YEH PEHLA IMTEHAAN HAI TERA......

by khwaish on January 01, 2009, 04:47:20 PM
Pages: [1] 2  All
ReplyPrint
Author  (Read 2176 times)
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 6 hours and 11 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006

View Profile
Reply with quote
Raahein Dikhte Bhi Nahi
Aur Manzil Ko Paana Bhi Hai....

Mushkile Sar Uthaye Khade Hai Har Raah Mein,
Par Inn Mushkilo Ko Waqt Ke Saath Guzar Jaana Bhi Hai....

Yehi Ek Umeed Se Har Ek Gham Se Guzar Raha Hoon Main,
Ke Ab Gham-e-Daur Se Ubhar Kar,
Mujhe phir Muskurana Bhi Hai...

Kyon Itraata Hai "KHWAISH" apni Khoobiyon Par Tu Iss Tarah,
DOST, DUNIYA, DAULAT....
Yeh Sab Khilone hai Zindagi Ke Iss Bazar Mein,
Zindagi Ke Inn Khilono Ko Abhi Tak,Tune Kya Pehchaana Bhi Hai??

Zimmedariyon ko Ab Bhoj Na Samaj,Yeh To Pehala Imtehaan Hai Tera,
Yehi Hai Zindagi Ka Falsafa "KHWAISH",
Bahut si Zimmedariyon ko Abhi Waqt Ke Saath Aana Bhi Hai....

Aaj Ke Daur Mein,Sar wahi Jhukata hai Khuda Ke Aage,
Jis Ka Imaan Poora Ho,
Kaamyabian Chumegi Tera Har Kadam "KHWAISH",
Par Khayal Rakhna,Khuda Ke Aage Yeh Sar Hamesha Jhukaana Bhi Hai....

Manzile Haasil Hai Ussi Musafir Ko Jisne,
Manzil Ko Paane Ke Liye Kuch Mushakat ki,
Faasle Simat Jaayenge Manzil Ke Khud-Bhar-Khud,
Pehle Faisla Kar,Zindagi Ke Iss Safar Ko
Kya Tune Safar Maana Bhi Hai??
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Pyar ka pehla pehla kadam... by dhadkan in Shayri for Khumar -e- Ishq
~PYAR KA IMTEHAAN - JUDAII~ by ANJALI33 in Shayri for Dard -e- Judai
Tera Apna Bhi Har Mod Par Imtehaan Lega....... by khwahish in Shayri-E-Dard « 1 2 3  All »
imtehaan ki raat by friendsforever in Shayri for Dard -e- Judai
Imtehaan Na Lo.... by SURESH SANGWAN in Shayeri for Dard -e- Bewafai
Rajesh Harish
Guest
«Reply #1 on: January 01, 2009, 05:03:38 PM »
Reply with quote
Good one Khwaish Ji
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 14 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006

View Profile
«Reply #2 on: January 01, 2009, 07:39:10 PM »
Reply with quote
Bohat Hi Badhiya Hai, Rajesh Bhaiya,.
Logged
Deepati
Guest
«Reply #3 on: January 02, 2009, 01:43:42 AM »
Reply with quote
 Applause Applause KHWAISH Ji

Very well written...

Naye saal ki bahut bahut Mubarak!!

Deepati
Logged
cara
Guest
«Reply #4 on: January 02, 2009, 04:42:37 AM »
Reply with quote
bahut hi khoob likha hai ..khwaishji.....

zindagi ke safar ka, yeh pahela imtehaan hai tera,
har mushkilo ka saamna karna ,tera kaam, karm ,our farz hai tera.
gar nek iraada hai,toh khud-bar khud har manzil ko hasil karna hai tera.

Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 14 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006

View Profile
«Reply #5 on: January 02, 2009, 09:52:22 AM »
Reply with quote
Hmmm,.
Nice one Cara Ji,.
Yunhi :Likhte Rehna,.
Logged
jasbirsingh
Guest
«Reply #6 on: January 02, 2009, 09:58:07 AM »
Reply with quote
Raahein Dikhte Bhi Nahi
Aur Manzil Ko Paana Bhi Hai....

Mushkile Sar Uthaye Khade Hai Har Raah Mein,
Par Inn Mushkilo Ko Waqt Ke Saath Guzar Jaana Bhi Hai....

Yehi Ek Umeed Se Har Ek Gham Se Guzar Raha Hoon Main,
Ke Ab Gham-e-Daur Se Ubhar Kar,
Mujhe phir Muskurana Bhi Hai...

Kyon Itraata Hai "KHWAISH" apni Khoobiyon Par Tu Iss Tarah,
DOST, DUNIYA, DAULAT....
Yeh Sab Khilone hai Zindagi Ke Iss Bazar Mein,
Zindagi Ke Inn Khilono Ko Abhi Tak,Tune Kya Pehchaana Bhi Hai??

Zimmedariyon ko Ab Bhoj Na Samaj,Yeh To Pehala Imtehaan Hai Tera,
Yehi Hai Zindagi Ka Falsafa "KHWAISH",
Bahut si Zimmedariyon ko Abhi Waqt Ke Saath Aana Bhi Hai....

Aaj Ke Daur Mein,Sar wahi Jhukata hai Khuda Ke Aage,
Jis Ka Imaan Poora Ho,
Kaamyabian Chumegi Tera Har Kadam "KHWAISH",
Par Khayal Rakhna,Khuda Ke Aage Yeh Sar Hamesha Jhukaana Bhi Hai....

Manzile Haasil Hai Ussi Musafir Ko Jisne,
Manzil Ko Paane Ke Liye Kuch Mushakat ki,
Faasle Simat Jaayenge Manzil Ke Khud-Bhar-Khud,
Pehle Faisla Kar,Zindagi Ke Iss Safar Ko
Kya Tune Safar Maana Bhi Hai??

very nice, KHWAISH

Jasbir Singh
Logged
diya786
Guest
«Reply #7 on: January 02, 2009, 10:22:08 AM »

bahut bahut khoob Khwaish
kamaal likha hai aapne
too good
Applause Applause Applause
Logged
diya786
Guest
«Reply #8 on: January 02, 2009, 10:24:37 AM »
Reply with quote
bahut hi khoob likha hai ..khwaishji.....

zindagi ke safar ka, yeh pahela imtehaan hai tera,
har mushkilo ka saamna karna ,tera kaam, karm ,our farz hai tera.
gar nek iraada hai,toh khud-bar khud har manzil ko hasil karna hai tera.

bahut accha likha hai Cara
keep going
Clapping Smiley Clapping Smiley
Logged
sajid_ghayel
Guest
«Reply #9 on: January 02, 2009, 04:14:09 PM »
Reply with quote
Very very good khwaish specially 2nd last sher it was terrific well done as always  Clapping Smiley
Logged
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 6 hours and 11 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006

View Profile
«Reply #10 on: January 05, 2009, 04:51:27 PM »
Reply with quote
Bahut Bahut Shukriya...

Rajeshji
Azeem Bro
Deepati ji
Jasbir Ji
Kashish ji..

Teh Dil Se Main Shukarguzaar Hoon Aap sab ka.. notworthy
Logged
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 6 hours and 11 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006

View Profile
«Reply #11 on: January 05, 2009, 04:53:32 PM »
Reply with quote
bahut hi khoob likha hai ..khwaishji.....

zindagi ke safar ka, yeh pahela imtehaan hai tera,
har mushkilo ka saamna karna ,tera kaam, karm ,our farz hai tera.
gar nek iraada hai,toh khud-bar khud har manzil ko hasil karna hai tera.

Bahut Bahut Khoob!! cara, aap bahut acha likhte ho.. Applause Applause

Aur Bahut bahut shukriya aapka..
Logged
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 6 hours and 11 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006

View Profile
«Reply #12 on: January 05, 2009, 04:58:36 PM »
Reply with quote
Very very good khwaish specially 2nd last sher it was terrific well done as always  Clapping Smiley

Bahut Bahut Shukriya Sajid Saheb Aapka..
Logged
Just_Hate_Love
Guest
«Reply #13 on: January 07, 2009, 10:15:33 PM »
Reply with quote
...beautiful thought Khwaish...keep writing...
Logged
abdulqadeer
Guest
«Reply #14 on: January 08, 2009, 05:01:00 AM »
Reply with quote
Raahein Dikhte Bhi Nahi
Aur Manzil Ko Paana Bhi Hai....

Mushkile Sar Uthaye Khade Hai Har Raah Mein,
Par Inn Mushkilo Ko Waqt Ke Saath Guzar Jaana Bhi Hai....

Yehi Ek Umeed Se Har Ek Gham Se Guzar Raha Hoon Main,
Ke Ab Gham-e-Daur Se Ubhar Kar,
Mujhe phir Muskurana Bhi Hai...

Kyon Itraata Hai "KHWAISH" apni Khoobiyon Par Tu Iss Tarah,
DOST, DUNIYA, DAULAT....
Yeh Sab Khilone hai Zindagi Ke Iss Bazar Mein,
Zindagi Ke Inn Khilono Ko Abhi Tak,Tune Kya Pehchaana Bhi Hai??

Zimmedariyon ko Ab Bhoj Na Samaj,Yeh To Pehala Imtehaan Hai Tera,
Yehi Hai Zindagi Ka Falsafa "KHWAISH",
Bahut si Zimmedariyon ko Abhi Waqt Ke Saath Aana Bhi Hai....

Aaj Ke Daur Mein,Sar wahi Jhukata hai Khuda Ke Aage,
Jis Ka Imaan Poora Ho,
Kaamyabian Chumegi Tera Har Kadam "KHWAISH",
Par Khayal Rakhna,Khuda Ke Aage Yeh Sar Hamesha Jhukaana Bhi Hai....

Manzile Haasil Hai Ussi Musafir Ko Jisne,
Manzil Ko Paane Ke Liye Kuch Mushakat ki,
Faasle Simat Jaayenge Manzil Ke Khud-Bhar-Khud,
Pehle Faisla Kar,Zindagi Ke Iss Safar Ko
Kya Tune Safar Maana Bhi Hai??

Very Good Bhaijaan Kya likha ye Alfaaz nahi ahesaas hai !! Keep Going Yaar !!

Qadeer Toopchi
Logged
Pages: [1] 2  All
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.

Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 09, 2024, 02:50:34 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 08, 2024, 09:59:08 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:55:06 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 06:58:58 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.114 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8505 Real Poets and poetry admirer