Mere Jalte Ghar Pe Haath Na Seko,.

by Jaanasheen on September 30, 2009, 06:59:36 AM
Pages: [1] 2  All
ReplyPrint
Author  (Read 2312 times)
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006

View Profile
Reply with quote

Jaise Hi Hamare Rang Nikal Jaate Hain,.
Logon Ke Dekhne Ke Dhang Badal Jaate Hain,.

Aansuon Ke Samander Mein Zyada Bhi Na Doobo,.
Guzre Pal, Aane Waale Zamaane Ningal Jaate Hain,.

Wo Hain Door Hamaare Aansuon Ko Dekhkar "Doston,.
Kya Pata Unhe,
Kisi Ke Kareeb Aane Se Hum Kaise Behal Jaate Hain,.

Milaa Hai Ye Tajruba Bhi, Zindagi Se Mujhe "Azeem,.
Kaise, Pattharon Ki Chahat Mein, Heere Phisal Jaate Hain,.

Mere Jalte Ghar Par Apne, Haath Na Sekho Doston,.
Tapish Unme Bhi Hoti Hai, Jo Suraj Dhal Jaate Hain,.

-Azeem-

Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Jalte hue Ghar by paro_ka_deva_devdas in Shayri-E-Dard « 1 2  All »
Khaali Haath Mere..... by Alam Qazi in Shayri-E-Dard
Diya Bann K... Mere Jeewan Me Jalte Raho~ by anjaan dharkan in Shayri for Khumar -e- Ishq
Mere Haath Khaali ye Jaan kar by Anaarhi in Ghazals
Mere Haath Se Haath Milla Ke Chal.....Kash by Sanjeev kash in Miscellaneous Shayri « 1 2  All »
k.shael
Guest
«Reply #1 on: September 30, 2009, 07:10:49 AM »
Reply with quote
Wah Wah Bahut Khoob Azeem Ji, Aajkal Aap Shayri ke aasmaan choo rahe hai..khuda aapko aur aage badaye..

Aur Specially ye 2 lines dil ko choo gayi..

Milaa Hai Ye Tajruba Bhi, Zindagi Se Mujhe Azeem,.
Kaise, Pattharon Ki Chahat Mein, Heere Phisal Jaate Hain,.

bahut khoob wah..

Shally.
Logged
Rishi Agarwal
Guest
«Reply #2 on: September 30, 2009, 07:33:19 AM »
Reply with quote
bahut khub azeem ji masha allah kya khoob likha h apne  Applause Applause Applause Applause Applause
Logged
Rajesh Harish
Guest
«Reply #3 on: September 30, 2009, 09:04:19 AM »
Reply with quote

Jaise Hi Hamare Rang Nikal Jaate Hain,.
Logon Ke Dekhne Ke Dhang Badal Jaate Hain,.

Aansuon Ke Samander Mein Zyada Bhi Na Doobo,.
Guzre Pal, Aane Waale Zamaane Ningal Jaate Hain,.

Wo Hain Door Hamaare Aansuon Ko Dekhkar "Doston,.
Kya Pata Unhe,
Kisi Ke Kareeb Aane Se Hum Kaise Behal Jaate Hain,.

Milaa Hai Ye Tajruba Bhi, Zindagi Se Mujhe "Azeem,.
Kaise, Pattharon Ki Chahat Mein, Heere Phisal Jaate Hain,.

Mere Jalte Ghar Par Apne, Haath Na Sekho Doston,.
Tapish Unme Bhi Hoti Hai, Jo Suraj Dhal Jaate Hain,.

-Azeem-

Nice one Chote Bhai
Logged
Alam Qazi
Guest
«Reply #4 on: September 30, 2009, 09:06:48 AM »
Reply with quote

Jaise Hi Hamare Rang Nikal Jaate Hain,.
Logon Ke Dekhne Ke Dhang Badal Jaate Hain,.

Aansuon Ke Samander Mein Zyada Bhi Na Doobo,.
Guzre Pal, Aane Waale Zamaane Ningal Jaate Hain,.

Wo Hain Door Hamaare Aansuon Ko Dekhkar "Doston,.
Kya Pata Unhe,
Kisi Ke Kareeb Aane Se Hum Kaise Behal Jaate Hain,.

Milaa Hai Ye Tajruba Bhi, Zindagi Se Mujhe "Azeem,.
Kaise, Pattharon Ki Chahat Mein, Heere Phisal Jaate Hain,.

Mere Jalte Ghar Par Apne, Haath Na Sekho Doston,.
Tapish Unme Bhi Hoti Hai, Jo Suraj Dhal Jaate Hain,.

-Azeem-

Bahott Hi Bhetrin likha hai aapne Azeem. ye sahi hai ki is zamane mein insaan aur uski nigahein kaise badal jaati hai.. Umdaa Peshkash..

vaise mujhe 4th line bahot pasand aai...

meri taraf se  Applause Applause Applause

Pehle Girtey They Tou, Tere Bazuwo'n Se Sambhal Jaate They
Abb Girte Hain Tou, Khud Hi Sambhal Jaate Hain.......

__________Alam
Logged
Roja
Guest
«Reply #5 on: September 30, 2009, 09:28:36 AM »

 Applause Applause Applause
Bahut khoob.... Last four lines lajawab  Applause
Daad kabul farmayiyega zarur  Usual Smile
Logged
madhuwesh
Guest
«Reply #6 on: September 30, 2009, 10:55:01 AM »
Reply with quote
Wah bahut bahut khoob Azeem bhai,really touched,very beautiful n mindblowing creation,wonderful lines by all.excellent icon_thumleft Applause Applause Applause Applause Applause Applause
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006

View Profile
«Reply #7 on: September 30, 2009, 11:56:26 AM »
Reply with quote
Wah Wah Bahut Khoob Azeem Ji, Aajkal Aap Shayri ke aasmaan choo rahe hai..khuda aapko aur aage badaye..

Aur Specially ye 2 lines dil ko choo gayi..

Milaa Hai Ye Tajruba Bhi, Zindagi Se Mujhe Azeem,.
Kaise, Pattharon Ki Chahat Mein, Heere Phisal Jaate Hain,.

bahut khoob wah..

Shally.

Shukriya Shally JI,.
Logged
dead heart
Guest
«Reply #8 on: September 30, 2009, 12:55:46 PM »
Reply with quote
Wah Wah Kya baat Azeem bhaijan...Aap pehle bhi aur aaj bhi mere yoindia pe fav writers main se ek hai...Bahaut acha lagta hai apka kalam padkar...Likte rahiye...

Nice one by you too Alam jee...
Logged
angel4u
Guest
«Reply #9 on: September 30, 2009, 02:15:22 PM »
Reply with quote
bahut bahut achhe azeem.
Really speechless ke kya kahun,

Loved these lines the most.

Milaa Hai Ye Tajruba Bhi, Zindagi Se Mujhe "Azeem,.
Kaise, Pattharon Ki Chahat Mein, Heere Phisal Jaate Hain,.
Logged
anjaan dharkan
Yoindian Shayar
******

Rau: 0
Offline Offline

Gender: Female
Waqt Bitaya:
10 days, 13 hours and 44 minutes.
-May Allah Bless You-

Posts: 1900
Member Since: Jul 2008

View Profile
«Reply #10 on: September 30, 2009, 06:53:33 PM »
Reply with quote
koi nigaah daale gahr pe tere, wo banjaiga dushman zamaane ka.
tum ho hi itne saade, allah khudhee karega hifazat tere gharaane ka...

fikar mat karo, ji, tumhaare upne har haal me tumhaari laaj rahkaenge...
dushman kare sahi waar, upni jalaee huwi aag k chulay me aap hee pakaenge.

gr8 work Ustaad "ji" MA Amazing hai dude!
Logged
dead heart
Guest
«Reply #11 on: September 30, 2009, 08:53:19 PM »
Reply with quote
Nice one AD jee...
Logged
nazar ghouri
Guest
«Reply #12 on: September 30, 2009, 11:53:59 PM »
Reply with quote

Mere Jalte Ghar Par Apne, Haath Na Sekho Doston,.
Tapish Unme Bhi Hoti Hai, Jo Suraj Dhal Jaate Hain,

[/color][/size][/b]
[/quote]bahoot khoob,kiya kehne ,, Applause
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006

View Profile
«Reply #13 on: October 01, 2009, 06:09:27 AM »
Reply with quote
bahut khub azeem ji masha allah kya khoob likha h apne  Applause Applause Applause Applause Applause

Shukriya Rishi Ji,.

Nice one Chote Bhai

Shukriya Rajesh Bhaiya,.
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006

View Profile
«Reply #14 on: October 01, 2009, 02:00:43 PM »
Reply with quote

Bahott Hi Bhetrin likha hai aapne Azeem. ye sahi hai ki is zamane mein insaan aur uski nigahein kaise badal jaati hai.. Umdaa Peshkash..

vaise mujhe 4th line bahot pasand aai...

meri taraf se  Applause Applause Applause

Pehle Girtey They Tou, Tere Bazuwo'n Se Sambhal Jaate They
Abb Girte Hain Tou, Khud Hi Sambhal Jaate Hain.......

__________Alam

Shukriya Aalam Bhai KHushi Hu Aapka Comments Paake,.

Waise Nice Lines,.
Logged
Pages: [1] 2  All
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.

Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
December 23, 2024, 11:31:18 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
by mkv
[December 22, 2024, 05:36:15 PM]

[December 19, 2024, 08:27:42 AM]

[December 17, 2024, 08:39:55 AM]

[December 15, 2024, 06:04:49 AM]

[December 13, 2024, 06:54:09 AM]

[December 10, 2024, 08:23:12 AM]

[December 10, 2024, 08:22:15 AM]

by Arif Uddin
[December 03, 2024, 07:06:48 PM]

[November 26, 2024, 08:47:05 AM]

[November 21, 2024, 09:01:29 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.137 seconds with 26 queries.
[x] Join now community of 8509 Real Poets and poetry admirer