Sawera Hua,.

by Jaanasheen on June 10, 2009, 09:17:15 AM
Pages: [1] 2 3  All
ReplyPrint
Author  (Read 2665 times)
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 17 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
Reply with quote



Ye Kaise Shehar Mein Apna Basera Hua,.
Muflisi Dekh Kar Jahaan Har Sawera Hua,.

Bhook Bebasi, Gareebi Ka Ek Tarah Gham Dekha,.
Elaaj Ke Liye Jahan Paise Na The Wahan Matam Dekha
Dekha Sab Ko Pareshaaniyon Mein Ghera Hua,.
Muflisi Dekh Kar Jahaan Har Sawera Hua,.

Roti Ke Liye Mehnat Karte Rahe Paseena Bahaakar
Dekhi Khaane Ki Adaa Bhi Charaagon Ko Bujhaakar,.
Is Taraah Ek Gareeb Ke Ghar Mein Andhera Hua,.
Muflisi Dekh Kar Jahaan Har Sawera Hua,.

_____________________________-Azeem-

Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Naya sawera! by salma786 in Shairi - E - Zindagi
** Naya Sawera ** by vimmi singh in Occassion Specific Poetry
Rajbir
Guest
«Reply #1 on: June 10, 2009, 09:20:37 AM »
Reply with quote
Azeem bro,

Very nice ... full of emotions Thumbs UP
Logged
honeyrose
Guest
«Reply #2 on: June 10, 2009, 10:10:03 AM »
Reply with quote
 Clapping Smiley Clapping Smiley icon_salut

Bohut khoob Azeem Bhai..
Logged
diya786
Guest
«Reply #3 on: June 10, 2009, 10:27:33 AM »
Reply with quote



Ye Kaise Shehar Mein Apna Basera Hua,.
Muflisi Dekh Kar Jahaan Har Sawera Hua,.

Bhook Bebasi, Gareebi Ka Ek Tarah Gham Dekha,.
Elaaj Ke Liye Jahan Paise Na The Wahan Matam Dekha
Dekha Sab Ko Pareshaaniyon Mein Ghera Hua,.
Muflisi Dekh Kar Jahaan Har Sawera Hua,.

Roti Ke Liye Mehnat Karte Rahe Paseena Bahaakar
Dekhi Khaane Ki Adaa Bhi Charaagon Ko Bujhaakar,.
Is Taraah Ek Gareeb Ke Ghar Mein Andhera Hua,.
Muflisi Dekh Kar Jahaan Har Sawera Hua,.

_____________________________-Azeem-



Mashallh Azeem
kya khoob likha hai aapne...
yunhi likhte rahiye...
Applause Applause Applause
Logged
diya786
Guest
«Reply #4 on: June 10, 2009, 10:28:36 AM »
Reply with quote
ALLAHUAKBAR

AZEEM Meri Jaan Kya Kahun
Jaise Dusron Ki Taklifon Ko Aap Mehsus Karte Ho
Kaas Har Koi Kar Paaye Phir Kya Baat Ho Yaar
Issi Liye To Bhai Mere Hume Zakaat Ka Hukum Hai Mere Bhai
Kaas Har Maaldar Musalman Zakaat De To Gareebi Hi Na Rahegi
Har Jaruratmand Ki Jarurat Puri Hogi...

Aaspki Tareef Ke Liye Shabd Nahi Bhai
Main Sirf Dua De Sakta Hun Aap..
Bas ALLAH Pak Aap Khush Rakhe Aur Sukoon Bakhse Aameen.

sahi kaha Majid Bhai aapne bhi
Logged
anithamurugan
Guest
«Reply #5 on: June 10, 2009, 11:20:21 AM »
Reply with quote
Itni khoobiyon se aapne apna Dard ka jikra kiya hai.

Logged
sajid_ghayel
Guest
«Reply #6 on: June 10, 2009, 12:38:10 PM »
Reply with quote
Bohat khoob Chote kitni sach_chaiee aur sadgee hotee hain tumhare lafzo me......
Logged
SARVESH RASTOGI
Guest
«Reply #7 on: June 10, 2009, 01:51:11 PM »
Reply with quote
Azeem Bhai
Is rachna per to wah wah karne ki bhi himmat nahin ho rahi
Aapki post ki hui photo apne aap me purn KARUN RAS hai
Photo hi apne aap me mukammal ghazal hai
Iske niche kuchh na bhi likhate to bhi complete hota.
Khuda in besaharon ka sahara bane.
SARVESH RASTOGI
Logged
_Vicky_
Guest
«Reply #8 on: June 10, 2009, 02:39:58 PM »
Reply with quote
Azeem Bhai Behad Lajawab Peshkash hai.. Bahut Unchi Soch ke sath Sacche Alfaaz likhe hain Dost.. Bahut Bahut Khooooooooob.. Applause Applause


**~** Mann **~**
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 17 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #9 on: June 10, 2009, 04:22:13 PM »
Reply with quote
Azeem bro,

Very nice ... full of emotions Thumbs UP

Thank You Bhai,.
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 17 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #10 on: June 10, 2009, 04:23:45 PM »
Reply with quote
Clapping Smiley Clapping Smiley icon_salut

Bohut khoob Azeem Bhai..

Shukriya Jaya Sis,.
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 17 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #11 on: June 10, 2009, 04:27:11 PM »
Reply with quote
ALLAHUAKBAR

AZEEM Meri Jaan Kya Kahun
Jaise Dusron Ki Taklifon Ko Aap Mehsus Karte Ho
Kaas Har Koi Kar Paaye Phir Kya Baat Ho Yaar
Issi Liye To Bhai Mere Hume Zakaat Ka Hukum Hai Mere Bhai
Kaas Har Maaldar Musalman Zakaat De To Gareebi Hi Na Rahegi
Har Jaruratmand Ki Jarurat Puri Hogi...

Aaspki Tareef Ke Liye Shabd Nahi Bhai
Main Sirf Dua De Sakta Hun Aap..
Bas ALLAH Pak Aap Khush Rakhe Aur Sukoon Bakhse Aameen.

Aameen, Waise Bhai, Hume Rab Ki Har Niyamat Ka Shukr Adaa Karte Rehna Chaiye, Har Haal Mein, Hum Jaise Bhi Ho,.

Allah Ka Karam Hai Ke Hum In Bandon Ki Tarah Muflis Nahi Hai,.

Bas Main Ye Ghazal Un Par Dedicate Karna Chahoonga Jo Oonche Uhde Pe Hain, Oonche Makaano Mein Hain, Acchcha Khaate Hai Achcha Pehante Hain, Phir Bhi Rab Ka Shukr Adaa Nahi Karte, Har Waqt Gilaa Karte Hain, Apse SE Upar Ohde Wale Ko Dekh,.
Bas Unpar Tanz Diya hai,.

Allah Hume Bhi Shukr Guzaar Banaaye,.

Aameen,.
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 17 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #12 on: June 10, 2009, 04:27:53 PM »
Reply with quote
Mashallh Azeem
kya khoob likha hai aapne...
yunhi likhte rahiye...
Applause Applause Applause


Shukriya Kashish,.
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 17 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #13 on: June 10, 2009, 05:00:01 PM »
Reply with quote
Itni khoobiyon se aapne apna Dard ka jikra kiya hai.



Shukriya Anitha Murugan Ji,.
Logged
dead heart
Guest
«Reply #14 on: June 10, 2009, 08:16:47 PM »
Reply with quote
Bahaut acha likha hai Azeem bhaijan hamesha ki tarha...Applause
Logged
Pages: [1] 2 3  All
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 21, 2024, 04:33:10 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[November 21, 2024, 09:01:29 AM]

[November 16, 2024, 11:44:41 AM]

by Michaelraw
[November 13, 2024, 12:59:11 PM]

[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.099 seconds with 22 queries.
[x] Join now community of 8506 Real Poets and poetry admirer