Suraj Ki Roshni Kya Chupaaoge,.

by Jaanasheen on June 22, 2010, 10:17:53 AM
Pages: [1] 2  All
ReplyPrint
Author  (Read 5049 times)
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
Reply with quote
As Salaam Walaikum,.
Maujooda Haalat, Aur Islam Ko Leke Sawaalat Aur Uske Khilaaf Chal Rahe Sab Harkato Pe Nazar Rakhke Ek Tasweer Haqeeqat Ki, Is Kalaam Ke Zariye Kuch Likhne Ki Koshish Ki Hai, Agar Koi Galti Nazar Aaaye To Maaf Kardena,.

Is Kalaam Se Main Kisi Ke Feeligs Ko Ya Emotions KO Hurt Karna Nahi Chahta, Jo Haqeeqat Hai Wo Bayaan Karne Ki Koshish Ki Hai,.

Rab Khair Kare,.
Aameen,.




Hume Mitaane Ki Saazishein Bichaana,.
Ye Koi Nayi Baat Nahi Hai,
Hamara Khaaleeq Haafiz Hai Hamara,
Hamaari Tabaahi Kisi Ke Haat Nahi Hai,.

Jo Badal Nahi Sakte Khudki Taqdeer,
 Wo Kya Badlenge Kitaab-e-Haq,.
Jo Paani Se Likhe Gaye Hon,.
 Wo Ye Harfaat Nahi Hai,.

Kabhi Cartoon, Kabhi AAP* Ki Shaan Mein Gustaakhi,.
Aapka* Naam Bhi {Sal Allahu Alayhi Wasallam},.
Ke Bagair Kehna Hamaari Aukhaat Nahi Hai,.

Samajhte Hain Ke Deen-e-Haq Ko Rokenge Ye,.
Suraj Ki Roshni Pahonch Jaati Hai Kaheen Bhi,.
Iski Shayad Inhe Malumaat Nahi Hai,.

Hamaara Sar Hi Kaat Sakte Ho Tum,.
 Jitna Bhi Zor Lagaalo Ji,.
Taareeq Gawaah Hai Jhukne Ki Hamaari Zaat Nahi Hai,.

Hum Hain Aman Ke Rehbar Aman Hi Chahenge Hum,.
Dehshat Failaane Waalo Se,.
Hamaara Koi Taalukhaat Nahi Hai,.

Is Se Maasoom, Is Se Mazboot Koi Raasta Nahi Najaat Ka,.
Aao Deen-e-Haq Mein, Jisme Sehar Hai Ujaala Hai,.
Jis Ke Hisse Koi Raat Nahi Hai,.


-Azeem-

* = Sal Allahu Alay Hi Wa Sallam,.

Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
suraj ko tere..... by pappu in Mazahiya Shayri(Funny Shayari)
Suraj is a lover by Kaafir in Shayari -e- Husn « 1 2  All »
tapish...suraj ki by Princess21 in Shayri for Khumar -e- Ishq
Suraj Hua Maddham by waheed_rose2004 in Mazahiya Shayri(Funny Shayari) « 1 2 3 4  All »
jab bhi suraj by mobile in Shayeri for Dard -e- Bewafai
Rajesh Harish
Guest
«Reply #1 on: June 22, 2010, 10:24:26 AM »
Reply with quote
Bhaut Khoob Chote Bhai Jaan
Logged
qadeer_junaid
Maqbool Shayar
****

Rau: 17
Offline Offline

Waqt Bitaya:
15 days, 15 hours and 40 minutes.
Posts: 608
Member Since: Apr 2010


View Profile
«Reply #2 on: June 22, 2010, 10:30:07 AM »
Reply with quote
Wah Azeem Sahab Wah , Kya kahene bhai , Dad hi dad , Allah tumhe khush rakhe .. Zoor a Qalam Aur ziyada


Apka bhai

Qadeertoopchi
Logged
Sajid_Ghayel
Guest
«Reply #3 on: June 22, 2010, 12:02:21 PM »
Reply with quote
Wah wah kya baat hai jeeeyooooo chote jeeeeeeyo.....khush kar diya aaj.
Logged
nazar ghouri
Guest
«Reply #4 on: June 23, 2010, 12:57:30 AM »
Reply with quote
subhan Allah ,bahot khoob janab ..wah
Logged
tamanna.pt
Guest
«Reply #5 on: June 23, 2010, 03:19:39 AM »
Reply with quote


   Bahut sachha or achha likha hai Azeem ji.
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #6 on: July 02, 2010, 01:32:10 PM »
Reply with quote
Bhaut Khoob Chote Bhai Jaan
Shukriya Rajesh Bhai,.

Logged
anjaan dharkan
Yoindian Shayar
******

Rau: 0
Offline Offline

Gender: Female
Waqt Bitaya:
10 days, 13 hours and 44 minutes.
-May Allah Bless You-

Posts: 1900
Member Since: Jul 2008


View Profile
«Reply #7 on: July 12, 2010, 05:30:50 PM »
Reply with quote
Mind Blowing!

Waqai... Haqeeqat ka nazaara diya ji aapne!

Humesha khush rahiyega
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #8 on: July 19, 2010, 07:37:33 PM »
Reply with quote
Mind Blowing!

Waqai... Haqeeqat ka nazaara diya ji aapne!

Humesha khush rahiyega

Shukriya Meri Jaan,.
Allah Kareem Tumhe Bhi Khush Rakhe,.

Aameen,.
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #9 on: August 29, 2010, 07:35:29 PM »
Reply with quote
Wah Azeem Sahab Wah , Kya kahene bhai , Dad hi dad , Allah tumhe khush rakhe .. Zoor a Qalam Aur ziyada


Apka bhai

Qadeertoopchi

Shukriya bhai,.
allah aapko bhi khush rakhe

Aameen
Logged
ParwaaZ
Guest
«Reply #10 on: August 29, 2010, 08:26:04 PM »
Reply with quote
Azeem Sahab As salamwalekum

Waah waah Waah janab ....... dil ki gehraiyoN se aapki is kalaam per hazaarioN daad..... Masha Allah! Allah aapke kaif ko banaye rakhe, aapki kalam meiN aur bhi zor bakhshe aameen!

BeintehaaN dili masarrat ho rahi hai aapki yeh kalaam padhkar.... naki sirf khayaaloN per aapki bayaani be bahut umdaa rahi.... Janab dil khush ho gaya...           

Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #11 on: August 29, 2010, 09:12:42 PM »
Reply with quote
Wah wah kya baat hai jeeeyooooo chote jeeeeeeyo.....khush kar diya aaj.

Shukriya Sajid Bhaijaan,.

subhan Allah ,bahot khoob janab ..wah

Shukriya Nazar Ghori JI,.


   Bahut sachha or achha likha hai Azeem ji.

Shukriya Tamanna Ji
Logged
Niha Khan
Guest
«Reply #12 on: April 22, 2011, 05:17:38 PM »
Reply with quote
Marhab Marhaba Kya Kehne
Bada Pyara Likha Hai Aapne Azeem Ji



As Salaam Walaikum,.
Maujooda Haalat, Aur Islam Ko Leke Sawaalat Aur Uske Khilaaf Chal Rahe Sab Harkato Pe Nazar Rakhke Ek Tasweer Haqeeqat Ki, Is Kalaam Ke Zariye Kuch Likhne Ki Koshish Ki Hai, Agar Koi Galti Nazar Aaaye To Maaf Kardena,.

Is Kalaam Se Main Kisi Ke Feeligs Ko Ya Emotions KO Hurt Karna Nahi Chahta, Jo Haqeeqat Hai Wo Bayaan Karne Ki Koshish Ki Hai,.

Rab Khair Kare,.
Aameen,.




Hume Mitaane Ki Saazishein Bichaana,.
Ye Koi Nayi Baat Nahi Hai,
Hamara Khaaleeq Haafiz Hai Hamara,
Hamaari Tabaahi Kisi Ke Haat Nahi Hai,.

Jo Badal Nahi Sakte Khudki Taqdeer,
 Wo Kya Badlenge Kitaab-e-Haq,.
Jo Paani Se Likhe Gaye Hon,.
 Wo Ye Harfaat Nahi Hai,.

Kabhi Cartoon, Kabhi AAP* Ki Shaan Mein Gustaakhi,.
Aapka* Naam Bhi {Sal Allahu Alayhi Wasallam},.
Ke Bagair Kehna Hamaari Aukhaat Nahi Hai,.

Samajhte Hain Ke Deen-e-Haq Ko Rokenge Ye,.
Suraj Ki Roshni Pahonch Jaati Hai Kaheen Bhi,.
Iski Shayad Inhe Malumaat Nahi Hai,.

Hamaara Sar Hi Kaat Sakte Ho Tum,.
 Jitna Bhi Zor Lagaalo Ji,.
Taareeq Gawaah Hai Jhukne Ki Hamaari Zaat Nahi Hai,.

Hum Hain Aman Ke Rehbar Aman Hi Chahenge Hum,.
Dehshat Failaane Waalo Se,.
Hamaara Koi Taalukhaat Nahi Hai,.

Is Se Maasoom, Is Se Mazboot Koi Raasta Nahi Najaat Ka,.
Aao Deen-e-Haq Mein, Jisme Sehar Hai Ujaala Hai,.
Jis Ke Hisse Koi Raat Nahi Hai,.


-Azeem-

* = Sal Allahu Alay Hi Wa Sallam,.


Logged
SURESH SANGWAN
Guest
«Reply #13 on: April 22, 2011, 05:37:50 PM »
Reply with quote
 Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley hello2 hello2 hello2 hello2 hello2 hello2 hello2
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #14 on: April 26, 2011, 04:29:15 PM »
Reply with quote
Marhab Marhaba Kya Kehne
Bada Pyara Likha Hai Aapne Azeem Ji




Shukriya Niha Khan Ji,.

Duaa Karein Hamaare Liye,.
Logged
Pages: [1] 2  All
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
January 24, 2025, 01:21:30 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[January 19, 2025, 05:59:15 PM]

[January 19, 2025, 05:47:49 PM]

[January 10, 2025, 09:46:05 AM]

[January 10, 2025, 09:45:14 AM]

[January 08, 2025, 08:30:59 AM]

[January 08, 2025, 08:29:31 AM]

[January 05, 2025, 08:51:01 AM]

[January 05, 2025, 08:45:11 AM]

[January 05, 2025, 08:44:20 AM]

[January 05, 2025, 08:43:28 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.115 seconds with 24 queries.
[x] Join now community of 8509 Real Poets and poetry admirer