Mujhe Dafna to sahi !!

by abdulqadeer on January 31, 2009, 04:22:38 AM
Pages: 1 2 [3] 4 5
ReplyPrint
Author  (Read 5206 times)
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #30 on: January 31, 2009, 12:19:36 PM »
Reply with quote
Bahoth bade Shayar ka ashar post kiya hai mere dost !! Pakistan ka nagina hain ye sahab !!

Qadeer Toopchi

Sahi Kaha Aapne, Inki Kami Koi Bhi Puri Nahi Kar Sakega,.
Waise Inka Ek Aur Ashaar Hain Post Karna Chahoonga,.

Mat Baandh Wafaa Ki Umeed In Mitti Ke Khilono Se,.
Ek Rab Hi Hai, Jo Kabhi Bewafaa Nahi Hota "Faraaz,.

_____________________-Ahmed Faraaz-




Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Aaj mai .. kal koi aur sahi..... by paro_ka_deva_devdas in Shayri-E-Dard
sun to sahi by mudassirali in Shayri for Khumar -e- Ishq
tum aao to sahi.......... by Tamanna4u in Shayri for Khumar -e- Ishq « 1 2  All »
~~"DAFNA DENA CHAHTE HAI"~~ by k.shael in Shayri-E-Dard
KAB SE DAFNA DI HAI..................Anahita by Anahita in Shayri for Dard -e- Judai « 1 2  All »
abdulqadeer
Guest
«Reply #31 on: January 31, 2009, 12:28:11 PM »
Reply with quote
Sahi Kaha Aapne, Inki Kami Koi Bhi Puri Nahi Kar Sakega,.
Waise Inka Ek Aur Ashaar Hain Post Karna Chahoonga,.

Mat Baandh Wafaa Ki Umeed In Mitti Ke Khilono Se,.
Ek Rab Hi Hai, Jo Kabhi Bewafaa Nahi Hota "Faraaz,.

_____________________-Ahmed Faraaz-






Bahoth qoob chute !! Ahmed faraz sahab ke ashron ke qabil nahi ye thread mere dost !!

Qadeer Toopchi
Logged
sajid_ghayel
Guest
«Reply #32 on: January 31, 2009, 12:31:25 PM »
Reply with quote
Sabhi ne bohat khoob likha hain... Clapping Smiley

Haste huye dekha hain, aa rota hua bhi dekh
Pehlu me bebasi ke, GHAYEL ko sota hua bhi dekh

Uske aane ka manzar to, mana haseen tha bohat
Ab jo ja raha hain chod ke, Use jaata hua bhi dekh

                          -Sajid Ghayel-
Logged
abdulqadeer
Guest
«Reply #33 on: January 31, 2009, 12:41:20 PM »
Reply with quote
Sabhi ne bohat khoob likha hain... Clapping Smiley

Haste huye dekha hain, aa rota hua bhi dekh
Pehlu me bebasi ke, GHAYEL ko sota hua bhi dekh

Uske aane ka manzar to, mana haseen tha bohat
Ab jo ja raha hain chod ke, Use jaata hua bhi dekh

                          -Sajid Ghayel-


Wah Wah ghayel sahab kamal ka likha hai janab maza agaya padke !! aj kal har ashar me tanz nazar ata apke kya baath hai janab !! Allah apko khush rakhe Ameen !!

Qadeer Toopchi
Logged
Roja
Guest
«Reply #34 on: January 31, 2009, 01:01:19 PM »
Reply with quote
Sabhi ne bohat khoob likha hain... Clapping Smiley

Haste huye dekha hain, aa rota hua bhi dekh
Pehlu me bebasi ke, GHAYEL ko sota hua bhi dekh

Uske aane ka manzar to, mana haseen tha bohat
Ab jo ja raha hain chod ke, Use jaata hua bhi dekh

                          -Sajid Ghayel-


 Applause Applause Applause
Bahut khoob ji
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #35 on: January 31, 2009, 01:02:16 PM »
Reply with quote
Bohat Achche Sajid Bhaiya,.
Yunhi Likhte Rahiye,.

Logged
abdulqadeer
Guest
«Reply #36 on: January 31, 2009, 01:11:14 PM »
Reply with quote
Lajawab  Applause Applause Toopchi ji...  Thumbs UP

Bahoth Bahoth shukriya Roja Bahen !! Allah tumhe khush rakhe !!

Qadeer Toopchi
Logged
abdulqadeer
Guest
«Reply #37 on: January 31, 2009, 03:17:40 PM »
Reply with quote
Aur Pooja Ji Aapki Shan Mein Kya Kahun
Aapko To Hum Azli Padte Aa Rahe Hain.
Par Aapka Ye Kalaam Hume Aapke Sama Kalaamon
Se Behtar Laga Bohat Hi Khoob Ji Applause Applause Applause...Keep It Up

Shukriya Sihab ji !! Allah tumhe khush rakhe !!

Qadeer Toopchi
Logged
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 6 hours and 11 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006


View Profile
«Reply #38 on: January 31, 2009, 03:50:30 PM »
Reply with quote
Ye Ghazal tanzia thread me isliye rakh raha hon ke is ghazal ke har ashar me tanz hai jo ke 2 pahelo per ishara deta hai !! agar Ghazal se mil jao to nawaz dena !!

Aur ye Ghazal maine pahele bhi eak mahefil me padhi thi aur ab yoindia ke nazar karta hon , Tawajo chahunga hasrath !!


Tere dil me kya hai eak baar bata to sahi !!
Apnana tere bas me nahi , thukra to sahi !!
Mere dard pe teri qamushi achi nahi lagti !!
Rona tere bas me nahi , muskura to sahi !!

Meri kitaab ka har panna teri nazar ka mahutaj hai !!
Panda tere bas me nahi , jala to sahi !!

Tere shaher me jab se aye pyase hain hum !!
Pani  tere bas me nahi , zaher pila to sahi !!

Majdhar me la-ke tone chuda hai sath mera !!
Bachana tere bas me nahi ,doba to sahi !!

Kab tak rahega tujh se milne ka muntazir ye Qadeer !!
Aana tere bas me nahi , bola to sahi !!

ab kyoon karta hai nakaam koshish mujhe needh se uthane ki  !!
Jagana tere bus me nahi , dafna to sahi !!

Qadeer Toopchi

Lajawaab..Qadeer saheb,Sach mein, mere paas koi Alfaaz nahi jo iss Nazm Ki Tareef Mein kuch keh sake..Har ek sher itna Khoob hai ke Baar-Baar Padh Raha Hoon..Nazar Rukh si gayi Hai iss Nazm Par..Bahut Bahut Bahut Khoob Qadeer Saheb.. Applause Applause Applause Applause
Logged
Talat
Guest
«Reply #39 on: January 31, 2009, 06:15:53 PM »
Reply with quote
Subhan Allah Jawab Nahi Talat Ji apki sunch aur shayari ki pakad ka !! Masha allah meri puri ghazal ko sharminda kar diya apke eak ashar ne !! Wah wah !!

Ashqoon ka samandar Liya jiye ja raha hai to aye dil !!
Chalak jayenge tamam ashq , eak baar muskura to sahi
........Talat Jabeen .........

Wah Wah Allah Tumhare kalamo ko izzath de Talat ji Ameen !!

Qadeer Toopchi



Bohot bohot shukriya Qadeer Ji aapne ek maamooli se sher ko itni izzat di...duaaon le liye shukriya  notworthy
Logged
Talat
Guest
«Reply #40 on: January 31, 2009, 06:16:40 PM »
Reply with quote
Bahut khoob Celmira ji! Waah kyaa baat hai!
                           - abd bundeli

Tah-e-dil se shukriya Abd Ji
Logged
honeyrose
Guest
«Reply #41 on: January 31, 2009, 06:35:54 PM »
Reply with quote
Ye Ghazal tanzia thread me isliye rakh raha hon ke is ghazal ke har ashar me tanz hai jo ke 2 pahelo per ishara deta hai !! agar Ghazal se mil jao to nawaz dena !!

Aur ye Ghazal maine pahele bhi eak mahefil me padhi thi aur ab yoindia ke nazar karta hon , Tawajo chahunga hasrath !!


Tere dil me kya hai eak baar bata to sahi !!
Apnana tere bas me nahi , thukra to sahi !!
Mere dard pe teri qamushi achi nahi lagti !!
Rona tere bas me nahi , muskura to sahi !!

Meri kitaab ka har panna teri nazar ka mahutaj hai !!
Panda tere bas me nahi , jala to sahi !!

Tere shaher me jab se aye pyase hain hum !!
Pani  tere bas me nahi , zaher pila to sahi !!

Majdhar me la-ke tone chuda hai sath mera !!
Bachana tere bas me nahi ,doba to sahi !!

Kab tak rahega tujh se milne ka muntazir ye Qadeer !!
Aana tere bas me nahi , bola to sahi !!

ab kyoon karta hai nakaam koshish mujhe needh se uthane ki  !!
Jagana tere bus me nahi , dafna to sahi !!

Qadeer Toopchi


 Applause Applause Applause

Wah bohat khoob Abdul bhai...


Bohat khoob doston... Thumbs UP
Logged
Rajesh Harish
Guest
«Reply #42 on: February 01, 2009, 03:36:27 AM »
Reply with quote
Ye Ghazal tanzia thread me isliye rakh raha hon ke is ghazal ke har ashar me tanz hai jo ke 2 pahelo per ishara deta hai !! agar Ghazal se mil jao to nawaz dena !!

Aur ye Ghazal maine pahele bhi eak mahefil me padhi thi aur ab yoindia ke nazar karta hon , Tawajo chahunga hasrath !!


Tere dil me kya hai eak baar bata to sahi !!
Apnana tere bas me nahi , thukra to sahi !!
Mere dard pe teri qamushi achi nahi lagti !!
Rona tere bas me nahi , muskura to sahi !!

Meri kitaab ka har panna teri nazar ka mahutaj hai !!
Panda tere bas me nahi , jala to sahi !!

Tere shaher me jab se aye pyase hain hum !!
Pani  tere bas me nahi , zaher pila to sahi !!

Majdhar me la-ke tone chuda hai sath mera !!
Bachana tere bas me nahi ,doba to sahi !!

Kab tak rahega tujh se milne ka muntazir ye Qadeer !!
Aana tere bas me nahi , bola to sahi !!

ab kyoon karta hai nakaam koshish mujhe needh se uthane ki  !!
Jagana tere bus me nahi , dafna to sahi !!

Qadeer Toopchi
Nice one Qadeer Bhai
Logged
abdulqadeer
Guest
«Reply #43 on: February 01, 2009, 03:39:37 AM »
Reply with quote
Lajawaab..Qadeer saheb,Sach mein, mere paas koi Alfaaz nahi jo iss Nazm Ki Tareef Mein kuch keh sake..Har ek sher itna Khoob hai ke Baar-Baar Padh Raha Hoon..Nazar Rukh si gayi Hai iss Nazm Par..Bahut Bahut Bahut Khoob Qadeer Saheb.. Applause Applause Applause Applause

Tahedil se Shukar guzar ye nacheez apki is nwazish ka janab waise ap jaise umda shayaron ki tarif qalam ki rawangi ko hausla deti hai janab !! aur janab apki nazar ka karam hai warna ye haqeeq shayar ki bisat hi kya hai janab !!

Qadeer Toopchi
Logged
Rajesh Harish
Guest
«Reply #44 on: February 01, 2009, 03:55:34 AM »
Reply with quote
Achchon ko achcha kahna hi padega
Yahi prerna to use aage  badayega

Haan! Sansaar mein hamesha chota ban kar hi maan milega.
Logged
Pages: 1 2 [3] 4 5
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
December 25, 2024, 06:55:59 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
by mkv
[December 22, 2024, 05:36:15 PM]

[December 19, 2024, 08:27:42 AM]

[December 17, 2024, 08:39:55 AM]

[December 15, 2024, 06:04:49 AM]

[December 13, 2024, 06:54:09 AM]

[December 10, 2024, 08:23:12 AM]

[December 10, 2024, 08:22:15 AM]

by Arif Uddin
[December 03, 2024, 07:06:48 PM]

[November 26, 2024, 08:47:05 AM]

[November 21, 2024, 09:01:29 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.122 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8509 Real Poets and poetry admirer