Ye Sikke Nahi Chalne Waale,.

by Jaanasheen on July 19, 2010, 07:44:36 PM
Pages: [1]
ReplyPrint
Author  (Read 2335 times)
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 7 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
Reply with quote

Hum Hain Taqdeer Zamaane Ki Badalne Waale,.
Tu Karle Sitam Laakh Ke Hum Nahi Dhalne Waale,.

Uthenge Hum To Toofaan Lekar Uthenge,.
Hum Paani Ke Ke Bulbule Banke Nahi Ubalne Waale,.

Chookar Hume Tu Khud Lard-Khadaata Hai,.
Hosh Mein Aaja "Aye Sambhalne Waale,.

Sadiyon Se Bichi Hain Saazishein Hamaare Khilaaf,.
Aur Ye Sikke Nahi Hamaare Bazaar Mein Chalne Waale,.

Hum Hain Taqdeer Zamaane Ki Badalne Waale,.
TuKarle Sitam Laakh ke Hum Nahi Dhalne Waale,.

-Azeem-
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Aasuon ke chalne ki awaaz nahi hoti by sem in Shayri for Khumar -e- Ishq
aansuon ke chalne ki awaz nahi hoti by jaswinder singh jassi in Shayri-E-Dard
Abke Mousam hi nahi Rishte Nibhane waale......... by vipul kumar in Ghazals
Dost Hotey Nahi Sab Hath Milane Waale by mayur srivastav in Miscellaneous Shayri
Magar ranzish bhulakar saath chalne ko nahi raazi by livingbytheday in Ghazals
brokenbyluv
Guest
«Reply #1 on: July 19, 2010, 08:27:57 PM »
Reply with quote
Very encouraging azeem ji... Applause Applause
Logged
Sidraah Azeem
Guest
«Reply #2 on: July 19, 2010, 10:08:36 PM »
Reply with quote
Wow wow masha allah

jaan? Aage se meri himmat afzai b ap hee ne karni hai, mere aage b yunhi rehna.

May allah help us become one forever more, ameen summa ameen.
Logged
~Hriday~
Poetic Patrol
Mashhur Shayar
***

Rau: 115
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
101 days, 3 hours and 51 minutes.

kalam k chalne ko zamaana paagalpan samajhta hai.

Posts: 16243
Member Since: Feb 2010


View Profile WWW
«Reply #3 on: July 20, 2010, 02:32:03 AM »
Reply with quote
bahut bahut khoob likha hai aapne Azeem ji... bahut hi khoobsurat peshkash hai ye aapki...!!!
Logged
Anshumali
Guest
«Reply #4 on: July 20, 2010, 05:53:34 AM »
Reply with quote

Hum Hain Taqdeer Zamaane Ki Badalne Waale,.
Tu Karle Sitam Laakh Ke Hum Nahi Dhalne Waale,.

Uthenge Hum To Toofaan Lekar Uthenge,.
Hum Paani Ke Ke Bulbule Banke Nahi Ubalne Waale,.

Chookar Hume Tu Khud Lard-Khadaata Hai,.
Hosh Mein Aaja "Aye Sambhalne Waale,.

Sadiyon Se Bichi Hain Saazishein Hamaare Khilaaf,.
Aur Ye Sikke Nahi Hamaare Bazaar Mein Chalne Waale,.

Hum Hain Taqdeer Zamaane Ki Badalne Waale,.
TuKarle Sitam Laakh ke Hum Nahi Dhalne Waale,.

-Azeem-


Good one.....Azeem Ji......nice creation.....dil se daad !
Logged
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 6 hours and 11 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006


View Profile
«Reply #5 on: July 20, 2010, 09:27:14 AM »
Reply with quote
Bahut bahut Khoob Azeem Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 7 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #6 on: August 24, 2010, 01:23:16 AM »
Reply with quote
Very encouraging azeem ji... Applause Applause

Shukriya Geet Ji

Wah Wah Mere Bhai Kya Hi Khub Farmaaya Hai Aapne
Aapki Is Tahreer Ko Parhke Dil Baagh Baagh Ho Gaya
Hauslon Se Bhari Aur Aagh Karne Wali Yeh Peshkash
Bahut Bahut Aur Bahut Hi Khoobsurat Hai...

Yun Hi Likhte Raho, Bahut Sikhne Ko Milta Hai

ALLAH Pak Aapko Humesha Khush Rakhe Aamee...

~Shihab~



Shukriya mere bhai hamesha se hi tumhaare daad meri huasla afzaai karte aaye hain,.

yunhi saath dete rehna

Shukriya
Logged
ParwaaZ
Guest
«Reply #7 on: August 24, 2010, 07:13:17 PM »
Reply with quote
Azeem Sahab Aadaab O Salaam....

SocheN aaj kuch tanziyaa padheN ... aapki hi tehreer uper mili ..... kafi achchi lagi....
Sabhi ashaar behad umdaa rahe.... dil se daad janab..

Likhate rahiye...
Khush rahiye... Usual Smile         




Hum Hain Taqdeer Zamaane Ki Badalne Waale,.
Tu Karle Sitam Laakh Ke Hum Nahi Dhalne Waale,.

Matla achcha hai...         


Uthenge Hum To Toofaan Lekar Uthenge,.
Hum Paani Ke Ke Bulbule Banke Nahi Ubalne Waale,.

Is sher khususi daad janab.. bahut achcha raha yeh sher... 


Chookar Hume Tu Khud Lard-Khadaata Hai,.
Hosh Mein Aaja "Aye Sambhalne Waale,.

Tanz bahut solid raha..... Daad Janab         


Sadiyon Se Bichi Hain Saazishein Hamaare Khilaaf,.
Aur Ye Sikke Nahi Hamaare Bazaar Mein Chalne Waale,.


Sher achcha hai per khul nahi paya...
Kuch kami si rahi hai.. bayani meiN         


Hum Hain Taqdeer Zamaane Ki Badalne Waale,.
TuKarle Sitam Laakh ke Hum Nahi Dhalne Waale,.



-Azeem-


Ek achchi tanziyaa kalaam per dil se daad janab....

Likhate rahiye
khush rahiye...
Khuda Hafez...         

Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 7 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #8 on: August 25, 2010, 04:50:17 PM »
Reply with quote
Azeem Sahab Aadaab O Salaam....

SocheN aaj kuch tanziyaa padheN ... aapki hi tehreer uper mili ..... kafi achchi lagi....
Sabhi ashaar behad umdaa rahe.... dil se daad janab..

Likhate rahiye...
Khush rahiye... Usual Smile         



Ek achchi tanziyaa kalaam per dil se daad janab....

Likhate rahiye
khush rahiye...
Khuda Hafez...         



Shukriya Parwaaz Ji, waise Maine Koshish ki har ashaar ko khulke rakhne ki, i tried my best

and thanx  for your comments brother
Logged
Rajesh Harish
Guest
«Reply #9 on: August 31, 2010, 10:46:09 PM »
Reply with quote

Hum Hain Taqdeer Zamaane Ki Badalne Waale,.
Tu Karle Sitam Laakh Ke Hum Nahi Dhalne Waale,.

Uthenge Hum To Toofaan Lekar Uthenge,.
Hum Paani Ke Ke Bulbule Banke Nahi Ubalne Waale,.

Chookar Hume Tu Khud Lard-Khadaata Hai,.
Hosh Mein Aaja "Aye Sambhalne Waale,.

Sadiyon Se Bichi Hain Saazishein Hamaare Khilaaf,.
Aur Ye Sikke Nahi Hamaare Bazaar Mein Chalne Waale,.

Hum Hain Taqdeer Zamaane Ki Badalne Waale,.
TuKarle Sitam Laakh ke Hum Nahi Dhalne Waale,.

-Azeem-


Good one Chote
Logged
Yaash
Guest
«Reply #10 on: September 25, 2010, 03:21:55 AM »
Reply with quote
Behad Hi Umda Kya Khoob Tanz Diya Hai

Dad Hi Dan Janaab...
Logged
madhuwesh
Guest
«Reply #11 on: September 25, 2010, 05:39:15 AM »
Reply with quote
Azeem bhai bahut gherai aur khoobsurti se likha aapne.bahut pasand aayi.great work.excellent,hats off icon_salut icon_thumleft Applause Applause Applause Applause Applause
Logged
AbhiTamrakar
Guest
«Reply #12 on: September 27, 2010, 11:32:36 AM »
Reply with quote
azeem bhai hazaron daad.....bahut bahut khoob..

kuchh yun kaha baharon ne mujhse samet lo hame apni bahon me,
mene kaha he ye majboori meri ki bahon me sametne ko "Abhi" manzilen bahut he rahon me~
Logged
shiba
Guest
«Reply #13 on: January 29, 2011, 12:14:59 PM »
Reply with quote
 Applause Applause Applause
Logged
Pages: [1]
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 08, 2024, 10:05:44 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 08, 2024, 09:59:08 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:55:06 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 06:58:58 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.135 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8505 Real Poets and poetry admirer