mashnawi

by sarwar ali on August 07, 2010, 11:40:01 AM
Pages: [1]
ReplyPrint
Author  (Read 940 times)
sarwar ali
Guest
Reply with quote
Mai puchta nahi nahi hargiz tumhara naam hai kya,
Na yeh ke naam buzurgon ka aur mukaam hai kya,
Na khanwade se matlab, na khanama se garz,
Yaha to naam se kuch hai na nisha se garz,
Tumhare kaam hai aache to naam aache hamen,
Gharane aache ghar aache tamaam aache hain..



Mujhe garz nahi college me tum padhe k nahi,
Jamaton k madarij pe tum chadhe k nahi,
Kitaben padh k jo ki hifz bar zuban to kya,
Aur un me paas hue dekar imtihaan to kya,
Tumhare khulq par bhi kuch asar hua k nahi,
Zuban se kahne ki dil tak gai sada k nahi……
Logged
khamosh_aawaaz
Guest
«Reply #1 on: August 07, 2010, 12:00:30 PM »
Reply with quote
Mai puchta nahi nahi hargiz tumhara naam hai kya,
Na yeh ke naam buzurgon ka aur mukaam hai kya,
Na khanwade se matlab, na khanama se garz,
Yaha to naam se kuch hai na nisha se garz,
Tumhare kaam hai aache to naam aache hamen,
Gharane aache ghar aache tamaam aache hain..



Mujhe garz nahi college me tum padhe k nahi,
Jamaton k madarij pe tum chadhe k nahi,
Kitaben padh k jo ki hifz bar zuban to kya,
Aur un me paas hue dekar imtihaan to kya,
Tumhare khulq par bhi kuch asar hua k nahi,
Zuban se kahne ki dil tak gai sada k nahi……



WAAAH WAAAH BAHUT KHOOB SARWAR SB.........KYA HAQEEQAT BAYAAN KIYA HAI ....BEHTREEN
Logged
Anshumali
Guest
«Reply #2 on: August 08, 2010, 01:28:28 PM »
Reply with quote
Mai puchta nahi nahi hargiz tumhara naam hai kya,
Na yeh ke naam buzurgon ka aur mukaam hai kya,
Na khanwade se matlab, na khanama se garz,
Yaha to naam se kuch hai na nisha se garz,
Tumhare kaam hai aache to naam aache hamen,
Gharane aache ghar aache tamaam aache hain..



Mujhe garz nahi college me tum padhe k nahi,
Jamaton k madarij pe tum chadhe k nahi,
Kitaben padh k jo ki hifz bar zuban to kya,
Aur un me paas hue dekar imtihaan to kya,
Tumhare khulq par bhi kuch asar hua k nahi,
Zuban se kahne ki dil tak gai sada k nahi……


Very Nice poetry......nice creation... likhte rahen...

duaaon ke saath...
Logged
Pages: [1]
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 21, 2024, 06:13:35 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[November 21, 2024, 09:01:29 AM]

[November 16, 2024, 11:44:41 AM]

by Michaelraw
[November 13, 2024, 12:59:11 PM]

[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.09 seconds with 23 queries.
[x] Join now community of 8506 Real Poets and poetry admirer