Maa-Baap (Zameen Par Rehne Wale Khuda)

by khwaish on January 12, 2009, 02:45:15 PM
Pages: 1 [2]  All
ReplyPrint
Author  (Read 5767 times)
diya786
Guest
«Reply #15 on: January 14, 2009, 07:28:47 AM »
Reply with quote

Yeh Poetry Ek Pukaar Hai,Ek Awaaz Hai,Jo Main Chaahta Hoon Ke Har Insaan Tak Pahunche...


Saans Bhi Toothti Nahi Uss Beemar Ki,
Sukoon Ki Maut Bhi Naseeb Nahi Usse,
Kya Likhu Main Halaat Uss Lachaar Ki...

Jab Tak Woh Chalta-Firta Tha,
Apna Bhoj Khud Hi Sambhaaltha Tha,
Aaj Bistar Hi Uska Aakhri Humsafar Hai,
Aaj Khoob Inaam Mila Hai Usse,
Apne Bacho Ko Diye Hue Sanskaar Ki....

"KHwaish" Jo Insaan Apne Maa-Baap Ka Na Ho Saka,
Woh Kissi Aur Se Kya Waffa Nibhayeega,
Maa-Baap To Ghar Ki Chhat Ki Tarah Hai,
Chhat hi na ho to Unchaiyon se Kya Haasil,
Bin Chat Ke Kya Aukat Hai Khade Hue Deewar Ki.....

De Rahi Hai Dastak Samay Ki Ghantiya,
Keh Rahi Hai Ab Baat Ho Angaar Ki....

Agar Humein Apne Buzaurgo Ki Izzat Karne Na Aaye,
To Hum Besharam,Bedil,Be-imaan Hai,
"Khwaish" Ke Haath mein aaj Kalam Nahi,
"khwaish" aaj Lekhni Likh Raha Hai Talwaar Ki....

Aaj Hum Jo apne Maa-Baap Ke Saath Kar Rahe Hai,
Kal Humare Bache Humare Saath Karenge,
Ab Ghadi Aa Gayi Hai GURU NANAK ke Diye hue Upchaar Ki...

Jiske Paas Ho Apne Maa-Baap Ke Pyaar Ki Daulat,
Usne To Yeh Jag Jeeta,
Usse Kya Zaroorat Kisi Aur Auzaar Ki....

"Khwaish" Ne Kuch Galat Kaha Ho To Usse Muaf Kar Dena,
Woh To Bas Chahhta Hai Ke Umar Puri Ho Iss Andhaiyaar Ki......
     --Khwaish-- 


       

BAHUT BAHUT KHOOB KHWAISH
KAMAAL LIKHA HAI AAPNE
  Thumbs UP
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
khuda our baap by Bhavesh in Mazahiya Shayri(Funny Shayari) « 1 2 3  All »
Ye Dil Mein Rehne Wale Dil Se Nahin Nikalte by Pushkar_singh in Shayri-E-Dard
Taare Zameen Par - Lyrics/Album Name: TAARE ZAMEEN PAR by honeyrose in Songs & Lyrics
khuda ko zameen par .................... by SURESH SANGWAN in Share:Miscellaneous Shayari
PAAON MERE ZAMEEN PE REHNE DO.....,Hasan by F.H.SIDDIQUI in Ghazals « 1 2  All »
Talat
Guest
«Reply #16 on: January 22, 2009, 01:30:46 PM »
Reply with quote

Yeh Poetry Ek Pukaar Hai,Ek Awaaz Hai,Jo Main Chaahta Hoon Ke Har Insaan Tak Pahunche...


Saans Bhi Toothti Nahi Uss Beemar Ki,
Sukoon Ki Maut Bhi Naseeb Nahi Usse,
Kya Likhu Main Halaat Uss Lachaar Ki...

Jab Tak Woh Chalta-Firta Tha,
Apna Bhoj Khud Hi Sambhaaltha Tha,
Aaj Bistar Hi Uska Aakhri Humsafar Hai,
Aaj Khoob Inaam Mila Hai Usse,
Apne Bacho Ko Diye Hue Sanskaar Ki....

"KHwaish" Jo Insaan Apne Maa-Baap Ka Na Ho Saka,
Woh Kissi Aur Se Kya Waffa Nibhayeega,
Maa-Baap To Ghar Ki Chhat Ki Tarah Hai,
Chhat hi na ho to Unchaiyon se Kya Haasil,
Bin Chat Ke Kya Aukat Hai Khade Hue Deewar Ki.....

De Rahi Hai Dastak Samay Ki Ghantiya,
Keh Rahi Hai Ab Baat Ho Angaar Ki....

Agar Humein Apne Buzaurgo Ki Izzat Karne Na Aaye,
To Hum Besharam,Bedil,Be-imaan Hai,
"Khwaish" Ke Haath mein aaj Kalam Nahi,
"khwaish" aaj Lekhni Likh Raha Hai Talwaar Ki....

Aaj Hum Jo apne Maa-Baap Ke Saath Kar Rahe Hai,
Kal Humare Bache Humare Saath Karenge,
Ab Ghadi Aa Gayi Hai GURU NANAK ke Diye hue Upchaar Ki...

Jiske Paas Ho Apne Maa-Baap Ke Pyaar Ki Daulat,
Usne To Yeh Jag Jeeta,
Usse Kya Zaroorat Kisi Aur Auzaar Ki....

"Khwaish" Ne Kuch Galat Kaha Ho To Usse Muaf Kar Dena,
Woh To Bas Chahhta Hai Ke Umar Puri Ho Iss Andhaiyaar Ki......
     --Khwaish-- 


       

Maa Baap, jinka na koi badal hai na koi unki kami poori kar sakta hai....Khush Kismat hain wo log jinhe apne Maa Baap ki qidmat karne ka mauqa milta hai.....Aapne bohot hi achcha, bohot hi gehra likha hai Khwaish...Maa Baap Insaan ko diya gaya ek tohfa hain....
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 7 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #17 on: January 22, 2009, 01:41:35 PM »
Reply with quote
Bohat Achche Khwaish Bhai,.
Logged
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 6 hours and 11 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006


View Profile
«Reply #18 on: January 23, 2009, 07:07:41 PM »
Reply with quote
Waaah wah... Bahut khoob khwaish ji... bahut accha
likha hai aapne


Bahut Bahut Shukriya Roja..
Logged
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 6 hours and 11 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006


View Profile
«Reply #19 on: January 23, 2009, 07:09:19 PM »
Reply with quote
kya baat hai.......khwaishji....

jab tak maa-baap hai ghar pe,majboot hai ghar apna,
maa-baap jaane ke baad,bin shath ka ghar lagta hai apna.

Bahut Bahut Shukriya Cara..aur Bahut Acha Likha Hai Aapne
Logged
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 6 hours and 11 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006


View Profile
«Reply #20 on: January 23, 2009, 07:10:29 PM »
Reply with quote
Applause Applause Applause Applause
Wah bohat khoob khwaish ji...

Bahut Bahut Shukriya Honeyrose...
Logged
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 6 hours and 11 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006


View Profile
«Reply #21 on: January 23, 2009, 07:13:01 PM »
Reply with quote
Subhan Allah Mere Bhai Allah tumhe Khuesh rakhe kya likha hai yaar !!

Qadeer Toopchi

Teh Dil Se ShukarGuzaar Hoon Qadeer saheb Aapka...
Logged
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 6 hours and 11 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006


View Profile
«Reply #22 on: January 23, 2009, 07:15:14 PM »
Reply with quote
Ameen!!

Bahut Bahut Shukriya Aap Sab Ki Duayon Ka..
Khuda Aap Sab Ko Khush Aur Mehfoos Rakhe...
Logged
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 6 hours and 11 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006


View Profile
«Reply #23 on: January 23, 2009, 07:17:00 PM »
Reply with quote
Bahut umda likha hai aap ne Khwaish Ji

Bahut Bahut Shukriya Rajesh Ji..Aap ne Hamesha Saath Diya Hai..
Logged
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 6 hours and 11 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006


View Profile
«Reply #24 on: January 23, 2009, 07:18:34 PM »
Reply with quote
bahut umda khwaish ji.

Bahut bahut Shukriya Prateekji...
Logged
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 6 hours and 11 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006


View Profile
«Reply #25 on: January 23, 2009, 07:32:33 PM »
Reply with quote
LOVELY POETRY JANAB.ASGHR Applause Applause Applause

Bahut Bahut Shukriya Asghr Bhai..
Logged
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 6 hours and 11 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006


View Profile
«Reply #26 on: January 23, 2009, 07:33:42 PM »
Reply with quote
BAHUT BAHUT KHOOB KHWAISH
KAMAAL LIKHA HAI AAPNE
  Thumbs UP

Thankyou So Much Kashish..
Logged
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 6 hours and 11 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006


View Profile
«Reply #27 on: January 23, 2009, 07:41:06 PM »
Reply with quote
Maa Baap, jinka na koi badal hai na koi unki kami poori kar sakta hai....Khush Kismat hain wo log jinhe apne Maa Baap ki qidmat karne ka mauqa milta hai.....Aapne bohot hi achcha, bohot hi gehra likha hai Khwaish...Maa Baap Insaan ko diya gaya ek tohfa hain....

Teh Dil Se ShukarGuzaar Ho Celmira Aapka..
Aapko Kai Dino Ke Baad,Kuch Likhte Dekh Kar Bahut Khushi Hui...
Aur sach Kaha Aapne...Hum Kabhi Bhi Apne Maa-Baap Ka Dena Nahi De Sakte..Maa-Baap Ki Seva Bhi Har Ek Ko Naseeb Nahi Hoti..Yakeenan Maa-Baap Ka Rishta,Insaan Ke Liye,Ek Tohfa Jaisa Hi Hai..Issi Umeed Par Hi Maine Yeh Poetry Likhi Thi,Ki Yeh Baat Har Ek Tak Pahunche..Bahut Bahut Shukriya Celmira Aapka,Jo Aapne Iss Koshish Ko Saraha...
Logged
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 6 hours and 11 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006


View Profile
«Reply #28 on: March 11, 2011, 08:34:43 AM »
Reply with quote
Bohat Achche Khwaish Bhai,.


Aapka Bahut Bahut Shukriya Azeembhai icon_flower
Logged
Pages: 1 [2]  All
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 08, 2024, 05:54:36 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 08, 2024, 09:59:08 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:55:06 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 06:58:58 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.14 seconds with 26 queries.
[x] Join now community of 8505 Real Poets and poetry admirer