sbechain
Guest
|
«Reply #495 on: November 28, 2013, 05:28:54 AM » |
|
|
|
|
Logged
|
|
|
|
|
suman59
Guest
|
|
«Reply #496 on: November 28, 2013, 03:51:33 PM » |
|
kabhee muskuraaye kabhee rooth jaaye. baat meree khopadiya me.N na aaye.
aaye na baat khopadiya mein qalb ka kitni siddat se sikhaya maine ser patak patak ke
|
|
|
Logged
|
|
|
|
ParwaaZ
Guest
|
|
«Reply #497 on: November 29, 2013, 04:52:04 PM » |
|
aaye na baat khopadiya mein qalb ka kitni siddat se sikhaya maine ser patak patak ke Kab mili thi kahaaN bichdi hume yaad nahi Zindagi tujhko toH bus khaab meiN dekha humne
>>>>>>>>>>>>>.... Not Mine
|
|
|
Logged
|
|
|
|
FARE
Guest
|
|
«Reply #498 on: November 29, 2013, 10:41:02 PM » |
|
Neyaab Tha Wo Tofa Jo Dil May Utter Gaya Hummare Bhalle Hi Pass Nahi Ass Ki Tarha Tu Hai Pass Hummare
|
|
|
Logged
|
|
|
|
masoom shahjada
Guest
|
|
«Reply #499 on: November 30, 2013, 03:28:21 PM » |
|
Neyaab Tha Wo Tofa Jo Dil May Utter Gaya Hummare Bhalle Hi Pass Nahi Ass Ki Tarha Tu Hai Pass Hummare
rakh kar wo bhool gayi hai shaayad kuch Aaj fir chilla rahaa hai koi meri tarah
|
|
|
Logged
|
|
|
|
FARE
Guest
|
|
«Reply #500 on: November 30, 2013, 09:55:27 PM » |
|
ahh nikal parti hai dard milne par kis ny kaha hai hum khush rehte hai
|
|
|
Logged
|
|
|
|
ParwaaZ
Guest
|
|
«Reply #501 on: December 02, 2013, 07:02:51 PM » |
|
Hum apni khushi ki khateer auroN ko gham dete haiN Ghaur khud par nahi karte kyuN tawajoH kam dete haiN
|
|
|
Logged
|
|
|
|
sahal
Umda Shayar
Rau: 109
Offline
Gender:
Waqt Bitaya:47 days, 4 hours and 0 minutes.
love is in the Air,but CuPiD is alone here.
Posts: 4410 Member Since: Sep 2012
|
|
«Reply #502 on: December 02, 2013, 07:22:37 PM » |
|
Na dekhun to ghabrati ho,dekhun to itrati ho, Kashmakash mein dalker youn na rijhaya karo.
|
|
|
Logged
|
|
|
|
ParwaaZ
Guest
|
|
«Reply #503 on: December 02, 2013, 07:32:50 PM » |
|
Sahal Sahaab Aadaab..!
Janab Aapko "H" se shuru karna tha kyuN ke "hai" is a self "H"...
RaNg mehfil ke udaa gaya koii RoG dil ka lagaa gaya koii
|
|
|
Logged
|
|
|
|
FARE
Guest
|
|
«Reply #504 on: December 03, 2013, 09:34:25 PM » |
|
iiaee fir sy mulakaat karne mujhe sy tanhaiee faqat humme kisi ki yaad may masroof Dakhe Kar lout gayiee
|
|
|
Logged
|
|
|
|
ParwaaZ
Guest
|
|
«Reply #505 on: December 08, 2013, 04:10:19 AM » |
|
iiaee fir sy mulakaat karne mujhe sy tanhaiee faqat humme kisi ki yaad may masroof Dakhe Kar lout gayiee
Kia baat hai bahut khoob Fare Sahiba, achcha khayaal bayaaN kiya hai..
Is dil ka kia kasoor tha jo saza paayi ujad gaya Aik dhokaa nazar ka tha dil bichara bikhar gaya
|
|
|
Logged
|
|
|
|
FARE
Guest
|
|
«Reply #506 on: December 10, 2013, 10:03:41 PM » |
|
Yaad Hi Tu Hai Jo Mout Tak Saath Deti Rehti Hai Phir Dhoka Mille Ya Saza Ye Wafa Ka Daman Bichaye Rakhti Hai
|
|
|
Logged
|
|
|
|
ParwaaZ
Guest
|
|
«Reply #507 on: December 11, 2013, 03:22:11 AM » |
|
HaiN to bahut kuch yaad par yaad aata nahi ab Jaane kyuN un raahoN par maiN jaata nahi ab
|
|
|
Logged
|
|
|
|
masoom shahjada
Guest
|
|
«Reply #508 on: December 11, 2013, 09:24:33 PM » |
|
Badii shaitaani kartaa hai, badaa ruswaa karataa hai.... Ye dil, ye cheej kaisi hai, issaaro pe nachchaata Jo chattano se takraaye to chur-chur kar de,. Par zaraa sii chhot de apne to akdam tut jata hai.
|
|
|
Logged
|
|
|
|
FARE
Guest
|
|
«Reply #509 on: December 11, 2013, 10:06:13 PM » |
|
Hai Ye Dil Fir Bhi Shesha Khehlata Hai Marta Hai Soo Baar Fir Bhi Zinda Kahane Ko Dharakta Hai
|
|
|
Logged
|
|
|
|
|