Mere Jalte Ghar Pe Haath Na Seko,.

by Jaanasheen on September 30, 2009, 06:59:36 AM
Pages: 1 [2]  All
ReplyPrint
Author  (Read 2313 times)
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #15 on: October 01, 2009, 02:20:32 PM »
Reply with quote
Applause Applause Applause
Bahut khoob.... Last four lines lajawab  Applause
Daad kabul farmayiyega zarur  Usual Smile

Shukrioya Sis Kabul Hai Mujhe,.
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Jalte hue Ghar by paro_ka_deva_devdas in Shayri-E-Dard « 1 2  All »
Khaali Haath Mere..... by Alam Qazi in Shayri-E-Dard
Diya Bann K... Mere Jeewan Me Jalte Raho~ by anjaan dharkan in Shayri for Khumar -e- Ishq
Mere Haath Khaali ye Jaan kar by Anaarhi in Ghazals
Mere Haath Se Haath Milla Ke Chal.....Kash by Sanjeev kash in Miscellaneous Shayri « 1 2  All »
Vikk
Guest
«Reply #16 on: October 02, 2009, 10:33:56 AM »
Reply with quote

Jaise Hi Hamare Rang Nikal Jaate Hain,.
Logon Ke Dekhne Ke Dhang Badal Jaate Hain,.

Aansuon Ke Samander Mein Zyada Bhi Na Doobo,.
Guzre Pal, Aane Waale Zamaane Ningal Jaate Hain,.

Wo Hain Door Hamaare Aansuon Ko Dekhkar "Doston,.
Kya Pata Unhe,
Kisi Ke Kareeb Aane Se Hum Kaise Behal Jaate Hain,.

Milaa Hai Ye Tajruba Bhi, Zindagi Se Mujhe "Azeem,.
Kaise, Pattharon Ki Chahat Mein, Heere Phisal Jaate Hain,.

Mere Jalte Ghar Par Apne, Haath Na Sekho Doston,.
Tapish Unme Bhi Hoti Hai, Jo Suraj Dhal Jaate Hain,.

-Azeem-





 Hats off to you! Hats off to you! Hats off to you!   Laajawab Azeem bhai
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #17 on: October 02, 2009, 01:23:25 PM »
Reply with quote
Wah bahut bahut khoob Azeem bhai,really touched,very beautiful n mindblowing creation,wonderful lines by all.excellent icon_thumleft Applause Applause Applause Applause Applause Applause

Shukriya Madhuwesh Sis,.
Khushi Hui Aapka Comments Paake,.

Thank U,.
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #18 on: October 02, 2009, 01:24:32 PM »
Reply with quote
Wah Wah Kya baat Azeem bhaijan...Aap pehle bhi aur aaj bhi mere yoindia pe fav writers main se ek hai...Bahaut acha lagta hai apka kalam padkar...Likte rahiye...

Nice one by you too Alam jee...

Shukriya Mere Bhai ye Mera Khushnaseebi Hai Ke Main Tumhaara Chahita Hoon,.

Than U Yaar,.
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #19 on: October 04, 2009, 10:25:21 AM »
Reply with quote
bahut bahut achhe azeem.
Really speechless ke kya kahun,

Loved these lines the most.


Milaa Hai Ye Tajruba Bhi, Zindagi Se Mujhe "Azeem,.
Kaise, Pattharon Ki Chahat Mein, Heere Phisal Jaate Hain,.

Shukriya Huzaina Sis,.
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #20 on: October 04, 2009, 10:26:20 AM »
Reply with quote
koi nigaah daale gahr pe tere, wo banjaiga dushman zamaane ka.
tum ho hi itne saade, allah khudhee karega hifazat tere gharaane ka...

fikar mat karo, ji, tumhaare upne har haal me tumhaari laaj rahkaenge...
dushman kare sahi waar, upni jalaee huwi aag k chulay me aap hee pakaenge.


gr8 work Ustaad "ji" MA Amazing hai dude!


Shukriya Ji,.  Aur Aapne Bhi MA Achchi Lines Likhi Hai,.
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #21 on: October 06, 2009, 07:17:09 AM »
Reply with quote
Mere Jalte Ghar Par Apne, Haath Na Sekho Doston,.
Tapish Unme Bhi Hoti Hai, Jo Suraj Dhal Jaate Hain,



[/color][/size][/b]
bahoot khoob,kiya kehne ,, Applause

Shukriya Nazar Ghouri JI,.
Logged
Just_Hate_Love
Guest
«Reply #22 on: October 06, 2009, 01:21:43 PM »
Reply with quote

Jaise Hi Hamare Rang Nikal Jaate Hain,.
Logon Ke Dekhne Ke Dhang Badal Jaate Hain,.

Aansuon Ke Samander Mein Zyada Bhi Na Doobo,.
Guzre Pal, Aane Waale Zamaane Ningal Jaate Hain,.

Wo Hain Door Hamaare Aansuon Ko Dekhkar "Doston,.
Kya Pata Unhe,
Kisi Ke Kareeb Aane Se Hum Kaise Behal Jaate Hain,.

Milaa Hai Ye Tajruba Bhi, Zindagi Se Mujhe "Azeem,.
Kaise, Pattharon Ki Chahat Mein, Heere Phisal Jaate Hain,.

Mere Jalte Ghar Par Apne, Haath Na Sekho Doston,.
Tapish Unme Bhi Hoti Hai, Jo Suraj Dhal Jaate Hain,.

-Azeem-





...kya baat hai Azeem bhai...bahut badhiya likha hai aapne...

...pattharon ki chahat mein heere phisal jaate hai...
...wah wah..!
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #23 on: October 08, 2009, 08:46:21 AM »
Reply with quote

 Hats off to you! Hats off to you! Hats off to you!   Laajawab Azeem bhai

Shukriya Vikk Ji,.

Azeem Kya Andaaz e Bayaan Hai Yaar
Sach Mein Ghazab Ka Kalaam Likha Hai.

ALLAH Pak Aapko Khush Rakhe Ameen




Shukriya Mere Bhai, KHushi Hui Ke Tumne MerePOst Pe Comment Diya,.

Thank U So Much,.

Kaash Ke Kuch LIkhkar Bhi Jaate,.
Logged
poppoetry
Guest
«Reply #24 on: October 08, 2009, 10:47:38 AM »
Reply with quote
 Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley

Waah Ajeem ji...bahut gehraayi mein jaa kar ye rachna ki hai aapne....
hats off to you....kaafi gehri soch rakhte hai aap... icon_salut
lajwaab.....superb
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #25 on: October 09, 2009, 04:36:54 PM »
Reply with quote
Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley

Waah Ajeem ji...bahut gehraayi mein jaa kar ye rachna ki hai aapne....
hats off to you....kaafi gehri soch rakhte hai aap... icon_salut
lajwaab.....superb

Shukriya Nikhaar JI, Jo Aapne Apna Waqt Diya Hume,.
Logged
_Vicky_
Guest
«Reply #26 on: October 12, 2009, 03:47:52 AM »
Reply with quote

Jaise Hi Hamare Rang Nikal Jaate Hain,.
Logon Ke Dekhne Ke Dhang Badal Jaate Hain,.

Aansuon Ke Samander Mein Zyada Bhi Na Doobo,.
Guzre Pal, Aane Waale Zamaane Ningal Jaate Hain,.

Wo Hain Door Hamaare Aansuon Ko Dekhkar "Doston,.
Kya Pata Unhe,
Kisi Ke Kareeb Aane Se Hum Kaise Behal Jaate Hain,.

Milaa Hai Ye Tajruba Bhi, Zindagi Se Mujhe "Azeem,.
Kaise, Pattharon Ki Chahat Mein, Heere Phisal Jaate Hain,.

Mere Jalte Ghar Par Apne, Haath Na Sekho Doston,.
Tapish Unme Bhi Hoti Hai, Jo Suraj Dhal Jaate Hain,.

-Azeem-




Wah Mere Bhaiiiii.. Kya baat Hai.. Ek ek Lafz Such aur Dard Me Bheega Hua Likha hai aapne.. Lafzon Ko Bahut Hi Khubsoorati Se Sajaaya hai.. Bahut Gaharaai se Likhe Aapke Yeh Alfaaaz Dil Tak Utar gaye.. Bahut Khooooooob Azeem Bhai.. Applause Applause



**~** Mann **~**
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #27 on: October 13, 2009, 06:43:45 AM »
Reply with quote

Wah Mere Bhaiiiii.. Kya baat Hai.. Ek ek Lafz Such aur Dard Me Bheega Hua Likha hai aapne.. Lafzon Ko Bahut Hi Khubsoorati Se Sajaaya hai.. Bahut Gaharaai se Likhe Aapke Yeh Alfaaaz Dil Tak Utar gaye.. Bahut Khooooooob Azeem Bhai.. Applause Applause



**~** Mann **~**

BOhat Bohat Shukriya Aapka,Vikas Bhai,JO Apne Hamari Koshish KO Saraaha,.

Thank U,.
Logged
Pages: 1 [2]  All
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
December 23, 2024, 11:49:27 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
by mkv
[December 22, 2024, 05:36:15 PM]

[December 19, 2024, 08:27:42 AM]

[December 17, 2024, 08:39:55 AM]

[December 15, 2024, 06:04:49 AM]

[December 13, 2024, 06:54:09 AM]

[December 10, 2024, 08:23:12 AM]

[December 10, 2024, 08:22:15 AM]

by Arif Uddin
[December 03, 2024, 07:06:48 PM]

[November 26, 2024, 08:47:05 AM]

[November 21, 2024, 09:01:29 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.183 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8509 Real Poets and poetry admirer