Pyaas mere labon pe tadapti rahi !!

by junaidqadir on May 21, 2009, 06:43:53 AM
Pages: 1 [2]  All
ReplyPrint
Author  (Read 2316 times)
Roja
Guest
«Reply #15 on: May 28, 2009, 03:19:57 PM »
Reply with quote
bahoth din pahele likhi eak ghazal apki nazar karta hon hifazath ki jiyega !!


Zindagi se khuch is taraha kash-ma-kash rahi !!
leke apne sang mujhe dar-dar bhatakti rahi !!
sahera me samandar bhala kyon kar mile !!
pyaas mere laboon pe rah-rah ke tadapti rahi !!

mazloom-o-masomoo ki bastiyon ko jalaya gaya !!
adath se majboor thi duniya hasti rahi !!

andheron se mahobbath khuch is qadar bad gayi !!
mere ghar ke charagon ko raushni se bagawath rahi !!

ruswa-e-ke qauf ne mujhe hamesha rok rakha !!
meri har khwaish mere ander sisakti rahi !!

aur mere zabt ka imtehan khuch is taraha liya usne !!
aake khushiyan mere dar se palat ti rahi !!

mahobbath karne ka sila bhi kya qoob mila qadeer !!
tum tadapte rahe umra bhar wo tadpaati rahi !!

........Qadeer..........

Qadeer bhaiya, bahut bahut acchi gazal likha hai aapne  Applause
Daad kabul kijiyega zarur
Logged
junaidqadir
Guest
«Reply #16 on: May 28, 2009, 03:23:20 PM »
Reply with quote
roja bahen adaab !!

bahoth dib baad meri thread me apki dad wah khushnasibi hai is haqeeq bhai ki !! kahan ho , kaisi ho app !!

"Badle-Badle se sarkar nazar ate hain !!
Hame to qayamath ke asar nazar ate hain !!

he he he he he he he .........NM

Apka Bhai

Qadeer
Logged
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 6 hours and 11 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006


View Profile
«Reply #17 on: May 28, 2009, 07:23:28 PM »
Reply with quote
Bahut Bahut Bhaut Khoob Qadeer Bhai..Har ek sher Lajaawab,Par Iss Sher Mein To Samundar Ki Gehrai Hai..

Bahut Ache.. Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley  Clapping Smiley

"Andhero Se Mohabbat Kuch Iss Kadar Bad Gayi,
Mere Ghar Ke Chiraago Ko Roshni Se Bhagaawat Rahi"
Logged
junaidqadir
Guest
«Reply #18 on: May 29, 2009, 07:04:43 AM »
Reply with quote
Bahut Bahut Bhaut Khoob Qadeer Bhai..Har ek sher Lajaawab,Par Iss Sher Mein To Samundar Ki Gehrai Hai..

Bahut Ache.. Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley  Clapping Smiley

"Andhero Se Mohabbat Kuch Iss Kadar Bad Gayi,
Mere Ghar Ke Chiraago Ko Roshni Se Bhagaawat Rahi"



khwaish sahab adaab !!

Bahoth shukarguzaar hon apka jo apne waqath diya aur pasand faramaya !! allah apko khush rakhe !!

Duvaun ka muntazir !!

Qadeer
Logged
junaidqadir
Guest
«Reply #19 on: May 29, 2009, 11:00:22 AM »
Reply with quote
Wah Kya khoob ghazal likhi hai Qadeer Ji, Bahut Umda aur lajawaab Clapping Smiley  Clapping Smiley

Usko jaate hue dekhna mujhe pasandh na tha,
Aur isi zidd me use dekh paane ki chahat umar bhar machalti rahi,

Naaz se toda tha phool ek unke liye baag se,
Aaj baagbaa.n ne bataya har kalli unki chah me barso bikharti rahi,

Wo kehte the ham na rakhenge kashti-e-ishq me paan.v,
Unhe sambhal lene ke waade ke liye mein umar bhar girti-sambhalti rahi.

Shally.



Subhan allah shally ji kya likha ab to hame ap se khuch sikhna padega !! maafi ka haqdar hon mai bahoth late reply de raha hon kyoon ke busy tha mai allah apke kalamoo ko miyari izzath de Ameen !!

Qadeer
Logged
Niha Khan
Guest
«Reply #20 on: April 22, 2011, 05:23:31 PM »
Reply with quote

 Applause Applause Applause Applause Applause
bahoth din pahele likhi eak ghazal apki nazar karta hon hifazath ki jiyega !!


Zindagi se khuch is taraha kash-ma-kash rahi !!
leke apne sang mujhe dar-dar bhatakti rahi !!
sahera me samandar bhala kyon kar mile !!
pyaas mere laboon pe rah-rah ke tadapti rahi !!

mazloom-o-masomoo ki bastiyon ko jalaya gaya !!
adath se majboor thi duniya hasti rahi !!

andheron se mahobbath khuch is qadar bad gayi !!
mere ghar ke charagon ko raushni se bagawath rahi !!

ruswa-e-ke qauf ne mujhe hamesha rok rakha !!
meri har khwaish mere ander sisakti rahi !!

aur mere zabt ka imtehan khuch is taraha liya usne !!
aake khushiyan mere dar se palat ti rahi !!

mahobbath karne ka sila bhi kya qoob mila qadeer !!
tum tadapte rahe umra bhar wo tadpaati rahi !!

........Qadeer..........
Logged
Pages: 1 [2]  All
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 21, 2024, 09:03:51 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[November 21, 2024, 09:01:29 AM]

[November 16, 2024, 11:44:41 AM]

by Michaelraw
[November 13, 2024, 12:59:11 PM]

[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.113 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8506 Real Poets and poetry admirer