Taish- sehmi NANGI jo ye tasveer hai...!!

by ghayal_shayar on June 27, 2013, 09:19:29 PM
Pages: [1] 2  All
ReplyPrint
Author  (Read 2514 times)
ghayal_shayar
Guest
Reply with quote
Shayad pehli baar ek tanziya ghazal likhi hai, pata nahin kahaan tak safal raha huN...!!


sehmi nangi jo ye tasveer yahaaN,
ab yahi desh ki taqdeer yahaaN...

dost saare mere zakhmi ho gaye,
dushmanoN par jo chala teer yahaaN...

julm sehte hue jo uff na kareN,
log kehlaate vahi veer yahaaN...

Seedhe muNh baat kahaaN hoti hai ab,
hain jubaaN pe rakhe shamsheer yahaaN...

taish kyuN sunta kisi aur ki tu,
koi ghalib hai na hi meer yahaaN...
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Sehmi yaadein... by Pundreek in Shayri for Dard -e- Judai
Tu Taish Ya Khuda Ki Hai....!! by ghayal_shayar in Ghazals « 1 2 3  All »
Taish- He Was a Lover...!! by ghayal_shayar in English
Taish- how to say GOOD-BYE...!! by ghayal_shayar in English
SEHMI SEHMI (Rubai)... "MohaN" by surindarn in Miscellaneous Shayri
floppstar
Guest
«Reply #1 on: June 27, 2013, 10:01:27 PM »
Reply with quote
bahut khoob.. waah taish sahab!!.. are aap ho to gaalib bhi hai aur meer bhi hai
Logged
nashwani
Guest
«Reply #2 on: June 27, 2013, 10:07:52 PM »
Reply with quote
bahut khoob taish jee..happy9
Logged
Arghya De
Guest
«Reply #3 on: June 28, 2013, 12:32:57 AM »
Reply with quote

 . . . Har barki tarah apne is bar bhi apni lajawab shyri pesh kii. Applause Applause Applause
     
 Aur yeh andaz bhi naya hai
. Hats off to you!
Logged
mkv
Guest
«Reply #4 on: June 28, 2013, 12:47:20 AM »
Reply with quote
sehmi nangi jo ye tasveer yahaaN,
ab yahi desh ki taqdeer yahaaN...

dost saare mere zakhmi ho gaye,
dushmanoN par jo chala teer yahaaN...

julm sehte hue jo uff na kareN,
log kehlaate vahi veer yahaaN...

Seedhe muNh baat kahaaN hoti hai ab,
hain jubaaN pe rakhe shamsheer yahaaN...


Bahut khoob Taish jee

Logged
adil bechain
Umda Shayar
*

Rau: 161
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
31 days, 18 hours and 24 minutes.

Posts: 6552
Member Since: Mar 2009


View Profile
«Reply #5 on: June 28, 2013, 12:52:11 AM »
Reply with quote
Shayad pehli baar ek tanziya ghazal likhi hai, pata nahin kahaan tak safal raha huN...!!


sehmi nangi jo ye tasveer yahaaN,
ab yahi desh ki taqdeer yahaaN...

dost saare mere zakhmi ho gaye,
dushmanoN par jo chala teer yahaaN...

julm sehte hue jo uff na kareN,
log kehlaate vahi veer yahaaN...

Seedhe muNh baat kahaaN hoti hai ab,
hain jubaaN pe rakhe shamsheer yahaaN...

taish kyuN sunta kisi aur ki tu,
koi ghalib hai na hi meer yahaaN...


khubsurat tanz hai taish ji Applause Applause Applause
Logged
ghayal_shayar
Guest
«Reply #6 on: June 28, 2013, 01:31:53 AM »
Reply with quote
bahut khoob.. waah taish sahab!!.. are aap ho to gaalib bhi hai aur meer bhi hai

are atul saaheb vo shayar the hum log shauqiya hain, ab itna bhi jhaad pe na chadhaoo saahbe, waise jaan kar bahut khushi hui ki aapko kosish pasand aayi, bas aage bhi yuNhi apna pyar hume dete raheN...!!
Logged
ParwaaZ
Guest
«Reply #7 on: June 28, 2013, 02:20:57 AM »
Reply with quote

Lucky jee Aadaab!


Waaah janab wash kia kahne... bahut khoob air behad umda kalaam kahi hai......


Sabhi ashaar qabil e daad hai.... Meri hazaaro dili daad o mubbarakbad kabul kijiye...

Likhte rahiye .... Shaad o aabaad rahiye..
Khuda Hafez..

Logged
ghayal_shayar
Guest
«Reply #8 on: June 28, 2013, 02:36:01 AM »
Reply with quote
bahut khoob taish jee..happy9

aapki tareef ke liye aapka shukraguzaar hun nashwani saaheb, bas yuNhi apna pyar aage bhi aap dete raheN...
Logged
ghayal_shayar
Guest
«Reply #9 on: June 28, 2013, 03:01:37 AM »
Reply with quote
. . . Har barki tarah apne is bar bhi apni lajawab shyri pesh kii. Applause Applause Applause
     
 Aur yeh andaz bhi naya hai
. Hats off to you!

arghaya ji is izzat afzaayi ke liye bahut bahut shukriya, umeed karta hun aapka saath aage v yuNhi bana rahegaa...!!
Logged
Advo.RavinderaRavi
Guest
«Reply #10 on: June 28, 2013, 03:30:48 AM »
Reply with quote
Shayad pehli baar ek tanziya ghazal likhi hai, pata nahin kahaan tak safal raha huN...!!


sehmi nangi jo ye tasveer yahaaN,
ab yahi desh ki taqdeer yahaaN...

dost saare mere zakhmi ho gaye,
dushmanoN par jo chala teer yahaaN...

julm sehte hue jo uff na kareN,
log kehlaate vahi veer yahaaN...

Seedhe muNh baat kahaaN hoti hai ab,
hain jubaaN pe rakhe shamsheer yahaaN...

taish kyuN sunta kisi aur ki tu,
koi ghalib hai na hi meer yahaaN...

Bahut Khoob Janab.
Logged
sbechain
Guest
«Reply #11 on: June 28, 2013, 03:40:38 AM »
Reply with quote
Shayad pehli baar ek tanziya ghazal likhi hai, pata nahin kahaan tak safal raha huN...!!


sehmi nangi jo ye tasveer yahaaN,
ab yahi desh ki taqdeer yahaaN...
 tearyeyed :tearyeyed:itna ghara sher taish main is ki respect karti hoon kya likho.n bhaut maani khez aur khubsoorat sher hai
dost saare mere zakhmi ho gaye,
dushmanoN par jo chala teer yahaaN...
bahut schchi baat hai aisa hi ho raha hai . khata kisi ki saza kisi ko bahut wazni sher hain ye wah wah wah icon_silent icon_silent icon_silent icon_silent icon_silent
julm sehte hue jo uff na kareN,
log kehlaate vahi veer yahaaN...
lekin zulm karna aur sahna dono hi gunaah hai icon_silent icon_silent icon_silent icon_silent icon_silent
Seedhe muNh baat kahaaN hoti hai ab,
hain jubaaN pe rakhe shamsheer yahaaN...
yahi to ladaai jhagde ki wajah bani hui hai. sabko apni ana se badh kar kuch nazar nahin aataa. ghar baahar jidhar dekho her chhote bade kaam pe issue icon_silent icon_silent icon_silent icon_silent icon_silent
taish kyuN sunta kisi aur ki tu,
koi ghalib hai na hi meer yahaaN...


main to hoo.n na meri suna karo ji
Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard


wah wah wah.........!
Logged
sksaini4
Ustaad ae Shayari
*****

Rau: 853
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
112 days, 8 hours and 51 minutes.
Posts: 36414
Member Since: Apr 2011


View Profile
«Reply #12 on: June 28, 2013, 09:45:45 AM »
Reply with quote
waah waah bahut umdaa
Logged
Syed Mohd Mahzar
Guest
«Reply #13 on: June 28, 2013, 11:16:16 AM »
Reply with quote
Shayad pehli baar ek tanziya ghazal likhi hai, pata nahin kahaan tak safal raha huN...!!


sehmi nangi jo ye tasveer yahaaN,
ab yahi desh ki taqdeer yahaaN...

dost saare mere zakhmi ho gaye,
dushmanoN par jo chala teer yahaaN...

julm sehte hue jo uff na kareN,
log kehlaate vahi veer yahaaN...

Seedhe muNh baat kahaaN hoti hai ab,
hain jubaaN pe rakhe shamsheer yahaaN...

taish kyuN sunta kisi aur ki tu,
koi ghalib hai na hi meer yahaaN...


              Taish Saheb,
                               bahut umda ghazal kahi hai, waaaaaaaah
Logged
ghayal_shayar
Guest
«Reply #14 on: June 28, 2013, 02:41:33 PM »
Reply with quote
sehmi nangi jo ye tasveer yahaaN,
ab yahi desh ki taqdeer yahaaN...

dost saare mere zakhmi ho gaye,
dushmanoN par jo chala teer yahaaN...

julm sehte hue jo uff na kareN,
log kehlaate vahi veer yahaaN...

Seedhe muNh baat kahaaN hoti hai ab,
hain jubaaN pe rakhe shamsheer yahaaN...


Bahut khoob Taish jee



mukesh sir bahut bahut shukriya pasand karne ka, bas aage bhi aap yuNhi saath dete raheN...
Logged
Pages: [1] 2  All
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 21, 2024, 05:38:49 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[November 21, 2024, 09:01:29 AM]

[November 16, 2024, 11:44:41 AM]

by Michaelraw
[November 13, 2024, 12:59:11 PM]

[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.118 seconds with 22 queries.
[x] Join now community of 8506 Real Poets and poetry admirer