Shayer nahi mante.........(Ghayel)

by sajid_ghayel on February 25, 2009, 01:46:39 PM
Pages: 1 [2]  All
ReplyPrint
Author  (Read 2339 times)
sajid_ghayel
Guest
«Reply #15 on: March 07, 2009, 08:49:21 AM »
Reply with quote
Kaun Maanta nahi Bhai,,
Hum To bakhauda Aapko Mante Hain,.

Aur Mashallah Kya khoob Likha Hai, Nice One,./

Bohat Shukriyaa chote jo tumne itni izzat di....

waah waah Ghayal bhai...bahot umda ashaar sabhi.. Applause Applause

very nice ... Clapping Smiley Clapping Smiley


Bohat shukriyaa Kaash...

GHAYEL SAHEB, KYA BAAT KEH RAHEY HO AAP .... AAP TOH ITNI BADIYA POEMS LIKHTEY HO BHAI .... JOH NAHI SAMAJ PA RAHA  TOH HAMARI SAMAJ MEH WOH NASAMAJ HAI JI ....

JASBIR SINGH

Oye yara tera pyaar na ho to kya rak_kha hai jeene me  DOH

Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
mai shayer to nahi by manjot in Shayri for Khumar -e- Ishq « 1 2 3 4 5 »
EK SHAYER KO PAGAL... (GHAYEL) by sajid_ghayel in Shayri for Dard -e- Judai
KOI GILA NAHI......(GHAYEL) by sajid_ghayel in Shairi - E - Zindagi
Main shayer hun koi Deewana nahi by sarfaraz_sagar in Ghazals
Tere Dusman Ko Hum Kabi Apna Dost Mante Nahi by Shayaries_King in Share:Patriotic Poetry
sajid_ghayel
Guest
«Reply #16 on: March 07, 2009, 08:53:48 AM »
Reply with quote

WAAH SAJID JI!  Clapping Smiley
Shaayar to dil mein, zehn mein hotaa hai numaayaan;
Alfaaz to izhaar key hain kuchh hi namooney!
Har boond mein insaan kee, hai shaayaree rawaan;
Gouhar-see nihaan hai uyoon-e-a'am mein sooney!!

                             - abd bundeli



Bohat bohat khoob likha hain bhai....hausla afzaiee ke liye shukriyaa.

Bahut acche  Applause

La-ilaj marj hai pyar Sajid
Gam her dard ka ilaz hota hai
Kisi ke liye dil jalana
Sajid, yahi chahat ka riwaz hota hai..


Wah wah wah kya khoob kaha hain Subhan_allah... Clapping Smiley

bahoot khoob Sajid, Abdji and Roja apne to kuch he lafzo main bahoot kuch kah diya!! Nice work!!

Thanks Pooja for giving time to my work...

Logged
sajid_ghayel
Guest
«Reply #17 on: March 07, 2009, 09:00:46 AM »
Reply with quote
wah wah mere bhai...Sajid saheb bahau acha likha hai apne...aap ko shayar kaun nahin manta...aap toh bahaut umda likte ho...
chand lavzon logon se apni baat kehgaye aap..
chupe chupe kisi se shikayat kargaye aap...
usse zarur lagi hogi apki baat dil pe,
pyaar main kisi ko dard degaye aap...

Izzat dene ke liye bohat shukriyaan DH aur kya khoob likh hain tumne shabash... Clapping Smiley

salam aapki nazar poori gazal kar raha hoo`n
aapnay jo shair likhay hai`n usee zameen may aik shair nazar kar raha hoon
AIK TUM HI AJNABI KI TARAH MUJH SAY KYA MILAY
MUJH SAY TO ZINDAGI BHI MERI AJNABI RAHI

Is nacheeze ki nazar to aapki dad hi kafi thi itna pyara sher dekar to aapne muje malamaal kar diya  Clapping Smiley

Bahot hi badiya sajid ji Clapping Smiley
Hum to aap hi se sikh rahe hai.... Thumbs UP

Aji hum sab ek dusre se seekh rahe hain waise mujse kaiee behtar to tum khud likhti ho Salma..

Clapping Smiley Clapping Smiley

Beautifull heart touching lines Sajid ji bohat khoob... 

Bohat khoob Abd ji aur DH



Honthon pe kabhii un ke meraa naam hii aaye
Aaye to sahii bar-sar-e-ilzaam hii aaye

Hairaan hain lab_bastaa hain, dil_giir hain gunche
Khushbuu kii zubaanii teraa paigaam hii aaye

*NM*



Thanks Honeyrose...



Logged
sajid_ghayel
Guest
«Reply #18 on: March 07, 2009, 09:03:27 AM »
Reply with quote
Bohot Khoob Sajid Ji,

Pehchaante bhi hain, apna maante bhi hain
Dil ke qareeb ae dost tumhe jaante bhi hain

Rishton ko humne pal bhar main badalte dekha,
Dost aur dushman ka farq, par jaante bhi hain

Shayari pe tumhari, daad yunhi to na di,
Ghayel ko achcha shayar sab maante bhi hain !!

Aji bas itna hi kahuga, khush kar ditta tusi...

Logged
bekarar
Poetic Patrol
Yoindian Shayar
******

Rau: 4
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
53 days, 9 hours and 51 minutes.

Posts: 3738
Member Since: Oct 2005


View Profile
«Reply #19 on: March 07, 2009, 09:32:07 AM »
Reply with quote
bahoot khoob sajid bhai...aur talat ne to mere dil ki baat kah dee
Logged
aaina
Guest
«Reply #20 on: March 07, 2009, 01:15:51 PM »
Reply with quote
ghayal sahab aap shayar hain janaab..........aur bhut acha likhte hain,

aapki nazr ek shair (munavvar rana sahab ka)

meine lafzo.n ko baratne mai lahoo thook diya
aap to sirf ye daikhai.n ke ghazal kaisi hai
Logged
abdbundeli
Guest
«Reply #21 on: March 07, 2009, 02:13:46 PM »
Reply with quote
Bohat bohat khoob likha hain bhai....hausla afzaiee ke liye shukriyaa.

Thanks! You're welcome!
                  - abd bundeli
Logged
Talat
Guest
«Reply #22 on: March 07, 2009, 04:13:41 PM »
Reply with quote
Aji bas itna hi kahuga, khush kar ditta tusi...



You are most welcome !
Logged
Talat
Guest
«Reply #23 on: March 07, 2009, 04:14:08 PM »
Reply with quote
bahoot khoob sajid bhai...aur talat ne to mere dil ki baat kah dee

Shukriya Sanjeev Ji
Logged
sajid_ghayel
Guest
«Reply #24 on: April 09, 2009, 12:40:12 PM »
Reply with quote
bahoot khoob sajid bhai...aur talat ne to mere dil ki baat kah dee

Nawazish karam hain Dost.......
Logged
Pages: 1 [2]  All
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
December 23, 2024, 07:36:07 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
by mkv
[December 22, 2024, 05:36:15 PM]

[December 19, 2024, 08:27:42 AM]

[December 17, 2024, 08:39:55 AM]

[December 15, 2024, 06:04:49 AM]

[December 13, 2024, 06:54:09 AM]

[December 10, 2024, 08:23:12 AM]

[December 10, 2024, 08:22:15 AM]

by Arif Uddin
[December 03, 2024, 07:06:48 PM]

[November 26, 2024, 08:47:05 AM]

[November 21, 2024, 09:01:29 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.131 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8508 Real Poets and poetry admirer