Zaroori Hai

by Prateek Mardia on February 16, 2010, 04:15:33 PM
Pages: 1 [2]  All
ReplyPrint
Author  (Read 1641 times)
Talat
Guest
«Reply #15 on: March 19, 2010, 01:47:06 PM »
Reply with quote
Tinke tinke jod kar banana aashiyaana zaroori hai
Usey dehtey hue fir dekh kar muskuraana zaroori hai


Hur nayi galti meri mujhey karti hai ishaara
dhundali ho gayi bhoolon ko bhulaana zaroori hai


Nahi is baat ka ub ranj hasratein haasil nahi hoti
Neend aaye to sapno ko sajaana  zaroori hai


Ek badi taakleef aayi to ehsaan yeh saath mein laayi
tamaam choti uljhano ko mitaana zaroori hai.


Raaz rindon ka maikdey mein ja ka milta hai
Thokar lagi hai jub to fir ladhkhadana  zaroori hai

Mere Bebaak hone ka unhey shikwa raha aksar
pur mehsoos hota hai to fir jataana zaroori hai


                                      --- Prateek Mardia




Bohot Khoob Prateek Ji, bohot gehri baataib samjhaayi hain aapne is shayari main.....
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
zaroori to naheen by husain52 in Shayri for Khumar -e- Ishq
Zaroori Hay... by faisal314 in Ghazals
Mera Bikhar jana zaroori tha by Kashifib in Shayeri for Dard -e- Bewafai
Zaroori to nahin... by mixie in Shairi - E - Zindagi
Zaroori Tha by Shaanu in Miscellaneous Shayri
madhuwesh
Guest
«Reply #16 on: March 21, 2010, 07:31:28 AM »
Reply with quote
wah bahut bahut khoob Prateek ji,mindblowing creation.bahut pasand aayi.likhte rahiyega.Cara ji aapne bhi kamaal ke likha Hats off to you! Applause Applause Applause Applause Thumbs UP
Logged
Prateek Mardia
Guest
«Reply #17 on: March 21, 2010, 05:42:45 PM »
Reply with quote
Bohot Khoob Prateek Ji, bohot gehri baataib samjhaayi hain aapne is shayari main.....

Shukriya Celmira ji, aapne kavita ko samjha aur protsahaan diya.
Logged
Prateek Mardia
Guest
«Reply #18 on: March 21, 2010, 05:44:24 PM »
Reply with quote
wah bahut bahut khoob Prateek ji,mindblowing creation.bahut pasand aayi.likhte rahiyega.Cara ji aapne bhi kamaal ke likha Hats off to you! Applause Applause Applause Applause Thumbs UP

Aapka atyant aabhaar madhuwesh ji aapne is rachna ko padha aur pasand kiya.Dhnyawaad.
Logged
bekarar
Poetic Patrol
Yoindian Shayar
******

Rau: 4
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
53 days, 9 hours and 51 minutes.

Posts: 3738
Member Since: Oct 2005


View Profile
«Reply #19 on: April 06, 2010, 04:29:38 PM »
Reply with quote
Tinke tinke jod kar banana aashiyaana zaroori hai
Usey dehtey hue fir dekh kar muskuraana zaroori hai


Hur nayi galti meri mujhey karti hai ishaara
dhundali ho gayi bhoolon ko bhulaana zaroori hai


Nahi is baat ka ub ranj hasratein haasil nahi hoti
Neend aaye to sapno ko sajaana  zaroori hai


Ek badi taakleef aayi to ehsaan yeh saath mein laayi
tamaam choti uljhano ko mitaana zaroori hai.


Raaz rindon ka maikdey mein ja ka milta hai
Thokar lagi hai jub to fir ladhkhadana  zaroori hai

Mere Bebaak hone ka unhey shikwa raha aksar
pur mehsoos hota hai to fir jataana zaroori hai


                                      --- Prateek Mardia



jeevan

har sher umda aur gahra....kya hi khoob likha hai prateek ji...neend aaye to sapno ko sajana jaoori hai...bahoot khoob
Ek badi taakleef aayi to ehsaan yeh saath mein laayi
tamaam choti uljhano ko mitaana zaroori hai.
 wah.... wah....takleefen sachmuch khud -b- khud kam ho jati hai agar samne usase bhi badi takleef aa jaaye...
dheron daad aapko...
Logged
Pages: 1 [2]  All
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 21, 2024, 09:39:30 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[November 21, 2024, 09:01:29 AM]

[November 16, 2024, 11:44:41 AM]

by Michaelraw
[November 13, 2024, 12:59:11 PM]

[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.101 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8506 Real Poets and poetry admirer