Bait-baazi...!!

by ghayal_shayar on December 07, 2012, 03:05:48 AM
Pages: 1 ... 46 47 48 49 [50] 51 52 53
Print
Author  (Read 19940 times)
~Hriday~
Poetic Patrol
Mashhur Shayar
***

Rau: 115
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
101 days, 3 hours and 51 minutes.

kalam k chalne ko zamaana paagalpan samajhta hai.

Posts: 16243
Member Since: Feb 2010


View Profile WWW
«Reply #735 on: May 10, 2016, 07:16:03 PM »
bahut khoob Parwaaz ji....!!!

meri baahon mein aakar tum, toot ke bikhar jaao
hoon main deewaanaa koi, thodaa aur tum kar jaao
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Bait Bazi......! by lovebites in Shayri for Khumar -e- Ishq « 1 2 3 4 »
Let's play Bait bazi by nikss in Shayri-E-Dard « 1 2 3  All »
bait baazi by tabassum shakeel in Shairi - E - Zindagi « 1 2 3 4 5 »
baazi by NABROY in Miscellaneous Shayri
Baazi...!! by Advo.RavinderaRavi in Miscellaneous Shayri
ParwaaZ
Guest
«Reply #736 on: May 10, 2016, 07:34:22 PM »
bahut khoob Parwaaz ji....!!!

meri baahon mein aakar tum, toot ke bikhar jaao
hoon main deewaanaa koi, thodaa aur tum kar jaao



Bahut bahut shukriyaa ... janab aapki abhi ki kalaam ne dil shaad kar diya hamaara ...
Behad umda kalaam likhi hai ...



Aur toH kuch nahi teri yaadoN ke siva is veeraane meiN
Waqt jaise tham chukaa hai tere chale jaane ke baad



Logged
~Hriday~
Poetic Patrol
Mashhur Shayar
***

Rau: 115
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
101 days, 3 hours and 51 minutes.

kalam k chalne ko zamaana paagalpan samajhta hai.

Posts: 16243
Member Since: Feb 2010


View Profile WWW
«Reply #737 on: May 10, 2016, 07:45:09 PM »

Bahut bahut shukriyaa ... janab aapki abhi ki kalaam ne dil shaad kar diya hamaara ...
Behad umda kalaam likhi hai ...



Aur toH kuch nahi teri yaadoN ke siva is veeraane meiN
Waqt jaise tham chukaa hai tere chale jaane ke baad






ek baar firse main aapkaa tahe dil se shukriyaa adaa kartaa hoon...!!!


dard ko aankhon mein kabse sambhaale rakhaa hai
naa chhediye inhe, ki kahin chhalak naa jaaye






Logged
ParwaaZ
Guest
«Reply #738 on: May 10, 2016, 08:08:22 PM »


YouN toH saari duniyaa apni yaar hoti hai
WoH hi apne nahi hote jiski chahat beshumaar hoti hai



Logged
surindarn
Ustaad ae Shayari
*****

Rau: 273
Offline Offline

Waqt Bitaya:
134 days, 2 hours and 27 minutes.
Posts: 31520
Member Since: Mar 2012


View Profile
«Reply #739 on: May 11, 2016, 04:07:23 AM »
Saaqi jo bhi tu ne mujhey diyaa beshumaar diyaa
Khuda gawah hai gham bhi diyaa behisaab diyaa

Logged
ParwaaZ
Guest
«Reply #740 on: May 14, 2016, 06:58:20 PM »


Surinder Jee aapne ghalat word se sher start kiya ... aapko H se start karna tha ...


YaadoN ke siva dil meiN rakha kya hai
Aik taraf tuu aik taraf duniyaa kya hai



Logged
~Hriday~
Poetic Patrol
Mashhur Shayar
***

Rau: 115
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
101 days, 3 hours and 51 minutes.

kalam k chalne ko zamaana paagalpan samajhta hai.

Posts: 16243
Member Since: Feb 2010


View Profile WWW
«Reply #741 on: May 14, 2016, 07:11:09 PM »


bahut khoob Parwaaz ji...!!!


humein bhulaakar kehte hain, fikar bahut hai
dil se khel jaane kaa unmein hunar bahut hai
Logged
ParwaaZ
Guest
«Reply #742 on: May 14, 2016, 08:02:32 PM »


 Bahut shukriya janab ....

Husn waaloN ke hunar woH jo numaaya nahi hote
AashiqoN ki nazar husn ke uspaar kahaaN jati hai





Logged
surindarn
Ustaad ae Shayari
*****

Rau: 273
Offline Offline

Waqt Bitaya:
134 days, 2 hours and 27 minutes.
Posts: 31520
Member Since: Mar 2012


View Profile
«Reply #743 on: May 14, 2016, 09:01:10 PM »
Haar mantaa hoon chalo sahib
shukr hai lafzon kee hee bait-baazi thee...

HAAYE KEHTI HAI TEREY SAATH RAHOON GI
ZINDAGI MUJHE CHORHH JAANEY KE BAAD...
Logged
~Hriday~
Poetic Patrol
Mashhur Shayar
***

Rau: 115
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
101 days, 3 hours and 51 minutes.

kalam k chalne ko zamaana paagalpan samajhta hai.

Posts: 16243
Member Since: Feb 2010


View Profile WWW
«Reply #744 on: May 15, 2016, 06:08:05 AM »


hain hum bhi waaqif unke dil tod jaane ki puraani aadat se
magar hai kasam khaai humne jeet lenge unhe mohabbat se
Logged
*KasaK*....Dil Ki
Poetic Patrol
Umda Shayar
*

Rau: 19
Offline Offline

Gender: Female
Waqt Bitaya:
67 days, 9 hours and 25 minutes.
"I hv a prsnality wch evrybdy cn't handle

Posts: 5603
Member Since: Jun 2010


View Profile
«Reply #745 on: May 28, 2016, 10:24:49 AM »
WAAHHH WAHHHH KYA BAAT HAI PARWAZ JI KAPLI JI AND SURINDAR JI MAZA AAGAYA PADHKAR....

SANAM JABSE TUM RUTHE HO MUJHSE
SHABD BHI MERE KHO SE GAYE HAIN
Logged
~Hriday~
Poetic Patrol
Mashhur Shayar
***

Rau: 115
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
101 days, 3 hours and 51 minutes.

kalam k chalne ko zamaana paagalpan samajhta hai.

Posts: 16243
Member Since: Feb 2010


View Profile WWW
«Reply #746 on: May 28, 2016, 12:21:25 PM »


har mod pe mujhe chehraa tumhaaraa hi nazar aayaa
jaane kitne saalon baad laut apne shahar aayaa
Logged
surindarn
Ustaad ae Shayari
*****

Rau: 273
Offline Offline

Waqt Bitaya:
134 days, 2 hours and 27 minutes.
Posts: 31520
Member Since: Mar 2012


View Profile
«Reply #747 on: May 28, 2016, 01:53:49 PM »
YEH AAYE HO HAZOOR TO BAITHO PAR MAIN NE KAB TUMHEN BULAAYAA
MAIN TO YAAD HEE KIYAA THAA KYAA PHIR KOI CHEENK TUMHEN AAYAA...
Logged
*KasaK*....Dil Ki
Poetic Patrol
Umda Shayar
*

Rau: 19
Offline Offline

Gender: Female
Waqt Bitaya:
67 days, 9 hours and 25 minutes.
"I hv a prsnality wch evrybdy cn't handle

Posts: 5603
Member Since: Jun 2010


View Profile
«Reply #748 on: May 28, 2016, 06:05:00 PM »
yaadon k jharonkhon se ab bhi tum hi jhankte ho
chhup chhup ke mujhe aksar yunhi nihaarte ho
Logged
~Hriday~
Poetic Patrol
Mashhur Shayar
***

Rau: 115
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
101 days, 3 hours and 51 minutes.

kalam k chalne ko zamaana paagalpan samajhta hai.

Posts: 16243
Member Since: Feb 2010


View Profile WWW
«Reply #749 on: May 28, 2016, 06:17:02 PM »
hum to apni saanson mein bhi tumhiko mehsoos karte hain
jaanaa haa yeh sach hai, hum ab bhi tumhe pe marte hain
Logged
Pages: 1 ... 46 47 48 49 [50] 51 52 53
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
January 27, 2025, 04:18:57 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[January 19, 2025, 05:59:15 PM]

[January 19, 2025, 05:47:49 PM]

[January 10, 2025, 09:46:05 AM]

[January 10, 2025, 09:45:14 AM]

[January 08, 2025, 08:30:59 AM]

[January 08, 2025, 08:29:31 AM]

[January 05, 2025, 08:51:01 AM]

[January 05, 2025, 08:45:11 AM]

[January 05, 2025, 08:44:20 AM]

[January 05, 2025, 08:43:28 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.13 seconds with 24 queries.
[x] Join now community of 8509 Real Poets and poetry admirer