegi
MA ki mamta ka, kaisa yah chakarview ruchaya hai

Hote hai a-surkshit(INSECURE) khud hi khud ke papo se
Karne ko khud ko surkshit (SECURE), Ma ko a-surkshit banaya hai

Bacho per bitegi kaya, yahi soch soch kar
Ma ne her Sitam sir ankhon uthaya hai

MA sehati hai her peerda, her dard dil mai chupaya hai
bacho ke bhawishaye ke liye,  khud ko zinda hi dufnaya hai

lgati hai gale bacho ke, do ansoo jab beh jaate hai
bacho ne un ansuo ko, MA ki mamta hi bulaya hai

kyun Hansti aor Roti hai sath sath MA humari
Iska jawab nanhe bacho ne kab paya hai

Roti hai akele main, de de kar duhai khuda ko, Puche ek hi baat
Kayun MA ki Kokh se janam laker, insaan ne MA ko hi Lachaar banaya hai !!
Clapping Smiley Clapping Smiley
pooja ji,
padhne ke baad andar hi andar kahin ek ghutan si mahsoos hone lagi..ek khalipan sa..........kuch sochne par majboor kar deti hai aapki ye peshkash..... Applause Applause Applause
Logged
Pooja
Guest
«Reply #25 on: July 21, 2008, 01:49:34 PM »
Reply with quote
shukaria Bekarar ji!! kadavi suchai hai, koshish ki hai, shayd ...
Logged
Shikha12
Guest
«Reply #26 on: July 21, 2008, 01:58:40 PM »
Reply with quote
Lovely Thread Pooja di, Is thread ki sabhi posts padhi maine...
Ek se badh kar ek likha hai.. Applause


Very Very nice replies Netra.. Applause


Logged
Shikha12
Guest
«Reply #27 on: July 21, 2008, 01:59:08 PM »
Reply with quote
Ajj bahoot dino baad yah post pardi.... kahin kisi discussion mai kisi ko kahte suna,..... aree do bache karo aor chord do.. kaha jayegi... sari umar tere hi naam per baithi rahegi... bas yah post pardte waqat .. wo hi baat man mai aa gai aor jo man ne kaha wo app sabke samne pesh hai....


Ma ke payar ko insaan ne ajj business banaya hai
Chord do kar ke do bache, wah kaya sitam dhaya hai

Jayegi kahan, bacho sung, khud hi her baat manegi
MA ki mamta ka, kaisa yah chakarview ruchaya hai

Hote hai a-surkshit(INSECURE) khud hi khud ke papo se
Karne ko khud ko surkshit (SECURE), Ma ko a-surkshit banaya hai

Bacho per bitegi kaya, yahi soch soch kar
Ma ne her Sitam sir ankhon uthaya hai

MA sehati hai her peerda, her dard dil mai chupaya hai
bacho ke bhawishaye ke liye,  khud ko zinda hi dufnaya hai

lgati hai gale bacho ke, do ansoo jab beh jaate hai
bacho ne un ansuo ko, MA ki mamta hi bulaya hai

kyun Hansti aor Roti hai sath sath MA humari
Iska jawab nanhe bacho ne kab paya hai

Roti hai akele main, de de kar duhai khuda ko, Puche ek hi baat
Kayun MA ki Kokh se janam laker, insaan ne MA ko hi Lachaar banaya hai !!

Too Good..  Clapping Smiley
Logged
Pooja
Guest
«Reply #28 on: July 21, 2008, 02:17:26 PM »
Reply with quote
shukaria Mahiya
Logged
sarthika
Guest
«Reply #29 on: July 22, 2008, 02:14:43 AM »
Reply with quote
anchal me doodh tha, tha ankho me bhee pani
lachar ma kee sadiyo se sunte aye hai yahee kahani

lekin badkismatee dekho, maa teri ab bdal gayee hai kahani
n raha doodh anchal me n rah gaya hai teri ankho me pani
jo galat nahi thee, aaj  wo galat ho gyaee hai teri kahani

bala ban gayee hai jo abla thee kabhi kaviyo kee jubani
'O' too kya thee 'Maa' kya ban gayee hai teri ye jindganee

Ithaas likhe the tune aye 'Maa' Janma tha Shiva jaisa tumne
kha gayee wo  kokh teri,   jinkee nahi bantee ab hai koi kahani.....

netra....



bahoot khoob Netra ji
Logged
Pages: 1 [2] 3  All
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 14, 2024, 03:11:49 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
by Michaelraw
[November 13, 2024, 12:59:11 PM]

[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:55:06 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 06:58:58 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.108 seconds with 24 queries.
[x] Join now community of 8508 Real Poets and poetry admirer