Pura Shaher Baaqi hai Teri Bagawath ke Liye !!

by abdulqadeer on January 17, 2009, 10:18:28 AM
Pages: [1]
ReplyPrint
Author  (Read 1048 times)
abdulqadeer
Guest
Reply with quote
Doosto Ye ghazal ko koi Mazhabi naam na do to bahetar hai kal maine news me pada ke plestine me masjidon per bomb barsa-a- gaye !! allah har begunha ko zalimoon ke azab se panha de Ameen !! mai ne is Ghazal ke har sher me alag – alag ishare  dene ki koshish ki hai !1 agar Ghazal se mil jao to nawaz dena !!



Is tarha mere hausloon ko azmane se khuch nahi hoga !!
Qatal karde mera talwar uthane se khuch nahi hoga !!

Sub ne apne hisse ki sangbari karli mujhe per !!
To bhi pather uthale muskurane se khuch nahi hoga !!

Abhi pura shaher baaqi teri bagawath ke liye !!
Eak mera ghar jalane se khuch nahi hoga !!

jis qaum ka qabsa jam-a- kauser pe hai !!
Unke bachoon ko pyasa tadpane se khuch nahi hoga !!

Marr ke bhi inqalaab lane ki taqath rakhte hai hum !1
Hame phansi pe chadane se khuch nahi hoga !!

Tofanoo ko dil me liye ghumti hai jo qaum !!
unhe majdhar me le jane se khuch nahi hoga !!

sari zameen baaqi hai sajde ke liye  Qadeer !!
masjidoon ko girane se khuch nahi hoga !!

Qadeer Toopchi
An Indian
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #1 on: January 17, 2009, 11:04:02 AM »
Reply with quote
Subhan Allah Subhan Allah,.
Bhai Kya Baat Kahi Hai Aapne,.

May Allah Bless You,.
Yunhi Likhte Rahiye,.

Inshallah Allah Paak, Zarur Hamaari Mushkilein Aasan Karenge
Logged
abdulqadeer
Guest
«Reply #2 on: January 18, 2009, 03:35:59 AM »
Reply with quote
Subhan Allah Subhan Allah,.
Bhai Kya Baat Kahi Hai Aapne,.

May Allah Bless You,.
Yunhi Likhte Rahiye,.

Inshallah Allah Paak, Zarur Hamaari Mushkilein Aasan Karenge


Shukriya Janab Itni Afza-e- ka !! Apne Is nacheez ke kalam ko daad se nawaza ahesan mand hain hum ap sub ke !! god bless you !!

Qadeer Toopchi
Logged
Talat
Guest
«Reply #3 on: January 22, 2009, 02:27:36 PM »
Reply with quote
Doosto Ye ghazal ko koi Mazhabi naam na do to bahetar hai kal maine news me pada ke plestine me masjidon per bomb barsa-a- gaye !! allah har begunha ko zalimoon ke azab se panha de Ameen !! mai ne is Ghazal ke har sher me alag – alag ishare  dene ki koshish ki hai !1 agar Ghazal se mil jao to nawaz dena !!



Is tarha mere hausloon ko azmane se khuch nahi hoga !!
Qatal karde mera talwar uthane se khuch nahi hoga !!

Sub ne apne hisse ki sangbari karli mujhe per !!
To bhi pather uthale muskurane se khuch nahi hoga !!

Abhi pura shaher baaqi teri bagawath ke liye !!
Eak mera ghar jalane se khuch nahi hoga !!

jis qaum ka qabsa jam-a- kauser pe hai !!
Unke bachoon ko pyasa tadpane se khuch nahi hoga !!

Marr ke bhi inqalaab lane ki taqath rakhte hai hum !1
Hame phansi pe chadane se khuch nahi hoga !!

Tofanoo ko dil me liye ghumti hai jo qaum !!
unhe majdhar me le jane se khuch nahi hoga !!

sari zameen baaqi hai sajde ke liye  Qadeer !!
masjidoon ko girane se khuch nahi hoga !!

Qadeer Toopchi
An Indian


Bohot Khoob Qadeer Ji....Zulm karne waalon ko bhi KOI hai jo dekh raha hai aur US ke paas har aamaal darj hai.....!!

Logged
Pages: [1]
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
December 23, 2024, 01:23:02 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
by mkv
[December 22, 2024, 05:36:15 PM]

[December 19, 2024, 08:27:42 AM]

[December 17, 2024, 08:39:55 AM]

[December 15, 2024, 06:04:49 AM]

[December 13, 2024, 06:54:09 AM]

[December 10, 2024, 08:23:12 AM]

[December 10, 2024, 08:22:15 AM]

by Arif Uddin
[December 03, 2024, 07:06:48 PM]

[November 26, 2024, 08:47:05 AM]

[November 21, 2024, 09:01:29 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.106 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8508 Real Poets and poetry admirer