Alphabetical antakshari

by @kaash on June 19, 2009, 04:35:56 AM
Pages: 1 ... 59 60 61 62 [63] 64 65 66 67 ... 79
Print
Author  (Read 28465 times)
KOYAL46
Guest
«Reply #930 on: November 16, 2010, 10:02:30 AM »
J :


Jaane kya tune kahi
Jaane kya maine suni
Baat kuchh ban hi gayi
Jaane kya tune kahi ...

Sansanaahat si huwi
Thartharaahat si hui
Jaag uthhe khwaab kayi
Baat kuchh ban hi gayi
Jaane kya tune kahi ...

Nain jhuk jhuk ke uthhe
Paau ruk ruk ke uthhe
Aa gayi jaan nayi
Baat kuchh ban hi gayi
Jaane kya tune kahi ...

Zulf shaane pe mude
Ek khushb si ude
Khul gaye raaz kayi
Baat kuchh ban hi gayi
Jaane kya tune kahi ...

My favourite song....
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Antakshari by Rewa in Mazahiya Shayri(Funny Shayari)
Antakshari by shivani(9899207979) in SMS , mobile & JOKES
Alphabetical mazahiya Antakshari by khumaar in The forum only for "Forum Gaming"
khushi4pari
Guest
«Reply #931 on: December 28, 2010, 08:24:38 PM »
K:

Kaali kaali khaali raato se hone lagi hai dosti
khoya khoya in raaho me ab mera kuch bhi nahi
har pal har lamha main kaise sehta hu
har pal har lamha main khud se ye kehta rehta hu
tujhe bhulaa diya...tujhe bhula diya..tujhe bhula diya
phir kyun teri yaado ne..mujhe rula diya..mujhe rula diya...
Logged
KOYAL46
Guest
«Reply #932 on: January 03, 2011, 09:23:04 AM »
L :

Lag Jaa Gale Ki Phir Yeh Haseen Raat Ho Na Ho
Shaayad Phir Is Janam Mein Mulaaqaat Ho Na Ho
Lag Jaa Gale Se

Humko Mili Hain Aaj Yeh Ghadiyaan Naseeb Se
Jee Bhar Ke Dekh Lijiye Humko Qareeb Se
Phir Aapke Naseeb Mein Yeh Baat Ho Na Ho
Shaayad Phir Is Janam Mein Mulaaqaat Ho Na Ho
Lag Jaa Gale Ki Phir Yeh Haseen Raat Ho Na Ho
Lag Jaa Gale Se

Logged
*KasaK*....Dil Ki
Poetic Patrol
Umda Shayar
*

Rau: 19
Offline Offline

Gender: Female
Waqt Bitaya:
67 days, 9 hours and 25 minutes.
"I hv a prsnality wch evrybdy cn't handle

Posts: 5603
Member Since: Jun 2010


View Profile
«Reply #933 on: January 03, 2011, 09:31:52 AM »
M:
mera tujhse hai pehle ka naata koi
yunhi nahin dil lubhata koi
jaane tu ya jaane naaa
maane tu ya naane naaaaa
Logged
KOYAL46
Guest
«Reply #934 on: January 03, 2011, 09:38:09 AM »
N;
Na Tum Jano Na Hum
Kyon Chalti Hai Pavan
Kyon Jhume Hai Gagan
Kyon Machalta Hai Mann
Na Tum Jano Na Hum
Kyon Aati Hai Bahaar
Kyon Lutta Hai Karaar
Kyon Hota Hai Pyaar
Na Tum Jano Na Hum
Na Tum Jano Na Hum
Logged
*KasaK*....Dil Ki
Poetic Patrol
Umda Shayar
*

Rau: 19
Offline Offline

Gender: Female
Waqt Bitaya:
67 days, 9 hours and 25 minutes.
"I hv a prsnality wch evrybdy cn't handle

Posts: 5603
Member Since: Jun 2010


View Profile
«Reply #935 on: January 03, 2011, 09:50:33 AM »
O:
O jaane wale ho sake to laut k aana
ye baat haan ye baat kahin bhul na jana
Logged
KOYAL46
Guest
«Reply #936 on: January 03, 2011, 09:53:44 AM »
P:
Panchhi nadiyaan pazwan ke jhonke
Koi sarhad na inhein roke
Panchhi nadiyaan pazwan ke jhonke
Koi sarhad na inhein roke
Sarhad insaanon ke liye hai
Socho tum aur maine kya paaya
Insaan hoke
Logged
ANAAM
Guest
«Reply #937 on: January 07, 2011, 01:07:52 PM »
Q :
Qismat ki, baazi ka, faisla to, ho gaya hai
Faasla bhi, kho gaya hai, dekhein kisko kaun milta hai

Jisko jisse milna hai, har haal mein milta hai
Duniya mein mohabbat hi, qismat ko badalti hai
Ye shama hawaao mein, bujhti nahi jalti hai
Qismat ki a-ha-ha, baazi ka a-ha-ha,
Faisla to o-ho-ho ho gaya hai a-ha-haa
Faasla bhi…

Kudrat hi banaati hai har rishta mohabbat ka
Yu bhi kabhi hota hai, anjaan si raaho mein
Qismat jisse kehte hain, aa jaati hai baaho mein,
Qismat ki e e e, baazi ka aa aa aa aa,
Faisla to o o o ho gaya hai ai ai ai
Faasla bhi…

Har roz nahi banti tasveer mohabbat ki
Jo saanso mein rehta hai, jo palko mein sota hai
Woh pyaar jawaani mein, ik baar hi hota hai
Qismat ki a-ha-ha, baazi ka a-ha-ha,
Faisla to o-ho-ho ho gaya hai a-ha-haa
Faasla bhi…
Logged
KOYAL46
Guest
«Reply #938 on: January 08, 2011, 07:27:32 AM »
R :
Raah banee khud manjil
Peechhe rah gayee mushkil
......saath jo aaye tum

Dekho fool ban ke saaree dharatee khil padee
Gujare aarajoo ke raaston se jis ghadee
.....jism churaye tum

Jharnaa kah rahaa hai, mere dil kee daastaan
Meri pyaas lekar chhaa rahee hain mastiyaan
......jeen mein nahaye tum

Panchhee ud gaye sab  gaa ke nagmaa pyaar kaa
Lekin dil ne ayesaa jaal fenkaa pyaar kaa
......udane naa paaye tum
Logged
khushi4pari
Guest
«Reply #939 on: January 08, 2011, 01:01:18 PM »
S:

Saawan ka mahina pawan kare sor
jiyara re jhume aise jaise mann ma naache mor...
Logged
KOYAL46
Guest
«Reply #940 on: January 10, 2011, 06:46:34 AM »
T :
Tu Hi Bata AY Zindagi
Jo Bhi Hua Kyon Hua
Khoi Hai Kyon Har Khushi
Kiski Lagi Bad-Dua

Kise Kise Jawab Duun
Bhuja Bhuja Yeh Dil Hai Kyon
Kya Main Kahoon Bikhra Kyon Sapna Mera
Tu Hi Bata ay Zindagi
Jo Bhee Hua Kyon Hua
Khoi Hai Kyon Har Khushi
Kiski Lagi Bad-Dua
Logged
KOYAL46
Guest
«Reply #941 on: January 24, 2011, 08:34:02 AM »
V :

Valentine's Day Ke Din Main Keh Doon Ankahi,
Tu Hi Hai Mere Dil Mein, Tu Hi Hai Har Kaheen.

Kabse Chhupa Tha Dil Mein Yeh Raaz,
Tujhko Hui Hai Khabar Yeh Aaj,
Ke Dil Ne Jo Kaha Hai,
Sach Hai Woh Ya Nahin.
Logged
manzil-e-ishq
Guest
«Reply #942 on: January 24, 2011, 09:09:36 AM »
W
wo pahli baar jab hum mile....
haatho me haathe jab hum chale....
ho gaya ye dil deewana....
hota hai pyar kya... humne jana...
Logged
KOYAL46
Guest
«Reply #943 on: January 24, 2011, 10:46:14 AM »
X :

X-mas ki dekho beet gayi chhutiyein
Aaya naya saal liye band muththeeyien

Jaane kya hai ess varsh bhagya mai mere
Koi tou puchho kisi pahunche huye jayotish se
Logged
KOYAL46
Guest
«Reply #944 on: January 24, 2011, 11:05:51 AM »
Z :
zara si aahat hoti hai
to dil sochta hai.....
kahin yeh woh to nahin

chhup ke seene mein, aaaa
chhup ke seene mein koi jaise sadaa deta hai
shaam se pehle diya dil ka jalaa deta hai
hai usi ki yeh sadaa, hai usi ki yeh adaa
kahin yeh woh to nahin.........

shakl phirti hai, haa aa
shakl phirti hai nigahon mein wohi pyaari si
meri nas nas mein machalne lagi chingari si
chhoo gayi jism mera, kiske daaman ki hawa
kahin yeh woh to nahin
zara si aahat hoti hai to dil sochta hai
kahin yeh woh to nahin
Logged
Pages: 1 ... 59 60 61 62 [63] 64 65 66 67 ... 79
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
December 28, 2024, 03:32:43 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
by mkv
[December 22, 2024, 05:36:15 PM]

[December 19, 2024, 08:27:42 AM]

[December 17, 2024, 08:39:55 AM]

[December 15, 2024, 06:04:49 AM]

[December 13, 2024, 06:54:09 AM]

[December 10, 2024, 08:23:12 AM]

[December 10, 2024, 08:22:15 AM]

by Arif Uddin
[December 03, 2024, 07:06:48 PM]

[November 26, 2024, 08:47:05 AM]

[November 21, 2024, 09:01:29 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.158 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8506 Real Poets and poetry admirer