Zaher Pina Hoga !!

by abdulqadeer on February 08, 2009, 06:58:40 AM
Pages: 1 [2] 3  All
ReplyPrint
Author  (Read 3239 times)
abdulqadeer
Guest
«Reply #15 on: February 09, 2009, 10:24:51 AM »
Reply with quote
bahut hi umda likha hai qqdeer ji sach bahut hi achha...

Shukriya rawath ke tumne meri ghazal ko waqath diya !!

Qadeer Toopchi
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
MILK MAT PINA by neeraj_ninu in SMS , mobile & JOKES
zaher piya liya~~~Akram~~~ by mrZakram in Shayri-E-Dard
Yadon me hi usne ZAHER mila diya...f.... by Asif samani jaunpuri in Shairi - E - Zindagi
Zaher hone tak... Parwaaz by ParwaaZ in Kaifiyaat-ae-maye « 1 2  All »
zaher mila diya: NM by Ayaz sid in Share: Poetry of Pain
abdulqadeer
Guest
«Reply #16 on: February 09, 2009, 11:40:30 AM »
Reply with quote
Kalam aapka amrit sa laga..
Yeh Zaher amrit se kam nahi laga...

bahut khoob Qadeer bhaiya  Applause


Shukriya roja bahen !! apne is nacheez ko izzath bakshi !!

Qadeer Toopchi
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 17 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #17 on: February 09, 2009, 11:47:37 AM »
Reply with quote
Bhai Aapke Saamne Hum Kuch Nahi Hai
Phir Bhi Ek Chhoti Si Koshis Karta Hoon
Galti Ho To Maaf Kijiyega...


Kisi Ki Yaad Mein Do Pal Mujhe Machalne Do
Bohat Ghuatn Hai Dil Ko Thoda Aur Jhalne Do.

Kaash Ki Mil Jaayegi Mujhe Thodi Si Raahat
Dard.o.Ghum Ko Meri Rag Rag Mein Ghul Ne Do.

Dum Hi Na Tod De Kahin Tamannae.n Is Bheed Mein
Is Shaam.e.Furqat Ko Tanhaai Mein Hi Dhalne Do

Dekhlu Mein Kab Tak Aazmati Hai Mohabbat Mujhe
Zara Si Aur Der Aazmaish.e.Talwaar Ko Chalne Do


Waah Mere Bhai, Kya Khoob Likha Hai,.
yunhi Likhte Raho.

May Allah Bless you,.
Logged
Sayyid Randeri
Guest
«Reply #18 on: February 10, 2009, 03:20:27 AM »
Reply with quote
Shihab aap ne bohot achha likha, matla ke dusre mirse mien to jitni gehrai se sochen doobte hi jaate hain, bohot khoob...
Logged
abdulqadeer
Guest
«Reply #19 on: February 10, 2009, 06:41:06 AM »
Reply with quote
waah qadeer ji...itna dard...bahut khoob... Applause  Applause allah aapko saare ghamo se dur rakhe...khush rahiye... Usual Smile

Bahoth bahoth shukriya fairy !! Allah tumhe khush rakhe !!

Qadeer Toopchi
Logged
abdulqadeer
Guest
«Reply #20 on: February 10, 2009, 01:00:10 PM »
Reply with quote
Marhaba Qadeer... Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley

Khauf_zada hone lagi maut zindagi se
Kitna mushkil GHAYEL ka jeena hoga

                           -SG-


Bahoth bahoth subhan allah sajid sahab kaise nazar se chuk gaya ye nayab ashar wah wah bhai wah sajid !! kyakahene yaar is sher ke is thread ko nayab bana diya tumne !! allah tumhe khush rakhe !!

Qadeer Toopchi
Logged
k.shael
Guest
«Reply #21 on: February 11, 2009, 06:53:16 AM »
Reply with quote
 Applause   Applause   Applause


Bahut Khoob Likha hai Qadeer Ji,

Tu tha saath to honth hasne pe majboor the,
aab tu jo nahi hai to hame khul ke rona hoga,

Tere hone se thi saari doulat iss duniya ki mere pass,
Aab tu jo jaa raha hai to har daulat ko khona hoga...

Tere pass hone par neend kabhi na aayi inn aankhon me,
Aab jo tu zindagi liye jaa raha hai to mujhe mout aagosh me sona hoga...

Shally.
Logged
sajid_ghayel
Guest
«Reply #22 on: February 11, 2009, 07:05:05 AM »
Reply with quote
Applause   Applause   Applause


Bahut Khoob Likha hai Qadeer Ji,

Tu tha saath to honth hasne pe majboor the,
aab tu jo nahi hai to hame khul ke rona hoga,

Tere hone se thi saari doulat iss duniya ki mere pass,
Aab tu jo jaa raha hai to har daulat ko khona hoga...

Tere pass hone par neend kabhi na aayi inn aankhon me,
Aab jo tu zindagi liye jaa raha hai to mujhe mout aagosh me sona hoga...

Shally.


Kya baat hain wah wah jeeyo Shally very good.... Applause

Teri bato se asardar tere sher hain zalim
Jo bevafa hoga padhkar inhe sharminda hoga

                          -Sajid Ghayel-
Logged
k.shael
Guest
«Reply #23 on: February 11, 2009, 07:10:16 AM »
Reply with quote
Kya baat hain wah wah jeeyo Shally very good.... Applause

Teri bato se asardar tere sher hain zalim
Jo bevafa hoga padhkar inhe sharminda hoga

                          -Sajid Ghayel-



Shukriya Sajid Ji,

Use Sharminda karke kya le paaunghi mein,
Hogi taqleef agar use to mohabbat meri mujhe galli degi

Shally.
Logged
abdulqadeer
Guest
«Reply #24 on: February 11, 2009, 07:14:13 AM »
Reply with quote
Applause   Applause   Applause


Bahut Khoob Likha hai Qadeer Ji,

Tu tha saath to honth hasne pe majboor the,
aab tu jo nahi hai to hame khul ke rona hoga,

Tere hone se thi saari doulat iss duniya ki mere pass,
Aab tu jo jaa raha hai to har daulat ko khona hoga...

Tere pass hone par neend kabhi na aayi inn aankhon me,
Aab jo tu zindagi liye jaa raha hai to mujhe mout aagosh me sona hoga...

Shally.


Bahoth umda shally i like ur improvement buddy !! really good work keep going !!

Qadeer Toopchi
Logged
abdulqadeer
Guest
«Reply #25 on: February 11, 2009, 07:15:34 AM »
Reply with quote
Kya baat hain wah wah jeeyo Shally very good.... Applause

Teri bato se asardar tere sher hain zalim
Jo bevafa hoga padhkar inhe sharminda hoga

                          -Sajid Ghayel-


Wah Wah bhi sajid sahab !! badshah hu tom do lines me shayari ke agaz aur anjaam karne me !!

Qadeer Toopchi
Logged
k.shael
Guest
«Reply #26 on: February 11, 2009, 07:23:14 AM »
Reply with quote
Bahoth umda shally i like ur improvement buddy !! really good work keep going !!

Qadeer Toopchi

Shukriya Qadeer Shahib,

Ye to aapki zahenawazi hai jo iss nacheez ke likhe ko pasand kiya,

Shally.
Logged
abdulqadeer
Guest
«Reply #27 on: February 11, 2009, 08:02:06 AM »
Reply with quote
Shukriya Qadeer Shahib,

Ye to aapki zahenawazi hai jo iss nacheez ke likhe ko pasand kiya,

Shally.

Ur welcome Shally !!

Qadeer Toopchi
Logged
salil2002
Guest
«Reply #28 on: February 11, 2009, 10:38:18 AM »
Reply with quote
Applause   Applause   Applause


Bahut Khoob Likha hai Qadeer Ji,

Tu tha saath to honth hasne pe majboor the,
aab tu jo nahi hai to hame khul ke rona hoga,

Tere hone se thi saari doulat iss duniya ki mere pass,
Aab tu jo jaa raha hai to har daulat ko khona hoga...

Tere pass hone par neend kabhi na aayi inn aankhon me,
Aab jo tu zindagi liye jaa raha hai to mujhe mout aagosh me sona hoga...

Shally.

nice one shally i wish koi aisa mere liye bhi likhta

jo main nahin toh khud mein dhoondna mujhko
teri dhadkan k aas paas rehta hoon
main kuch kehta nahin toh kya hua
tere gham mein Zaar-Zaar rota hoon
Logged
Talat
Guest
«Reply #29 on: February 11, 2009, 12:32:59 PM »
Reply with quote
Ghazal se mil jao to nawaz dena !!ye ghazal maine bahoth pahele likhi thi aj post karne ka mann kiya yoindia per!!

Gham beshumar hain magar jina hoga !!
Zaher ko bhi amrit samjh kar pina hoga !!
Zakham kha-a- hain maine beshumar pit per !!
Apki baar teri talwar aur mera sina hoga !
!

Na nikle gi mere jism se ruh kabhi !!
Iske liye tujhe eak baar mujh se milna hoga !!

Haram ki daulath aur shahurath ho tumhe mubarak!!
Ab meri har roti pe mera pasina hoga !!


Tapti ret me binch boke kahete ho “Qadeer”
Ke pholon ko issi jaga khilne hoga !!

Qadeer Toopchi




Bohot Khoob...Bohot achcha likha hai aapne Qadeer Bhai

Khaas kar highlighted asa'ar bohot hi achche lage..!!
Logged
Pages: 1 [2] 3  All
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 21, 2024, 09:39:51 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[November 21, 2024, 09:01:29 AM]

[November 16, 2024, 11:44:41 AM]

by Michaelraw
[November 13, 2024, 12:59:11 PM]

[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.127 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8506 Real Poets and poetry admirer