Panchi Ko Ghar Aana Hi Tha,.

by Jaanasheen on May 18, 2009, 03:30:11 PM
Pages: [1] 2  All
ReplyPrint
Author  (Read 2493 times)
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
Reply with quote
Kitni Door Urdta Main Akela, Panchi Ko Ghar Aana Hi Tha,.
Kab Tak Rehta Ghar Waalon Se Door, Ek Din Inhe Paana Hi Tha,.

Jaisa Bhi Ho Ghar Ghar Hota Hai "Doston, Ye Jaan Gaya "Azeem,.
Raaste Par Jo Theekaana Banaaya, Mujhe Kuch To Gawaana Hi Tha,.

Ho Hi Jaati Hai Zara Si Khit Pit Bhai Behnon Ke Saath,.
Kaise Main Khafa Rakhta Inhe, Mujhe To Inhe Manaana Hi Tha,.

Gussa Kabhi Kisi Ka Bhalaa Nahi Karta, Gussa Bura Hota Hai,.
Gusse Ki Raah Jo Ikhtiyaar Ki Maine, Mujhe To Thokar Khaana Hi Tha,.

Ab Jo Bhi Hoon Tumhaara Hi Hoon, Mujhse Ab Shikaayat Kaisi,.
Torda Jo Dil Maine Tumhaara, Use Aakar Ab Banaana Hi Tha,.

_________________________________________________ _-Azeem,.



Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
DIL KA PANCHI [Asghr] by Asghr in Miscellaneous Shayri
Sham Dhale Har Panchi (Shayar Jamali) by noorul hasnain in Ghazals
PINJRE KA PANCHI by hparmar in Share: Poetry of Pain
Pyar ka Panchi by nishi gahlaut in Shayri-E-Dard
TUM GHAR LOUT AANA...SOUDAGAR by soudagar in Shayri-E-Dard « 1 2 3  All »
ehsaas chahat ka
Guest
«Reply #1 on: May 18, 2009, 03:32:28 PM »
Reply with quote
BOHOT ACHI EHSAAS AUR SOCH HAI
AAP KE,,
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #2 on: May 18, 2009, 03:33:42 PM »
Reply with quote
BOHOT ACHI EHSAAS AUR SOCH HAI
AAP KE,,

Thank U Ji, And Welcome To Yoindia,.
Logged
ehsaas chahat ka
Guest
«Reply #3 on: May 18, 2009, 03:41:59 PM »
Reply with quote
THANK YOU
AZEEM JI
Logged
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 6 hours and 11 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006


View Profile
«Reply #4 on: May 18, 2009, 03:43:26 PM »
Reply with quote
Bahut bahut Khoob Azeem.. Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley

Sach Kahan,Panchi Ko Apne Ghar Aana Hi Hota Hai!!! Thumbs UP
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #5 on: May 18, 2009, 03:53:59 PM »
Reply with quote
Bahut bahut Khoob Azeem.. Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley

Sach Kahan,Panchi Ko Apne Ghar Aana Hi Hota Hai!!! Thumbs UP


Shukriya Khwaish Bhai,.
Logged
Rajbir
Guest
«Reply #6 on: May 18, 2009, 04:05:15 PM »
Reply with quote
Azeem,

Wow ! Dil se feelings nikli hain tumhari ! Shabash Applause Applause Applause
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #7 on: May 18, 2009, 04:06:50 PM »
Reply with quote
Azeem,

Wow ! Dil se feelings nikli hain tumhari ! Shabash Applause Applause Applause
Thank U Bhaijaan,.
Logged
angel4u
Guest
«Reply #8 on: May 18, 2009, 04:07:22 PM »
Reply with quote

Its so nice to see Azeem here. Applause
sach hi hia bhai, apna ghar apna hi hota hia, kahin bhi jao duniya mein apne aashiyaane se zyada sukun kahin nahi milta. sahi kaha na maine? Usual Smile
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #9 on: May 18, 2009, 04:13:22 PM »
Reply with quote

Its so nice to see Azeem here. Applause
sach hi hia bhai, apna ghar apna hi hota hia, kahin bhi jao duniya mein apne aashiyaane se zyada sukun kahin nahi milta. sahi kaha na maine? Usual Smile

Sahi Kaha Sis, Aap Behno Ke Pyaar Ko Bhi Miss Kiya Yaar,.

Waise Thank U,.
Logged
pakipimpsta
Guest
«Reply #10 on: May 18, 2009, 05:45:27 PM »
Reply with quote
PANCHI JETNA BE URLAY,
EK NA EK DIN TO GHAR AYA GA,
OR AYKAR EK BAR SAAB KO KUSHI SAY RULAYA GA..
DOSRYON KA PYAAR SAHIHD BHOOL JAYA,
LAKIN APNAY GHAR WALYON KA KABI NAHI BULAYA GA...

bY: WAQAR..
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #11 on: May 18, 2009, 05:48:28 PM »
Reply with quote
PANCHI JETNA BE URLAY,
EK NA EK DIN TO GHAR AYA GA,
OR AYKAR EK BAR SAAB KO KUSHI SAY RULAYA GA..
DOSRYON KA PYAAR SAHIHD BHOOL JAYA,
LAKIN APNAY GHAR WALYON KA KABI NAHI BULAYA GA...

bY: WAQAR..

Sahi Kaha Paki Ji,.
WElcom To Yoindia,.
Logged
poppoetry
Guest
«Reply #12 on: May 18, 2009, 05:57:47 PM »
Reply with quote
Bahut bahut khub Ajeem ji. Clapping Smiley Clapping Smiley
bahut gehri soch k sath likha h aapne,dil ko chu liya h in lines ne. Applause
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #13 on: May 18, 2009, 06:02:28 PM »
Reply with quote
Bahut bahut khub Ajeem ji. Clapping Smiley Clapping Smiley
bahut gehri soch k sath likha h aapne,dil ko chu liya h in lines ne. Applause

Shukriya Pop JI, Hausla Afzaai ke Liye,.
Logged
khamosh_aawaaz
Guest
«Reply #14 on: May 18, 2009, 06:24:05 PM »
Reply with quote
Kitni Door Urdta Main Akela, Panchi Ko Ghar Aana Hi Tha,.
Kab Tak Rehta Ghar Waalon Se Door, Ek Din Inhe Paana Hi Tha,.

Jaisa Bhi Ho Ghar Ghar Hota Hai "Doston, Ye Jaan Gaya "Azeem,.
Raaste Par Jo Theekaana Banaaya, Mujhe Kuch To Gawaana Hi Tha,.

Ho Hi Jaati Hai Zara Si Khit Pit Bhai Behnon Ke Saath,.
Kaise Main Khafa Rakhta Inhe, Mujhe To Inhe Manaana Hi Tha,.

Gussa Kabhi Kisi Ka Bhalaa Nahi Karta, Gussa Bura Hota Hai,.
Gusse Ki Raah Jo Ikhtiyaar Ki Maine, Mujhe To Thokar Khaana Hi Tha,.

Ab Jo Bhi Hoon Tumhaara Hi Hoon, Mujhse Ab Shikaayat Kaisi,.
Torda Jo Dil Maine Tumhaara, Use Aakar Ab Banaana Hi Tha,.

_________________________________________________ _-Azeem,.






BAHAUT ACHCHEY AZEEM BHAI....SAHI NASIHAT HAI
Logged
Pages: [1] 2  All
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
December 23, 2024, 05:34:41 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
by mkv
[December 22, 2024, 05:36:15 PM]

[December 19, 2024, 08:27:42 AM]

[December 17, 2024, 08:39:55 AM]

[December 15, 2024, 06:04:49 AM]

[December 13, 2024, 06:54:09 AM]

[December 10, 2024, 08:23:12 AM]

[December 10, 2024, 08:22:15 AM]

by Arif Uddin
[December 03, 2024, 07:06:48 PM]

[November 26, 2024, 08:47:05 AM]

[November 21, 2024, 09:01:29 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.142 seconds with 24 queries.
[x] Join now community of 8508 Real Poets and poetry admirer