ye kaisa manzar hai !!

by abdulqadeer on February 04, 2009, 12:13:46 PM
Pages: 1 [2]  All
ReplyPrint
Author  (Read 2545 times)
abdulqadeer
Guest
«Reply #15 on: February 05, 2009, 01:26:08 PM »
Reply with quote
Shukriya Bhaijaan, Aur Thank U Bhai,.

Aameeen,.

ISme shukriya walikaunsi bath hai azeem !! allah tumhe khush rakhe mere bhai !! Ameen !!

Qadeer Toopchi
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Kaisa nasha kaisa ye khumar hai by poem143s in Shayri for Dard -e- Judai
Ya Khuda Yea Kaisa Manzar hai ! by deepika_divya in Shayri-E-Dard « 1 2  All »
Ye kaisa manzar hai... by brokenbyluv in Shairi - E - Zindagi « 1 2  All »
---kaisa ho woh manzar--- by killbill in Shayri-E-Dard
Aa Dekh Meri Raat Ka Manzar Ab Kaisa Hai,. {AS} by Azeem Azaad in Shayri-E-Dard « 1 2  All »
Talat
Guest
«Reply #16 on: February 05, 2009, 05:30:08 PM »
Reply with quote
Bahut Bahut Khoob Talat...Aapne bhi Sirf Chaar Line mein Bahut Kuch Keh Diya.. Applause Applause Applause

Thanks so much Khwaish Dost
Logged
abdulqadeer
Guest
«Reply #17 on: February 10, 2009, 06:50:52 AM »
Reply with quote
quote author=anjaan dharkan link=topic=42964.msg849735#msg849735 date=1233751589]
bahot khub surat qadeer bhaiyya... bahot bahot bahot pasand aaya!
[/quote]

Shukriya bahen !! allah tumhe khush rakhe !!

Qadeer Toopchi
Logged
anjaan dharkan
Yoindian Shayar
******

Rau: 0
Offline Offline

Gender: Female
Waqt Bitaya:
10 days, 13 hours and 44 minutes.
-May Allah Bless You-

Posts: 1900
Member Since: Jul 2008


View Profile
«Reply #18 on: February 10, 2009, 02:30:31 PM »
Reply with quote
quote author=anjaan dharkan link=topic=42964.msg849735#msg849735 date=1233751589]
bahot khub surat qadeer bhaiyya... bahot bahot bahot pasand aaya!


Shukriya bahen !! allah tumhe khush rakhe !!

Qadeer Toopchi

buss, duwa kee jeeyay!
Logged
chitralsony
Guest
«Reply #19 on: February 14, 2009, 05:07:08 PM »
Reply with quote
bhot piyara andaaz hay apka ,keep it up
Logged
junaidqadir
Guest
«Reply #20 on: May 14, 2009, 06:39:17 AM »
Reply with quote
bhot piyara andaaz hay apka ,keep it up


bahoth bahoth shukriya apka


Qadeer
Logged
madhuwesh
Guest
«Reply #21 on: May 14, 2009, 06:45:20 AM »
Reply with quote
very nice qadeer ji aur celmira ji,
Logged
SARVESH RASTOGI
Guest
«Reply #22 on: May 15, 2009, 04:55:51 PM »
Reply with quote
Bahut Sachchhi tasvir pesh ki hai Qadeer Bhai
Waah Waah

KAISE BATLAEN MAT POOCHHO KITNI GHABRAHAT HOTI HAI
JAB SHAAM DHALE DARWAJE PER KOI BHI AAHAT HOTI HAI

VAHSHIPAN KA YE AALAM HAI YUVKON KI MAST JAWANI BHI
DAHSHAT KE SARD ANDHERON ME APNI GARMAHAT KHOTI HAI

AAZAD PARINDE JAB UDKAR PANKHON KI SHAAN DIKHATE HAIN
ANHONI KI ASHANKA SE MAN ME AKULAHAT HOTI HAI

SARVESH RASTOGI
Logged
junaidqadir
Guest
«Reply #23 on: May 16, 2009, 11:33:27 AM »
Reply with quote
subhan allah rastogi sahab bahoth beshqimti kalam se nawaza hai is haqeeq insaan ki thread ko ...tarif karna suraj diya dekhne wali baath hogi !! allah khush rakhe apko !!

Qadeer
Logged
Niha Khan
Guest
«Reply #24 on: April 22, 2011, 05:33:26 PM »
Reply with quote


 Applause Applause Applause
Ye ghazal maine pahele eak mahefil me padi thi !! aur ajj yoindia ke nazar kar raha hon aur is ghazal ke khuch ashar pesh nahi kar sakta mahefil ki nazaqath ko nazar me rakhte howe !! ghazal se mil ja-o- to nawaz dena !!  aur maine kiss manzar ki bath ki hai is ghazal me wo ap samjh jayenge mere ishare se !! aur is ghazal ko mazhabi roop na den to bahetar hoga !!

Dara – dara sa jahan lagta hai !!
Andheri rath aur gharon me dhunwa lagta hai !!
Kal isi gulistan se ruqsath li thi maine !!
Aj lauta hon to qabrastan lagta hai !!

Ye kya manzar hai !! ye kaisi lachari hai !!
Har maqtol ka chahera begunha lagta hai !!

Utha-e-thi talwar jisne dekh ke is manzar ko !!
Daheshat gard ab usse wohi naujawan lagta hai !!

Ye uske zulam ki ibteda hai ya inteha qadeer !!
Jisne khuch kiya hi nahi wo bhi pareshan lagta hai !!

Maqtol ( mara howa ( dead body ) )
Ibteda ,( Begning )
Inteha  ( Ending )

Qadeer Toopchi
Logged
khamosh_aawaaz
Guest
«Reply #25 on: June 26, 2011, 12:52:35 PM »
Reply with quote
Ye ghazal maine pahele eak mahefil me padi thi !! aur ajj yoindia ke nazar kar raha hon aur is ghazal ke khuch ashar pesh nahi kar sakta mahefil ki nazaqath ko nazar me rakhte howe !! ghazal se mil ja-o- to nawaz dena !!  aur maine kiss manzar ki bath ki hai is ghazal me wo ap samjh jayenge mere ishare se !! aur is ghazal ko mazhabi roop na den to bahetar hoga !!

Dara – dara sa jahan lagta hai !!
Andheri rath aur gharon me dhunwa lagta hai !!
Kal isi gulistan se ruqsath li thi maine !!
Aj lauta hon to qabrastan lagta hai !!

Ye kya manzar hai !! ye kaisi lachari hai !!
Har maqtol ka chahera begunha lagta hai !!

Utha-e-thi talwar jisne dekh ke is manzar ko !!
Daheshat gard ab usse wohi naujawan lagta hai !!

Ye uske zulam ki ibteda hai ya inteha qadeer !!
Jisne khuch kiya hi nahi wo bhi pareshan lagta hai !!

Maqtol ( mara howa ( dead body ) )
Ibteda ,( Begning )
Inteha  ( Ending )

Qadeer Toopchi


BAHUT KHOOB


 Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley
Logged
Pages: 1 [2]  All
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
January 24, 2025, 05:49:14 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[January 19, 2025, 05:59:15 PM]

[January 19, 2025, 05:47:49 PM]

[January 10, 2025, 09:46:05 AM]

[January 10, 2025, 09:45:14 AM]

[January 08, 2025, 08:30:59 AM]

[January 08, 2025, 08:29:31 AM]

[January 05, 2025, 08:51:01 AM]

[January 05, 2025, 08:45:11 AM]

[January 05, 2025, 08:44:20 AM]

[January 05, 2025, 08:43:28 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.108 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8509 Real Poets and poetry admirer