Mere Dushman...

by majid on April 03, 2010, 07:43:39 PM
Pages: [1] 2  All
ReplyPrint
Author  (Read 4167 times)
majid
Guest
Reply with quote
Aadab
Bahut Waqt Baad Yahan Kuch Likhne Ki Koshish Ki Hai
Gar Pasand Aaye To Jarur Duao,n Se Nawaziyega.Aur
Kuch Galti Ho To Bhi Bejijak Bataiyega...!




Mere Dushman Apne Dilon Ko Kuch Yun Shad Karte Hain
Ki Chalo Nafrat Se Hi Sahi, Magar Mujhe Yaad Karte Hain.
 
Dekhte Nahi Hain Woh Kabhi  Jhankar Andar Se  Khud Ko
Jo Har Waqt Humaare  Bura Hone Ki, Fariyaad Karte Hain.
 
Humesha Ussi Ko Humne Picche Se War Karte Hue Paaya
Jispe Aankhen Band kar Ke Hum ,Bada Etimad Karte Hain.
 
Mera Bhi Khoon Lal Hai Main Bhi Ussi Mitti Ka Bana Hun
Phir Q Kuch Firka Parast Mere Jine Pe insidad Karte Hain.
 
Aakhir Kyun Na Ho Logon Ke Dilon Men Nafratein Yahan
Aksar  Nasamajh Hi Khuleam Taqriren Aasad Karte Hain.
 
Kash Koi To Jakar Zara Un Nadanon Ko Samjhaye Shihab
Ki Nafraton Men Yun Zindagi Ko Nahi Barbad Karte Hain.
 
Ay Khuda Yahi Dua Hai Humesha Salamat Rakhna Unhe
Jo Log Nabi Ke Tariqon Ke Mutabik Hi Irshad Karte Hain.


                     (Shihab)




Etimad.....vishshwas

Insidad.....rok

ashad.....bahut jiyada
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
dushman by fryendz in Mazahiya Shayri(Funny Shayari) « 1 2 ... 5 6 »
mere dushman ko mujhse pyaar ho !! by jianrangrej in Shayeri for Dard -e- Bewafai
Mere Dushman...(Shihab) by Shihab in Shayari ki Batein- Sawaal Jawaab
DUSHMAN BHEE DOST HO JAAYE.N GE MERE!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!! by qalb in Miscellaneous Shayri « 1 2  All »
Mere Dushman Ka Khuloos by asma zehra in Miscellaneous Shayri
neelgold
Guest
«Reply #1 on: April 03, 2010, 07:50:24 PM »
Reply with quote
Wat a thought its wid sum msg...  Gud Job!!!!!!!!!
Logged
brokenbyluv
Guest
«Reply #2 on: April 03, 2010, 07:53:49 PM »
Reply with quote
Bahut hi khubsurati se likha hai shihab ji...bahut hi umda...
Logged
madhuwesh
Guest
«Reply #3 on: April 03, 2010, 07:58:37 PM »
Reply with quote
Bahut bahut khoob Shihab ji,ek alag soch ke saath aapne sachai bayaan kiya.great creation.bahut pasand aayi aapke kavita.keep it up.God bless you Shihab ji. Hats off to you! Applause Applause Applause Applause Applause Thumbs UP
Logged
~Hriday~
Poetic Patrol
Mashhur Shayar
***

Rau: 115
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
101 days, 3 hours and 51 minutes.

kalam k chalne ko zamaana paagalpan samajhta hai.

Posts: 16243
Member Since: Feb 2010


View Profile WWW
«Reply #4 on: April 03, 2010, 08:13:30 PM »
Reply with quote
Bahut khoob likha hai aapne Shihab ji... bahut khoob...!!!
Logged
riyaz106
Guest
«Reply #5 on: April 04, 2010, 02:35:34 AM »
Reply with quote
Shihab bhai apki ye takhleeq bahut pasand aai. Ek naye dhang, nai soch ke saath aapka ye behtreen kalaam hai. Marhaba. Daad qubool farmayen. Ye sher sabse achha laga:

Aey Khuda Yahi Dua Hai Humesha Salaamat Rakhna Unhe
Jo Log Nabi Ke Tariqon Ke Mutabik Hi Irshad Karte Hain.
Logged
bekarar
Poetic Patrol
Yoindian Shayar
******

Rau: 4
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
53 days, 9 hours and 51 minutes.

Posts: 3738
Member Since: Oct 2005


View Profile
«Reply #6 on: April 04, 2010, 06:27:45 PM »
Reply with quote
Shihab bro,
kya hi khoob ghazal kahi hai tumne bhai.....har ek sher umda hi nahi behad umda hai.........sach kahun to tumhaari likhi hui behtreen ghazalon me se ek hai ye....mujhe bahooooot bahoot pasand aai.......hazaron daad...
   Applause Applause Applause Applause Applause Applause
Logged
brokenbyluv
Guest
«Reply #7 on: April 06, 2010, 09:51:22 AM »
Reply with quote
Badi Khushi Hui Jankar Ki Aapko Pasand Aaya
Bahut Bahut Shukariya Geet Ji Pasand Farmane K Liye
Aapka Tahe Dil Se Mamnun Hun Ki Aapne Apna Waqt Diya.


Khush Rahiye...


~Shihab~


Welcome Smiley ji
Logged
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 6 hours and 11 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006


View Profile
«Reply #8 on: April 06, 2010, 09:57:11 AM »
Reply with quote
Bahut Bahut Khooob Majid Bhai..

Insaan Ko Kuch Sochne Par Majboor Kar Dene Wali Peshkash..

Bahut Khoooooob Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley
Logged
Rajesh Harish
Guest
«Reply #9 on: April 09, 2010, 03:29:22 AM »
Reply with quote
Bahut achchha likha hai aap ne Shihab Ji
Logged
shabbir143
Guest
«Reply #10 on: April 15, 2010, 01:25:56 PM »
Reply with quote
Aadab
Bahut Waqt Baad Yahan Kuch Likhne Ki Koshish Ki Hai
Gar Pasand Aaye To Jarur Duao,n Se Nawaziyega.Aur
Kuch Galti Ho To Bhi Bejijak Bataiyega...!




Mere Dushman Apne Dilon Ko Kuch Yun Shad Karte Hain
Ki Chalo Nafrat Se Hi Sahi Magar Mujhe Yaad Karte Hain.
 
Dekhte Nahi Hain Woh Kabhi  Jhankar Andar Se  Khud Ko
Jo Har Waqt Humaare  Bura Hone Ki, Fariyaad Karte Hain.
 
Humesha Ussi Ko Humne Picche Se War Karte Hue Paaya
Jispe Aankhen Band kar Ke Hum ,Bada Etimad Karte Hain.
 
Mera Bhi Khoon Laal Hai Main Bhi Ussi Mitti Ka Bana Hun
Phir Q Kuch Firka Parast Mere Jine Pe insidad Karte Hain.
 
Aakhir Kyun Na Ho Logon Ke Dilon Mein Nafratein Yahan
Aksar  Nasamajh Hi Khuleam Taqreeren Aasad Karte Hain.
 
Kash Koi To Jakar Zara Un Nadanon Ko Samjhaye ,Shihab
Ki Nafraton Mein Yun Zindagi Ko,Nahi Barbaad Karte Hain.
 
Aey Khuda Yahi Dua Hai Humesha Salaamat Rakhna Unhe
Jo Log Nabi Ke Tariqon Ke Mutabik Hi Irshad Karte Hain.


                     (Shihab)




Etimad.....vishshwas

Insidad.....rok

ashad.....bahut jiyada



Wah Wah Wah Ustad Su Kahun Yaar
Maari Pase Shabdo Nathi Tareef Maate
Bahut Saras Rachna Chhe Mara Bhai...
Naza Aavu Gai.....
Applause Applause Applause Applause Applause
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 17 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #11 on: April 16, 2010, 07:57:59 PM »
Reply with quote




Mere Dushman Apne Dilon Ko Kuch Yun Shad Karte Hain
Ki Chalo Nafrat Se Hi Sahi Magar Mujhe Yaad Karte Hain.
 
Dekhte Nahi Hain Woh Kabhi  Jhankar Andar Se  Khud Ko
Jo Har Waqt Humaare  Bura Hone Ki, Fariyaad Karte Hain.
 
Humesha Ussi Ko Humne Picche Se War Karte Hue Paaya
Jispe Aankhen Band kar Ke Hum ,Bada Etimad Karte Hain.
 
Mera Bhi Khoon Laal Hai Main Bhi Ussi Mitti Ka Bana Hun
Phir Q Kuch Firka Parast Mere Jine Pe insidad Karte Hain.
 
Aakhir Kyun Na Ho Logon Ke Dilon Mein Nafratein Yahan
Aksar  Nasamajh Hi Khuleam Taqreeren Aasad Karte Hain.
 
Kash Koi To Jakar Zara Un Nadanon Ko Samjhaye ,Shihab
Ki Nafraton Mein Yun Zindagi Ko,Nahi Barbaad Karte Hain.
 
Aey Khuda Yahi Dua Hai Humesha Salaamat Rakhna Unhe
Jo Log Nabi Ke Tariqon Ke Mutabik Hi Irshad Karte Hain.


                     (Shihab)



Mashallah Kya Kahoon Main Yaar, Subhan Allah, Har Ashaar Bohat Gehta Aur Buland Hai,.

Bohat Achcej, Yunhi Likhte Raho, Rab Khair Kare,.
Logged
Niha Khan
Guest
«Reply #12 on: April 22, 2011, 05:21:34 PM »
Reply with quote
Bada Pyara Likha Hai Ji Aapney

Aadab
Bahut Waqt Baad Yahan Kuch Likhne Ki Koshish Ki Hai
Gar Pasand Aaye To Jarur Duao,n Se Nawaziyega.Aur
Kuch Galti Ho To Bhi Bejijak Bataiyega...!




Mere Dushman Apne Dilon Ko Kuch Yun Shad Karte Hain
Ki Chalo Nafrat Se Hi Sahi Magar Mujhe Yaad Karte Hain.
 
Dekhte Nahi Hain Woh Kabhi  Jhankar Andar Se  Khud Ko
Jo Har Waqt Humaare  Bura Hone Ki, Fariyaad Karte Hain.
 
Humesha Ussi Ko Humne Picche Se War Karte Hue Paaya
Jispe Aankhen Band kar Ke Hum ,Bada Etimad Karte Hain.
 
Mera Bhi Khoon Laal Hai Main Bhi Ussi Mitti Ka Bana Hun
Phir Q Kuch Firka Parast Mere Jine Pe insidad Karte Hain.
 
Aakhir Kyun Na Ho Logon Ke Dilon Mein Nafratein Yahan
Aksar  Nasamajh Hi Khuleam Taqreeren Aasad Karte Hain.
 
Kash Koi To Jakar Zara Un Nadanon Ko Samjhaye ,Shihab
Ki Nafraton Mein Yun Zindagi Ko,Nahi Barbaad Karte Hain.
 
Aey Khuda Yahi Dua Hai Humesha Salaamat Rakhna Unhe
Jo Log Nabi Ke Tariqon Ke Mutabik Hi Irshad Karte Hain.


                     (Shihab)




Etimad.....vishshwas

Insidad.....rok

ashad.....bahut jiyada

Logged
shiba
Guest
«Reply #13 on: June 03, 2011, 01:13:50 AM »
Reply with quote
No Words ji
 Applause Applause Applause Applause Applause
Logged
Shaifali
Guest
«Reply #14 on: August 08, 2011, 08:04:15 PM »
Reply with quote
wah wah wah Applause Applause Applause
Logged
Pages: [1] 2  All
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 24, 2024, 04:16:42 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[November 21, 2024, 09:01:29 AM]

[November 16, 2024, 11:44:41 AM]

by Michaelraw
[November 13, 2024, 12:59:11 PM]

[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.117 seconds with 24 queries.
[x] Join now community of 8506 Real Poets and poetry admirer