Safar Zindagi Ka Chalta Gaya........

by khwaish on June 08, 2009, 06:24:53 PM
Pages: 1 2 [3]  All
ReplyPrint
Author  (Read 4539 times)
Sayyid Randeri
Guest
«Reply #30 on: June 14, 2009, 07:40:27 AM »
Reply with quote
sahi kaha Angel ji bohot achhe.
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Mai to sahil tha chalta to bhi kaise chalta by waheed_rose2004 in Shayri-E-Dard
zindagi ka safar chalta hai chalta jaayega by @kaash in Shairi - E - Zindagi
AKELA CHALTA GAYA by ANKIT RAO in Other Languages
raah-e safar me mehfilo ko gulzaar karna aa Gaya. by pawan16 in Shairi - E - Zindagi « 1 2  All »
SAFAR GAYA GOYA......................saru.......... by SURESH SANGWAN in Ghazals « 1 2  All »
shab
Guest
«Reply #31 on: June 14, 2009, 07:43:36 AM »
Reply with quote
  VERY HEART TOUCHING ANGEL JI
Logged
angel4u
Guest
«Reply #32 on: June 14, 2009, 08:22:53 AM »
Reply with quote
Bahut bahut shukriya Sayyid ji and Shab Usual Smile
Logged
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 6 hours and 11 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006


View Profile
«Reply #33 on: June 15, 2009, 06:58:15 AM »
Reply with quote
thanx, baut achcha,

Wassalam
Ameen Asim


Bahut Bahut Shukriya Aseemji..
Logged
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 6 hours and 11 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006


View Profile
«Reply #34 on: June 24, 2009, 05:33:44 AM »
Reply with quote
:icon_salut:Khwaish ji,very sad and touching,aankh bhar aayee.
bahut acha likha aapne.samaj mein nahi aati kya kanhu. Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley

Bahut Bahut Shukriya Madhuji..

Jo Aapne Iss Nazm ko Apna waqt Diya..Teh Dil Se Shukriya Aapka.. Usual Smile
Logged
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 6 hours and 11 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006


View Profile
«Reply #35 on: June 27, 2009, 02:41:52 AM »
Reply with quote
Boat KHoob KHwaish Bhai,.

Bahut Bahut Shukriya Azeem..
Logged
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 6 hours and 11 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006


View Profile
«Reply #36 on: December 17, 2009, 04:07:10 AM »
Reply with quote
bahut bahut khoob Khwaish ji Applause Applause Applause
kamaal likha hai aapne

aur Rahim Bhai aapne bhi khooob likha hai  Applause Applause Applause

Salil ji aapne bhi kamaal likha hai
Applause Applause Applause


bahut Bahut Shukriya Kashish icon_flower
Logged
Pooja
Guest
«Reply #37 on: December 22, 2009, 05:59:54 AM »
Reply with quote
Kuch Din pehle ek Aise Shaks Se Meri Mulakaat Hui thi,Jo Ek Waqt Par Bahut Khush Raha karta tha,Phir Kahin Woh Kuch Aise Bure Halaat Ka Shikaar hua Ke Aaj Muskurane Ke Liye Bhi Usse Himmat Jodni Padti Hai..Aaj Woh Apni Zindagi Sirf Jeene Ke Liye Jeeta Hai..Uske Lab par Yeh Shikayat Si rehti Hai Ke "khuda Ne Meri Dua(Ardaas) Kubool Hi Naa Ki",yeh Nazm Woh Shaks To Kabhi nahi padh paayega,Par Yeh nazm Ek Koshish Hai,Ke Chaahe Kuch Bhi Ho,Khuda Par Woh Vishwaas Hamesha Zaroori Hai Aur Safar Zindagi ka Kabhi Nahi thamta..Guzaarish Hai Aap Sab Se Ke Iss Nazm Ko Zaroor Padhe..Shukriya..

Safar Zindagi Ka Yuh Chalta Gaya,
Waqt Ke Haath Se Sarakta Gaya,
Abhi Door Hai Mujhse Saari Manzil-e-Mukaam,
Har Pehar Ke Saath main Ulajhta Gaya...

Safar Zindagi Ka Chalta Gaya....

Aaj Ke Daur Mein Gareebi Ek Saza Hai,
Aur Ameeri Ek Ada!!!
Duniya Ke Iss Jhoote Rasm-O-Riwaaz Mein,
Main Dhalta Gaya...

Safar Zindagi Ka Chalta Gaya....

Woh Baap Jiska Koi Sahara Naa Tha!!
Woh Maa Jiske Paas, Uski Aankh Ka Taara Naa Tha!!
Woh Bache Jiske Mooh Mein Ek Niwaala Tha..
Uss Basti Mein Baashinde To Bahut The,
Par Koi Dilwala Na Tha!!

Zindagi Ke iss Kadwe Sach Ko Dekh Kar Main Darta Gaya..
Safar Zindagi ka Chalta Gaya...

Insaan Yaha Insaan Ka Hi Dushman Hai!!
To "Khwaish" Phir Dost Kaun Hai???
Dil Mein Apne Sawaalo Ka Ek Ghar Sa Banta Gaya..

Safar Zindagi Ka Chalta Gaya...

Eh Khuda,Mujhe Phool Naa De,Koi Gham Nahi, Par Khaar Bhi Naa De!!
Mujhe Jeet Naa De,Naa Sahi Par Haar Bhi Naa De!!
Apna Sar Tere Dar Par Main Malta Gaya..

Safar Zindagi Ka Chalta Gaya...

Khwaab Mere Bhi Toothte Hai Par Main Toothe Khwaab Ke Anjaam Par Rota Nahi!!
Kabhi Nahi Suuni Jaati Hai Fariyaad Meri Bhi Uske Darbaar Mein,
Par Main Apne Khuda Se To Door Hota Nahi!!

Phir Naye Sapne Ko Sanjokar,
Main Aage Badhta Gaya..

Safar Zindagi Ka Chalta Gaya... 

        ~~~~~Khwaish~~~~~


 Applause Applause Applause Applause Applause Applause wow kaya baat hai..... bahoot bahoot khoob Khwaish ji.... ek ek shabd kamaal ka likha hai apne... bahoot khoob....
Logged
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 6 hours and 11 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006


View Profile
«Reply #38 on: February 26, 2010, 04:13:25 PM »
Reply with quote
Bahut bahut bahut achha likha hia aapne Khwaish Ji...

har ek lafz dilko chhu sa jaata hai... Sahi hai zindagi ka safar kisi ke liye rukta nahi hia. Hamein ise har haal mein khushi ya dukh ke saath jeena hi padta hai..

ek Koshish karna chahungi...



Is zindagi ke safar pe yunhi chalte rehna hai,
thokar mile ya manzil apnaate jaana hai,

kabhi kabhi mil bhi jaaye raahon mein phool,
unke saath kaanto ko bhi daaman mein sajaate jaana hai,

khatm karna koi kitna hi chahe is safar-e-zindagi ko,
khuda ke is nayaab tohfe ko sar-aankohon pe lagana hai...

Bahut Bahut shukriya Dear Angel!!!!

Aur AAPNE Bhi Bahut Khoob Likha Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley
Logged
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 6 hours and 11 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006


View Profile
«Reply #39 on: March 03, 2010, 01:26:28 PM »
Reply with quote
Applause Applause Applause Applause Applause Applause wow kaya baat hai..... bahoot bahoot khoob Khwaish ji.... ek ek shabd kamaal ka likha hai apne... bahoot khoob....

Thankyou soooooooooooooooo Much Dear Pooja..

Par Aakhir Kaha Ho Aap?Huh? Shocked Even More
Logged
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 6 hours and 11 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006


View Profile
«Reply #40 on: July 31, 2010, 12:32:57 PM »
Reply with quote
bahut Bahut Shukriya Shab ji..
Logged
*KasaK*....Dil Ki
Poetic Patrol
Umda Shayar
*

Rau: 19
Offline Offline

Gender: Female
Waqt Bitaya:
67 days, 9 hours and 25 minutes.
"I hv a prsnality wch evrybdy cn't handle

Posts: 5603
Member Since: Jun 2010


View Profile
«Reply #41 on: July 31, 2010, 12:40:12 PM »
Reply with quote
bht hi pyari nazm khwaish ji...aur aaj ka sach bhi yehi hai..hum chahen na chahen hume chalte rehna hai..har sukh dukh sehna hi hai...fir shikayat kyun aur wo bhi use jisen hume ye sehne ki shakti di hai...
aapki nazm ne mere vishwas ko aur kada kar diya hai ji....
yunhi likhte rahen aur muskurate rahen....

Logged
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 6 hours and 11 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006


View Profile
«Reply #42 on: July 31, 2010, 04:40:14 PM »
Reply with quote
bht hi pyari nazm khwaish ji...aur aaj ka sach bhi yehi hai..hum chahen na chahen hume chalte rehna hai..har sukh dukh sehna hi hai...fir shikayat kyun aur wo bhi use jisen hume ye sehne ki shakti di hai...
aapki nazm ne mere vishwas ko aur kada kar diya hai ji....
yunhi likhte rahen aur muskurate rahen....



Tehhhhhhhhhh Dil Se Shukriya Anamika Ji..

Aapne Iss Nazm Ko padha Aur iske Ehsaas Ko bakhoobi Samjha,Humein Aur Kya Chaahiye

Bas...Yuhi Saath Humesha Dete Rahiyega.. icon_flower
Logged
Pages: 1 2 [3]  All
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 21, 2024, 10:57:14 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[November 21, 2024, 09:01:29 AM]

[November 16, 2024, 11:44:41 AM]

by Michaelraw
[November 13, 2024, 12:59:11 PM]

[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.13 seconds with 26 queries.
[x] Join now community of 8506 Real Poets and poetry admirer