Us Pathar ko Pighalne do !! ( Qadeertoopchi )

by junaidqadir on June 29, 2009, 06:17:15 AM
Pages: 1 [2]  All
ReplyPrint
Author  (Read 2238 times)
madhuwesh
Guest
«Reply #15 on: July 06, 2009, 12:06:15 AM »
Reply with quote
You r welcome Qadeer ji,aap bahut acha likhte ho,aap ko toh kush hona chaiye,
sach kaheti hoon kamaal ka likhte ho aap. icon_thumleft
Allah afhiz.tke c.
Logged
syednaami
Guest
«Reply #16 on: July 06, 2009, 05:36:51 AM »
Reply with quote
Qadeer saahib,

Ham nacheez kya jaane likhna,
Yunhi buzrigon se hai seekhna.

Shukriya
Logged
qadeertoopchii
Aghaaz ae Shayar
*

Rau: 0
Offline Offline

Waqt Bitaya:
10 hours and 52 minutes.
Posts: 36
Member Since: Jun 2009


View Profile
«Reply #17 on: July 06, 2009, 08:39:29 AM »
Reply with quote
You r welcome Qadeer ji,aap bahut acha likhte ho,aap ko toh kush hona chaiye,
sach kaheti hoon kamaal ka likhte ho aap. icon_thumleft
Allah afhiz.tke c.

bahoth bahoth sukriya madhuesh ji .. itni izzath bakshi apne ke pora deewan apki nazar karne ko mann karta hai .. allah apko sahet de aur khush o khurram rakhe !!

Apka dost !!

Qadeertoopchi
Logged
qadeertoopchii
Aghaaz ae Shayar
*

Rau: 0
Offline Offline

Waqt Bitaya:
10 hours and 52 minutes.
Posts: 36
Member Since: Jun 2009


View Profile
«Reply #18 on: July 06, 2009, 08:43:16 AM »
Reply with quote
Qadeer saahib,

Ham nacheez kya jaane likhna,
Yunhi buzrigon se hai seekhna.

Shukriya

Nawazish karam syed sahab apki nazaron ne is qabil samjha mujhe .. iss badi izzath kya hosakti hai qaqsar ke liye .. apke ashar ne mujhe jo izzath aur hausla baskha hai usse mutasir hokar yehi kahonga !!

Ye aqlaq , ye hunar , ye kirdar tujhe me !!
Tere aala hone ki daleel hai syed  !!


Qadeertoopchi
Logged
qadeertoopchii
Aghaaz ae Shayar
*

Rau: 0
Offline Offline

Waqt Bitaya:
10 hours and 52 minutes.
Posts: 36
Member Since: Jun 2009


View Profile
«Reply #19 on: July 06, 2009, 10:50:31 AM »
Reply with quote
Mr. Junaid
What a pity, why you are groaning with such broken heart.
Marvelous work



hausla afza-e- ka shukriya janab .. apki pakiza nazronka karam hai baaqi to khuch nahi !! allah apko khush rakhe !!

Qadeertoopchi
Logged
syednaami
Guest
«Reply #20 on: July 06, 2009, 04:04:51 PM »
Reply with quote
Ek chhoti si nazm Qadeer saahib

Is shikanzada mahol ko dekhte hain
Jisse jhurriyon ka dar tak nahin tha

Woh rangeen raaten woh thandi shaamen
Jin men khud khone ka gham tak nahin tha

Andleebon se bhara yeh shehr maine dekha
Jahan kirgison ka koi ghar tak nahin tha

Khudara muhabbat ki yun na dhajjiyan urao
Lotao woh mazi jis men hasad tak nahin tha.


Syed
Logged
MHussain
Guest
«Reply #21 on: July 06, 2009, 06:35:36 PM »
Reply with quote
Mr. Junaid, I am a bit confused, what is the relation between you and Qadeer Toopchii, when my reply was for Junaid Qadir? Would you let me know?
Thanks
Logged
MHussain
Guest
«Reply #22 on: July 06, 2009, 06:39:16 PM »
Reply with quote
Nice poetry work Mr. Naami.
Logged
qadeertoopchii
Aghaaz ae Shayar
*

Rau: 0
Offline Offline

Waqt Bitaya:
10 hours and 52 minutes.
Posts: 36
Member Since: Jun 2009


View Profile
«Reply #23 on: July 06, 2009, 06:46:31 PM »
Reply with quote
Mr. Junaid, I am a bit confused, what is the relation between you and Qadeer Toopchii, when my reply was for Junaid Qadir? Would you let me know?
Thanks

janab-a-mann hussain sahab salamwalekum !!

badahi acha sawal kiya apne ..qadeertoopchi mai hon aur jaunid qadeertoopchi ka  saaya hai ... khulke kahon to dono eak hi hain ..junaidqadir mera hi ID tha ..khuch wajowad ki wajhe se yoindia ke qabil shaksiyaton ne mera account delete kar diya .. to dusra ID amal me lana pada .. qair apne masle pe gaur farmaya iske liye shukriya .. aur hausla afza-e- ke liye shukar guzaar hon !! allah apko sahet de aur khush rakhe !! Ameen !!

Apka bhai
Qadeertoopchi
Logged
Vikk16
Guest
«Reply #24 on: July 06, 2009, 06:48:14 PM »
Reply with quote
Wah Qadeer sahab...Kya likha hai...uski rehmat rahe apki kalam par.
Logged
qadeertoopchii
Aghaaz ae Shayar
*

Rau: 0
Offline Offline

Waqt Bitaya:
10 hours and 52 minutes.
Posts: 36
Member Since: Jun 2009


View Profile
«Reply #25 on: July 06, 2009, 06:52:16 PM »
Reply with quote
Ek chhoti si nazm Qadeer saahib

Is shikanzada mahol ko dekhte hain
Jisse jhurriyon ka dar tak nahin tha

Woh rangeen raaten woh thandi shaamen
Jin men khud khone ka gham tak nahin tha

Andleebon se bhara yeh shehr maine dekha
Jahan kirgison ka koi ghar tak nahin tha

Khudara muhabbat ki yun na dhajjiyan urao
Lotao woh mazi jis men hasad tak nahin tha.


Syed

subhan allah sayed sahab kya hi nayab nazam pesh ki hai apne wah bhai wah !! jawab nahi apki pakad shayari per ..3rd ashar ke second misre me kitni baadi baath kahe di sahab ..usse mutasir hokar Eqbal sahab ka eak nayab ashar yaad agaya !!

hifazath ki jiyega !!

Dono ki parvaz hai eak hi fiza me !!
kirgis ka jahan aur hai to shahin ka jahan aur !!

.............marhoom Allama Eqbal sahab ..............

syed sahab samjhne wale ke liye bahoth badi baath chupi hai apki nazam me dil khush kar diya janab apne ..allah apke kalamo ko miyari izzath de !! Ameen !!

Qadeertoopchi
Logged
qadeertoopchii
Aghaaz ae Shayar
*

Rau: 0
Offline Offline

Waqt Bitaya:
10 hours and 52 minutes.
Posts: 36
Member Since: Jun 2009


View Profile
«Reply #26 on: July 06, 2009, 06:54:50 PM »
Reply with quote
Wah Qadeer sahab...Kya likha hai...uski rehmat rahe apki kalam par.

janab a mann vikk sahab adaab !!

ap eak guest hokar bhi meri ghazal ko comments dene ki zahemath ki uske liye apka shukar guzaar hon .. apki nagahon ko ruk di meri kalam qaqsar ke liye isse badi baath kya hosakti hai janab !!allah apko abaad rakhe khush rakhe !!

Apka bhai !!

Qadeertoopchi
Logged
MHussain
Guest
«Reply #27 on: July 06, 2009, 07:04:53 PM »
Reply with quote
Pleased to know that, but there is a question, why deleting an ID when a person can return with new one?
Anyway thanks for the explanation.
Logged
syednaami
Guest
«Reply #28 on: July 08, 2009, 07:56:04 AM »
Reply with quote
Nice poetry work Mr. Naami.
Aap ki bari nawazish Hussain Sahib. Bahut Shukriya

subhan allah sayed sahab kya hi nayab nazam pesh ki hai apne wah bhai wah !! jawab nahi apki pakad shayari per ..3rd ashar ke second misre me kitni baadi baath kahe di sahab ..usse mutasir hokar Eqbal sahab ka eak nayab ashar yaad agaya !!

hifazath ki jiyega !!

Dono ki parvaz hai eak hi fiza me !!
kirgis ka jahan aur hai to shahin ka jahan aur !!

.............marhoom Allama Eqbal sahab ..............

syed sahab samjhne wale ke liye bahoth badi baath chupi hai apki nazam me dil khush kar diya janab apne ..allah apke kalamo ko miyari izzath de !! Ameen !!

Qadeertoopchi

Jee muhtaram, ham ne to suratehaal ko dekh kar jo samjhe likh dala, ab nagavaar bhi lag sakta hai na.
Par ab tanz men hai to kyun golmatol likhna. Samjhe na ustad-e-girami
Bas aap ki nazr-e-karam rahe
Shukriya bahut shukriya
Logged
Pages: 1 [2]  All
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 21, 2024, 09:52:34 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[November 21, 2024, 09:01:29 AM]

[November 16, 2024, 11:44:41 AM]

by Michaelraw
[November 13, 2024, 12:59:11 PM]

[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.123 seconds with 26 queries.
[x] Join now community of 8506 Real Poets and poetry admirer