~~"ROONE KI WAJAH"~~

by k.shael on December 05, 2008, 09:33:09 AM
Pages: 1 [2]  All
ReplyPrint
Author  (Read 2350 times)
k.shael
Guest
«Reply #15 on: December 09, 2008, 07:24:28 AM »
Reply with quote
Har Baar Ki Tarah Is Baar Bhi Bahut Khoobsurat Likha Hai Aapne Shally Ji. Clapping Smiley Clapping Smiley

SHUKRIYA SAMMUAL JI,
AACHA LAGTA AGAR AAP BHI SAATH LIKHTE,

SHALLY
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
}"}"}AATE JAATE HUWE{"{"{ by Dr.Saira999 in Shayri for Khumar -e- Ishq « 1 2 3  All »
~~~~~~""'"nazar-e-ishq"""~~~~~~~ by fidaa in Shayri for Khumar -e- Ishq
""Tanhayi Ke Aalam Mein"" by angel4u in Share: Poetry of Pain « 1 2  All »
"Be-Wajah Hum Kun Sehte" -SKY- by SkykiTears in Shayri for Khumar -e- Ishq
WAJAH BETAABEE....... "MohanN" by surindarn in Miscellaneous Shayri
jasbirsingh
Guest
«Reply #16 on: December 09, 2008, 08:05:56 AM »
Reply with quote
SHUKRIYA JAS JI,

ISS ISHQ KI NAGRI NE HAME AABAD KIYA,
PHIR ISS KE REHNE WAALO NE HAME BARBAAD KIYA,
EHSAAN MAANE YA BEWAFAYI KA NAAM DE,
JO BHI KEH LO PAR SACH YAHA PAR HAMNE JAAN DEKAR
PYAAR LIYA...


Thanks SHALLY



ISHQ NEH HAMEY BANA DIA
ISHQ NEH HAMEY TANHA KIA
KYA BAAT KAREY HUM ISHQ KI
ISHQ NEH UNHEY BEWAFA KIA


JASBIR SINGH
Logged
baadal102
Guest
«Reply #17 on: December 12, 2008, 05:04:06 AM »
Reply with quote
good work shally ji



Baadal
Logged
Tanha(Saurabh)
Guest
«Reply #18 on: December 12, 2008, 07:09:12 AM »
Reply with quote
BOHAT BOHAT ACHCHHA SHAEL JI...
Logged
k.shael
Guest
«Reply #19 on: December 12, 2008, 07:16:35 AM »
Reply with quote
good work shally ji



Baadal

SHUKRIYA BAADAL JI,
AACHA LAGTA AGAR AAP BHI SAATH DETE,

SHALLY.
Logged
k.shael
Guest
«Reply #20 on: December 12, 2008, 07:42:57 AM »
Reply with quote
BOHAT BOHAT ACHCHHA SHAEL JI...

SHUKRIYA TANHA JI,
AACHA LAGTA AGAR SAATH LIKHTE AAP BHI TO,

SHALLY.
Logged
Pooja
Guest
«Reply #21 on: December 13, 2008, 12:16:25 PM »
Reply with quote
Rone ko ab koi wajah nahi chahiye
is zindagi ko ab koi dua nahi chahiye
kaya rah gaya tere chale jaan eke baad
le lo yah zindagi, Pooja ko aise zindagi nahi chahiye
Logged
jasbirsingh
Guest
«Reply #22 on: December 13, 2008, 02:58:34 PM »
Reply with quote
Rone ko ab koi wajah nahi chahiye
is zindagi ko ab koi dua nahi chahiye
kaya rah gaya tere chale jaan eke baad
le lo yah zindagi, Pooja ko aise zindagi nahi chahiye


JITEY TOH HUM BHI APNI MARZI SEY NAHI
PITEY TOH HUM BHI APNI MARZI SEY NAHI
JINDAGI DENI HOTI TOH DEH CHUKEY HOTEY
MOUT BHI TOH AATI HAI HAMARI MARZI SEY NAHI


JASBIR SINGH
Logged
k.shael
Guest
«Reply #23 on: December 15, 2008, 05:57:00 AM »
Reply with quote
Rone ko ab koi wajah nahi chahiye
is zindagi ko ab koi dua nahi chahiye
kaya rah gaya tere chale jaan eke baad
le lo yah zindagi, Pooja ko aise zindagi nahi chahiye

VERY NICE LINES DIDI,

ZINDAGI KA KYA HAI YE TO JEENI HI PADENGI,
ZINDA HAI TO SAANSE TO LENI HI PADENGI,
KYA FAYDA HOGA KHUD SE KHAFAA HONE KA,
YE TO WO MUSHQIL HAI JISE JITNA SOCHOGI POOJA
UTNI HI BADEGI...
Logged
k.shael
Guest
«Reply #24 on: December 15, 2008, 05:58:40 AM »
Reply with quote

JITEY TOH HUM BHI APNI MARZI SEY NAHI
PITEY TOH HUM BHI APNI MARZI SEY NAHI
JINDAGI DENI HOTI TOH DEH CHUKEY HOTEY
MOUT BHI TOH AATI HAI HAMARI MARZI SEY NAHI


JASBIR SINGH

NICE LINES JAS JI,

HAAN ZINDAGI KHUD KE HAATHON ME NAHI,
PHIR KYUN KISI AUR KE NAAM LIKHWA DETE HAI,
PATA HAI NA MILEGA SAATH ZINDAGI BHAR KA
PHIR KYUN KISI KE HAATHON ME KHUD KO THAMA
DETE HAI...
Logged
jasbirsingh
Guest
«Reply #25 on: December 15, 2008, 06:08:30 AM »
Reply with quote
NICE LINES JAS JI,

HAAN ZINDAGI KHUD KE HAATHON ME NAHI,
PHIR KYUN KISI AUR KE NAAM LIKHWA DETE HAI,
PATA HAI NA MILEGA SAATH ZINDAGI BHAR KA
PHIR KYUN KISI KE HAATHON ME KHUD KO THAMA
DETE HAI...



THANKS SHALLY
aur bahut khoob kaha aap neh


jASBIR SINGH

Logged
k.shael
Guest
«Reply #26 on: December 15, 2008, 06:35:36 AM »
Reply with quote


THANKS SHALLY
aur bahut khoob kaha aap neh


jASBIR SINGH




SHUKRIYA JAS JI,

SHALLY.
Logged
jasbirsingh
Guest
«Reply #27 on: December 15, 2008, 07:03:15 AM »
Reply with quote
NICE LINES JAS JI,

HAAN ZINDAGI KHUD KE HAATHON ME NAHI,
PHIR KYUN KISI AUR KE NAAM LIKHWA DETE HAI,
PATA HAI NA MILEGA SAATH ZINDAGI BHAR KA
PHIR KYUN KISI KE HAATHON ME KHUD KO THAMA
DETE HAI...



SHUKRIYA JAS JI,

SHALLY.


YEH RAAJ JAB PATA CHALEY TOH HAMEY BHI KEHNA SHALLY
ISHQ MEH GUM HI MILA, HAMEY BHI BAHUT SHALLY

BHAROSA HUM HAR PAL KAR JATEY HAI
SHAYED TABHI HUM UNKEY HAWALEY HO JATEY HAI
YEHI WAJAH SAMAJ MEH AATI HAI SHALLY
ISHQ MEH GUM HI MILA, HAMEY BHI BAHUT SHALLY



JASBIR SINGH
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 14 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #28 on: December 17, 2008, 12:02:02 PM »
Reply with quote
Nice one Shally,.
Jasbir Bhaiya,.
Logged
jasbirsingh
Guest
«Reply #29 on: December 17, 2008, 01:02:47 PM »
Reply with quote
Nice one Shally,.
Jasbir Bhaiya,.


thanks jahanasheen


jasbir singh
Logged
Pages: 1 [2]  All
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 12, 2024, 08:10:59 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 08, 2024, 09:59:08 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:55:06 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 06:58:58 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.121 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8507 Real Poets and poetry admirer