~~"NANHE KADAM"~~

by k.shael on December 16, 2008, 09:14:28 AM
Pages: [1] 2  All
ReplyPrint
Author  (Read 4739 times)
k.shael
Guest
Reply with quote
AAJ NANHE KADMO KO BAHUT BADA BOJH DHOTE
PAAYA, AAJ MERI AANKHON NE EK MASOOM BACHE
KO PAISO KE LIYE KAAM KARTE HUE PAAYA,

BOOKH KI DUHAAYI DE LO YA PHIR DE DO NAAM ISE
MAJBOORI KA, AAJ MAINE KOHRE AUR THAND ME
EK BACHE KO BARTANN DHOTE HUE PAAYA,

WO HAWA JO BAND KAPDO ME BHI MUJHE JINJHOD RAHI
THI, USS HAWA SE MAINE USS MASOOM BACHE KO BADI
HIMMAT SE LADTE HUE PAAYA,

MAINE KABHI JISS CHEEZ KI KADAR-PARWAAH BHI NA KI,
USS CHEEZ KE LIYE USS BACHE KI NANHI AANKHON KO
MAINE TARASTE HUE PAAYA,

HAM BHI KAR LETE HAI KAAM KE SAATH-SAATH HASSI
MAJAK KABHI, PAR MAINE USS MASOOM KE CHEHRE PE
KAAM KI TARAF EK AJEEB HI FARZ PAAYA,

CHAL RAHI THI EK DUNIYA SAATH USKE HAR PAL, PAR
MAINE USS BACHE KO KHAALI GILAAS ME APNA KOI
WAJOOD DOONDTE HUE PAAYA,

DEKH KE USKE MASOOM NANGE KADMO KO MERA DIL
BHAR AAYA, PAR SACH ME AAJ MAINE EK MASOOM KO
ZINDAGI KE KATHOR NIYAMO PE MUSKURAATE HUE
CHALTE PAAYA…

SHALLY.
Logged
Prateek Mardia
Guest
«Reply #1 on: December 16, 2008, 09:22:18 AM »
Reply with quote
bahut khoob, shally ji.
Logged
k.shael
Guest
«Reply #2 on: December 16, 2008, 09:38:00 AM »
Reply with quote
bahut khoob, shally ji.


SHUKRIYA PRATEEK JI,

SHALLY.
Logged
Rajbir
Guest
«Reply #3 on: December 16, 2008, 10:06:01 AM »
Reply with quote
Shally,

Bahut Khoob ! Applause Applause Applause

Aise haadse maine kayi baar apni zindagi mein dekhe hain aur har baar dil dukhta hai... Jitna apni haisiyat mein hota hai madad kar deta hoon...

Keep it up Thumbs UP
Logged
k.shael
Guest
«Reply #4 on: December 16, 2008, 10:18:05 AM »
Reply with quote
Shally,

Bahut Khoob ! Applause Applause Applause

Aise haadse maine kayi baar apni zindagi mein dekhe hain aur har baar dil dukhta hai... Jitna apni haisiyat mein hota hai madad kar deta hoon...

Keep it up Thumbs UP

SHUKRIYA RAJBIR JI,

SHALLY.
Logged
jasbirsingh
Guest
«Reply #5 on: December 16, 2008, 10:44:41 AM »
Reply with quote
AAJ NANHE KADMO KO BAHUT BADA BOJH DHOTE
PAAYA, AAJ MERI AANKHON NE EK MASOOM BACHE
KO PAISO KE LIYE KAAM KARTE HUE PAAYA,

BOOKH KI DUHAAYI DE LO YA PHIR DE DO NAAM ISE
MAJBOORI KA, AAJ MAINE KOHRE AUR THAND ME
EK BACHE KO BARTANN DHOTE HUE PAAYA,

WO HAWA JO BAND KAPDO ME BHI MUJHE JINJHOD RAHI
THI, USS HAWA SE MAINE USS MASOOM BACHE KO BADI
HIMMAT SE LADTE HUE PAAYA,

MAINE KABHI JISS CHEEZ KI KADAR-PARWAAH BHI NA KI,
USS CHEEZ KE LIYE USS BACHE KI NANHI AANKHON KO
MAINE TARASTE HUE PAAYA,

HAM BHI KAR LETE HAI KAAM KE SAATH-SAATH HASSI
MAJAK KABHI, PAR MAINE USS MASOOM KE CHEHRE PE
KAAM KI TARAF EK AJEEB HI FARZ PAAYA,

CHAL RAHI THI EK DUNIYA SAATH USKE HAR PAL, PAR
MAINE USS BACHE KO KHAALI GILAAS ME APNA KOI
WAJOOD DOONDTE HUE PAAYA,

DEKH KE USKE MASOOM NANGE KADMO KO MERA DIL
BHAR AAYA, PAR SACH ME AAJ MAINE EK MASOOM KO
ZINDAGI KE KATHOR NIYAMO PE MUSKURAATE HUE
CHALTE PAAYA…

SHALLY.



SHALLY aap ka andaaz-eh-bayaan sunn key dil bhar aaya hai
yeh nahi ki hum sab ney, yeh manzar nahi dekha hai
yeh nahi ki hum sab ney, yeh cheez nahi dekhi hai
par jitni khoobsurti sey aap ney issey dohraya hai
sach meh dil bhar aaya hai.

HUM NA-SHUKREY HO GAYE HAI
KHUDA NEH JOH DIA, USSEY PAREY HO GAYE HAI

HAR WAQT KHUDA KOH KOSTEY REHTEY HAI
JOH MILA HAI, USKA SHUKAR KAHA KARTEY HAI

MAAN, SAMMAAN, SAB KHUDA KI DAIN HAI
FIR BHI HUM NA-SHUKR GUJAROH KOH KAHA CHAIN HAI

WOH CHALI GAYI ROOTH KEY, TOH KHUDA KOH DI RUSWAYI
JOH KHUDA NEH NAYAMAT HAMEY BAKSHI, TOH KHUDA KO KU NA DI SHUKRAYI



JASBIR SINGH

Logged
cara
Guest
«Reply #6 on: December 16, 2008, 11:17:29 AM »
Reply with quote
haqeekat hai shallyji.

ek nanhi si jaan  kudrat, waqut samaj aur apneaap se bi lardti.
Logged
Rajesh Harish
Guest
«Reply #7 on: December 16, 2008, 12:26:56 PM »
Reply with quote
AAJ NANHE KADMO KO BAHUT BADA BOJH DHOTE
PAAYA, AAJ MERI AANKHON NE EK MASOOM BACHE
KO PAISO KE LIYE KAAM KARTE HUE PAAYA,

BOOKH KI DUHAAYI DE LO YA PHIR DE DO NAAM ISE
MAJBOORI KA, AAJ MAINE KOHRE AUR THAND ME
EK BACHE KO BARTANN DHOTE HUE PAAYA,

WO HAWA JO BAND KAPDO ME BHI MUJHE JINJHOD RAHI
THI, USS HAWA SE MAINE USS MASOOM BACHE KO BADI
HIMMAT SE LADTE HUE PAAYA,

MAINE KABHI JISS CHEEZ KI KADAR-PARWAAH BHI NA KI,
USS CHEEZ KE LIYE USS BACHE KI NANHI AANKHON KO
MAINE TARASTE HUE PAAYA,

HAM BHI KAR LETE HAI KAAM KE SAATH-SAATH HASSI
MAJAK KABHI, PAR MAINE USS MASOOM KE CHEHRE PE
KAAM KI TARAF EK AJEEB HI FARZ PAAYA,

CHAL RAHI THI EK DUNIYA SAATH USKE HAR PAL, PAR
MAINE USS BACHE KO KHAALI GILAAS ME APNA KOI
WAJOOD DOONDTE HUE PAAYA,

DEKH KE USKE MASOOM NANGE KADMO KO MERA DIL
BHAR AAYA, PAR SACH ME AAJ MAINE EK MASOOM KO
ZINDAGI KE KATHOR NIYAMO PE MUSKURAATE HUE
CHALTE PAAYA…

SHALLY.

Bahut Khoob Shally JI
Logged
honeyrose
Guest
«Reply #8 on: December 16, 2008, 03:32:25 PM »
Reply with quote
 Applause Applause Applause

Wonderfull creation shally har bhar ki tarah ek naya
sunder kavita likha hai aapne superbs... Thumbs UP
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #9 on: December 16, 2008, 03:57:09 PM »
Reply with quote
Bohat Achche Shally Ji,.
Logged
taheer_khaja
Guest
«Reply #10 on: December 16, 2008, 04:59:51 PM »
Reply with quote
bahut khoob k.shael ji Applause
Logged
Pooja
Guest
«Reply #11 on: December 17, 2008, 06:35:34 AM »
Reply with quote
 Applause Applause Applause Applause
wah wah wah kaya baat hai shally, ek ek line, ek ek shabd kamal ka likha hi apne... uuff itna dard... bahoot he achi tarah se apni baat apne apni kavita main bayan ki hai. Good work
Logged
diya786
Guest
«Reply #12 on: December 17, 2008, 07:26:17 AM »
Reply with quote
BAHUT BAHUT KHOOB SHALLY Applause
BAHUT DARD HAI AAPKI IS NAZM MEIN

 tearyeyed
Logged
k.shael
Guest
«Reply #13 on: December 17, 2008, 09:21:53 AM »
Reply with quote

SHALLY aap ka andaaz-eh-bayaan sunn key dil bhar aaya hai
yeh nahi ki hum sab ney, yeh manzar nahi dekha hai
yeh nahi ki hum sab ney, yeh cheez nahi dekhi hai
par jitni khoobsurti sey aap ney issey dohraya hai
sach meh dil bhar aaya hai.

HUM NA-SHUKREY HO GAYE HAI
KHUDA NEH JOH DIA, USSEY PAREY HO GAYE HAI

HAR WAQT KHUDA KOH KOSTEY REHTEY HAI
JOH MILA HAI, USKA SHUKAR KAHA KARTEY HAI

MAAN, SAMMAAN, SAB KHUDA KI DAIN HAI
FIR BHI HUM NA-SHUKR GUJAROH KOH KAHA CHAIN HAI

WOH CHALI GAYI ROOTH KEY, TOH KHUDA KOH DI RUSWAYI
JOH KHUDA NEH NAYAMAT HAMEY BAKSHI, TOH KHUDA KO KU NA DI SHUKRAYI



JASBIR SINGH



SHUKRIYA JAS JI,

SHALLY.
Logged
NETRAPAL
Guest
«Reply #14 on: December 17, 2008, 09:44:55 AM »
Reply with quote
AAJ NANHE KADMO KO BAHUT BADA BOJH DHOTE
PAAYA, AAJ MERI AANKHON NE EK MASOOM BACHE
KO PAISO KE LIYE KAAM KARTE HUE PAAYA,

BOOKH KI DUHAAYI DE LO YA PHIR DE DO NAAM ISE
MAJBOORI KA, AAJ MAINE KOHRE AUR THAND ME
EK BACHE KO BARTANN DHOTE HUE PAAYA,

WO HAWA JO BAND KAPDO ME BHI MUJHE JINJHOD RAHI
THI, USS HAWA SE MAINE USS MASOOM BACHE KO BADI
HIMMAT SE LADTE HUE PAAYA,

MAINE KABHI JISS CHEEZ KI KADAR-PARWAAH BHI NA KI,
USS CHEEZ KE LIYE USS BACHE KI NANHI AANKHON KO
MAINE TARASTE HUE PAAYA,

HAM BHI KAR LETE HAI KAAM KE SAATH-SAATH HASSI
MAJAK KABHI, PAR MAINE USS MASOOM KE CHEHRE PE
KAAM KI TARAF EK AJEEB HI FARZ PAAYA,

CHAL RAHI THI EK DUNIYA SAATH USKE HAR PAL, PAR
MAINE USS BACHE KO KHAALI GILAAS ME APNA KOI
WAJOOD DOONDTE HUE PAAYA,

DEKH KE USKE MASOOM NANGE KADMO KO MERA DIL
BHAR AAYA, PAR SACH ME AAJ MAINE EK MASOOM KO
ZINDAGI KE KATHOR NIYAMO PE MUSKURAATE HUE
CHALTE PAAYA…

SHALLY.


bahut khoob likha hai kisee masoom ke uppar apne.....

us par dayaa bas dikha gayaa har koi
n dekhee ankhe jo har pal hai royee
tarastaa hai bachpan mamta ke liye
nahi de saktaa mamtaa ise par koi

kamate hai ham to sapno ke liye apne
khawaab hee nahi lene dete inhe
inke apne........

ye bhaarat hai mahaan kahlaataa hai
fitrat hai iskee ab bhee
yaha bachpan aaj bhee bhuka sota hai..


netra...




Logged
Pages: [1] 2  All
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
December 23, 2024, 11:58:36 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
by mkv
[December 22, 2024, 05:36:15 PM]

[December 19, 2024, 08:27:42 AM]

[December 17, 2024, 08:39:55 AM]

[December 15, 2024, 06:04:49 AM]

[December 13, 2024, 06:54:09 AM]

[December 10, 2024, 08:23:12 AM]

[December 10, 2024, 08:22:15 AM]

by Arif Uddin
[December 03, 2024, 07:06:48 PM]

[November 26, 2024, 08:47:05 AM]

[November 21, 2024, 09:01:29 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.125 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8509 Real Poets and poetry admirer