SHEHAR KE HALAAT.........(GHAYEL)

by sajid_ghayel on November 19, 2008, 06:47:38 AM
Pages: 1 [2]  All
ReplyPrint
Author  (Read 2466 times)
MHussain
Guest
«Reply #15 on: November 21, 2008, 08:21:44 AM »
Reply with quote
Kafi behtreen ghazal likhi hai
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Mara Halaat by muneeb in Shayri-E-Dard
HALAAT................ by TOUCHY in Shayri-E-Dard « 1 2  All »
Ek Shehar Unka Ek Shehar Apna,. by Azeem Azaad in Shayri-E-Dard « 1 2 3  All »
Halaat... by daljeet_faqeer in Shairi - E - Zindagi
Yeh mere shehar ko......( Ghayel ) by sajid_ghayel in Shairi - E - Zindagi
sajid_ghayel
Guest
«Reply #16 on: November 21, 2008, 09:07:17 AM »
Reply with quote
Thank you Taheer and Hussain
Logged
Pooja
Guest
«Reply #17 on: November 26, 2008, 05:23:28 AM »
Reply with quote
Kaise yeh aaj shehar ke mere halaat ho gaye
Jinhe sharminda hu main poochte hue woh sawalat ho gaye

Bikti hain mohabbat yaha har mod har gali
Kuch is darja saste yaha jazbaat ho gaye

Haste hain maa baap par woh itne zaheen hain
Beto ke is kadar aala khayalat ho gaye

Ab woh kaha kisi ki pakad me hain dosto
Kanoon se bhi lambe uske hath ho gaye

Ghayel na jagao inhe tum kehke shayri
Yeh woh bach_che hain jo bhookhe aaj raat so gaye

                                -Sajid Ghayel-


wah wah wah kaya baat hai SG
Logged
Pooja
Guest
«Reply #18 on: November 26, 2008, 05:25:48 AM »
Reply with quote
bahoot khoob likha hai...sajid ...aur akhiri sher to....kamaal hai.....

tanha raha mai, jab kahta raha insaaniyat ki baat,
deen-o-dharam pe bola to sab saath ho gaye


wah kaya baat hai.. so line main bahoot kuch kah gaye app Bekarar ji
Logged
Pooja
Guest
«Reply #19 on: November 26, 2008, 05:26:20 AM »
Reply with quote


 Applause  Applause bahut khoob sajid ji

Bhook abhi uske darwaje per khadi hai
Amir-e-shahar hai lekin lalarch kam nahi hoti...

Izzat se kamyi huwi roti agar sukhhi bhi ho
To uss ki lazzat kam nahi hoti.......


bahoot khoob Peera
Logged
sajid_ghayel
Guest
«Reply #20 on: November 26, 2008, 08:54:21 AM »
Reply with quote
wah wah wah kaya baat hai SG
Bohat shukriya pooja
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 17 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #21 on: January 27, 2009, 09:59:33 PM »
Reply with quote
Waah Waah Waah, Kya Baat Hai Bhai Subhan Allah,.
Sorry Bhai, Zara Dair Se Inpar Nazar Daali,.

Magar Jab Pardha Pardhta Hi REh Gaya,.
Logged
abdulqadeer
Guest
«Reply #22 on: January 28, 2009, 03:55:39 AM »
Reply with quote
Wah Wah kya kahoon ghayel ghazal ke maqte per ahh nikal gayi aur us ahh ne itni tareef ki ghazal ki ke tassavor bhi nahi k arsakoge tum !! Allah tumhe khush rakhe mere bhai !!

Teri is shayari ki sifath ke kya kahene ghayel !!
Jitne bhi tere dushman the sub yaar ho gaye !!

Qadeer Toopchi
Logged
sajid_ghayel
Guest
«Reply #23 on: January 28, 2009, 07:23:13 AM »
Reply with quote
Waah Waah Waah, Kya Baat Hai Bhai Subhan Allah,.
Sorry Bhai, Zara Dair Se Inpar Nazar Daali,.

Magar Jab Pardha Pardhta Hi REh Gaya,.

Bohat shukriyaa Chote tumhari nazre inayat hui isse badhke mere kalaam ke liye aur kya hoga

Wah Wah kya kahoon ghayel ghazal ke maqte per ahh nikal gayi aur us ahh ne itni tareef ki ghazal ki ke tassavor bhi nahi k arsakoge tum !! Allah tumhe khush rakhe mere bhai !!

Teri is shayari ki sifath ke kya kahene ghayel !!
Jitne bhi tere dushman the sub yaar ho gaye !!

Qadeer Toopchi

Bohat shukriyaan Qadeer jo tumhe meri mehnat pasand aayee. Jab yoindians

mere sher padte hain aur jab unme apne khoobsurat kalam add karte hain to kasam

khuda ki aisa lagta hain mehnat ki mazdoori mil gayee. Bohat khoobsurat sher

kaha hain tumne khuda kare tumhara kaha sach ho aur Ghayel ke sab dost

ho Clapping Smiley
Logged
Pages: 1 [2]  All
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 21, 2024, 10:36:41 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[November 21, 2024, 09:01:29 AM]

[November 16, 2024, 11:44:41 AM]

by Michaelraw
[November 13, 2024, 12:59:11 PM]

[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.117 seconds with 24 queries.
[x] Join now community of 8506 Real Poets and poetry admirer